Congress, kauraw, aur kapati sab ek samaan.. Jo balidaani hai uska nahi gungaan.. Bhagat Singh raajguru aur sukhdev kaun hai nahi kar sakta pahchan..... Congress ki yahi pahchan... Mahabharat.... Mahabharat.... Mahabharat.,. Jay shree Krishna
Yudistira tidak jadi raja.mengapa karna.jumlah pandawa jauh lebih sedikit.mktn.di bandingkan.para kurawa yg banyak.yg jadi raja duryudana.mengapa karna jay/winer kurawa.ok?.
Droncharya karn ke pahale guru the isliye usne bhi guru daksina di thi par wo bhi korawo ke saath haar gya tha is udha me vedvyas ji ki Mahabharat me likha hai Pandawo ne haraya tha panchal naresh ko
@@Kaliprasad-vlogsdo you know there were two Karn in Mahabharata. One was kunti putra the famous danveer karn and the other was The Karn who participated in this war KHESTRIYA KARN son one khandhari. Do you really think that Danveer Karn could not defeat Drupad who was easily killed by Dronacharya. Bhagwan Krishna had to save Arjun's life twice during his duel with Karn. No doubt Karn was on the wrong side but just for sake of your feelings don't consider him a weak warrior. Imagine a warrior who was cursed by his own guru Parashuram and even then God Shri Krishna had to save the life of Arjun twice during the battle with Karn. That says something
@@UjuaalSharmatumne ye baat kisne boli parshuram karn ko nahi hara sakte... Agar is pure brahamand pe koi Manushya parshuram ke samne khada hone ka dam rkahta he usme sabse pahala naam he bhishm pitamaha jo unke he shishya the.... Jake research karo bhism pitamaha ke bare mr
@@atharvadere6898 I think you didn't understand my comment maine kaha Karan shrapit tha parashuram ke dwara fir bhi bhagwan Krishna ko do baar Arjun ki jaan bachani padi. To vo Karan doosra tha jo guru dakshina lane duryodhan ke sath drupad se ladne Gaya tha. Vo gandhari putra Karan tha danveer Karan nhi. Danveer Karan ke liye drupad ko harana koi badi baat na hoti. Aaj kal log Sanskrit nhi jante issliye unhe asli kahani hi nhi pata.
Kaha rehthe ho bhai kabhi mahabharat ki book khol ke padhi he nhi padhi he to Ghar lake padho phir pata karo karn tha ya nhi karn drupad war me tha or karn dron k b sisya tha
@@manishkumawat5875 Are bhai Mahabharat mujhe mat batao Mahabharat alag alag publisher published karte hai alag alag rajya main Mahabharat grantha ke publisher bohot hai isliye kya sach hai koi nahi bata sakta tum bhi nahi samjhe
महाभारत की यह प्लेलिस्ट देखें
bit.ly/GeetaSaarMahabharat
गीता से ज्ञान मिला
रामायण से राम
भाग्य से हिन्दू धर्म मिला
ओर किस्मत से हिन्दुस्तान
हर हर महादेव
एक क्षत्रिय , ब्राह्मण की बराबरी कभी नहीं कर सकता।🙏
Why ??
Brahman hamare liye pujyneey hota h ham unki barabari karane ke bare me soch bhi nahi sakate
@@lalaitsingh6595acha 😆
जय श्री कृष्ण✨🖤
जय श्री राम✨❤️
जय भगवान✨💕
हर हर महादेव✨💕❤️🖤
जय भगवान✨❤️🖤
भागवत गीता🖤💕❤️
जय भगवान🤜🖤💕❤️🤛
राधे राधे
मैं पांचाल नरेश ध्रुपद के हाथ बंद करूं यहां लाऊंगा और गुरु चरणों में डाल दूंगा😂
Swag of Dronacharya ❤❤
Achha is yudh main karan bhi tha
Aaj pata chala aap ko 😂😂😂
Neech kayar sut Putra karna
Haa ..Sony tv Wale ye nhi dikagege😂
जय श्री कृष्ण जय श्री राधा कृष्ण, हरे कृष्ण हरे कृष्ण कृष्ण कृष्ण हरे हरे, हरे राम हरे राम राम राम हरे हरे
Second fight sahi tha kisi nirdosh seinik ko pandavo dwara nhi laya gya khud hi aaye🙏
गुरु दक्षिणा लेने गए कौरव सब नामर्द होके भागे...😆😆😆
Abhiman le doobta hai❤❤❤❤❤🎉🎉🎉 kitni achhi seekh ki baat kahi hai
बस भीम ही मस्त लगरहा है 😂
Rest in peace Praveen Kunar Ji
Archna Dubey ji gaur se dekhiye Karn Bano ki versha kar raha hai.
Bhai aap mahabharat padho,koi bhi serial shi nhi hai
Jai Shree Krishna🙏
Good episode
जय श्री राम।।
..(◍•ᴗ•◍)..
.."कल कहते रहे है वही कल कहते रहेगे
हर दौर मे हम उन पे ग़ज़ल कहते रहेगे"..
है ईश्वर जी ,,,,आप की ही जी 🙏🏻🙏🏻🪔🪔
હમમ
Reast n pease parveen Kumar....
11:40-11:45 🤣🤣🤣🤣🙏🕉️🕉️
bheemsen
radhe radhe😘
Me apke charan padta hu praveen kumar ji apki atma ko shanti aur moksh prapt ho
Congress, kauraw, aur kapati sab ek samaan..
Jo balidaani hai uska nahi gungaan..
Bhagat Singh raajguru aur sukhdev kaun hai nahi kar sakta pahchan.....
Congress ki yahi pahchan...
Mahabharat....
Mahabharat....
Mahabharat.,.
Jay shree Krishna
मुझे लगता है कि द्रोणाचार्य ने पांडवों से गुरु दक्षिणा में प्रतिशोध ही मांगा था
श्रीमान यह आपको लगता है और जो आपको लगता है जरूरी नहीं कि वह सत्य ही हो खैर
Karn yaha kya kar rahe hai osko koi gurudakshina nahi deni Dronacharya ko
Ye siriyal bnane me khami h
Duryodhana hastinapur ki taraf se gya tha uski sena leke usmain karn bhi aata hai serial ko hi thik se dekho
@@SandeepJain-z1e mere prabhu karn, jayadrath , satyaki,bhi dronacharya ka sisya tha aur sath me gaya tha karn gurudhaknisa Dene
Kaas koi firr se mahabharat bnaataa jisme shi khaani dikhaate abb toh logon ko itni achi acting bhi nii aati
Right
Agr krn yudh me jata to Jeet jaata
@@deepakkhanna4679 han jit jaate lekin jo honaa thaa wo toh bhgwan ki mrji thi
Ùùùuùuùùuuuùùuùùù
Karn gya tu hai bevkuf
Droyadhan and karan to panchal naresh se hi harr kr bhag gye. 😂😂😂
Arjun to phir bhi Arjun hai 🏹.
भीम always op
अर्जुन तो अर्जुन है
Ama karn kyathi ayo 🤨
Yudistira tidak jadi raja.mengapa karna.jumlah pandawa jauh lebih sedikit.mktn.di bandingkan.para kurawa yg banyak.yg jadi raja duryudana.mengapa karna jay/winer kurawa.ok?.
15:30 Arjun ke banno ke samne badi badi sena bhi kuj nhi kr skti.
Isme karn ko kamjor dikhaya hai or Arjun ko mahan jo ki karn ke samne Arjun kuchh nhi tha
Is yudh me karn bhi tha usne kya ukhad liya batao choro ki bhati bhag aaye..
Esame karna kaha se aa gaya
Bhai yaha Aisa hi hota haiiiii 😅😅😊😊
Ye hi m soch raha hu 😅😅
Ye To Nanhi Hona Chahiye
Droncharya karn ke pahale guru the isliye usne bhi guru daksina di thi par wo bhi korawo ke saath haar gya tha is udha me vedvyas ji ki Mahabharat me likha hai
Pandawo ne haraya tha panchal naresh ko
Help karna aaya hoga 😅
Arjun Arjun hy
Ye wala mahabharat orignal lagta hai uske baad second wala
why karna?he was not there as he is not Guru dronas student.Duryadhana was not arrested!!
Karn b dron ka sisya tha book padho to pata chale na mahabharat ki tv serial ka gyan leke chale aate h kahi se b
Yeha paaar karn vi gaya tha duryodhan k sath haaar gaya
😂😂😂😂😂
Karan idhar kaise yudh kar Raha h ye to galat hai
Sony tv wala karn ka siriyal dek kar aaya h kya 😂😂 jo esi baat kar rha 😂
@@sourabhgaming3135lagta to aisa hi he😂
Sahi bhat hai
Karan b drona shishya tha
Dronancharya k bad wo parshuram ji k pas gaya tha post graduation k lie
@@PiyushKumar-y6i😂😂😂😂
Tumlog ki baate sunke hasi nhi rukti
Post graduation 😂😂
Bhai is yuddh me karn nhi tha agr karn hota to bo akela is yuddh ko jeet leta or drupad ko bandhi bna leta
Tu mahabhart dekhu usky bada bolu
@@Kaliprasad-vlogsdo you know there were two Karn in Mahabharata. One was kunti putra the famous danveer karn and the other was The Karn who participated in this war KHESTRIYA KARN son one khandhari. Do you really think that Danveer Karn could not defeat Drupad who was easily killed by Dronacharya. Bhagwan Krishna had to save Arjun's life twice during his duel with Karn. No doubt Karn was on the wrong side but just for sake of your feelings don't consider him a weak warrior. Imagine a warrior who was cursed by his own guru Parashuram and even then God Shri Krishna had to save the life of Arjun twice during the battle with Karn. That says something
@@UjuaalSharmatumne ye baat kisne boli parshuram karn ko nahi hara sakte...
Agar is pure brahamand pe koi Manushya parshuram ke samne khada hone ka dam rkahta he usme sabse pahala naam he bhishm pitamaha jo unke he shishya the.... Jake research karo bhism pitamaha ke bare mr
@@atharvadere6898 I think you didn't understand my comment maine kaha Karan shrapit tha parashuram ke dwara fir bhi bhagwan Krishna ko do baar Arjun ki jaan bachani padi. To vo Karan doosra tha jo guru dakshina lane duryodhan ke sath drupad se ladne Gaya tha. Vo gandhari putra Karan tha danveer Karan nhi. Danveer Karan ke liye drupad ko harana koi badi baat na hoti. Aaj kal log Sanskrit nhi jante issliye unhe asli kahani hi nhi pata.
@@UjuaalSharma ye kaha reference milega iska 2 karn the....???
Ye mahabharat galat hai jha Karn tha wha ye yudh me har nhi hota
ठ
Karn😂😂😂
Draupad ki bandi
Karna yaha kaha hai
Karn, satyaki, jayadrath were also on that war
3:24 kya iss yudh me karn bhi tha kya ??
Yes you tube par search Karo karn expose mahabharat ki book me jo b likha h sab bataya hua he
Karn toh ye gurudakshina yudh main tha hi nahi
Kaha rehthe ho bhai kabhi mahabharat ki book khol ke padhi he nhi padhi he to Ghar lake padho phir pata karo karn tha ya nhi karn drupad war me tha or karn dron k b sisya tha
@@manishkumawat5875 Are bhai Mahabharat mujhe mat batao Mahabharat alag alag publisher published karte hai alag alag rajya main Mahabharat grantha ke publisher bohot hai isliye kya sach hai koi nahi bata sakta tum bhi nahi samjhe
@@Sports_warriorskarn, satyaki jayadrath were also there