yeh ani bolta rehta tha k men chahta houn tum kamyab ho... beshak tum jahan bhi ho tmhe dour se hi kamyab dekh kr khush houn ga... kahin ab vaki mein douri se dekhe ga jhanak ki kamyabi
dna test k ilava yeh toh pta kr skte hain kitne weeks ka bacha hai....uss hisab se yeh bhi pta chal jae ga k aditya ka nhn....kyunk tb jhanak kashmir mein thi... vese shaed tejas ka bacha na kehna shuru krde.... lekin ab yeh akele mein baat nhn krein ge? tb jhanak bolde kashmir mein kya hua kya kaha tha isne...feelings confess kiya and hug kiya tha...isne yeh bhi bola tha kya sahi kya galt baad mein dekhlein ge plz we want runak chemistry only.... and yeh jealousy mein insult kyun krta hai....baki male leads in other dramas dont start insulting... apni presence aur zahr krte hain
yeh ani bolta rehta tha k men chahta houn tum kamyab ho... beshak tum jahan bhi ho tmhe dour se hi kamyab dekh kr khush houn ga...
kahin ab vaki mein douri se dekhe ga jhanak ki kamyabi
Writer 2 peg ky baad story likhti hai 😅😅😅😅😅😅
mera kahena hai ye serial bandh ko diya jaye. nehi to viewers pagol ho jayegi. nonsense serial. Hero ko itna nich dekhana not acceptable
Tejas ki jarurat nehi Asli villian toh ani hai kya dimag hai makar ka sach may makar ne kabhi show kiya tha ya peheli baar Kar rahi hai
Writer ka demag dekho kitna satir hai buddi Aunty ek do peg ky baad story' likhti hai 😅😅😅😅😅😅
Jo bhi ho story stong hai, ani ko aaj nahi to kal villan banna hi tha
Duniya mei enka hi baccha ho raha hai hug kiya aur baccha ho gaya ....ye bose family mei hota hai ....mental
dna test k ilava yeh toh pta kr skte hain kitne weeks ka bacha hai....uss hisab se yeh bhi pta chal jae ga k aditya ka nhn....kyunk tb jhanak kashmir mein thi... vese shaed tejas ka bacha na kehna shuru krde....
lekin ab yeh akele mein baat nhn krein ge? tb jhanak bolde kashmir mein kya hua kya kaha tha isne...feelings confess kiya and hug kiya tha...isne yeh bhi bola tha kya sahi kya galt baad mein dekhlein ge
plz we want runak chemistry only.... and yeh jealousy mein insult kyun krta hai....baki male leads in other dramas dont start insulting... apni presence aur zahr krte hain
3 months 😔
@@teestabanerjee6145 DNA test k ilave baby ka blood group determine krskte hain... possibility of aditya ko rule out krne k liye
Pagal serial hai