Tahe dil ❤ se apko dhanywad guru ji aaj apki vajhe se hi mai sem 1 mai pass ho saka bhot bhot shukriya Manish sir.....🙏🙏 Agar aap na hote to Jo log job karne wale Hai unka to kuch ho hi nhi sakta tha 😢.....
Sir mai 12 Board me faile ho gaya tha 2023me lekin mai Ushi saal NEET me 675marks la Diya tha lekin mai board me fail hone k Karan NEET ka councelling nahi kar saka Lekin 2024 me 67%la kar par ho gaya aur NEET ka fir se Exam diya hai😢

Please help me with a confusion that can a student appear for one subject's compartment and another one subject improvement during the July compartment/improvement papers.
Bro if u attempted all 70-70 bhai..your logiv of answering play an important role in ganing marks.... UP Board nahi hai leekh lo number mil jaygea...😂😂..bhai thumne attempt kiya hai to bhai 7 number mila hai to bhai thumne logically koi bhi questions attempt nahi kiye hai....isme CBSE ka koi dossh nahi hai....staregry se kiye hote to mil jata.....
Sir ma private graduation kar rha hu, mene cbse regular class 12 2022 ma pass ki mere 6 subject the jismese 1 subject ma RT lagi thi or Ab ma 1 subject exam nios Dena
SIR AAPNE MPSE006 KA VIDEO NHI BNAYA HAI 2ND YEAR IGNOU EXAM KA ...KALL EXAM HAI SIR ..MAINE AVI TKK SARA EXAM AAPKE VIDEO KO DEKH K SIKH K HI DIYA H ...BAHOT HI HELPFULL VIDEOS HOTE H AAPKE
Sir. Mere 12 class mein 1 subject mein RT aaya hai kya mujhe entrance test pass karne ke baad B pharma mai addmission mil sakta hai overall 58% hai bas computer science mai compartment aaya hai.
Please koi ye batao private condidate m ...phir se practical dena hota h ....kya sub kitne hote ... school se admission mil jayga n or direct exam dene ja saktte g 2025 m ????
sir atleast all detail dediya kriye content main ki nios ka exam official wala kb hota hai aur kya iss se nit iitja skte ya nhi apki videos dkhne ke baad bhi confusion main rhete hai sb
@@Hjsjsksnnsi de sakte ho but syllabus 11,12 dono pdhna padega ...or campartment doge toh bs 12 ka padhna padega .....mere m 3 RT laga h. M nios dungi ...Oct m on demand because m neet students hu or..... private u Condidate ka bi school le form bhar kr de dungi ... Because 2 option thik rhge.....🙂
sir two subject me RT hai aur main soch rha hu nios me apply to kardunga lekn fir graduaion mekase naam lkhwaunga kyuk result bahut late aayega aur graduation me marksheet lagani hota hai please reply me
Sir Bihar board intermediate ka student 2021 ka registration hai 2023 me exam nahi diya 2024 me fail kar diya gya Ab agar NIOS se exam deta hun to regular BSEB me graduation me admission ho jayega
Bhai mai meri pcb mein rt aayi hai 😔 dummy kri laude lg gye bc 😔 phir bhi bina phde 45% bn rhe hai abb bro mujhe vapis krni hai 12th cbse se toh kya process hoga thoda btaoge bhai mujhe ki mean koi form fill hoga or kya private candidate bolenge ? Please bro btana
Sir 2023 mai mere pas pcmb subject the usme mai cbse m maths aur chemistry m compartment aagaya fir maine 2 baar sirf maths m compartment dediya fir bhi RT aaya h to abh mujhe chemistry mai RT ka exam Dena h taki mai neet exam de Pau please help krdo ki mai abh sirf chemistry ka exam desakta hu nios se ya mujhe dono ke RT ka dena padega kyuki maths mere liye abh important nhi hai
Sir mene 23 mein boards diye the per mein usme biology mein compartment aa gaya fir mene compartment ka exam diya mein fir fail hogaya aur 24 mein mene private candidates ban kar exam diya per mein abhi bhi fail hogaya sir mein aab kya karu please batado
Bhai Ye sbhi ke saath ho rha h sbhi compartment students ke sath hua h jisko jisme.RT lga hua tha uska RT he or woh v same number jitna peechle saal aaya tha utna he aa rha h aap v dekh lo aapka v same number hoga
Sir maine 1995 me commerce me nios se plus two kiya tha lekim %age kam hone ke karan maine arts stream se plus two 2011 me kiya fir mere 48% marks bane ab mujhe 50 % marks banane hai kaise banau
@@reenuydv but hamare teachers ne bola ki nhi atti hai wase 17 ko finish hoga Mera exams 10th baki pata nhi and Thom logo ka alag hai but for us alag hai humari liyeh 11 nhi hai
👋 bhaiya maine 2022-2023 m maths m RT aaya tha par maine compart nhi diya tha but as private candidate maine 6 subjects se apply kiya tha par isme bhaiya 2 subject m RT aagya kya kru .pls reply
Sir mein bas teen subject mein fail hu aur Maine registration kar Diya hai woh 5 subject ke liye mein jo subject mein pass huyi hu woh mein aur nhi Dena chahti sir please ab kuch ho sakta hai kya bata dijiye 🙏
Sir mai saare subjects me pass to ho gya hu lekin 75% criteria clear nhi hua jee ka Meri percentile bhut achhi h Mains me advance Dena h To agar m abhi NIOS se 1 subject ka improvement deta hu to kya isi sal mai college ke liye eligible ho jaunga Please answer 🙏🏻
Sar main CBSE board se hun aur mera 4 subject mein passing marks aaya aur science mein compart ho chuka Hun to kya main compartments ka exam dene ke bad NIOS mein admission le sakta hun 12th me
Hlo sir mera 21 ko web designing and development ka paper hai .....and mere admit card tha Jo us pr prcticl ke bare me mentioned nhi tha ab mai kya kru...exam ke baad mera prcticl ho skta hai kya web designing and development ka sir pls help me
mein 2023 mein pass out hu 6 dubject liya tha lekin maths mein RT tha 2023 ke compartment mein pass nahi hoo paya isbar private candidate se improvement ke liye apply kia tha. 5 subject mein jisme mein 4subject mein pass hoo gya lekin 1 subject maths mein firse isbar RT aa gya.. soo mein yahu puch rha hu ki july wale compartment mein exam de sakta huu sirf maths ka
Same bhai 3 sub mein rt aayi hai essential repeat hai abb kya kru smjh nhi aarha cbse se kru ya nios mein kru koi bol rha hai ye hard hai smjh nhi aarha bhai kuch bhi
Sar Mera char subject mein lagbhag mein pass Ho Gaya Hun bus science mein fail Ho Gaya Hun to sar main compart de kahana ismein admission le sakta hun 12th mein
Sir main commerce se hu meri main subject m compart aai h or mere 5subject sir m ky karu meri 3 br comprt aai h Plz sir muje btiye me ky kru m bhut presn hu😭 class12
Sir meri maths me rt aye h vese overall pass hu to mujhe maths ka exam to dena he Dena h to uske sath kya mujhe 2 subject ka be Dena pdaga mtlb total 3 sub me Dana pdaga 🙂
Sir am deciding to apply for Private candidate for next year repeat examination, so do I only have to prepare for theory paper? Because Practical ka kaisa hoga ya fir iss sal jo mera result aya uske practical marks add karenge?
Mai 2023 cbse board pasa out hoon..2024 me cbse improvemnt diya tha 4 subject me but 75 ya 60 % nahi aye ..if 2025 me NIOS PUBLIC exam deti hu for all 5 subjects aur 75 ajate hain so NITs DTU, nsut Etc me admission milega despite the gap of 2 years after doing 12th and reappearing 12th?
Tahe dil ❤ se apko dhanywad guru ji aaj apki vajhe se hi mai sem 1 mai pass ho saka bhot bhot shukriya Manish sir.....🙏🙏 Agar aap na hote to Jo log job karne wale Hai unka to kuch ho hi nhi sakta tha 😢.....
Sir mai 12 Board me faile ho gaya tha 2023me lekin mai Ushi saal NEET me 675marks la Diya tha lekin mai board me fail hone k Karan NEET ka councelling nahi kar saka
Lekin 2024 me 67%la kar par ho gaya aur NEET ka fir se Exam diya hai😢
Aapne public exam Diya tha ya on demand iska exam tough hota hai ya easy?
bhai Compartment kisme aayi aur paper easy hai ya tough pls reply aur class konsi thi apki 🙏
Pcm me essential repeat 😢😢😢😢😢😢
mera bhi
mera bhi, kya karu samajh nhi aa rha
Mine pcmb 4 subjects 😢
@@brownjeesus Same mera bhi
Mare bhi
Sir mai 12 Board me faile ho gaya tha 2023me lekin mai Ushi saal NEET me 675marks la Diya tha lekin mai board me fail hone k Karan NEET ka councelling nahi kar saka
Lekin 2024 me 67%la kar par ho gaya aur NEET ka fir se Exam diya hai😢
Nios de deta Bhai usse saal chala jata school
@@MuskanKumari-kx5bh mak bhi maths mai fail hu muje bhi nios se krni h kuch btado
@@Malik_neha sirf maths me fail ho toh compartment exam deke pass hojao
@@subhransuchhatria3739 nios me maths to pass karloge lekin baaki sare subject ka exam Dena hoga
@@MuskanKumari-kx5bh kaise join Karu Dena hai iss year
Sir Improvement exam ke baad Marksheet me year of passing change ho jata hai kya?
Kya same board wali problem nhi ayenge, IIT aur NIT me same board hona chahiye, please bataye.....
Please help me with a confusion that can a student appear for one subject's compartment and another one subject improvement during the July compartment/improvement papers.
Sis yes Mera bhi 1 sub me hai ur
@@AmitSingh-v3c4v no I was asking for one of my cousin...Mujhe smj nhi aa rha compartment or improvement dono de skte hai yaa nhi abhi July mein
@@salonijha-qz4jj no sis ya to improvent de sakti ho ya to comprt
@@AmitSingh-v3c4v toh improvement next year de skte h?
Mene 70-70 marks ka attempt kara mujhe 8 marks mile hai
Bhai hamara bhi same problem he..
Same problem mere se bhi he..
𝐌𝐞𝐫𝐚 𝐛𝐡𝐢 𝐬𝐚𝐦𝐞 𝐩𝐫𝐨𝐛𝐥𝐞𝐦 𝐡
Bro if u attempted all 70-70 bhai..your logiv of answering play an important role in ganing marks.... UP Board nahi hai leekh lo number mil jaygea...😂😂..bhai thumne attempt kiya hai to bhai 7 number mila hai to bhai thumne logically koi bhi questions attempt nahi kiye hai....isme CBSE ka koi dossh nahi hai....staregry se kiye hote to mil jata.....
Bro mujha bhi 8 Mila hai
Sir ma private graduation kar rha hu, mene cbse regular class 12 2022 ma pass ki mere 6 subject the jismese 1 subject ma RT lagi thi or Ab ma 1 subject exam nios Dena
Sir employbility skills(250) class 10th ki class krwa do
SIR AAPNE MPSE006 KA VIDEO NHI BNAYA HAI 2ND YEAR IGNOU EXAM KA ...KALL EXAM HAI SIR ..MAINE AVI TKK SARA EXAM AAPKE VIDEO KO DEKH K SIKH K HI DIYA H ...BAHOT HI HELPFULL VIDEOS HOTE H AAPKE
Sir. Mere 12 class mein 1 subject mein RT aaya hai kya mujhe entrance test pass karne ke baad B pharma mai addmission mil sakta hai overall 58% hai bas computer science mai compartment aaya hai.
Nhi...RT aya hai toh counseling mai yeh accept nhi krega or PCB 55% chahiye Assam m or neet ke liye 60%
Please koi mujhe bta do ye nios ka exam tough hota hai ya easy?
@@reenuydv same syllabus rahega
@@sabinakhanam90135PCB mai 55+ number hai 😢 bas Computer Science mai 46 aaya hai
@@NitinYadav-dw4dh syllabus too same hota hai ye too pta h pr exam tough hota h ya easy
Please koi ye batao private condidate m ...phir se practical dena hota h ....kya sub kitne hote ... school se admission mil jayga n or direct exam dene ja saktte g 2025 m ????
Sir 3 subject ka written theek hai but practical bhi hoga phirse? Because practical me pass hu
No practical nhi hoga
@@simrangupta2692 hoga actually Maine sir ko message Kiya tha bola hoga
@@simrangupta2692 aapne bhi nios se kiya hai
I have been compart in year 2023 can I do compart exam in 2024 plzzzz help
Sir, kaal ko CUET ka exams bhi hai aur NIOS ka bhi Data Entry Operator (336) ka bhi exams same date me hai
aab kiya kya jaaye⁉️
#doubt
sir I passed in all subjects(pcm+eng+comp science) but I don't want to give comp science exam again
pcm+any 4th subject
Kitni fees lagegi?
I have comp in maths just 1 subject can i give nios and get new mark sheet or wait for compartment exam
🥲
Wait for compartment exam after it you can give NIOS. I am not sure about that we can give NIOS after compartment exam or not?
@@sanatansanskriti799 can I apply for revaluation in English and give maths compartment?
sir atleast all detail dediya kriye content main ki nios ka exam official wala kb hota hai aur kya iss se nit iitja skte ya nhi apki videos dkhne ke baad bhi confusion main rhete hai sb
Exam June to October ke kisi bhi month me de sakte ho. Video ko Dhyan se dekho Sab bataya hain.
Iit nit Sabhi jagah accepted hai ye bhi bataya hain
Sir agar 6 subject the pr 1subject m RT aai h toh bhi mujhe exam dena hoga kyaa
Same problem mera math me rt aaya hai but 6 subject the to pass ho gaya hu
@@IIT_waladance same yawr samj nhi a rha comp exam du ya na du
Mere vhi yahi problem hai
Cbse wale bol rahe hai ki repit 10th class me baitho eak sal.
Aaap batao kaise kare please sir 🤲🫸🫷
If I have RT in 4 subject can I give nios kindly inform
No next year 🥲
@@smiley_maha_01 muje chemistry or maths me rt ha cbse se kya me nios de skta hu
@@Hjsjsksnnsicompartment exam Dena hoga
@@smiley_maha_01 me nois nhi de skta kya??
@@Hjsjsksnnsi de sakte ho but syllabus 11,12 dono pdhna padega ...or campartment doge toh bs 12 ka padhna padega .....mere m 3 RT laga h. M nios dungi ...Oct m on demand because m neet students hu or..... private u
Condidate ka bi school le form bhar kr de dungi ... Because 2 option thik rhge.....🙂
Sir ham already CBSE board mein 10th pass hai fir se all subject ka open schooling 10th mein exam likhna chahta hai likh sakte hain kya
Yes Whatsapp kijiye 91 8368259468
sir two subject me RT hai aur main soch rha hu nios me apply to kardunga lekn fir graduaion mekase naam lkhwaunga kyuk result bahut late aayega aur graduation me marksheet lagani hota hai please reply me
july mei result a jayega agr june mei exam doge to
Bhai Mera bhi 2 subject me h
Mere 1 me ha
Sir can you please tell what is the passing marks in data entry opreations?
And how to get on demand exams previous year question papers?
Ek hi to ❤ hai sir kitni baar jitoge aaj apki vjhe se hi mere papa mummy ke chehra par muskan aa pai....❤❤❤❤
Bhai mere bhi mammy khus ho gyi😅
Please koi mujhe bta do AAP log ne public exam Diya ya on demand agar on demand Diya hai too uska exam hard hota hai??
Mera kl result aaya ha usmei 3een subject mei RT h or Maine neet ka bhi exam Diya hai too please AAP log bta dijiye on demand exam janda tough hai ??
Sir Bihar board intermediate ka student
2021 ka registration hai
2023 me exam nahi diya
2024 me fail kar diya gya
Ab agar NIOS se exam deta hun to regular BSEB me graduation me admission ho jayega
Sir me 4 subject me fail hu kya me nios me exam de sakta hu?? Please reply me bohut depressed hu💔😢
Haa de sakte hoo
Next year ke liye apply Karo new session mei
October session mai v de skte ho
Bhai ye public or on demand kya hai
@STARPHENOM
@@itzsanamraaz can u please tell me mai next April session ke liye Nios mai kahan se apply kru?
Sir ....Ji Psycology....ki Video daal Do 16 Tarik ko exam hai Btaa do kiss type ke questions ayenge
Bhai bhai jo jo fail huve ha vo non attending wale ha na main bhi non attending hu pcm 3 subject me fail hu
Bhai mai meri pcb mein rt aayi hai 😔 dummy kri laude lg gye bc 😔 phir bhi bina phde 45% bn rhe hai abb bro mujhe vapis krni hai 12th cbse se toh kya process hoga thoda btaoge bhai mujhe ki mean koi form fill hoga or kya private candidate bolenge ? Please bro btana
Ek subject mai rt hai bss vese toh overall pass hu toh soch rha hu woh exam du ya na du
Sir
OMR sheet me column dark krte time ek hi row k 2 dark hogaye koi problem h kya ??
uss question ke liye marks nhi milenge
Sir hum toh muskil se pass huye h sara subject me bass che me fail hi phir se fail ho gye toh apke pass 😢
Kch solutions digiye
Mera maths me compart Ayna
Mera vi
Mera vi compart agya only 6%😓😭😭💔@@rockykhan6123
I also
Sir ek choti si help chahiye hai 2023 ke bache 2024 ka nios ka paper de skte hai
NIOS ka jo number provide kiya gaya screen pe, koe bhi received e nhi kar raha call, maine khud 25 times call kiya hai...
Hn yrr ye fault to nhi
Sir 2023 mai mere pas pcmb subject the usme mai cbse m maths aur chemistry m compartment aagaya fir maine 2 baar sirf maths m compartment dediya fir bhi RT aaya h to abh mujhe chemistry mai RT ka exam Dena h taki mai neet exam de Pau please help krdo ki mai abh sirf chemistry ka exam desakta hu nios se ya mujhe dono ke RT ka dena padega kyuki maths mere liye abh important nhi hai
Sir Mera v pcm tha or mere chemistry m RT ayha tha but mujhe ab chemistry ka exam Dena h kya kru please help kijiye
Agar 4 subject mai rt ho tho de sakte hai kya?
Yes Whatsapp kijiye 91 8368259468
@@ManishVermaOfficialChannel sir additional subject mai rt agya toh uska exam Dena hota ?
Any ex nios on demand student who has successfully got the result in 45 days?
Is this trust worthy??
Sir practical bhi hoga kya isme
No
Sir mene 23 mein boards diye the per mein usme biology mein compartment aa gaya fir mene compartment ka exam diya mein fir fail hogaya aur 24 mein mene private candidates ban kar exam diya per mein abhi bhi fail hogaya sir mein aab kya karu please batado
Compartment ka paper tough aata hai ya easy ya same level?
Bro aapne nios se vapis kra ki cbse se or private candidate kisme kaha jata hai student ko aagr vo vapis 12th kr rha hai
sir maine improvement diya hai aur mera math me RT hai to ma kya karu
Bhai Ye sbhi ke saath ho rha h sbhi compartment students ke sath hua h jisko jisme.RT lga hua tha uska RT he or woh v same number jitna peechle saal aaya tha utna he aa rha h aap v dekh lo aapka v same number hoga
@@hassan189shams bhai mera compart nahi laga tha mai 2023 me pass tha 24 me improvement keliye dala to usme RT hai
@@AshutoshYadhuvansi toh tension q le rahe ho pichla wala mark hi count hoga maine bhi improvement bhara tha ur mera bi rt aya hai issi saal
@@Awa.az284 thankyou batane ke liye ab jake muje achha laga . chaliye koi to mere sath ka mila . aur aap ki eye bahot achhi hai .
Sir maine 1995 me commerce me nios se plus two kiya tha lekim %age kam hone ke karan maine arts stream se plus two 2011 me kiya fir mere 48% marks bane ab mujhe 50 % marks banane hai kaise banau
WhatsApp kijiye 91 8368259468
Sir but mujhe to class 11 ka bhi chapters dikhe syllabus me
Hamko v bhai
Hamko v bhai
Nios mieh 11 class nhi hai
@@drxffk11th ka bhi aata h yrr
@@reenuydv but hamare teachers ne bola ki nhi atti hai wase 17 ko finish hoga Mera exams
10th baki pata nhi and Thom logo ka alag hai but for us alag hai humari liyeh 11 nhi hai
Sir modern Indian political thought ki vedio banado
Sir mere 4 me RT lagaya hai
usss bhay humlog nhi de skte shyd
@@TSsinghfivede sakte ho aap log bhi 4 subjects se nios
👋 bhaiya maine 2022-2023 m maths m RT aaya tha par maine compart nhi diya tha but as private candidate maine 6 subjects se apply kiya tha par isme bhaiya 2 subject m RT aagya kya kru .pls reply
Nahi iski value nahi h merchant Navy mein nahi valid h .
Or koi option nahi ha bro life barbd hoa chuka ha already ese gander result se wese bhi kahi admisson nahi mile ga use acha nios de do
Sir mera sirf ek subject me rt laga h. Nios exam de du ya compart exam du.
Sir Mera 1 subject Mein Repeat aayi haa toh mujhe kesa karna ha🙏🏻
School wale exam dilvaenge baat kro schl mai
Sir mera 3 subject mei essential repeat aaya h😢
Mera v yarr 😢
Mera bhi
@@Deepanshubhalavi54 bhai aapne kya sub le rkha tha meri bhi 3 mein rt aayi hai pcb mein 😔
@@Mf_Iconic mera bhi 3 me essential repeat aya hai or ab dubara phadna hoga mujhe 😭
@@Deepanshubhalavi54 iss baar acche se phdenge bhai but bhai cbse se krunga vapis school toh kya private candidate khlaunga ?
Sir pls Tuesday ko paper hai 10th class yoga ke important questions ki video upload kardo
Sir result kab aaega kyunki mujhe 11th mein admission karvana hai😢😢
Hello sir jinka 3 subject me RT aya hai unko kitna dena hoga sirf ap yeh bata do
Sir mein bas teen subject mein fail hu aur Maine registration kar Diya hai woh 5 subject ke liye mein jo subject mein pass huyi hu woh mein aur nhi Dena chahti sir please ab kuch ho sakta hai kya bata dijiye 🙏
aree jitne subject ma fail ho unka hii doo kuki asie hota ha apna mana see dee sakte ha jitne ma dena ha
Sir many nios ka compartment ka form mhi bhara sir ab seat Full hogyi av kya karu pls vata dijiye 😰😭😭
Sir jee advance mae toh sirf 1 hi board se result mangta hai 2 boards ka result daalenge toh reject ho jaega counsellling mae
Sir ,after giving exam of nios can I take admission in college in this year
Sir plss humble request h meri plss sir... Accounts mein rt lg gyi h... Kyse admission krun kya krun plss ushki vek vedio banao sir
Kya school me 9th me 2 baar fail hone vale nios online admission kar sakte hai please reply
Sir TMA mein weightage marks par video banaiya na
sir me mp board me 2020 me fail ho gya tha, marksheet banwani thi class 10 ki ,
paper bhi na Dena pade yesa tarika batay
Eagerly waiting for business studies marathon class plz jaldi kal exàm h 😢
Sir josha wale 2 marksheet ko nahi valid mante hai unhe single board marksheet chiye
To phir kya kre bhare ki nhi
To phir kya kare kyuki josaa to top 5 ka percent mangta h to 4 ka result dikha ke kya karenge
Sir mai saare subjects me pass to ho gya hu lekin 75% criteria clear nhi hua jee ka
Meri percentile bhut achhi h Mains me advance Dena h
To agar m abhi NIOS se 1 subject ka improvement deta hu to kya isi sal mai college ke liye eligible ho jaunga
Please answer 🙏🏻
Improvement exam dene ka koi fayda nahin hai Kyunki usmein Tumhen do sheet Milegi Ek CBSE ki aur NIOS ki jisse Aage jake job milne ma problem hoge
Why to do 3subjects compart when comparted in one
Vhi to
S
Sar Meri 2023 Mein Ek subject Mein DS ka form Bhar sakta hai
Sar main CBSE board se hun aur mera 4 subject mein passing marks aaya aur science mein compart ho chuka Hun to kya main compartments ka exam dene ke bad NIOS mein admission le sakta hun 12th me
Any compartment students???
Sir school leaving certificate of transfer certificate milega ? Kyunki college me ye jarruri hai
Tum fail ho gyi ho?
@@_4520 nh mujhe compartment aayi h chemistry me
Hlo sir mera 21 ko web designing and development ka paper hai .....and mere admit card tha Jo us pr prcticl ke bare me mentioned nhi tha ab mai kya kru...exam ke baad mera prcticl ho skta hai kya web designing and development ka sir pls help me
abroad Mein NIOS ka certificate valid nahin hai please bataiye Sahi ya galat
mein 2023 mein pass out hu 6 dubject liya tha lekin maths mein RT tha 2023 ke compartment mein pass nahi hoo paya isbar private candidate se improvement ke liye apply kia tha. 5 subject mein jisme mein 4subject mein pass hoo gya lekin 1 subject maths mein firse isbar RT aa gya.. soo mein yahu puch rha hu ki july wale compartment mein exam de sakta huu sirf maths ka
Haa
@@poonamtiwari2866 mam are you sure ??
@@fhuebhue yes
koi mujhe bta do ki 11th unit ka bhi aata h exam mei
Mera essential repeat h 3 subject mai... mujhe apna 1 year bachana h
Same bhai 3 sub mein rt aayi hai essential repeat hai abb kya kru smjh nhi aarha cbse se kru ya nios mein kru koi bol rha hai ye hard hai smjh nhi aarha bhai kuch bhi
Ye Logo Ko Bewakoof bnata h ispr trust na kre....
Make A Video on 358 food processing
Sir mere SYC aaya hai 2024 april paper me kya me dubara paper de sakta hu process kya hai bta do aur ye trusted to hai pls reply sir 🙏🙏🙏🙏
Sar Mera char subject mein lagbhag mein pass Ho Gaya Hun bus science mein fail Ho Gaya Hun to sar main compart de kahana ismein admission le sakta hun 12th mein
Meri cbsc me additional subject me RT aa gyi he chemistry me kya me sirf Chemistr ka paper de sakta hu NIOS se
Same Mera bhi Aisa bhi hua h 🥺
Sir main commerce se hu meri main subject m compart aai h or mere 5subject sir m ky karu meri 3 br comprt aai h
Plz sir muje btiye me ky kru m bhut presn hu😭 class12
WhatsApp kijiye 91 8368259468
Kya jac board k students NIOS m admission le skte h improvement k liye....
Result me pass likha hai but maths me age RT LIKHA HAI
Sir mere ek subject me 33 marks diya hai butt 33 marks ka sath rt likh hai toh hum kiya krna hoga 😢
Sir mujhe nios Mai admission Lena h Mere results Mai 3 subject Mai RT lekha aa rha h
sir apka to koi message he nahi dekhta 1 hafta hogay hai aaj koi reply nahi aapki vajah se sari seats book hojayegi or mera saal kaharab hojayega
WhatsApp kijiye 8882107544
Sir main improvement exam diya lekin mera 75% nhi aaya hai kya main nios board de skta hu
Sir up board wale bhi de skte h kya ?
I'm 2023 batch mujhe marks improve krna h is it possible??
Yes
WhatsApp kijiye 91 8368259468
Sir hamare class teacher 4000 hazar lake pass kar rahe hai kya karu sir
Sir improvement in nios is eligible for jee advance??
Kitne paise chahiye sir confirm pass karaado 😅
Sir agar ek subject mai compartment a jaye too kiya kare 😭😭aur new school mai addmission ho jayega?
Did anyone apply admission own by self ?
Sir! can tell me one thing?
Data entry632 Question paper Hindi/English dono mein hi ayega na
Sir 11 class mein fail h 1 subject mein to iska exam fir se ho sakta h kya
Sir i am in class 12tb pcb par mujhe aage pcm se btech karna hain toh kya me 1 subject math ka paper de sakti hu...
Or uski fees kitni hogi...
Sir meri maths me rt aye h vese overall pass hu to mujhe maths ka exam to dena he Dena h to uske sath kya mujhe 2 subject ka be Dena pdaga mtlb total 3 sub me Dana pdaga 🙂
Sir am deciding to apply for Private candidate for next year repeat examination, so do I only have to prepare for theory paper? Because Practical ka kaisa hoga ya fir iss sal jo mera result aya uske practical marks add karenge?
Bhai kitne me RT ayi h tumeri
@@S1PAHADI same question please reply I got RT in chemistry only
Mai 2023 cbse board pasa out hoon..2024 me cbse improvemnt diya tha 4 subject me but 75 ya 60 % nahi aye ..if 2025 me NIOS PUBLIC exam deti hu for all 5 subjects aur 75 ajate hain so NITs DTU, nsut Etc me admission milega despite the gap of 2 years after doing 12th and reappearing 12th?
Mera bhi same situation hai
same brohh🥲 ... kuch pta chle to please bta dena
Sir mere ek subject me compartment ayi h to kya karu plliz yr 10 clath
Ho jayega
Sir pls upload economic syllabus and business ki konse chapters kitni marks ka ayeega