Pranam sirji, gande pani ko bina joint pipe se bahar nikalna to thik hai par pipe ki ek nischit size hoti hai agar jyada duri hai to joint kar ke le ja sakte hai n
Sir Good Afternoon, Main aapki sabhi video dekhta hun or bahut hi kam ki jankari aap dete hain. Mere par ke 200 gaj (31.5 x 57.14) ka corner plot hai. Plot me north 28.5° right side ghuma hua hai. NW or SW me road hai. Main is plot per hostal banana chahta hun. Kripa guid karen. Dhanywad
Namaskar sar kaise hain aap main bhi aapka subscriber hun sar bahut time se aapko ki video follow kar raha hun bahut kuchh sikhane Ko milta tha aapki video se.. sar mere Ghar ki Jo entry hai jo men gate hai compound wall ke sath mein to vah bhi north west mein a raha hai aur jo ghar ki main entrance hai main door hai sir vo bhi Northwest mein a raha hai to fir uske liye main kya kar sakta hun mujhe kisi ne bataya ki aap Northwest ka Makan ka Kaun hai use Kone se aapki Jo compound wall a rahi hai vahan Tak aap hi copper ki wire dal dijiye to uski negativity kam ho jayegi sar mere pass aur koi option nahin hai entry ke liye to please sar kuchh bataiye mujhe jisse Northwest ki
Sir namaste mera ghar ka sabhi pipe line ghar k bahar se nikali h jo ki nw se hoti hui sw se east k pass SE nikali h kya bahar se bhi nikalna sahi nahi hota h SW se koi upaye bataye please me pareshan ho gai hu sir khet ki jamin h hamari
Sir AC ka outer unit S and SW me aa rha he and garam hwa usi side ja rhi he AC ki … koyi upaaye batayen please 🙏🏻 … but AC drainage hamne floor ke under East ki side nikaali he
mera prashn south architecture se juda hua hai. waha central courtyard ek step down kar k banate hai or kabhi kabhi usme ganeshji ki pratima b hoti hai. kya yah vastuanukool hai?
आपने बहुत ही अच्छी जानकारी दी।लेकिन समस्या यह है। हमारे मकान का रास्ता दक्षिण दिशा में है। और वही को पानी की निकासी भी हमें मजबूरी में करनी पड़ रही है। क्या आप इस विषय में हमें कुछ जानकारी दे सकते हैं?
Sir, NE ke room me ne me choti window hai, usse hame next flat ka sewage pipe cross kar raha hai aur usi ke flat ko touch kar ke ja Raha hai ,duck bana hua hai, suggest remedy
Sir mere ghar ke SW me open varanda 4feet hai(main door se outside but upar chajja hai) walls ko boundary consider ki jae to 3feet cut, but floor ko boundary consider ki jae to 3 feet + 1feet extension towards west. I'm confused.. Woh extension hai ki cut....?
@@kritika.621 Ishan kon ki underground water tank ka pipe east se agni kon fir south se chhat par ja raha he. Inshort agni kon me flooring ke niche se pure water ka pipe transfer ho raha he. Kya ye mere liye nukshan karak he ?
Sir Mere Ghar ka mukh east ke taraf hai aur aage jagah bhi hai par अग्नेय kod me kitchen hai aur Mera toilet South West me hai to aur kya safety tank east me bana sakta hu Men gate ke aage Ghar ka area chod kar
Sir north ki taraf muh karke khana paka sakte he??? Kitchen vayavya (NW) me hai. Kitchen parelel hai. North and South me slab hai. West me utility area me jane ka door and kitchen sink hai.
Sir meri majburi h ,mujhe uttar disa me hi septic tank aur toilet banana padhega ,aur kahi jagah nahi h to pahale se hi koi remedy kar sakate h please bata dijiye Kya pura tanbe ke tar se lapet de aur kaise
Sir mera ghar west mukhi Sidi ke 2 steps south ki taraf hai uske baad north ki tarap 10 steps hai phir se South ki or 9 steps se roop se nikal jata hai esme koi problem hoga kya Please sir reply de dijiye bahut pareshan hoon kahi vastu dosh ho nahi hoga please please sir reply kijiye ga
Hamara Ghar Bahut Chhota hai is vajah se ham Ishan kon mein Mandir nahin banaa parahe hain sar please aap koi dusri jagah mandir ki bataiye Jahan ham use banaa sakte hain please sar
सर मेरा घर 30 गुना 50 में बना हुआ है पद के हिसाब से देखा जाए तो नॉर्थ वेस्ट कोने में आता है और डिग्री ऑन के हिसाब से देखा जाए तो कोन छोड़कर राइट साइड में आता है तो किसको सही माने प्लीज बताइए
Thank you so much sriman ji, aapne to meri problem solve kr di
Sir west facing plot par bhi video banaye please
Welcomesir... ❤. Thank. You. Verymuch
Your explain very well
बहुत ही सुंदर होती है दिशा की दशायें किससे बचो किससे दोस्त बनवो 🎉
धन्यवाद नमस्कार 🎉
Aise slide read karne me asani hoti hai mobile me.. Thank you Sir👍
समझा नहीं सर
Thanks sir ji
So nice of you
Thanks a lot for a very useful, informative and important video with superb narrative. 👏👏👏👌👌👍🙏🙏
Very nice
❤sir very nice 👍🙏 thank so much you❤
thanks dr sir ❤❤❤🎉🎉🎉🎉
Always welcome
Thanku sir ji
प्रणाम,ए सी यूनिट आप के सुझाव से ही लगाया है।
Sir ji namaskar
Mera polit gumi hui hai sw me road h uska pani konsa disha se nikalu
💯 ✔️👍
🙏🙏ji
Pranam sirji, gande pani ko bina joint pipe se bahar nikalna to thik hai par pipe ki ek nischit size hoti hai agar jyada duri hai to joint kar ke le ja sakte hai n
Sir Good Afternoon,
Main aapki sabhi video dekhta hun or bahut hi kam ki jankari aap dete hain.
Mere par ke 200 gaj (31.5 x 57.14) ka corner plot hai.
Plot me north 28.5° right side ghuma hua hai.
NW or SW me road hai.
Main is plot per hostal banana chahta hun.
Kripa guid karen.
Dhanywad
Namaskar sar kaise hain aap main bhi aapka subscriber hun sar bahut time se aapko ki video follow kar raha hun bahut kuchh sikhane Ko milta tha aapki video se.. sar mere Ghar ki Jo entry hai jo men gate hai compound wall ke sath mein to vah bhi north west mein a raha hai aur jo ghar ki main entrance hai main door hai sir vo bhi Northwest mein a raha hai to fir uske liye main kya kar sakta hun mujhe kisi ne bataya ki aap Northwest ka Makan ka Kaun hai use Kone se aapki Jo compound wall a rahi hai vahan Tak aap hi copper ki wire dal dijiye to uski negativity kam ho jayegi sar mere pass aur koi option nahin hai entry ke liye to please sar kuchh bataiye mujhe jisse Northwest ki
Hamare ghar ke desa guma hua ha East Sauth ki tarf road ha pane kis or nikal please batana
East facing Road and west facing Road is available for plot.Which side septic tank can be constructed
Sir jameen ki energy boost karne ke liye upay bataen
Mera kitchen west ka chota tank NE me he open area me because bahar jagah choti he remides kya he
Radhe Radhe Sir
Mera plot size LxB , 55x36 hai or south facing hai plz vastu ke hisab se naksha ki video banao sir
Sir west me shaft de sakte hai.. w3 w4 me shaft de sakte hai
Sir, septic tank yadi room k niche hai to kya us room mai office bana sakte hai yadi nhi to iska remedies kya hoga
Sir ji mera purv mukhi plot hai tino side me ghar hai letrin pani bahar kaise likalu please bataiye
or bhi video hai check Karen
Sir namaste mera ghar ka sabhi pipe line ghar k bahar se nikali h jo ki nw se hoti hui sw se east k pass SE nikali h kya bahar se bhi nikalna sahi nahi hota h SW se koi upaye bataye please me pareshan ho gai hu sir khet ki jamin h hamari
Sir AC ka outer unit S and SW me aa rha he and garam hwa usi side ja rhi he AC ki … koyi upaaye batayen please 🙏🏻
… but AC drainage hamne floor ke under East ki side nikaali he
Mera road sw or NW hai..main door west 5 hai
Sir hmare ghar me south west down h to kya southwest ucha krne ki remedy me conduit pipe ki jagha iron pipe lga skte h ?
Yes laga sakte hai..
mera prashn south architecture se juda hua hai. waha central courtyard ek step down kar k banate hai or kabhi kabhi usme ganeshji ki pratima b hoti hai. kya yah vastuanukool hai?
आपने बहुत ही अच्छी जानकारी दी।लेकिन समस्या यह है। हमारे मकान का रास्ता दक्षिण दिशा में है। और वही को पानी की निकासी भी हमें मजबूरी में करनी पड़ रही है। क्या आप इस विषय में हमें कुछ जानकारी दे सकते हैं?
aur bhi video hai check Karen
Sir, NE ke room me ne me choti window hai, usse hame next flat ka sewage pipe cross kar raha hai aur usi ke flat ko touch kar ke ja Raha hai ,duck bana hua hai, suggest remedy
Sir, my house sever line passes through ground floor bedroom. Which is on Northwest corner of my house. It touches northwall .
Sir mere ghar ke SW me open varanda 4feet hai(main door se outside but upar chajja hai) walls ko boundary consider ki jae to 3feet cut, but floor ko boundary consider ki jae to 3 feet + 1feet extension towards west. I'm confused.. Woh extension hai ki cut....?
Itna thoda cut ya extension not serious.
Sir sefti ank ki lambi aur chaudi kis tarah hona chahiye Surya bhedi ko dhyan dete hai
Sir ishan kaun me rain water ka under ground water tank bna skte hai kya or yadi bna liya to kya kre
ok
@@kritika.621
Ishan kon ki underground water tank ka pipe east se agni kon fir south se chhat par ja raha he.
Inshort agni kon me flooring ke niche se pure water ka pipe transfer ho raha he.
Kya ye mere liye nukshan karak he ?
दक्षिण मुखी प्लाट में पानी की निकासी कहा से निकाले
Sir North 56 digari guma hua ho tab Kaya Kary
Drain side west me hai aur toilet and bathroom south me hai waste water pipe line south west me hai .
Sir kitchen me east aur south east ke bich me puja room hai to kya kr sakte hai..kya galat hai kya
no kitchen mai galat h yaha se hatao
sir Flat me south me kitchen hai... kya ye theek hai... remedy kya kare
ok h
Sir inviter battry ke liye kam aayega kya ac wala water
Ha
Sir Mere Ghar ka mukh east ke taraf hai aur aage jagah bhi hai par अग्नेय kod me kitchen hai aur Mera toilet South West me hai to aur kya safety tank east me bana sakta hu Men gate ke aage Ghar ka area chod kar
Sir mera east to south road h se badha hua h se or west m toilet h jindgi tabah ho gyi h court case ho gya h kuch batao sir pls
गुरुजी, कुआं N में है 500फीट दूर,नौर्थ में कमरा है नोर्थ के कमरे से बाहर की साईड से SW से अन्दर ला सकते है या नहीं मकान SW मुखी है
Sir ji namaste aap ki paid service kitni hai sir
Sir north ki taraf muh karke khana paka sakte he???
Kitchen vayavya (NW) me hai.
Kitchen parelel hai.
North and South me slab hai.
West me utility area me jane ka door and kitchen sink hai.
Plz answer sir it's a humble request 🙏
not bad
Sir meri majburi h ,mujhe uttar disa me hi septic tank aur toilet banana padhega ,aur kahi jagah nahi h to pahale se hi koi remedy kar sakate h please bata dijiye
Kya pura tanbe ke tar se lapet de aur kaise
Sir mera ghar west mukhi
Sidi ke 2 steps south ki taraf hai uske baad north ki tarap 10 steps hai phir se South ki or 9 steps se roop se nikal jata hai esme koi problem hoga kya
Please sir reply de dijiye bahut pareshan hoon kahi vastu dosh ho nahi hoga please please sir reply kijiye ga
ok h
Sir, is morpankhi tree outside house, good for Vastu?
ok
जय श्री कृष्णा सर मेरे घर के बाहर साउथ में सेफ्टी टेन्क बना दिया क्या रेमेडी करू
ghar ke bahar ok h
10:05 😅
Hamara Ghar Bahut Chhota hai is vajah se ham Ishan kon mein Mandir nahin banaa parahe hain sar please aap koi dusri jagah mandir ki bataiye Jahan ham use banaa sakte hain please sar
Aap west or east me bhi mandir bana sakte hai
Sir North 56 digari guma hua ho tab Kaya Kary
@@Truelife_living_im5
Mere ghar me agni kon me floor ke niche se pani ki line ja rahi he ?
Kya ye sahi he ?
south face plot m uter पूर्व में पानी कैसे निकले
or bhi video h check Karen
Sir mere ghar m to N E me hi वाटर हार्वेस्टिंग h ,kya kare
ok h
गुरुजी मेरा सेफ्टी टैंक तो सही दिशा में है लेकिन ज्यादा काम होने का वजह से सेप्टिक टैंक के ऊपर नहाने का शौचालय बन गया जराबताइएगा नमस्ते
सर मेरा घर 30 गुना 50 में बना हुआ है पद के हिसाब से देखा जाए तो नॉर्थ वेस्ट कोने में आता है और डिग्री ऑन के हिसाब से देखा जाए तो कोन छोड़कर राइट साइड में आता है तो किसको सही माने प्लीज बताइए
Sar aapka visit karvana Ho to kya
Company se order dekar 30 feet ka single pipe 26 wheeler se magwana pregaa..😅😅😅
Purav mukhi mkan main toilet ki kui khan honi chahiye sir .gaan main sivar nhi hote kui hoti hn
Ek video jrur bnao sir
East North East mein
Mera ghar guma hi
Sir kitchen me east aur south east ke bich me puja room hai to kya kr sakte hai..kya galat hai kya