नमस्ते सर,मेरा एक P.P.A. दिनांक 18 अक्टूबर को बनाया गया था परंतु बैंक में जमा करने के बाद भी मुझे उसका धन अभी तक प्राप्त नहीं हुआ है , और न ही धन विद्यालय के P.F.M.S. Account में वापस आया है। B.R.C पर् भी लिखित में सूचना दे दी है, अब मुझे क्या करना चाहिए , कृपया सलाह दें।
Thank you sir mera language group show nahi ho raha tha ab jake relax huva thank you.
👍
Kis se contact Krna padta hai language group shi krwane ke liye
Kese...? हमें भी बताओ
Sir class ek me naya admission liya h to uska Mark percentage or no of days kaha se likhenge
sir profile complete hone ke bad bhi students generate option show nahi ho Raha hai
school admission date me kab ki brne hote h
jab usnay admission lea vo ya phir presant me jis classs me vo promot huaa h vo date
Dono me se koi bhi likh de, koi issue nhi hai
सर हमारे यहाँ मार्क्स पहले से भरा हुआ है
Sir agar adhaar aur school ka data match n kar raha ho name ya dob to gp verify kaise hoga
Sir agar baccha class 1 se enroll hai to present school admission date me kya bharege baccha is samay class 3 me hai
Class 1 wali bhi fill kr skte hai ya fir class 3 ki bhi koi issue nhi hai
AP GPSC complete Ho jaane ke bad bacche ke data ko kaise change Karen
Data edit kr dijiye
Very good information
Thanks
Twelth class ko Hindi aur English padhate h lekin vo sixth se tenth tak Sanskrit padh chuke h
Sir kuchh bachho ka name ktne ki Wajah se roll number change hua h , ab General profile me dusra aur ab isme dusra roll number bhara jayega?
Ep me fill kar skte hai new roll number
सर एडमिशन डेट जब बच्चा एडमिशन लिया है तब का भरेंगे या वर्तम्मान क्लास का एडमिशन डेट भरेंगे।
Dono me se koi bhi bhar skte hai
@teacherseducationcorner no sir I am not satisfied.
Students state me kya hoga
Mere already group me show ho rhi h lekin jb ef module me jakar krta hu tb nhi khul rhi h
Sir complete data me Ep ka data bhra nahi Aa rha jabki Gp aur Fp ka data bhra Aa rha h
Use save kr dijiye, fir next kijiye
Aadhar card invalid dikha Raha hai
Sir class 1 walo ka bhi gp ep fp profile update karni hogi?
Yes
Nice sir
Thanks
Class1 ke ek bachche ka adhaar no. Already registered aa raha he Apaar id kaise generate kare sir bachche ko new admission show kiya h
Duplicate student record me check kijiye ek baar
4.2.5 agar bachha dusre other school me tha to hm uske to hm uske mark percentage kaise fill karenge.
Purane school se contact karke ya fir student report card manga kar
4.2.1 Admission number in present school me kya bharna
Student registration no problem SR no
Sir language select me , show hi nahi horaha hai 3days se try karehi hu.
Sir language select kar rakhi h bhir bhi language select ka operation nahi khul raha h
School directory me bhi check kar le, agar tab bhi na ho to block mis se bat kijiye, problem solve ho rhi hai
Sir present school admission date me kya bhareng agar baccha pahelese hai to
Pahle wali bhi fill kr skte hai aur current class ki bhi, koi bhi ek kr dijiye koi problem nhi hai
Thank you sir
Welcome
Thankyou sir
🙏
Sir class 1 ke bachho ki ep me language studied ka option nhi khul Raha hai
Solution btya hai video me iska sabhi class 1 to 12 th ke liye hai
Sir aapke school me class 1 ke bacho ko add karne ka option aa raha Hai mere wale me nahi aa raha Hai. Kya aap solution Bata sakte Hai
Abhi har district ke liye active nhi hua hai, pareshan mat hoyie aapke district ke liye bhi active ho jayega
Sir,
Udise+ par inactive students ko active kaise kar sakte hain ?
District mis se contact karke
Agar kisi ki apaarid galat ho to edit kaise kare
Koi option nahi hai abhi edit ka
Sir gp ke alava koi sa format save nhi horha h...kya kre..?
Aapke district me abhi active nhi hue honge ep aur FP, thoda wait kijiye
नमस्ते सर,मेरा एक P.P.A. दिनांक 18 अक्टूबर को बनाया गया था परंतु बैंक में जमा करने के बाद भी मुझे उसका धन अभी तक प्राप्त नहीं हुआ है , और न ही धन विद्यालय के P.F.M.S. Account में वापस आया है। B.R.C पर् भी लिखित में सूचना दे दी है, अब मुझे क्या करना चाहिए , कृपया सलाह दें।
Aa jayegi limit automatically thoda time lag jata hai bas
Import hone ke baad bhi basic details fill nhi ho paa rhi hai
Aadhar mein already registered show ho rha hai
Duplicate student record me check kijiye ek bar
Duplicate records mein bhi show nhi ho rha sir
Class - 1 me ek student class 2 ka entry ho gaya hai use kaise delete kare
Block mis se contact kijiye
Sir addmission date konsa bhre
Addmission date privious year ka show ho rha hai koi issue to nhi hai
Nhi
Language me koi option aata hi nahi to kaise kare
Solution btya hai video me
Sir pravesh sankhya kya hoti he
Student registration no
Sir mera 4.2.3 group language option not open what to do
Solution btaya hai video me
Sir mere EP me group language me kuch nahi aa raha kya kru
Sir btaya hai video me please check
1:41 @@teacherseducationcorner
Class nahi change ho rahi pichle saal bhi class 1 mein the aaj bhi
Aise edit karwa lijiye 👇
ruclips.net/video/RpcYcCbnVZY/видео.html
Class 1 ka kese seve kare
Unke marks kese bhare
Sir EP me bahut kuchh bhara hua hai
Jo details prefilled hai unhe aise hi rhne de agar sahi hai to, save krte jaiye profile
Ok sir
Thank you