Mere card me bhi ABHA id nhi aayi thi Ab dobara download kar rhe hain to pichli bar ki tarah Check application status se kar rhe fir kyc required action dikha rha jab use kar rhe to mobile no daal rhe to ye aa rha ""You are not allowed"" Dobara se card kaise download hoga jisme ABHA id mil jaye
@@onlinesocietyofficial आधार से जुड़ा मोबाइल नंबर अपना डाल सकते हैं ओटीपी प्राप्त करने के लिए या फिर पिताजी का डालना जरूरी है क्योंकि उनका मोबाइल नंबर खो गया है । कृपया बताए
employer se bat hui unka kahna hai ki hamne to approved kar diya hai hm issr jyada kuchh bhi nahi kar sakte tool free number par bat kare. Tool free number par sir wait karne ko kahte hai. Jo mai mahino se kar raha hu abhi tak download nahi hua.
check new process 2024 for card download: ruclips.net/video/OoOZpf0ZLb4/видео.html
Sir status pending hai uske liye kya karna hoga
*Congratulations* For 20k Family Brother 🎉🎉
Thank you ahram bhai🙏
Bhai ye pmjy ki jagha pundit din dyal wala bn gya koi problem to ni hogi
Kya is suvidha me delivery bhi add hai . Yadi kisi ka c section se delivery hua hai private me to??? Pls btaiye
Sir Keh rha hai ki mobile no. Not registered jab kyc ke liye login krte hai tb
registration try karke dekho dubara
Card download ho gya but abha id nhi aayi kya kre
Sir dependent card m beneficiary type m serving likha h usse koi dikkat hai?
Nhi
Kiya pddu health Card download ho jane ke baad photo change ho sakta hai
Mere pita ji k deen dayal upad card p abha id nhi hai. Kya karen
sir mai jab e kyc karne ja rha hu to mere me dikha rha ki benificiary not found kya kare?
kafi logo ki same problem aa rahi hai kuch din ka wait kare
Bhaiya e kyc ho gya but card pending dikha rha hai toh kya kara
3-4 din baad download hoga
Download card processing dikha rha ekyc ke baad kitne din me download hoga?
24-48 hrs me
Family members ka card download karna hai kaise hoga
beneficiary.nha.gov.in/search
is website se kyc karke download kar lo
Kya pita ji family ka part Mane jayenge ya nhi
Agar govt job or govt pensioner nhi h to
Sir es yojna me families ke age limit bhi hai kya?
Girl unmarried ho, or boy 18 se kam ho
Sir ji abhi heavy Draving licence ke liye from 5 nhi lagega kya kyu ki from 5 upload karne ka option nhi aata
Agar upload ka option nhi aa raha h to upload nhi hoga,
But lagega jarur
Bhai ye ddu health card se Bihar me bhi free ilaaz karwa skte hai ? Q ki mera ghar Bihar hai or job up police ka h
Website pr hospital ki list h usme check karo
Abha id nhi aayi card download pr kya kare
Health card me abha ID ni aa rhi , koi dikkat hogi kya , treatment me
Nhi hogi, kuch din me dubara download karna aa jayega. ABHA id
Mere chacha ji ka bhi nai aa raha jese he view par click karte hai BENIFICARY CARD IN PROGRESS likha aata hai card kab tak banega please bata dijiye
Treasury me contact karo
Sir sing page nahi aa raha hai
apply karne ke baad status check kar rahe hain to draft mein save dikha raha hai, login nahin ho paa raha. Login kaise karen? Plz reply.
Edit application se login kijiye
Sir agar gov employee ki death ho jaye and oski wife ko pension mil rhi ho toh kya wife ko bhi is yojna ka labh milega
Ji le sakte h
Card download pr abha no nhi aaya card chalega ?
Kuch baad download karna abha id update ho jayegi
Kyc krna mai API getway not responding bta raha hai
Kya kru
Baad me try karna
Sir download to hua hai per usper Abha no. Nhi likha hai usese koi diqquat to nhi hoga n
Baad me. Dubara download kar lena aa jayegaa
Mere card me bhi ABHA id nhi aayi thi
Ab dobara download kar rhe hain to pichli bar ki tarah
Check application status se kar rhe fir kyc required action dikha rha jab use kar rhe to mobile no daal rhe to ye aa rha
""You are not allowed""
Dobara se card kaise download hoga jisme ABHA id mil jaye
Sir application status SAVED as draft bta rha h ,kya abhi submit nhi hua h kyuki print out hai hmare pas
draft ka print hoga aapke pass, final submit karo
@@onlinesocietyofficial ab open ho jayega
Mere card m abha Id no. Nhi aya h kya karna chahiye
Kuch din baad dubara download karna aa jayegi
Agar form cancel ho jaye to kya kare cancel ✖️❌
Galti ko thik karke reply kare
Otp nhi ata h
Bhai isme kya premium Dena Hota h
Nhi
Download link open nhi ho rha h
status se check karo
New registration karne ke liye otp nahi aara kya karen?
thodi der me try karna kabhi kabhi dikkat aa jati hai
@@onlinesocietyofficial
Sir ye health card hard copy me bnke hmare address pe nhi ati h kya
लोकल हॉस्पिटलइस योजना से लिंक है कि नहीं यह कैसे पता करे ?
Website ke home page pr hospitals ki list di gyi h
@@onlinesocietyofficial आधार से जुड़ा मोबाइल नंबर अपना डाल सकते हैं ओटीपी प्राप्त करने के लिए या फिर पिताजी का डालना जरूरी है क्योंकि उनका मोबाइल नंबर खो गया है । कृपया बताए
Mere card me abha id nhi show kar Raha hai Abha id kaise ? Update hogi
2-3 me dubara download karna aa jayegi
Sir mera sab kuchh form me sahi bhara gaya hai but dob beneficiary details me galat likh diya hai
Download nahi ho pa raha hai
Dob treasury se sahi karao
Sir OTP ke liye No fill Not Allowed show ho raha hai
Same problem bro
Same problem mera bhi hai
Sir mere card login nahi ho raha hai , login not allowed, aa raha hai
abhi kuch problem chal rahi hai kuch din ruk kar login karna
pandit deendayal upadhyay cashless yojana KYC mobail number Not Allowed for login.
Bhai 6 mahine hogye approve hi nahi hua....kya kre ??
Treasury me contact karo
Bro jiska status pending hai uske liye kya kare
Treasury se approve karao pahle
@@onlinesocietyofficial waha ja kar kya lagana hoga sir
Pmjay I'd Missing h ?
dubara download kar lena aa jayega
Dubara bhi download kr liya nhi aa rahi PMJAY I'd kya koi error h ?
ekyc complite hue 15 din ho gaye download par click karne par PLEASE TRY AGAIN LATER aa raha hai. Card download nahi ho raha hai.
Apne employer se contact kare
employer se bat hui unka kahna hai ki hamne to approved kar diya hai hm issr jyada kuchh bhi nahi kar sakte tool free number par bat kare.
Tool free number par sir wait karne ko kahte hai. Jo mai mahino se kar raha hu abhi tak download nahi hua.
Beneficiary already apply for ayushman card. Aa rha hai eKYC karne ke bad.
aapki kyc ho chuki kuch din wait karke card download kar skate ho
Ukke bad bhi nhi ho rha
Lagabhag 2 manth ho gye
@@ManojSingh-49 phle se ayusman card to nhi bna
Ji nhi
Abha id nhi aarahi
Kuch baad download karna h
Sir card to ban gya hai...
Usme abha I'd to aa gyi hai lekin
Usme pmjay I'd nhi aai hai
Iske liye kya Krna hoga please bataiye
Kuch din wait karo aa jayegi
Sir photo kaise edit kre
Ekyc ke time photo upload kare, aadhar me photo change karke kyc kare
@@onlinesocietyofficial bhai e kyc kr de card bhi bn gya but card pr photo bhoot he bekaar aa raha hai saaf nahi bilkul bhi
Bhai Mera card 1year se panding hai
District ke treasury me contact kare
CO line k yanha do
Sir abha id nhe aa rhe is mai
download nahi ho raha hai
Approved nhi huya hoga
Bhai mere main abha id nhi aai h kya Karu
Dubara download kar lena 1-2 din me
Mere mai bhi
Ayushman card ke tahat hi employee ka bhi health card hota hai
Ha ji
Sir card mai sab se uper ABHA id mai kuch likha nhi hai ...uska ABHA ka kya matlab hai
Kuch din baad download karna h AABHA ID aayegi us pr likh kr
Abha id nhi aai
Pandit Deendayal Upadhyaya kyc mo number not allowed
Ekyc clik kr rhe hai sala aysuhman bharat ka page open ho jata hai
Kyc hogi ayusman ki website se
Ye kab Tak valid hota hai
Life time
Sbke liye alag alag mobile number chahiye ki apne number se hi kr de
Apne number se hi hp jayefa
यह पुराना ऑप्शन है सर नया ऑप्शन बताइए
Nice information bro
Thanks
❤
🙏
Jo aap log batate ho us tarh nhi aata galat batate ho
Hlo
Hi
Sir abha id nhi show kr rha
Dubara kar lena download aa jayega
ekyc karne ke liye jab mobile number dal kar sign par kiya ja raha hai not allowed to login dikha raha hai
Same problem
Abha id nhi h card par koi dikkt to nhi h na
Dubara try karna aa jayega
Bhai apna number dena aap
Mobile number daalne ke baad get otp par click kiya to bata raha hai login not allowed
abhi kuch problem chal rahi hai kuch din ruk kar login karna
Sir please help kare likha aa rha "log in not allowed"