Safar Me Bus Ya Train Me Ho To Namaz Kaise Padhe ? By Adv. Faiz Syed

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 27 окт 2024

Комментарии • 107

  • @Abu-SiddiQa
    @Abu-SiddiQa 4 месяца назад +3

    "Truth has come, and falsehood has departed. Indeed is falsehood, [by nature], ever bound to depart."

  • @skjonuba6676
    @skjonuba6676 Месяц назад

    Alhamdulillah 🥰 hamara Deen kitna Asaan hai 🥰

  • @mdshahed3386
    @mdshahed3386 4 месяца назад +1

    Aaj aapne kitabon ke kayi safon ko ek jumle mein puri diya
    "Ibadat mein kya karna hai bata diya aur duniya mein kya nahi karna hai bata diya gaya"
    Jazakallahu khairan bhai

  • @shahidkkn
    @shahidkkn 5 месяцев назад +5

    Sheikh aapke is video se hume bahuth kuch seekhne ko mila. Jazakallahu khair

  • @Rubinakitchen661
    @Rubinakitchen661 5 месяцев назад +2

    JazkAllah khair

  • @MOHAMMEDSAEEDSR8787
    @MOHAMMEDSAEEDSR8787 5 месяцев назад +2

    SHUBHAN ALLAH GREAT INFORMATION FAIZ SAHAB

  • @AtifKhan-uu7xe
    @AtifKhan-uu7xe 5 месяцев назад +2

    Jazak Allah khairn kaseera

  • @HarishAnsari-iy4ud
    @HarishAnsari-iy4ud 5 месяцев назад +2

    Very good explanation

  • @soaibalam5176
    @soaibalam5176 4 месяца назад +2

    Mashallah shaikh bahot khub Allah app ko salamat rakkhe ameen

  • @syedaafsha2034
    @syedaafsha2034 5 месяцев назад +1

    Mashallah
    Jazakallaho khair ✨💫

  • @sajidaquadri5213
    @sajidaquadri5213 4 месяца назад +1

    Mashallah 🎉

  • @shenaazpothiwalla7084
    @shenaazpothiwalla7084 4 месяца назад

    JazakAllah sheikh

  • @Indianfoodvlogs9
    @Indianfoodvlogs9 4 месяца назад

    MashaAllah. JazakAllah.

  • @zahir9773
    @zahir9773 5 месяцев назад

    Assalam Alaikum
    Yes sir .. Deen is made to benefit us.. it’s so easy.. Alhamdullillah.. please keep continue to explain in this easy way.. because of this many people think very hard to follow..

    • @Dil-ka-qalam
      @Dil-ka-qalam 4 месяца назад

      Deen "easy" subjective hai.
      Kuch log har gandagi ko apna kar aur har yaqeen wali cheez se bach kar bhi yehi Hadith ka hawala dete hain.
      Dunya momin ke liye jail khana hai ye bhi suna hoga.

  • @Anonymous_EngineerX
    @Anonymous_EngineerX 4 месяца назад

    1:00 jab asar ka waqt hua hi nhi to padhe kaise kya pata hayat hi na ho to asar tak
    Waqt se pahle namaz padhna matlb to ye hua ki gaib ki bate jaana aur gaib ki baat to kiski ko nhi pata h except Allah
    Nai umeed krta hu ki iss sawal ka jawab aap hame de
    I'm big follower of u faiz bhaijaan

  • @loveislam9021
    @loveislam9021 4 месяца назад +1

    Bohot shukriya zaruri video.. humne Islam qubule das saal hgye Alhamdulillah please dua kijiye Allah paak hume Hajj umra naseeb kare Ameen ❤️🤲

  • @AMANPATHAN-sk1dh
    @AMANPATHAN-sk1dh 5 месяцев назад

    jazakallahu khairan❤❤❤

  • @parveezsultanakhan5644
    @parveezsultanakhan5644 4 месяца назад +3

    Thanks for answer but please say how to pray in train , bus, n aeroplane, you just focus on wazu , we cant stop bus, train or aeroplane on the timings u said to follow . How to pray if its long distance flight or train. Please guide.

  • @akilshaikh1158
    @akilshaikh1158 4 месяца назад

    Mashallah

  • @abuharisrazaabuqais5551
    @abuharisrazaabuqais5551 4 месяца назад +3

    اگر ریل قبلہ کی سمت میں چل رہی ھو اور سامنے لوگ ھوں تو کیا کریں جبکہ فرض نماز کے لیے قبلہ رو ہونا ضروری ہے ؟

  • @naushadahmad5303
    @naushadahmad5303 5 месяцев назад

    Asslamu alaikum kya haal hai
    Bahot shukriya aapkaa allah aapko sehat de ameen allah aapse raazi ho

  • @HarishAnsari-iy4ud
    @HarishAnsari-iy4ud 5 месяцев назад +1

    MASHA'ALLAH

  • @Clearpolitics602
    @Clearpolitics602 5 месяцев назад +1

    ❤❤❤❤

  • @mohtashammokhtar4271
    @mohtashammokhtar4271 4 месяца назад +1

    When i am ready to start my journey and currently at home. Time is Zohar. Can i do jama at home and start journey? Means pray zohar and Asar together and then start from home?

  • @MohammedSiraj-nm5pe
    @MohammedSiraj-nm5pe 4 месяца назад

    As salaam walikum
    Faiz Syed
    Mera 1 question
    Zohar aur asar ki
    namaz me Khamosh pada jata hai
    to hame kya padna chahiye imaam ke peche
    2 nd question
    Ham jab namaz padte hai to
    Dimag me khalal aati hai
    Please answer dijiye na

  • @dineshsingh-vs7ld
    @dineshsingh-vs7ld 4 месяца назад

    Asalaamalaikum
    Kya hum safar mein car ke andar namaaz padh sakte hain
    Jazaak Allaah Khair

  • @arifgani5326
    @arifgani5326 4 месяца назад

    Jajakallahu khairan

  • @anasreyazreyaz
    @anasreyazreyaz 5 месяцев назад +1

    agar gunah karne ke baad gunah ki adat kisi our ko dhara de to kaise maaf hoga ye

  • @amjd656
    @amjd656 4 месяца назад +1

    سوکس پر مسح ہے ہی نہی آپ نے دونوں مسئلے غلط بتاے ہین

  • @Islamicchanne624
    @Islamicchanne624 5 месяцев назад +1

    Agar ham kuchh bhi chhote mote gunah kar le aur jab hamen ehsas Ho jaaye to ham mafi mange tauba kare tauba karne se Guna maaf Ho jaate Hain to Kya hamen iski Saja fir bhi milegi ya nahin milegi

  • @syedfaaiqehusain3965
    @syedfaaiqehusain3965 4 месяца назад +1

    Title tha ki namaz kaise padhen aur bata rahe hain wazu kaise baqi rakhen.
    Sawal ka jawab hi nhi diya
    Problem wazu me nhi h . Problem asal ye h ki bus me jagah hi nhi hoti namaz padhne ki sajdah karne ki. Bus ke seats ke beech me to padh nhi sakte. Seats par baithkar sajda nhi kar sakte.
    To is video me batana chahiye tha ki kaise namaz padhen

  • @talatmeraj
    @talatmeraj 4 месяца назад

    Train me Baith ke namaz padh sakte h? Qyam Jo farz h..kya bad me dohrana padega namaz?

  • @Ponderofdepth
    @Ponderofdepth 4 месяца назад

    Aise safer may namaaze padhne Quraan may nahi phir hadisso may kahanse aayaa????

  • @cyrascloset1
    @cyrascloset1 5 месяцев назад

    Plz ye bata dain
    Jo zohar k time hm zohar or asar dono aik sath parhain gay??? Chahay asar ka waqat nahi bhi ho to or safar ki niyyat ho .
    JazakAllah

    • @mdtaslimraza22
      @mdtaslimraza22 4 месяца назад

      Inke hisab se jb Zohar asar ko Zohar me mila kr padh sakte to fir maghrib isha ka kyon chhod rhe ... Use bhi Zohar ke waqt hi padhna bata do thoda aur sahuliyat ho jae..

    • @Dil-ka-qalam
      @Dil-ka-qalam 4 месяца назад

      Safar me wudu rakhen, chamde ka moza pahan len, aur har namaz apne waqt par padhen.
      Sirf farz wo bhi adha, Deen aasan hai

  • @khanpatiala9099
    @khanpatiala9099 5 месяцев назад +1

    Kya asar ki namaz zohar ke sath hi padh skte hain jab ki asar ki namaz ka waqt abhi shuru bhi nhi hua ase hi maghrib ke sath isha padhna kaisa hai

    • @cyrascloset1
      @cyrascloset1 5 месяцев назад

      Same question mera bhi hai

    • @Dil-ka-qalam
      @Dil-ka-qalam 4 месяца назад

      Najaiz.
      Har namaz apne waqt me hogi

    • @Dil-ka-qalam
      @Dil-ka-qalam 4 месяца назад

      Ais ahita to 2 nahi 4-4 bhi Mila ke padh lia hota Nabi ne kyunki kitne baar aisi situation hoti hai ki insan busy hota ha 18 ghante bhi.
      Haan aap Aisa kar sakte ho ki zuhar akhri time me aur asr bilkul beginning time me padh lo.( Emergency me, kyu ki kisi bhi namaz ko apne waqt me hone ke bawajood late karna bada gunah hai)

  • @KainatSonu786
    @KainatSonu786 5 месяцев назад

    Mai teacher ki job ki preparation kar rhi hun inshallah agar mujhe job ho gyi to School timings 9 to 5 bje Tak hai.
    Zuhr aur asr ki namaz mai school me to nhi pad sakti to kya karungi mai

    • @KainatSonu786
      @KainatSonu786 5 месяцев назад

      @@shahid8673 STET dungi, inshallah clear ho gya to BPSC 4 dungi 😊

    • @mdtaslimraza22
      @mdtaslimraza22 4 месяца назад +1

      Offer Zohar during break.. only asar timing is problematic during specially in winters.. baji padh liya kro ek do baar mn me lgta hai log kya kahenge.. apne deen pr jam jaogi to sab accept kr lete hain staff room ya kisi kone me jakar padh liya kro.. pareshani jitni hoti nhi usse jyada hum dimag me pale rhte hain..

    • @KainatSonu786
      @KainatSonu786 4 месяца назад

      @@mdtaslimraza22 shukriya ☺️🤗

  • @shaikhsaeed8007
    @shaikhsaeed8007 4 месяца назад

    Namaz baith kar sit per kurshi per baith te hai os trah ishare se sazda wagairah ho jayenge ya nahi

    • @Dil-ka-qalam
      @Dil-ka-qalam 4 месяца назад

      Puri detail den ki sajdah kaise karte hain.
      Agar aap masjid ya Ghar par chair use karete hain, usme Qayam,ruku , sajdah karte hain to chair se hat kar zameen me jis tarah bhi ho baith jayen agar isme koi diqqat na ho, aur jitna jhuk saken jhuken ruku aur sajde me.
      Sajde me ruku se zyadah jhukna hai.
      Baqi jitna detail denge rahnumayi hogi Insha Allah

  • @NEETZOOLOGY359
    @NEETZOOLOGY359 4 месяца назад +1

    Sir kuch samaj mie nien aya.

  • @syedmusavvir
    @syedmusavvir 5 месяцев назад +5

    Can we wear cotton stocks? Or it must be leather one

    • @ma-nh9zg
      @ma-nh9zg 5 месяцев назад +2

      Any socks. It should cover full ankle(above ankle)

    • @t_anwar
      @t_anwar 5 месяцев назад +5

      Leather socks

    • @knowledgechannel443
      @knowledgechannel443 5 месяцев назад +1

      ​@@t_anwar,👍👍👍

    • @knowledgechannel443
      @knowledgechannel443 5 месяцев назад +2

      Condition for kuffain( masa krne wale moze)
      1. Jisse Pani chanta nhi ho
      2. Jisko pahen kr 2,3 km chala ja skta ho

    • @zubairkhwaja
      @zubairkhwaja 5 месяцев назад +1

      Any socks, leather socks is not necessary

  • @mdumaralam8153
    @mdumaralam8153 5 месяцев назад +1

    Such kahu to mujhe literally ye samjh nahi aya..... I know Mila kar namaz padh sakte hai lekin phir v doubt hai mujhe.... Allah se dua hai next koi video aisi aaye jisme is chiz ko tafseer se bayan Kiya jaye ...... Or agar bus ya train me baithe ho to seat par kaise padhege ruku sajda kaise karege.....

    • @shaikh181148
      @shaikh181148 5 месяцев назад +1

      ARE BAHI, AAP KAYSE MUSLIM HAIN.....KISSI KO KURSI PER BEETH KAR NAMAZ PARRHTE AAJ TAK NAHI DEEKHA......?

  • @AjAj-xp1uk
    @AjAj-xp1uk 5 месяцев назад

    I love this video

  • @Mohammad-d1w
    @Mohammad-d1w Месяц назад

    Kya aap india se hain yaha pr to har din train mein namaaj ko lekar bawal hota rahta hai

  • @someone12425
    @someone12425 5 месяцев назад +1

    Government jobs ke liye beard nahi rakhna kaisa hai

  • @deen4803
    @deen4803 5 месяцев назад

    Kasar kar ke hai dosre maslak

  • @sufiyanali16
    @sufiyanali16 4 месяца назад

    2 Namaze milakar padhna nabi e kareem SAW ki seerat se to kahi nahi hai na hi Quraan se Sabit hai to Aap kaha se ye fatwa dere plz mention hawala.

    • @mdtaslimraza22
      @mdtaslimraza22 4 месяца назад

      Bhai inka fatwa sahuliyat ki buniyad hai.. baki.. naam barabar quran hadees ka hi lenge.. aise namazo ko milana ho jae to fir insaan apni sahuliyat hr chij me laa kr milana shuru kr dega.. inse puchho ki kaun se sahaba ne un hadees ka ye mtlb nikal kr iss trh namaze jama ki to .. blank.. udaharan ke baad to fir blank.. bs inki hadees ka silsila apne ulema ke baad sidhe fir rasoolallah pr aate hain.. bhai bich ka link kyun gayab kr dete hain kyonki inki chori pakdi jaegi..

    • @minaalkhan810
      @minaalkhan810 4 месяца назад

      2 namaze bila uzar milkar padhna aap saw se sabit he

    • @mdtaslimraza22
      @mdtaslimraza22 4 месяца назад

      @@minaalkhan810 are bhai uzar ke sath ya bila uzar padhna sabit hai lekin uss tarah nhi jaisa inhone bataya.. balki iss mamle me unka maukif sahi hai jispar ye asani se tankeed kr rhe hain.. warna quran kehti hai sari namaze apne waqt pr qayam kro to uska kya.. nabi karim saw quran sikhane aaye the uske ult nhi.. unhone bhi tb milayi jb ek namaz ka waqt khatam hone wala ho aur dusre ka shuru hone wal.. me khud aisa kai dafa karta hu..

    • @sufiyanali16
      @sufiyanali16 4 месяца назад

      @@minaalkhan810 sister Refrence plz

    • @minaalkhan810
      @minaalkhan810 4 месяца назад

      @@mdtaslimraza22 Aap Shaikh Salman Aftab ko sune youtube par is masle par aapko malum padjiga haq

  • @junaidshaikh8354
    @junaidshaikh8354 5 месяцев назад +3

    Ye masla aalim se puchna chahiye

  • @Muslim-77743
    @Muslim-77743 5 месяцев назад +1

    Faiz Syed Bhai Engineer Mohammed Ali Mirza ko Sunna kasa hai wo bhi Quran aur hadis ki bat karta hai ap hi ki tera References ka Sath kuch ulma is ka khilaf hai plz Answer de

    • @minaalkhan810
      @minaalkhan810 4 месяца назад

      Engr Salman aftab ko sune maza ajaiga

  • @safwanahmed2009
    @safwanahmed2009 4 месяца назад

    Maslak is not criteria..! Padne wala kahi par padthe he

  • @Dil-ka-qalam
    @Dil-ka-qalam 4 месяца назад +2

    Must be leather one.
    Aur Aaj Safar me koi itni dikkat nahi ki pair. Na dho sake, aameen mozon pe pair dhoya jae yehi 1400+ yrs se ummat ke bade scholars ka Hadith ke basis par interpretation raha hai.
    Pair dhona faraiz me se hai, widu nahi to namaz hi nahi. Kyun khud ko chote se Amal ki wajah se shak me daalen.?

    • @Abdullah_2442
      @Abdullah_2442 2 месяца назад +1

      Ryt

    • @Abdullah_2442
      @Abdullah_2442 2 месяца назад +1

      Hame toh abu hanifa ka andha muqallid kehte h khud bin baz aur albani ko Andho ki tarah follow krte h

    • @Dil-ka-qalam
      @Dil-ka-qalam 2 месяца назад

      @@Abdullah_2442 exactly

  • @mrsd687
    @mrsd687 4 месяца назад

    Maulana sahab aapne asli sawal ka jawab hi nahi diya. Bhai mere agar safar 20 ghante ka ho tho namaz kaisi ada kare kibla kaisa pehchane. Bhai aapko aur deen ke knowledge ki jarurat hai shayad

  • @mateenahmed9895
    @mateenahmed9895 5 месяцев назад

    Hafiz sab most of the people want to travel under in train because toilet and Washroom facility are available but in busses no toilet and no Washroom that the problem in busses

    • @mdtaslimraza22
      @mdtaslimraza22 4 месяца назад +1

      Bhai tayammum naam ki chij bhi hoti hai.. safar me lekr kr chalo.. hazarat deen asaan banate banate sari namaze ek waqt me padhwa denge..
      Wait and watch after 4-5 generation their progeny is going to make deen e islam even more simpler.. by offer all salah at single time..

    • @Dil-ka-qalam
      @Dil-ka-qalam 4 месяца назад

      ​@@mdtaslimraza22exactly. Baqi tarannum nahi samjha mai

    • @mdtaslimraza22
      @mdtaslimraza22 4 месяца назад

      @@Dil-ka-qalam * tayammum.. that was wrongly auto taken..
      Allah ne deen ko asan banane ke liye wudhu ki jagah tayammum ka option diya hai.. inhone namaz jama krne ka galat tarika bataya hai.. bhai Zohar ke waqt me asar agar mila liya to agar asar ke waqt tak insan zinda hi nhi rha .... Ye sarasar allah ke deen se manmani krna hua .. jab quran ne bol diya har namaz unke waqt pr qayam kro.. sunni jamat ka explanation is best.. Zohar ko Zohar ke akhiri waqt me aur kuchh hi minutes baad asar ka asar ke starting time me namaz padhna.. ye namaze jama krna hua.

    • @Dil-ka-qalam
      @Dil-ka-qalam 4 месяца назад

      @@mdtaslimraza22 ohh ok. Tayammum ki bhi conditions hain, jab pani mayassar ho to tayammum nahi hota.

    • @mdtaslimraza22
      @mdtaslimraza22 4 месяца назад

      @@Dil-ka-qalam pani ki mikdaar wudhu ke liye jaruri mikdar se km ho to bhi tayammum kr sakte hain.. bimar ko agar bimari badhne ka khatra ho to bhi pani hone ke bawajood tayammum kr sakte hain.. aaj kl pani to sab jagah mil jata hai.. nhi mila aur namaz qaza hone ka yakeen ho to bhi kr sakte hain.. namaz ko uske waqt se pahle jama karne se to jyada behtar aur logical hai.. namaz jama krne ki sari hadeeso ko nazar me rkhte hue.. sochiye.. akhir inhone maghrib aur asar ko jama kyun nhi krne ka bola.. kyonki inke bich makrooh waqt ata hai to continuity approx 20min ki break hoti hai.. jabki aisa Zohar aur asar me nhi hai.. that means.. Zohar ka end aur asar ka start me namaz padh kr Rasoolallah saw ne jama kiya nahi dusri namaz ke waqt me.

  • @moshtaqahmeddawood1137
    @moshtaqahmeddawood1137 5 месяцев назад +1

    Can we grow big moustaches

    • @kaunainansari7676
      @kaunainansari7676 5 месяцев назад +1

      no only beard you can grow moustache should be Minimised

    • @Mdjunaialam
      @Mdjunaialam 5 месяцев назад +2

      Nahi mera bhai agar wo bada hua or pani pe touch hua toh shyd maqru ho jaga pani pens aapke liya usee chota he rakhna ka hukum hai i hope you understand جزاك الله خير 🍃🍂

  • @obaidmasqati8598
    @obaidmasqati8598 4 месяца назад

    😂Mere pyare Salafi kulfi hogaye india mein Salafi aur dusri jamat farak nae raha Dono dono same track pe hai😂 , Aap ki zimmedari ye batao Jo Citizens Buss ya Train mein un pe attack huwa Namaz ke dauran ya Nae padne Diya jara😂 uspe kya karna chahiye ye bataye😂😂

  • @MrMdirshadalam
    @MrMdirshadalam 5 месяцев назад +1

    Kitna galat masla batate hai nemaz ke waqt par nemaz padhna farz hai
    Jitni hadees ka hawala de raho ho wo imam tirmizi ne puri ummat ka ijma hai is hadees par amal na karenge

    • @ahussaini4048
      @ahussaini4048 4 месяца назад

      He is not an alim!!

    • @mdtaslimraza22
      @mdtaslimraza22 4 месяца назад

      Galat masla batane ke baad rudra ye ki dusre maslak wale galat bata rhe..
      Inke hisab se fir Zohar kr waqt asar maghrib aur isha sab mila lo.. deen jyada hi asan krne ke liye.. safar naam ka uzr lekr..

  • @mdtaslimraza22
    @mdtaslimraza22 4 месяца назад

    Insaaan ko apne agle pal ki khabar nhi aur wo aage ki namaz bhi jama kr le.. gazzab... fir aur asaan kr dijiye sari hi namaz ek sath padhwa dijiye hazarat.. isiliye kehte hai sunniyon ke aqeede ka koi tod nhi... Namaz jama krne ka matalab johar ki namaz zohar ke akhiri waqt me aur asar ki namaz asar ke staring waqt me.. ye nhi ki Zohar ke waqt hi asar bhi padh lo.. log deen asan krne ke chakkar me haram chije bhi halal kr lenge.. Apka deen asan karne ka tariqa thoda *kezual* hai..😂

  • @mohduzair3183
    @mohduzair3183 4 месяца назад +1

    Wrong info by Mr. Faiz

    • @bilalchaudhary7891
      @bilalchaudhary7891 4 месяца назад

      Okay then what is the right info?

    • @mdshahed3386
      @mdshahed3386 4 месяца назад

      He given correct info
      Aap ku ya tho samajh nai aaya or aap samajhna nahi chahte