Raftaar - Aisa Main Shaitaan (Lyrics) | From Shaitaan | Amit Trivedi | Kumaar
HTML-код
- Опубликовано: 11 мар 2024
- Raftaar - Aisa Main Shaitaan (Lyrics) | From Shaitaan
Stream/Download ~ open.spotify.com/album/15LYhl...
Naa hi woh mita tha aur naa hi woh mitega! Ab har jagah sirf #Shaitaan dikhega ☠️👹
~ MUSIC INFO ~
Composed by Amit Trivedi
Lyrics by Kumaar
Singer: Raftaar
Music Label: Panorama Music
~ Follow Raftar ~
/ raftaarmusic
/ raftaarmusic
/ raftaarmusic
~ Follow Amit Trivedi ~
/ itsamittrivedi
/ itsamittrivedi
/ itsamittrivedi
~ Follow Kumaar ~
open.spotify.com/artist/0m3D4...
~ Lyrics ~ Raftaar, Amit Trivedi, Kumaar - Aisa Main Shaitaan
Jaadu hai zubaan vas mein kar loon jaan
Toh kaape aatma aisa main shaitan
Tantar na mantar na koyi antar
Mujhse hai balwan aisa main shaitan
Kaali raaton ka kaala saya hoon
Kaal mere vas mein kaali maya hoon
Meri ichha se duniya chalti hai
Mere vas mein kathputli ki jaan
Aisa main shaitaan
Aisa main shaitaan
Aisa aisa aisa aisa
Mere jaisa koyi kabhi na hua hai
Meri shaktiyon mein preton ki dua
Na hi main mita tha
Na hi na hi main mitunga
Mera toh muqaddar dekho
Maine hi likha
Main shikari sab pe bhari
Chhedoge jo tum jagega haiwan
Sabke andar hi soya hai shaitan
Kabze mein shaitaan na kar paya insaan
Isliye insaan phir banta shaitaan
Kaali raaton ka kaala saya hoon
Kaal mere vas mein kaali maya hoon
Tum khilaune ho tumse khelunga
Khel khel mein pahuncha doon shamshan
Aisa main shaitan aisa main shaitan
Aisa aisa aisa aisa, aisa main shaitan
Aisa aisa aisa aisa, aisa main shaitan
Tags:
Aisa Main Shaitaan Song
Aisa Main Shaitaan Lyrics
Raftaar Aisa Main Shaitaan
Aisa Main Shaitaan Raftaar
Shaitaan Movie Song
Shaitaan Movie Tittle Track
Raftaar Aisa Main Shaitaan Lyrics
Aisa Main Shaitaan Raftaar Lyrics
#Raftaar #AisaMainShaitaan #Shaitaan #bollywood #bollwoodsongs #shaitaanmovie #hindisong #amittrivedi #kumaar
Contact ~ IndieIndiapromotions@gmail.com
Aap sabko kaise lagi yeh movie? 😏
Bohot acchi!
Bohot jyada acchi
Nice movie
Amazing🎉🎉
Wow 👌👌👌❤❤
Wow 👌 👏 😍 👍 🥰 ☺️ 👌 lagi
Hello.....aap lyrics ke liye konsa app use krte ho...?
Please reply me..😐
Kia matlap
Mene to ek week pehele dekhi
Ha bhi Tati he be cbhi Mt
Yeh yeh tati kis na ki hai😂😂
😡😡😡
Kitna ghatiya lyrics hai..
Nhi