Radhe radhe aapke dwrara di gayi jankari kafi had tak sahi lagi hai.hum khud bahut hi jald UP ke moradabad se dwarka or somnath ki yatra karne bale hai.
Dwarka subjimandi ki paas bus milega dwarka sight seeing bus fare #100/- covering places rukmini devi temple, nageshwar jyothirlinga temple, gopi talav, & bet dwarka. Bus timings 8.00 am - 1.30 pm& 2.00 pm -7.30 pm this is best mere yaar
Dwarka rly station se sabjimandi kitni dur me hai? Pliz guide. I am from Assam and want to see dwarikadhish mandir, bet dwarka and somnath temple, your suggestion will be helpfull for me. Thank you.
Dwarka se bet Dwarka auto se mat jaiye... Mahanga padega... Bus aur train se jana sahi hoga... Comfortable bhi hoga aur sasta bhi hoga... Ferry early morning shuru ho jata hai aur andhera hone tak chalta hai... Magar Mai suggest karunga ki aap subah 7 baje se sham ke 6 baje tak ka plan kijiye... Night stay Dwarka me hi rakhiyega...
Nageshwar Jyotirlinga ka video bhi abhi hi upload Kia hai... Channel ke video list me jaiye apko mil jayega... Kaise pahuchna hai aur Jyotirling bhi cover kia hai... Don't forget to subscribe us 🙂
Bet Dwarka me aise kisi facility ko maine use nahi Kiya to yaha apki help nahi kar paunga... Magar ek suggestion dunga ki Bet Dwarka sirf Khali hath hi jaiye... Saman ya to Dwarka me ya fir Okha me koi sasta lodge le lijiye jaha aap saman rakh sake...
Ji bilkul Parth ji... Pahale Mai bus ke liye hi try kar raha tha... Lekin meri Mata ji ke pair me dikkat hai isliye train prefer Kiya... Train me washroom ki facility hoti hai aur comfortable bhi hota hai... 🙏
Very informative sir Hum next month jane wale hain Ahm to dwarka to somnath Sir ahmedabad mei local sight seeing ka kifayati sadhan kya ho skta hai? Mere saath meri mother hain jo 60yrs hain or beta 8yrs
Dwarka se Okha ki train aapko pure din milegi. Mai aapko suggest karunga ki aap ek din Dwarka ji ke darshan kar ke agale din subah 7 baje ki train ke lijiye Okha ke liye. Sabhi darshan aaram se honge.
Nice Video. Information is not enough. How to visit other tourist places like Nageshwar Jyotirling, Rukmini Maata Mandir ,Gopi Talav in budget. Please guide us
Thanks for your appreciation 🙏 For Nageshwar Jyotirling I have made a video of the visit, you may find it on my channel... Other places you mentioned are nearby to the main temple...
@@ajaypathakINDIA Thank you so much for your reply. We have booked train tickets from Rajkot to OKHA Railway Station direct. Is there any locker facility to keep LUGGAGE in beyt dwarka. In video you have clearly mentioned about locker for mobile deposit lockers. How about luggage ( having clothes etc ). Your feedback and support makes our trip comfortable. Please reply sir.
Ham Assam, Guahati se Somnath aur Dwarikadhish ka darsan karna chahte hai . Train se kaha utarne se subidha hoga. Agar hum kamakhya- okha train se aaye to.pliz guide.
Guwahati se Dwarka direct train hai...15636-Guwahati Okha Express... Aap pahle is train se Dwarka jao... Fir waha se aapko 19252-Okha Somnath Express milegi Somnath ke liye... Abhi Somnath me redevelopment ka kaam chal raha hai isiliye train just ek station pahle Tak jayegi... Yani Veraval tak...
@ytgmgamer8272 aap sidhe Dwarka Jana... Waha kai dharmshala hai jaha aap room le Lena... Pahle Dwarkadhish ke darshan karna... Dwarka railway station se sirf 17km dur Nageshwar Jyotirling hai... Waha aap autorickshaw se ja sakte hai... Jyada jankari ke liye aap Nageshwar Jyotirling ka video mere channel par dekh sakte hain... Fir early morning dwarka se okha chale jaiyega... Jo approx 25 km hai Dwarka se... Ek din me aap Okha ja sakte hai...
Sir apne okha ke liye tickets on tha spot le ya pehle book ke..plz batana hum November me travel karege kitne time train jayege ye bhee plz batana..thankyou
Meenakshi ji, maine ek din pahle hi ticket book kia tha... Dwarka se Okha ka distance itna Kam hai ki aap general ticket bhi le sakte hain... Kisi bhi month me jaiye aapko dikkat nahi hogi... Dwarka se okha mushkil se aadhe ghante me pahuch jaoge aap... 🙏
@@ajaypathakINDIA किया है सर. मेरा 25-ऑक्टोबर-2022 को मुंबई से पोरबंदर का फ्लाईट है जो की मुझे सुबह 10:15 को पोरबंदर छोडेगा. तो मेरा आपसे एक सवाल है सर के पोरबंदर से द्वारका अणे के लिये एअरपोर्ट से कोई बस की सुविधा है या फिर पोरबंदर बस स्टॅण्ड से बसेस चालू रहती है द्वारका के लिये? बेट द्वारका मे भगवान श्री कृष्ण मंदिर और वहासे वापस आते मकरध्वज हनुमान मंदिर ये दोनो ही स्थल है या और भी कोई स्थल है घुमने के लिये? रुकमणी मंदिर कहापर है बेट द्वारका के नजदीक या द्वारकाधीश मंदिर के नजदीक?
Chandigarh? I was posted in Karnal... So, Chandigarh was near us... You take Bus or train but don't opt for Auto... Search for Gayatri Shantivan on Google for a stay... If you do not get accommodation there, don't worry, there are many Dharmshala in Dwarka.
Sovan ji bet Dwarka me kafi mandir hai. Main yahi do hain. Meri journey sirf in do jagah ki thi. Nageshwar Jyotirlinga Dwarka ke paas hai. Dwarka railway station se sirf 16 km hi hai. Aapko auto mil jayega Dwarka se...
Aap sleeper ka fare bata rahe hain Rizvan ji... Maine video me second sitting ka bataya hai... Train aur bus ki journey me bahut difference hai... Maine video me train ki journey ke fayde bhi bataye Hain...
Exactly yaad nahi magar train services achcha hai... Bas ye koshish kijiyega ki sham se pahle bet Dwarka se Okha aa jaiyega... Uske baad bahut option hai 🙏
Dwarka se auto Wale Nageshwar ji tak le jate hain... Hum sabka aane jaane ka auto Wale ne 600 rupaye liya tha... Kisi ek autowale se baat mat kijiyega... Kam se 5-6 auto Wale se baat kar ke hi pakka kijiyega
Nageshwar ji ke liye bet Dwarka se kuchh nahi milega... Rasta ekdam ulta hai... Apko 2 tour karna hoga... Dwarka se bet Dwarka aur Dwarka se Nageshwar ji
Thank you so much I am from Bangalore we are planning to visit dwarka, u r video was very useful
My pleasure Veena ji 🙏 Keep watching... Subscribe us 😊
@@ajaypathakINDIAk((kk(kkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkk( 2:14
Bahut sunder information Diya jay shri krusna
Bahut bahut dhanyawad Minakshi ji... Channel subscribe jarur kar dijiyega... Apko aur achche video milte rahenge 🙏
Thankyou so much hum bhi dwarka ghumne ja rahe hai aapke video se kafi sahyog hoga
Aapka aabhar Ranjana ji... Rukne ke liye Dwarkadhish trust ke rooms available hain... Online book ho jayega... Magar advance me kijiyega...🙏
बहुत अच्छा वीडियो बनाया बहुत अच्छी जानकारी दी आपने
Thanks for your appreciation Angur ji 🙏 don't forget to subscribe us 😊
Jai Sri Krishna
Har Har Maha Dev
Very nice information
Thank you so much Awasthi sahab 🙏 magar aapne channel subscribe nahi kia...
@@ajaypathakINDIA bhai Sahab I m not a frequent tourist
That's why I have not subscribe
Radhe radhe aapke dwrara di gayi jankari kafi had tak sahi lagi hai.hum khud bahut hi jald UP ke moradabad se dwarka or somnath ki yatra karne bale hai.
Bahut bahut dhanyawad 🙏 aapke journey ke liye shubhkamnaye... Don't forget to subscribe us 🙂
Acchha Jankari diya aapne.Thanq
Thank you so much Madhavarao ji 🙏 don't forget to subscribe us 🙂
Bhaut economical sahi tarika tavel Bahut informative tha.
Thank you so much Pooja ji 🙏 Do subscribe us 😊
बहुत बढ़िया जानकारी
Dhanyawad 🙏
Bahut achha laga video
Dhanyawad Sanjay ji... Channel subscribe kar dijiyega...
Dwarka subjimandi ki paas bus milega dwarka sight seeing bus fare #100/- covering places rukmini devi temple, nageshwar jyothirlinga temple, gopi talav, & bet dwarka. Bus timings 8.00 am - 1.30 pm& 2.00 pm -7.30 pm this is best mere yaar
Thanks for the information Hari ji. 🙏
@@ajaypathakINDIA u r giving immediate reply thank you sir
Dwarka rly station se sabjimandi kitni dur me hai? Pliz guide.
I am from Assam and want to see dwarikadhish mandir, bet dwarka and somnath temple, your suggestion will be helpfull for me.
Thank you.
Bahut Sundar.
Bahut bahut dhanyawad Shiv ji 🙏 Channel subscribe jarur kijiyega
Bahut sundar jaankari . Radhe Radhe
Thank you for your appreciation 🙏 don't forget to subscribe us
जयकृष्न भूहुत महत्वपूर्ण
जय श्री कृष्णा 🙏
Jai Shree Ram 🚩
Har Har Mahadev 🚩
Jai Shree Ram Amar ji 🙏 Don't forget to subscribe us 🙂
Very Informative Video...!!
Thanks for your appreciation Rohit ji... Don't forget to subscribe us 🙂
बहुत अच्छा
Thanks for your appreciation Reena ji 🙏 Don't forget to subscribe us 😊
Radhey Radhey bhai...
राधे राधे दिलकुश भाई 🙏
Musilims accupaied more land illegal immigrants and construction save Hindu land
बहोत खूब
आपके उत्साहवर्धन के लिए बहुत बहुत धन्यवाद 🙏 चैनल को subscribe जरूर कीजिएगा 🙂
Good Information
Thanks for your appreciation Ravi ji 🙏 Don't forget to subscribe us 😊
Bhai me dwarka se hu, bet Dwarka me sone ki dwarka he vha app gye the. Agr gye the to kyu nhi batai. Bhut sandar he.
Ekdam bagal me hi hai. Gaya tha record nahi kar paya. Isliye Maine video ka topic ye rakha...
शानदार
Thanks for your appreciation Ravi ji 🙏 Don't forget to subscribe us 🙂
Radhe Radhe bhai
Radhe Radhe Bunty Bhaiya 🙏
Useful information thanks.
My pleasure Devkishan ji... Channel subscribe kar dijiyega 🙂
very good information
Thanks for your appreciation 🙏
Apki video acha laga
Thank you so much for your appreciation 🙏
Very Nice video
Thanks for your appreciation Ravindra ji 🙏 Pz do subscribe us 🙂
Very nice sir ... Best video about Bet-Dwarika over RUclips.🙏
Thank you so much for your appreciation Sir 🙏 Don't forget to subscribe us 🙂
Thanks bet Dwarka me kit na time laga okha railway se wapis railway station aane me
Depends on crowd. 3-4 ghante bahut hain
જય દ્વારકાધિશ
Jai Dwarkadheesh 🙏
👍👍👍♥️
Jai shree Krishna
Jai Shree Krishna Gaurav Ji 🙏
Pls tell frequently of train from okha to dwarka. Dwarka to Nageshwar visit kause kar saktechai. Pls tell.
Train is very frequent... Dwarka se Nageshwar ka video bhi banaya hai maine... Apko channel par mil jayega...
Well explained Sir... Planning for the same. Thank you.🙏
My pleasure Soumit ji 🙏 Do subscribe us 😊
Good information
Thanks for your appreciation Arun ji 🙏 don't forget to subscribe us 🙂
Great help..
My pleasure Rahul ji 🙏 Don't forget to subscribe us 🙂
Thanks Mr Ajay
My pleasure Sir 🙏 Don't forget to subscribe us 🙂
Good video
Thank you so much for your appreciation Rajesh ji 🙏 Do subscribe us 😊
Nice
Thanks for your appreciation 🙏 please don't forget to subscribe us 🙂
Jai dwarkadheesh 🙏
Thank you
My pleasure... Don't forget to subscribe us 🙂
Jai ho
Jai Shri Krishna 🙏
Jay shree shyam
Jai Shree Ram 🙏 Don't forget to subscribe us
Jai shree Ram Jai Jai Hanuman jai shree krishna radhey radhey 🙏🙏🙏🙏
Radhe Radhe Ranjana ji 🙏
Thank u so much sir
My pleasure 🙏 Don't forget to subscribe us
Thanks for your information
My pleasure Hari ji 🙏 Don't forget to subscribe us 😊
Really good information👏
Thanks for your appreciation 🙏
Jai shree krishna
Dwarka se bet Dwarka auto charger kitna hoga....aur mujhe pochna tha ki ferry 1st aur last kitna baaje ke hoti hai
Dwarka se bet Dwarka auto se mat jaiye... Mahanga padega... Bus aur train se jana sahi hoga... Comfortable bhi hoga aur sasta bhi hoga... Ferry early morning shuru ho jata hai aur andhera hone tak chalta hai... Magar Mai suggest karunga ki aap subah 7 baje se sham ke 6 baje tak ka plan kijiye... Night stay Dwarka me hi rakhiyega...
Thanks
Welcome dipesh ji... Don't forget to subscribe us 🙂
❤
Thanks for your appreciation 🙏
Nageswar temple kaise gey..
Nageshwar Jyotirlinga ka video bhi abhi hi upload Kia hai... Channel ke video list me jaiye apko mil jayega... Kaise pahuchna hai aur Jyotirling bhi cover kia hai... Don't forget to subscribe us 🙂
Full nhi h. Dwarka se vet dwarka ke beech m jo mandir h, unke baare m bhi nhi bataya
Ji Prakash ji, kafi kuchh tha magar sabko cover kar pana mushkil tha 🙏
Jai shri radhe kershna sir ji moj kr di ji aapne
Radhe radhe bhai😄
@@ajaypathakINDIA 🙏🙏
Sir kya okha terminal se dwarkadish temple tak auto milte hai kya
Ji bilkul mil jayega magar bahut mahanga padega... Aap bus ya train prefer kijiyega... 🙏
Ghoomne ke liye best time kya rhega. Morning umya evening
Vivek ji morning sabse sahi rahega...
Nageshwar jyotirling Or shivraj pur bitch bhi cover krna ho to
Nageshwar Jyotirlinga par alag se ek video banaya hai... Channel par apko mil jayega... 🙏
Saman rakhne k liye betdwarka ma kese adjest kre
Bet Dwarka me aise kisi facility ko maine use nahi Kiya to yaha apki help nahi kar paunga... Magar ek suggestion dunga ki Bet Dwarka sirf Khali hath hi jaiye... Saman ya to Dwarka me ya fir Okha me koi sasta lodge le lijiye jaha aap saman rakh sake...
Dwarka se okha tak jane k liye municipal bus bhi chalti he jo cheeper k sath bichme ane wale dekhane layak sthal b dekhati chalti he
Ji bilkul Parth ji... Pahale Mai bus ke liye hi try kar raha tha... Lekin meri Mata ji ke pair me dikkat hai isliye train prefer Kiya... Train me washroom ki facility hoti hai aur comfortable bhi hota hai... 🙏
द्वारकाजी जी मे 2दिन रुकना है परिवार सहित कहाँ अच्छा रहेगा कोई बताये प्लीज
Dwarka ji me kafi Dharmshala hai... Aap Yatradham.com par book kar sakte hain... Maine usi par book Kia tha... Dharmshala bhi achhe hote hain...
Very informative sir
Hum next month jane wale hain Ahm to dwarka to somnath
Sir ahmedabad mei local sight seeing ka kifayati sadhan kya ho skta hai?
Mere saath meri mother hain jo 60yrs hain or beta 8yrs
Local bus hai... Magar better hoga ki aap location to location auto le
Dwarka temple se okha ke liye train kab kab milati hai ya Keval ek milati hai
Dwarka se Okha ki train aapko pure din milegi. Mai aapko suggest karunga ki aap ek din Dwarka ji ke darshan kar ke agale din subah 7 baje ki train ke lijiye Okha ke liye. Sabhi darshan aaram se honge.
Don't forget to subscribe us 😊
Ajay ji aap konse din Gaye the pura date batayenge pls
Exactly yaad nahi jyotirmoy ji
Nice Video. Information is not enough.
How to visit other tourist places like Nageshwar Jyotirling, Rukmini Maata Mandir ,Gopi Talav in budget.
Please guide us
Thanks for your appreciation 🙏 For Nageshwar Jyotirling I have made a video of the visit, you may find it on my channel... Other places you mentioned are nearby to the main temple...
@@ajaypathakINDIA Thank you so much for your reply.
We have booked train tickets from Rajkot to OKHA Railway Station direct.
Is there any locker facility to keep LUGGAGE in beyt dwarka.
In video you have clearly mentioned about locker for mobile deposit lockers.
How about luggage ( having clothes etc ).
Your feedback and support makes our trip comfortable.
Please reply sir.
Ham Assam, Guahati se Somnath aur Dwarikadhish ka darsan karna chahte hai . Train se kaha utarne se subidha hoga. Agar hum kamakhya- okha train se aaye to.pliz guide.
Guwahati se Dwarka direct train hai...15636-Guwahati Okha Express...
Aap pahle is train se Dwarka jao... Fir waha se aapko 19252-Okha Somnath Express milegi Somnath ke liye... Abhi Somnath me redevelopment ka kaam chal raha hai isiliye train just ek station pahle Tak jayegi... Yani Veraval tak...
Sir, Thank you for your reply.Ham logo ko okha station me utarna hai ya dwarka mai ?hame dwarikadhish aur somnath mandir dono ka darsan karna hai.
@ytgmgamer8272 aap sidhe Dwarka Jana... Waha kai dharmshala hai jaha aap room le Lena... Pahle Dwarkadhish ke darshan karna... Dwarka railway station se sirf 17km dur Nageshwar Jyotirling hai... Waha aap autorickshaw se ja sakte hai... Jyada jankari ke liye aap Nageshwar Jyotirling ka video mere channel par dekh sakte hain... Fir early morning dwarka se okha chale jaiyega... Jo approx 25 km hai Dwarka se... Ek din me aap Okha ja sakte hai...
Sir dwarka se bhet dwarka ke is safar me kitna samay laga
Yati ji hum subah 7 baje Dwarka se nikale the... 2 baje Tak sare darshan ho gaye the... Bahut dur nahi hai...
Sir apne okha ke liye tickets on tha spot le ya pehle book ke..plz batana hum November me travel karege kitne time train jayege ye bhee plz batana..thankyou
Meenakshi ji, maine ek din pahle hi ticket book kia tha... Dwarka se Okha ka distance itna Kam hai ki aap general ticket bhi le sakte hain... Kisi bhi month me jaiye aapko dikkat nahi hogi... Dwarka se okha mushkil se aadhe ghante me pahuch jaoge aap... 🙏
द्वारिका से ओखा जाने वाली ट्रेन का कोई टाइम टेबल फिक्स है या फिर जाती रहती हैं यह बुकिंग पहले करनी होगी
Train bahut frequent hai... Distance bahut kam hai to aap general ticket le kar bhi ja sakte hain... Trains lagbhag Khali jati hai...
Dwarka to Okha train journey ka video bhi dala hai maine channel par... Wo dekhiye aapko kafi madad milegi...
Very helpful information. Lekin dwarka to okha aur okha to dwarka train frequency continue rehti hai ya din me 2-3 baar hoti hai?
Thanks for your appreciation Amol ji🙏. Is route par kai trains hain. Jo train okha jayegi, wo dwarka rukegi hi... So, frequency achchi hai ..
@@ajaypathakINDIA जानकारी देने के लिये बहोत बहोत धन्यवाद सर. जय द्वारकाधीश.🙏🙏
आभार🙏 चैनल को सब्सक्राइब करना मत भूलिएगा। 👍
@@ajaypathakINDIA किया है सर. मेरा 25-ऑक्टोबर-2022 को मुंबई से पोरबंदर का फ्लाईट है जो की मुझे सुबह 10:15 को पोरबंदर छोडेगा. तो मेरा आपसे एक सवाल है सर के पोरबंदर से द्वारका अणे के लिये एअरपोर्ट से कोई बस की सुविधा है या फिर पोरबंदर बस स्टॅण्ड से बसेस चालू रहती है द्वारका के लिये? बेट द्वारका मे भगवान श्री कृष्ण मंदिर और वहासे वापस आते मकरध्वज हनुमान मंदिर ये दोनो ही स्थल है या और भी कोई स्थल है घुमने के लिये?
रुकमणी मंदिर कहापर है बेट द्वारका के नजदीक या द्वारकाधीश मंदिर के नजदीक?
2s sitting ka ticket nahi bta raha aapne kese Book kiya
Mere time PE bata raha tha... Waise 2S ki book mat kijiye... General ki ticket le lijiye... Train ekdam Khali rahti hai...
Thanks itna jaldi reply karne ke liye
Jay shree krishna
Jai Shree Krishna Navin ji 🙏 Do subscribe us 😊
Sir hm 6 log h kya auto best option h ? Aur auto kha se le main point jha auto milte ho..
Aap Dwarka se Bet Dwarka ki baat kar rahe hain?
@@ajaypathakINDIA ji sir , hme Chandigarh se ana h ..aur pls dwarka me rhne ka best option bhi bataye
Chandigarh? I was posted in Karnal... So, Chandigarh was near us... You take Bus or train but don't opt for Auto... Search for Gayatri Shantivan on Google for a stay... If you do not get accommodation there, don't worry, there are many Dharmshala in Dwarka.
@@ajaypathakINDIA thanks 👍
Thanks
My pleasure ☺️ Don't forget to subscribe us 🙏
@@ajaypathakINDIAreturn timing of train from okha to dwarka??
Sir ye Bet dwarka mein kya sirf Dwarkadhish ji ka mandir aur Hanuman ji ka mandir hai?
Aur wo Nageshwar Jyotirling kahan hai?
Sovan ji bet Dwarka me kafi mandir hai. Main yahi do hain. Meri journey sirf in do jagah ki thi. Nageshwar Jyotirlinga Dwarka ke paas hai. Dwarka railway station se sirf 16 km hi hai. Aapko auto mil jayega Dwarka se...
@@ajaypathakINDIA Thank you sir for the information.
My pleasure Sovan Ji 🙏 Don't forget to subscribe us 🙂
@@ajaypathakINDIA Sure sir now I will subscribe
Dwarka evening boat timing
Koi exact time nahi hai... But ye dhyan rakhiye ki andhera hone se pahle aap beyt Dwarka se nikal jaiye...
dwarka se bet dwarka auto riksha kaa Kitana Paisa lagega
Sanjay ji 1500 se kam nahi lagega... Better hoga aap bus ya train se jaye 🙏
Sir Train main to 152 Rs hota hai Lekin Dwarka se bet Dwarka direck bus milegi 26 Rs per percent ok. 3 logo ka 78 hi hoga
Aap sleeper ka fare bata rahe hain Rizvan ji... Maine video me second sitting ka bataya hai... Train aur bus ki journey me bahut difference hai... Maine video me train ki journey ke fayde bhi bataye Hain...
Fantastic as always
Thank you so much 🙏
Bhai train wapas kitney time par hai
Exactly yaad nahi magar train services achcha hai... Bas ye koshish kijiyega ki sham se pahle bet Dwarka se Okha aa jaiyega... Uske baad bahut option hai 🙏
@@ajaypathakINDIA okay 👍 thanks for your reply 🙏
My pleasure 🙏
Nageswar Mahadev
Gopi Talab
Bet Dwarka
Rukhmni Devi mandir
=100 Bus Gumata hai....
Nageshwar Mahadev ka video Aaj 8 baje scheduled hai. Zarur dekhiega. 🙏
Aapane bich mein wale tirth tham nahin liye
Bharat ji cover nahi kia tha 🙏
హరేకృష్ణ
Hare Krishna 🙏
Sir nageshwar ji kese Jaye yah bhi bataye
Dwarka se auto Wale Nageshwar ji tak le jate hain... Hum sabka aane jaane ka auto Wale ne 600 rupaye liya tha... Kisi ek autowale se baat mat kijiyega... Kam se 5-6 auto Wale se baat kar ke hi pakka kijiyega
Sir thanks 👍
Sir plz yei bataye ki bet Dwarka sa Nageshwar ko auto milega kya
Texi Wale to kafi charge mangte hei
Nageshwar ji ke liye bet Dwarka se kuchh nahi milega... Rasta ekdam ulta hai... Apko 2 tour karna hoga... Dwarka se bet Dwarka aur Dwarka se Nageshwar ji
Dwarka ji se Nageshwar ji ki duri sirf 17km hai... Aap ye kah sakte hain ki Nageshwar ji Dwarka me hi hai... Bet Dwarka ekdam alag hai...
Dwarka se side seen ke liye 150 rs me bus chalti hi .pura Dwarka baiyt Dwarka se rituren lati hi.
Thanks for your input Hetal ji 🙏
Bhai bet Dwarka Hamara Gaon hai
Are wah that's great Akhtarali ji 🙏
One sided 20₹ ya two side 20₹
One side ₹20 per person
Bhai thele Main Ek Sawari ₹50 aana jana
Ye mujhe nahi malum tha kyoki hamne thela use nahi kia tha... Thanks for the input Akhtarali ji 🙏
Thele क्या है
Nice
Thanks for your appreciation 🙏 Don't forget to subscribe us 🙂
Jay shree Krishna
Jai Shree Krishna 🙏