Ji mujhe pata hai lekin front cover me shaft tite thi is liye pahle wo laga Diya Ghar par koi tool nahi hote . Or waise apko bata du ki pichhle 20 saal se Mai ro pump manufacture kar Raha hu
Carbon brush ke paas koi oring nahi hota hai . Ho sakta hai wo 608 Bering ka cover ho. You send me the picture on Instagram Jrasool.javed this is my Instagram I'd. I'm happy to help you 😀
Dada maja aagaya video dekhkar highly technical in r.o field....sir chela banalo...meri kamayee mei se kuch mujhe dedena sikha do ..ye head ki NRV chahiye mujhe ...kaise milege batana
Hi there Mere pass MI water purifier hai but uska pump chahte chahte ruk gya hai jab kabhi hilate Hai to chal jata hai kabhi kabhi Company se baat kiye to Company bol rhi hai ki RO pump nhi hai hamare pass hum ne manufacturer katna band Kar diya hai to abb mai kya karu please help me Jab mai pump open kiya carbon thik se lgaya fir chalne laga pump fir jab Purifier unit assemble Kar diya fir kuch der me band ho gya please help
Uska armature check karna padega kahi open to nahi ho gaya or flot volve se bhi check karo Pahle pump direct chala kar dekho load par agar chal raha hai to float volve me check karna .
Ro pump ke head se pani leak kr rha tha phir 1 din k baad pump ki chlna band ho gya , fir maine pump ko repair kiya to thik se chlne lga or naya head v chng kiya but fir bhi pani ka pressure nhi aa rha or clean pani v bund bund kr ke aa rha hai , Kya kru plz help chahiye apki btaiye ..
Bahut barhiya video hai is tarah ki jankari koi nahi deta hai thanks
Bahut kaam ki video hai thanks for sharing
बहुत अच्छा
Very informative video
जी, श्री मान...जी....☺️
Good informative video.
Very nice information 👍🏻 good job
Behtrin jankari
एकदम मस्त ❤
Mehnat rang layi👏🏻
अगर आप पहले बेक कर डालते फिर फ्रंट क्वर लगते तो आप को ओर भी आसानी से आर्मीचर डाल सकते हो
Ji mujhe pata hai lekin front cover me shaft tite thi is liye pahle wo laga Diya Ghar par koi tool nahi hote .
Or waise apko bata du ki pichhle 20 saal se Mai ro pump manufacture kar Raha hu
very nice video my friend. ❤❤❤❤❤❤
Thanks
Bhai G magnet nikal jaye to dubara kaise lagaye pls share
Magnet ko aral died se sem gap mein chipka sakte hain
doston I am Bangladesh you are very nice ❤❤❤❤❤❤❤
Welcome
Very nice vdo thanks
Welcome
Well done good job
आपने 24 Volt, 16 Slot RO Armeture me 42 turns डाले, शायद 24 No कॉपर wire use किया, प्लीज बताएं, कितना कॉपर वायर लगा, weight in Gram? Pl
Har armature me alag alag wire gauge hota hai isme maine check nahi kiya tha jo nikla tha wahi daal diya
Aapka Video Babut achha hai. Kuchh part hme lena tha, Aapse
@@anvisinghvlogs3994 kya chahiye
@@JRTech4U Tikki. Preser ruber, our carban bursh
@@anvisinghvlogs3994 ye tikki kya hai ?
Or ye sab kitna kitna chahiye
100 ps har parkar ka de dijiye. Aap mb dijiye
👌👌 Nice
Nice 👍
Hi, very useful share. There is a O-ring nearing the carbon brush. Can you help with where to place it ? thanks
Carbon brush ke paas koi oring nahi hota hai . Ho sakta hai wo 608 Bering ka cover ho.
You send me the picture on Instagram
Jrasool.javed this is my Instagram I'd.
I'm happy to help you 😀
कार्बन का साईज क्या है ? ऑन लाईन पर मिलेगा ?
6*6*13/14 online mushkil hai Amazon par available nahi hai abhi
बहोत ही मदतगार सिर्फ मुझे व्हाल या स्पेअर्स पार्ट का लिंक या दुकान का पत्ता बताई
भाई सारे लिंक discryption में दिए है अगर एक दो pis mangana hai to waha se managa lo
Agar zyada ki requirement ho to batana
Jayada chahiye Aap No. Dijiye
Dada maja aagaya video dekhkar highly technical in r.o field....sir chela banalo...meri kamayee mei se kuch mujhe dedena sikha do ..ye head ki NRV chahiye mujhe ...kaise milege batana
Mai pichle 18 saal se ro pump manufacture kar Raha hu..and I'm the first in India who made successful ro pump.
Nrv kaunsi or kitni chahiye?
@@JRTech4U100 ps All part lena hai. Aap mb dijiye
@@anvisinghvlogs3994 isme small nrv 2 Tarah ki ati hai ek spring wali or dusri bina spring wali apko kaunsi chahiye
@@atuldhoundiyal6475 sari video dekhte raho sab Sikh jaoge .
Hi there
Mere pass MI water purifier hai but uska pump chahte chahte ruk gya hai jab kabhi hilate Hai to chal jata hai kabhi kabhi
Company se baat kiye to Company bol rhi hai ki RO pump nhi hai hamare pass hum ne manufacturer katna band Kar diya hai to abb mai kya karu please help me
Jab mai pump open kiya carbon thik se lgaya fir chalne laga pump fir jab Purifier unit assemble Kar diya fir kuch der me band ho gya please help
Uska armature check karna padega kahi open to nahi ho gaya or flot volve se bhi check karo
Pahle pump direct chala kar dekho load par agar chal raha hai to float volve me check karna .
ધન્ય વાદ
आपका स्वागत है। ऐसे ही सपोर्ट करते रहो
Where to get diaphragm sir?
Kitna chahiye or kaha?
Aap is link se bhi kharid sakte ho
amzn.to/3vCCaDn
Bhai mera ro booster pump ka armature rewi d kerwana hai.....kya aap ker denga ......from patna bihar
Kar to deta agr aap mere nazdik kahi hote Mai to Delhi se hu.
Maine ek video dala hai armature rewinding ka aap usko dekh kar khud kar lo.
Washer kaha milega
Hardware par mil jaega
Apka Location ka hi Bhai
Delhi
Kaha hay aapki workshop
Delhi me
@@JRTech4U kemflow ka pump repair kar dogey hmara bhi
@@trendingnow1993 ho to jaega lekin aap kaha se ho?
@@JRTech4U faridabad say
@@trendingnow1993 aap mujhe Instagram par MSG Karo
Id. Jrasool.javed
छोटा berring का नम्बर क्या है ??सर जी
608
❤
Muje bhi diyafram chaiye
Kitna?
Pump head ka saman chahiye sir
Instagram par DM karo
👍🔺
Booster pump ki Diagram , bearing jiska number hai 608 ea sob parts mujhe chahiye.
We are not sale only parts .
If you are want pump parts contact this number
8700040851 Rajeev jain ..delhi
Armeture kha milega
Ro pump ka armature nahi milta hai market me khud banana padta hai
Mere paas moter hai repair kar do
Isi liye video banai hai ki aap jaise logo ki help ho sake video dekh kar winding kar lo
Hii muje bnqs ka diagram seal chahiae
Kitna chahiye?
Ap kahase ho
Watsapp number
@@vishalvaghasiya7009 Mai Delhi se
Me surat se hu
Hi
Ro pump ke head se pani leak kr rha tha phir 1 din k baad pump ki chlna band ho gya , fir maine pump ko repair kiya to thik se chlne lga or naya head v chng kiya but fir bhi pani ka pressure nhi aa rha or clean pani v bund bund kr ke aa rha hai ,
Kya kru plz help chahiye apki btaiye ..
Pani motor me to nahi chala Gaya tha? Usko dekhna or pump ka pressure check karna sahi hai ya Kam. Agar pump sahi hai to membrain kharab Hui hogi.
Aarmecher chahiye
Iska armature nahi milta hai
Mjy aik filter shop waly ny bataya ta k ro booster repair nahi hota.
Wo apna Naya pump bechna ki soch raha hoga is liye Aisa bol Raha hoga koi bhi pump repair ho jata hai Aram se kuch bhi ho
😂❤😅😅
spare parts how to order location country india, city Bangalore 97
Aap mujhe Instagram par DM karo Mai apko ek no deta hu
Kaisa manufacturer hai jiske paas pressure meter bhi nahi😅
Ye kaam ghar par kiya hai factory me nahi wo sab waha hota hai.
Sir apna mobail
Kis liye bhai
Aapki shop kahan hai mobile no please
Shop nahi hai bhai
Mai ro pump manufacture karta hu Delhi me
AAP ka phone number sand Karo bhai video bahout hachi thee
Bhai Instagram par ajao wahi deta hu
Jrasool.javed