Sir practically agr baat kre to maan lo ki aap north k side face kiye khde hai or aapse koi bolta hai ki north k saamne jana hai to kya aap back side mud kr chl denge.... Or jb bolega ki north k opposite chlna hai to kya aap seedhe chl denge... Ek bar sochiye fr uska Answer btaiye.... Srf answersheet se answer milane se concept nhi bnta hai....
Sir plz clear, in every book & on other channels, everyone is saying north k samne ka akshar means whi no itself, any one plz tell what is correct north k samne, me south hoga ya whi north ka no??
table test kabhi esa aa sakta he ki col - 5 ke vikarn aur row -1 ke vikarn ko ulta karke , col-5 aur row -1 ke vikarno ko exchange karke col -5 me sabse niche ka aksar konsa hoga? isme exchange kese karne ka. col - col ke aksar change karna he ki row -row ke aksar change karna he.
Sir aap psycho me table test me clockwise and anticlockwise bataiye isme bahut student Ko doubt h.........ye banate h to video bahut chelega......kyoke koi bhe you tuber ye video nhi banaya h.....sb sochata h.....ki watch me clockwise and anticlockwise hota h.......blki table me bhe ye hota h🐦🐦🐦🐦🐦🐦🐦🐦🐦🐦🐦
table test kabhi esa aa sakta he ki col - 5 ke vikarn aur row -1 ke vikarn ko ulta karke , col-5 aur row -1 ke vikarno ko exchange karke col -5 me sabse niche ka aksar konsa hoga? isme exchange kese karne ka. col - col ke aksar change karna he ki row -row ke aksar change karna he. pl reply sir.
Thanks sir
Q9.North k samne k1 hen hoga.. Book is totally wrong. Opposite me M4 hoga..
Q no.9 ka north ke samne B1 hoga ..Jugal sir ki class me bataya gaya hai..Ku ki north ki positions under di gai hai..
samne or opposite main confused hu video dekhne ke baad b
Thanks again sir
mera 1st choice psm & second choice alp post hain.
agar main psychology test attend na karu to kya psm ka result bad mein niklega?
Please Bhai pen 📜 paper bhi milta hai kya💯💯💯
Q no 9- is table mai north direction circle ke andar mai di gai hai na ki bahar isliye north ke samane K1 hi aayega...........
Book m wrong hai.. ques9) ka ans 4 hi hoga👍👍
Nisha Choudhary you are right
Right
Nisha I like u and u always right near
Don't be confused yrrrr 4 answer nhi hoga
Maine 3 books Ka analysis Kiya hai
figure placement ka set praictic hoga sir
Ye hui na bat .. thanks for this video
Sir practically agr baat kre to maan lo ki aap north k side face kiye khde hai or aapse koi bolta hai ki north k saamne jana hai to kya aap back side mud kr chl denge.... Or jb bolega ki north k opposite chlna hai to kya aap seedhe chl denge... Ek bar sochiye fr uska Answer btaiye.... Srf answersheet se answer milane se concept nhi bnta hai....
North ke samne aur north disha me jana dono alag concept hai.
@@thestudentstudy sir to aapko ye bat us question ko solve krye hue btana chaiye thwa na!!!!
@@thestudentstudy or sir kisi bhi question mei language aise nhi dikhi mujhe ki "north disha mei"... Agr hai to us questions ko solve kraye aap
North k samne k1 h to k1 k samne north hona chye na
Disha ke condition me samne ka case alag hota hai
question 9 is right
Sir north ke samne k1 ya m4 tik Kare bahut confuse hai ham pls sugges any correct
North ke samne south me jo element hoga wahi hoga
Sir plz clear, in every book & on other channels, everyone is saying north k samne ka akshar means whi no itself, any one plz tell what is correct north k samne, me south hoga ya whi north ka no??
Follow vidyasagar publication.. usme north ke samne south hoga .. aur yahi sahi v hai
infront or opposite are same
Ok sir,
vidhyasagr publication ka he vo sahi he
table test kabhi esa aa sakta he ki col - 5 ke vikarn aur row -1 ke vikarn ko ulta karke , col-5 aur row -1 ke vikarno ko exchange karke col -5 me sabse niche ka aksar konsa hoga?
isme exchange kese karne ka. col - col ke aksar change karna he ki row -row ke aksar change karna he.
Sir g picture placement(Jo naye syllabus me diya h) wala bhi bata dijiye with tricks .
Please........
Ok tomorrow
Yes or no ke ke bare me khush bataye sir
Sir yable me se ya ke ka matalab ek hi hota
No
Sir 7 ka 5 ans hoga.
Kyuki avi tak koi aisa question nhi dikha jisme partilcularly sirf akhar ya no. Change karne ko kaha gya h.
Sir D hoga diagonal ka fourth dikhiye
Q2 ka and 1 ho ga
Sir answer milane se nahi ho ga answer galat hai soUth ke samne ka matlab disha circle ke ander hai bahar par dipend karega ......
Dogs are laughing in background.🐕
Dogs are laughing nahi...dogs are barking
Figure placement ka koi trick batayiye sir
Sir qn 4 m .....square m jo latter hota h usi ke left right dekha jata h...na ki watch ke ....sir ne bataye the
Sir aap psycho me table test me clockwise and anticlockwise bataiye isme bahut student Ko doubt h.........ye banate h to video bahut chelega......kyoke koi bhe you tuber ye video nhi banaya h.....sb sochata h.....ki watch me clockwise and anticlockwise hota h.......blki table me bhe ye hota h🐦🐦🐦🐦🐦🐦🐦🐦🐦🐦🐦
Sir vidyasagar ka practice kra de.
Ok
Aap center me khara hai apke samne kon sa hoga
6 no question check it
And 9 is wrong ,,,,,,,ans will be 2
shi h bhai
Sir question 9 ko clear kre bcz agr directions Bich me mention ho to uske samne wahi same direction Hota h sir please clear this question
Bahut se coaching me north ke samne north me hi Jo element hai use bta rhe hai
Har book me alag alag ans h theek to book ke ans se na milaye or ye koi forigen writer ki book nahi h ok 9 wrong h.
sir picture placement ka kuch kijiye.72 me se 55 se jyada attemp nahi ho pa raha hey.fail ho jaunga.plz kuch bataye.
55 to kafi h bhai
Hum se to 50 pr hi pahuch pte h
@@locopilotrajendra_gurjar6235 kitne min mey?? 5 min mey mera 54/55 ho pata hey..tumhara sayad 4 min mey 50 hoga..
4min
table me( se) ya (ke) wala funda laagu hoga kya?
Agar sirf ye kahe ki east ko West se exchange krna hai,to kya ank change hoga ya nhi.ya sirf akshar hi change hoga ????pls help
Q 9 ka answer galat hai
Bhai g question kis level ka rahega hard ya medium .
North ke saamne wala ank likha hua h ques no 9 me.Q wrong batate ho bhai?
Answer jruri nahi thik hi diya ho book me
North k samne k1 hoga bhai
Samne aur viprit ka meaning ek hi h kya??
@@shitalchavhan62 no ye direction pr depend krega
table test kabhi esa aa sakta he ki col - 5 ke vikarn aur row -1 ke vikarn ko ulta karke , col-5 aur row -1 ke vikarno ko exchange karke col -5 me sabse niche ka aksar konsa hoga?
isme exchange kese karne ka. col - col ke aksar change karna he ki row -row ke aksar change karna he.
pl reply sir.
In front of North means k1 sir..not M4...
@Priyanka Malik सामने कई mtlb विपरीत
@@omsingh1610 samne alg h or opposite alg h bhai
@@ankitsaxena8488 उत्तर का सामने दक्षिण
उत्तर के विपरीत दक्षिण
@@omsingh1610 jb bhai north south bhar ki taraf hote tb north k samne south hota bt iss watch m north under ki taraf h
@@ankitsaxena8488 north के सामने क्या hoga
Sir kya bata sakte west ke samne kya hai
Sir is test me ek bhi mistake accept h ya nhi
9 th q. Is totally wrong
Rhymbos m Rhymbos के left right लेना h ki clock के 4th question samjh nhi aya
Figure to NUMBER PER AUR VIDEO BANAYE EK SATH 3 SET KA
Question 4 is answer 1 hoga
Q 9 ka Rong method
Sir aap kis book se watch or table kara rahe ho...plz bataye
Vidya sagar latest
Sir left right main confusion hain
Watch table ka first video dekhiye .. jisme complete concepts bataya hu .. playlist me hai
Sir ji namaste
Kis book se read Kara rahe hai
Vidyasagar publication
is bar ane ka chance hai ki nahi sir
Galat kyo bta rhe ho
Bhai koi ye batao screen par ungli rakh kar dekh kar sycho test denai sai koi mana to nahi karega na exam hall me please reply any one?????
Goli maar denge tmko
अगर sir 2nd que. में उसके पहले पहला की बजाय उसके पहला अंक कौनसा होगा ये पूछ लें तो क्या अपना उत्तर A होगा ना?