Guruji, I have a question..HAMARA ghar ka mukhya dwara dakhina ki taraf hain ,aur dusra dwar paschim ki aur..Hamara ghar ka purab dwar nahin hain aur purab main jamin bi nahin..To mujhe Morpankhi ki plant aur parijat ki plant kahan lagna chahiye? Please reply..
@@PujaKumari-rl8lf Aap sabse achha 26 January ko chulha pujan kijiye sath me khana v bnayea. 26 January ko basant panchami h, bhut accha din h. Saraswati Puja v h. Lekin us din sirf vegetarian khana hi bnayega. Lahsun pyaaz allow nhi h. Kheer puri bnayea. Phla puri chulha me agni devta ko dijiyega. Dusra gau mata ko, tisra pakshi ko, chautha kutta ko. Uske baad pujari brahman ko vojan krayea. Fir sapariwar khayea. Mangal hi Mangal hga. Jay siya ram 🚩🚩🚩
Dhanyawaad Jain Sahb, but 1st January naya saal nahi hai hamara, western countries ka hai. Shastron aur Vedon ke hisab se ye sab Gudi Padwa ko karna chahiye.
* Buy the latest book on Vastu Shastra by Ummed Dugar Jain on Amazon:- amzn.to/3ELZZac
Guruji, I have a question..HAMARA ghar ka mukhya dwara dakhina ki taraf hain ,aur dusra dwar paschim ki aur..Hamara ghar ka purab dwar nahin hain aur purab main jamin bi nahin..To mujhe Morpankhi ki plant aur parijat ki plant kahan lagna chahiye? Please reply..
Thank you sir.🙏🙏
Happy New Year advance Radhe Radhe Jay Shri Krishna
Happy new year ji
Nice one Sir ji 🙏🏽aise he hame guide karathe rahiye God bless u
Jjsa
Sir nye saal wale din hi mera mangalsutra gum hogya mujse m bhot regret me hu or depressed hu please help me
Sir kaunsa shankh hai jo aapne bajaya ?
कच्छप संख
Sir naye kitchen me pravesh krne se phle Krishna pksh or sukl pksh v dekhna chahiye ky
Yes. Sukal paksh me pravesh kijiye
Thanku sir
अच्छे से अच्छा मुहूर्त देखकर रसोई शुरू करनी चाहिए
Sir ap hi achha muhurat bta dijiye
Sir naye chulhe ka pujan kis din krna chahiye
January,2023 me 26,27,30 tarik ko
Feb,23 me 1, 14, 24 tarik ko
March, 23 me 1st March tarik ko
According to Thakur Panchang
Thanku so much sir apne subh date ke sath btaya
Lekin sir 27ko Saturday pd rha h or 30jan ko Monday pd rha h to ap to btaye the ki monday or Saturday ko chulha pujan ni krna chahiye
@@PujaKumari-rl8lf Aap sabse achha 26 January ko chulha pujan kijiye sath me khana v bnayea. 26 January ko basant panchami h, bhut accha din h. Saraswati Puja v h. Lekin us din sirf vegetarian khana hi bnayega. Lahsun pyaaz allow nhi h. Kheer puri bnayea. Phla puri chulha me agni devta ko dijiyega. Dusra gau mata ko, tisra pakshi ko, chautha kutta ko. Uske baad pujari brahman ko vojan krayea. Fir sapariwar khayea. Mangal hi Mangal hga. Jay siya ram 🚩🚩🚩
Thanku sir
Dhanyawaad Jain Sahb, but 1st January naya saal nahi hai hamara, western countries ka hai. Shastron aur Vedon ke hisab se ye sab Gudi Padwa ko karna chahiye.
Sir do you live in jaipur ?... We want to meet you.. 🙏
दिल्ली में
Sir naye chulhe ka pujan kis din krna chahiye
मेरे चैनल वास्तु सिंपलीफाइड में नई रसोई के बारे में पूरा डिटेल है वीडियो देख लीजिए
Sir naye kitchen me pravesh krne se phle shukl pksh or krishn pksh ko v dekhna chahiye