Ashtanga Maha Yoga (शरीर से आत्मा की यात्रा) |
HTML-код
- Опубликовано: 10 фев 2025
- Ashtanga yoga is one of the classifications of yoga in Patanjali's Yoga Sutras, which states that optimum mental and physical health can only be achieved by being ethically and morally right through karmas,meditation, discipline, inner and outer cleansing, and physical exercises.
• If you want to read the book written by me containing 27 stories of Maya, then CLICK HERE : bit.ly/MayaBoo...
Sonu's Book Store : superprofile.b...
Social Links :
• Instagram: / sonnukumarr
• Facebook: / sonnuukumarr
• X: x.com/soonukumarr
• Telegram: t.me/sonnukumarr
DISCLAIMER:
This video is for educational & entertainment purpose only. All the photos and videos used in this video have been taken from the Internet, for which I give all the credits to their real owners.
Book Of Maya : bit.ly/MayaBookHindi
Thanks
Aapki bani har video mere man ko sahi marg par le jati hai 🙂🌃🧿
Aapki videos dekh ke man ko bohot Shanti milta hai or is kalyug me bhi kaise khudko sant aur khush rakhna hai,ye sab aap hame sikha rhe ho, sukriya
Apne jo bataya wo sab kuch mere nature me hai.Air mai meditate bhi karti hu.Apke video se kafi kuch sikhne ko milta hai.🙏🔱🕉️☘️
नमन है आपको और आपके ज्ञान को जोकी मोक्ष के और भी समीप लेके जाता है❤
Same and thank you so much me is duniya aur apne apko jan gaya hu isliye mera moh maya ab nahi hai bus bhakti bhav aur apne prabhu ki seva me hu 🙏🏻 jay Shree mehandipur balaji maharaj ki 🙏Shree baba ka ansh Rudra 🙏🏻
Har har Mahadev 👑🚩
Sacha guru sonnu kumar sir 🙏🙏🙏🕉️🕉️
So insightful knowledge about Ashtanga Yoga ! So much respect to you revered Guru ! Thanks a lot !
Jay Shri Krishna
####### jab se maine aapke video dekhe hai ushse pahle maine kuch aisa anubhav nahi kiya tha lekin ab mujhe yek alag ki energy flow karta hai charo taraf ❤❤❤❤❤❤❤❤
ये जगत सत्य नही स्वप्न है जिसका अनुभव हमे केवल आत्मज्ञान होने पर ही संभव है जिसप्रकार जब हम स्वप्न देखते तो वो हमें सच ही लगता जागने पर ही हमे ये ज्ञान होता है कि वो सत्य नही बस एक सपना था जय श्री राम 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Mere awakening k liye apka channel ek ahem bhumika nibha rhi hai.. thankyou so much
Om Jai Shree Sadh Guru Devay Namo Namah.
Om Namah Shivay
Jai Shree SeetaRam Aum.
Bahut acha laga guruji 🙏
Please make video on how to do meditation 🧘♂️
Sahi hai
Meditation is a state of being sunya (formless) , no need to learn .
Just focus on whatever you doing.
Away from this if you still have urge to do that then -
Just sit down any of your relaxing position, and think nothing, Just feel the environment around you . Because thinking nothing and devote yourself to nature is meditation.
@@Be_Quiet. How do you know this ??
Make a playlist..... I am waiting
@@TakshaSukhdeve their is nothing to know.
Because work with concentration reserve energy and a peaceful mind (to be formless or thinking nothing) creates energy.
And meditation is a state to create energy and reserve energy (learn where to use energy).
Radhe krishna 🙏😊
Wah bhai awesome tumahri ek ek baat maan ke gehrai me utar jati he or vedio ke ek ek scene jaise dusre duniya me le jate he awesome yaar❤
अति सुन्दर ❤❤ ॐ
Save earth save life 🙏🧬
Joy goru har har mahadsve I love you so much 🙏🙏🙏🙏
Jai shree Ram Mahadev Mahadev Mahadev har Mahadev Mahadev Mahadev har Mahadev Mahadev Mahadev
Dhanyawaad Prabhuji🙏🏻😁bahut hi important information hai aapke videos mein😄🙏🏻
Bahut acha laga video
Har Har Mahadev 🙏🔱
Thank you so much bhaiya aapke video se bahut help milti hai aapka gyan aapar hai😊
This Video is important for me and Sanatan dharma drasta keliye Thank you. Itna easy way me samjane keliye. Thank you
Thanks for this wonderful video
Peaceful bhai❤ I like your energy in voice
PEACEFUL 💙
Ye to rajyog h ❤❤
Love you Sonu bhayya ❤❤
Har har mahadev❤❤❤❤
Good please keep going deeper and deeper and deeper
Achha prayas hai .....sahi laga ..isi trh or v videos gahra or asan shabdo me banate rhe.
🔱💓 ahinsa paramo dharma ☸️💓🙏
@@elexgaming995 tumne adha hi likha hai
Apke video Dil khush kar dete hn❤❤❤❤
I like your all videos
Nirvanashatkam and rudrakshatakam pr pura video bnayein pls
Drishti 🤍🔱
I don't have deep knowledge but you are spitting out exactly my thoughts are about quantum physics even I had no idea what the exactly quantum physics is..
V v butiful vdeo
Thnk you so much sir ❤
Drashta is like cameraman which never dies 😂😅
मैं बागवान से प्राथना करता हु की सब को मोक्ष मिल। पर अभी आज के काम पर ध्यान दे सब समय पर होगा। जैसे एक बच्चा जन्म लेता है तो वो दौड़ने नहीं लगता।
Haa bhai ❤
###### YAANI HI HAR JO JIZ JO NIRMIT HUA HO HAI UNIVERSAL WOMB UEK YESA MAHA URJA JISHSE HAR O CHIZ NIRMIT HUI 😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊❤😊❤😊❤😊❤❤😊😊❤😊❤😊❤😊❤
TQ sir❤❤
सत्य ❤
Great bro
Aap main kuchh to baat hai bhai ❤❤
❤❤ho my god 😌🙏
योग के संदर्भ मे स्वाध्याय का अर्थ वेदो का अध्ययन नही होता,
स्व + अध्याय =स्वाध्याय अर्थात आत्म चिंतन, आत्म निरीक्षण, आत्म निग्रह आदि। योग स्वयं अथवा परमात्मा तक पहुँचने का सबसे सीधा रास्ता है। योग से अधिक श्रेष्ठ विश्व मे कुछ भी नही!!!
😢😢😢😢😢super❤❤❤❤❤❤
Dhanyawad
🕉❤om🧡🕉
Amir haq ka Asthamedh yoge ke bare video banao...
Thanku ji
आपने ध्यान करके ये सब महसूस किया है।
Aapke liye ye jaanna kyu jaroori h. Aap hamesha judgemental kyo ho jate ho? Agar nahi bhi kiya mahsoos to konsi buri baat hai, kamse kam wo gyan to oro tak pahuncha paa rahe hain. Aapke paas ek shakti h jo khud sabkuch jaanti hai. Bas aapko match karwana hai ki kya mera satya or saamne se bola gaya satya ek hai? Wo aapke andar h. Wo sabkuch jo aap jaanna chahte ho or jo jaanne yogya hai
I love you ❤
Nice videos👍
Please make more videos on शून्यता 😊❤❤
Good things to learn but real life is most hard to way of walking that path
Very Nice Sir
Han Achcha Laga
Maine Kuchh Sikha
❤❤❤❤
Good editing
❤❤❤
❤❤❤👌👌👌
7.21 धारणा एक क्रिया हैं ऑर ध्यान उसकी अवस्था हैं
Please make a video on the books and sources that you have studied to get all the knowledge you have🙏🙏🙏
Raj yoga by Swami Vivekanand describe this in very well way
Aap bahut acchi video banate hain main aapki kafi baton se prabhavit hun mujhe koi book bataiye jisse main padh sakun
Aap meditation ka ek video jarur lai e na pls ❤
Please make a video on meditation
First viem❤❤
Deep dhyan kaise kare ek video ispr banao
Please make video on how to read advait vedanta
Ye sab naam jap se ho jata hai
@@cyberwolfron980 nh bhai Gita me bhi bhagwan krishan ne unhe prapt karne ke liye ashtang sadhna ka rasta btaya hai isse indriyon ko control kar sakte hai
हरएक विषय पर एक वीडियो बनाए sir please
Please make a video on how to do meditation
🎉🎉
can you make a video on "Devi sūktam " of rigveda .
🙏🙏
❤
Pls make a video on vipassana
Kya yah sab baten hamare brahmand mein adjust karti hai
How you do editing
Aap kaun sa mic use karte ho please batao
Bhayi ek baat puchni thi jese ye Yogi Mahatma jangalo main tapasya karte hn unko machhar kat te hn agar Bo unko mar den to kya siddi chali jayigi kya😮😮😮
Mosquito maar sakte h ki nhi.
😌
Mai satya ko jannana chahata hoon mere andar se awaaz bhi atee hai par ye dunia aur samaj ko dekh kar bhool jaata hoon aur jab bhi iss samaj se judna chahta hoon to ye samaj mujhe samjhti nhi hai ye sirf consume karti hai mujhe kabhi kabhi lgta hai ye samaj mere liye kabhi tha he nhi..... Ye logg dost saathi koi mera nhi hai essa feel hota hai.... Sab jhooth bolte hai satya ko janakar bhi dhokha dete hai apne sukh ke liye dusro ko dukh dete hai ye logg sirf dikhawa karte hai ye sab janane ke baad kabhi kabhi mnn udaas ho jaata hai
Mujhe bhi pehle aisa hi oagta tha lekin jab mera mann shant hua or main dusro ko judge karne ki bajaye khud ko judge karna chalu kiya to pata chala jaise gun hamare andar hote hain waise hi parmatma hamare surroundings me dalta hai. Mujhe ye ahsaas hua ki jo galtiya mujhe iss sansar me najar aati hain, waisi hi kuchh kamiya mere andar bhi hain. Or phir maine shikayat karna chhod diya or sabkuch accept kiya, wo kamiya bhi. Haan ye sach hai ki ye samaj kroor hai or yaha sabkuch achha nahi hai lekin yadi parmatma ne aapko ek bura surrounding diya hai to matlab wo aapko ye sab face karwana chahta hai.
Sabse jyada achhi baat aapne ye likhi ki aap satya ko jaanna chahte ho. Satya ko jaana ja sakta hai kewal drista bankar. Krishnamurty kehte hain ki jab hum judge karte hain to ham asatya ko dekhte hain or jab ham koi ek paksh nahi chunte to ham satya ko dekhte hain.
Sir how I can contact you ?
How to do meditation
Can you share book name ?
Audiobook hoga bro. Hindi padna nehi aata humhe
What you all think about transhumanism??
Maine bahot koshish ki 5 sal se mistrubation karaa hun ni chut para ek din se jada control ni kar para please mujhe rashta dikhao meri madad Karo mai khatam hora hun
Aap Bhramcharya palan kriye tan , maan , dhann teeno se palan kriye sabse phle dhan se phir tan se aur phir aise kr ke hoga asan nhi lekin kosis kriye ho jayega dhan aur tan se aasani se ho jata h lekin mann se uthne aasani se nhi hota Mai khud Bhramcharya palan kr rha hu 1 sal se aur mai safal bhi hu puri tarah se 🙏