Respected Ma'am , Jaisa ki aapko pta hai abhi APAAR ID ban rahi to usme P.E.N number lagega but mere pass nahi hai P.E.N number to school wale bole ki jahan se 10th pass kiye ho waha se milega but us school me gya to kah rahe hain jis school me admission liya hai 11th me wahi se kra lo 😢 Now I'm im class 12th please help !
Abhi jis school me ho vahi pen generate karenge... aur tension mat lijiye exam me apko Apaar id ki jarurat nhi padegi... Apke school ki duty hai apka PEN generate karne ki
Mam student ka name update kiya but fir bhi adhar se match nahi hua to dobara use update nahi kar pa rahe hai To ab kya karen Kaise uska nam update hoga???
One more query 5 Feb tak apaar id complete karne ke Aadesh hain. Pen no. itni jaldi ayega nahi. koi problem to nahi hogi. I hope date extend ho jaye thoda.
School Walo ne apne record me apko jis class me rakha hai.. Apaar ID me bhi vahi class rahegi.... agar school record me class jump hogi..to id bhi usi class me banegi
@goldenkumar6089 aapke student ka record not found aa raha hai to aap uska aadhar number aur DOB daalkar import module me search kijiye student apko show ho jayega
@goldenkumar6089 aap global search me jakar search kijiye aa jayega... usme 2,3 tareeke hai search karne ke aap try kijiye agar student ka pen generate hua hai to aap jayega
@goldenkumar6089 pen generate nhi hua to student ko add Kijiye... agar add kar chuke ho aur abhi pen nhi aaya hai to abhi record not found aayega jab Tak student ka pen nhi aa jata.. add kitne din pahle kiya tha
Mam mere school Wale bol rahe hain ki aapko apaar id banane ke liye pahle pen number dijiye par hume nahi pata jab unlogon se pucha ki ye pen number Kahan se milega to bataya ki aap jis school se 10th pass out huye hain wahi school aur maine doosre school mein admission li hai 11th me please kuch help kijiye
Aap apne school walo ko boliye ki aapke DOB, Aadhar number se apka PEN search kar le agar pichhle school ne generate kiya hoga to mil jayega nahi mila to is school walo ko generate karna padega
@Arsh93301 to aapko pahle school me jakar pata karna padega ki unhone apka PEN generate kiya hai ya nahi... agar kiya ho to unse detail lekar apne school me submit kar dijiye...
Mam main lockdown ke wajah se 2years piche chla gya tha phir Maine 2022 ek school me admission karawa aya but wo Mera admission 5 class me nhi kr rhe the to mujhe 3 me karana pada to phir Maine 2024 me class jump kr liye hu aur school walo ko pata nhi hai aur log apaar I'd ke liye aadhaar card mage hain to wo log mujhe pen number bana denge aur apaar me bhi jump karwa denge?
Agar school ne pen generate kar diya hai to school tc de dega.. agar pahle school ne pen generate kar diya hai aur student ko tc nhi diya ya releave nhi kiya..tab school ke liye tc dena mushkil hai
Thanku so much ❤❤ for useful information..God bless
U are welcome 🤗
Badi help ki apne to😊
🤗
क्या अपार आईडी जनरेट करने के बाद क्लास चेंज कर सकते हैं।
Class change nhi kar sakte vo option next session me milega... abhi class change karne ke liye id delete karke dobara generate karni padegi
@Vfxtrics ok thanks
@ChitrakootNews-eq2uy 🤗
Dropbox me ek student hai ,uska pen no. Nhi hai to use kese import kare, kya uska pen no. Aayega
Jab aap import karte hai to kya message aa raha hai
Thank you Ma'am koi reason pata nahi chal Raha tha ki new students ke pen kyu nahi aa rahe..kab aayenge.. mujhe add kiye 7days ho gaye...
@@Educatedsoul you are welcome 🤗
Respected Ma'am , Jaisa ki aapko pta hai abhi APAAR ID ban rahi to usme P.E.N number lagega but mere pass nahi hai P.E.N number to school wale bole ki jahan se 10th pass kiye ho waha se milega but us school me gya to kah rahe hain jis school me admission liya hai 11th me wahi se kra lo 😢 Now I'm im class 12th please help !
Abhi jis school me ho vahi pen generate karenge... aur tension mat lijiye exam me apko Apaar id ki jarurat nhi padegi... Apke school ki duty hai apka PEN generate karne ki
@@Vfxtrics THANK YOU MA'AM
Same problem
Mam student ka name update kiya but fir bhi adhar se match nahi hua to dobara use update nahi kar pa rahe hai
To ab kya karen
Kaise uska nam update hoga???
Name apne name correction module se update Kiya tha kya
Maine 21 jan ko udise complete kiya tha. Pen no. Kab tak generate ho jayega?
10 feb tak aa jana chahiye
@@Vfxtrics Ok...thanks
One more query
5 Feb tak apaar id complete karne ke Aadesh hain. Pen no. itni jaldi ayega nahi. koi problem to nahi hogi. I hope date extend ho jaye thoda.
@BY_59 date extend hoti rahegi kyuki ek Apaar id ke liye das cheez dekhni pad rahi hai to abhi bahut schools me pending hai
2 nd class new student pen kb tk generate honge
Abhi ho rahe hai so3 ke through..koi last date nhi aayi hai next month me bhi honge
Mam agar koi student class jump kre aur usko apaar I'd me jump kr wa sakte hain ?
@AnuragKumar-j3w1q Apaar me class udise ke according rahegi... udise me jo class hogi Apaar generate karte time vahi Apaar me bhi rahegi
@Vfxtrics nhi samjha aa rha hai humko
School Walo ne apne record me apko jis class me rakha hai.. Apaar ID me bhi vahi class rahegi.... agar school record me class jump hogi..to id bhi usi class me banegi
@@Vfxtrics matlab ki school walo humko apaar me bhi jump kr wa sakte hain ?
@AnuragKumar-j3w1q haan
Class first के भी पेन नंबर जनरेट नहीं हो रहा
Kya problem aa rahi hai
Aaya hi nahi
@@pradeeppatrioteducator6025 ok kitne din ho gaye student ko add kiye...15 se 35 din me aata hai pen new Students ka
Board exam dene jaynge to pen number lagega ?
Nhi abhi Tak to sirf admission aur TC me use ho raha hai aage rule aayega tab pata chalega
20 days ho gye nhi ayaa an tk
Kabhi kabhi late ho jata hai sir 15 se 35 days me aata hai
15 days se bhi jyda ho gya ni aya ma'am
Aa jayega kabhi kabhi 20-21 days me aata hai..
Sir Mera udiset per record not found in udiset per kya kare sir please reply 😢😢 sir 🙏🏻 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@goldenkumar6089 aapke student ka record not found aa raha hai to aap uska aadhar number aur DOB daalkar import module me search kijiye student apko show ho jayega
Nahi ho raha hai
@goldenkumar6089 aap global search me jakar search kijiye aa jayega... usme 2,3 tareeke hai search karne ke aap try kijiye agar student ka pen generate hua hai to aap jayega
Pen genrate nahi hua hai kya kare
@goldenkumar6089 pen generate nhi hua to student ko add Kijiye... agar add kar chuke ho aur abhi pen nhi aaya hai to abhi record not found aayega jab Tak student ka pen nhi aa jata.. add kitne din pahle kiya tha
Mam mere school Wale bol rahe hain ki aapko apaar id banane ke liye pahle pen number dijiye par hume nahi pata jab unlogon se pucha ki ye pen number Kahan se milega to bataya ki aap jis school se 10th pass out huye hain wahi school aur maine doosre school mein admission li hai 11th me please kuch help kijiye
Aap apne school walo ko boliye ki aapke DOB, Aadhar number se apka PEN search kar le agar pichhle school ne generate kiya hoga to mil jayega nahi mila to is school walo ko generate karna padega
@Vfxtrics mam mere school Wale bohot rudely baat karte hain unlogon ko kuch bhi bolo to nahi karte hain apne Mann mutabiq har chiz karte hain
@Arsh93301 to aapko pahle school me jakar pata karna padega ki unhone apka PEN generate kiya hai ya nahi... agar kiya ho to unse detail lekar apne school me submit kar dijiye...
Agar koi student class jump karega to usko pen number milega?
Haan pen same rahega udise me class jump karvane ke liye form fill karna padega
@@Vfxtricsmain lockdown ke wajah se 2years piche ho gya tha to maine ish class jump kr liya hu to pen number milega?
Mem boliye
@@AnuragKumar-j3w1q ji haan school Wale apko generate karke denge
@@Vfxtrics mera tesan aab khatm hua 👍
33 din paar ho gya medam lekin abhi tak pen no nahi aaya bachhe ka
Is week me aa jana chahiye apka most probably.. kyuki maximum 30 working days me aa jata hai
Mam main lockdown ke wajah se 2years piche chla gya tha phir Maine 2022 ek school me admission karawa aya but wo Mera admission 5 class me nhi kr rhe the to mujhe 3 me karana pada to phir Maine 2024 me class jump kr liye hu aur school walo ko pata nhi hai aur log apaar I'd ke liye aadhaar card mage hain to wo log mujhe pen number bana denge aur apaar me bhi jump karwa denge?
Haan sab ho jayega... school Wale class jump karvake pen de denge...
@Vfxtrics agar koi class jump Kiya to uska appar I'd me generate krne ka kitna time lagega?
@AnuragKumar-j3w1q jis din udise record me class update ho gayi 10 min me generate ho jayegi...
Udise me class update karne me kitna time lagega agar koi class jump Kiya hai ?
@AnuragKumar-j3w1q school Wale BEO office ya CRC incharge se baat karke change karva sakte hai 3-4 working days me ho jayegi
Class 1 kaPEN nahi aa raha hai
Kitne din pahle add Kiya tha students ko
Ma'am mene kal class 1 ke students ko add Kiya h. Kb tak aa payega in students ka pen
@radhatomer574 15 se 35 days me aata hai
Class 1ke student ka pen no nhi aa rha hai
Kitna time hua hai apko add kiye
@@Vfxtrics 1 day
@@ManshaNayak-l7b abhi wait karna padega 1 week se 2 week me aa jayega apne aap
Agar koi student school me admission aur tc na jama kare
to usko tc milega 2years padhene ke baad?
Agar school ne pen generate kar diya hai to school tc de dega.. agar pahle school ne pen generate kar diya hai aur student ko tc nhi diya ya releave nhi kiya..tab school ke liye tc dena mushkil hai
@@Vfxtrics mene apne new school me tc jama nhi Kiya hai isi saal admission Kiya hai aur main tc na jama kru to mujhe 2years baad tc milega?
@@Vfxtrics me ish liye tc nhi jama kr rha hu ki mere tc pe pen number nhi likha hai
30 dys hoga abi nai aaya
Aap apne CRC ya BRC me call kijiye 15-35 days me aa jata hai
Minimum kitne din me genrate ho jata h
15 to 35 days me
Mera to 2 month hone ja rha h av tk pen generate nhi hua
Kaun si class me add Kiya tha...
Aap ek baar apne csc incharge se baat kijiye kyuki itna jyada time nhi lagna chahiye
Agar koi student class jump kre ga to usko pen number milega?
Yes
Pen sabko milega