Basic Science and Engineering कैसे पढ़ें ? ALP & Tech Grade 1
HTML-код
- Опубликовано: 7 фев 2025
- "Use code STUD to get 13% Instant Discount, SELECTION SEASON SALE
Get Pass Pro 🔴 @434 🔴 - link.testbook...."
Last 60 Days Best Strategy for Technician Grade-3 & Grade-1
🔴👇
• Last 60 Days Best Stra...
Last 40 Days Best Strategy for ALP CBT-1🔴👇
• Last 40 Days Best Stra...
My ALP medical Completed detail 🔴👇
• My RRB medical complet...
Basic Science and Engineering की तैयारी कैसे करें 🔴👇
• RRB ALP/Technician Bas...
My Complete Book List for ALP/Technician 🔴👇
• My Complete Book List ...
For any questions or suggestions regarding to Railway exam direct message on Instagram
Link-Follow "the student" on Instagram @thestudent.study or link 👇👇
🔴 / thestudent.study
OR my personal ID - 🔴@suryapratap.srm ( Instagram)
Subscribe for indian railways vlog- The Student Channel
#thestudent #rrbalptechnician
🔴Join The Student Telegram For important updates🔷👇
t.me/thestudentofficial
is trh ki jankari dene k lie apka bhot bhot dhnyavad.. Bhaiya
Apke ek -ek vedio se bhot help milti h
Genuine Channel Apka
Sir Agr alp cbt 1 m textbook se 50 55 bn rha h to kya cbt 2 ke liye dekh skta hu ya cbt 1 pr hi focus kru
Sir ntpc ka form bharte time typing certificate hona chahiye nahi hoga or hamne typing me yes kar diya hai to koi dikkat to nahi hogi na dv mein typing certificate mangte hai kya please reply
Sir mera test book me alp ke set me 45 se 50 aa rha hai aur sk jha sir ke set me 40-45 Bilaspur se bhre hai kia ye marks tik hai ya muje aur bhi lane honge agar lane honge to kitna hoga better score for bilaspur
Full support
sir mei agar NTPC mei 1st preference mei station master dia and 2nd mei jaa dia . phir medical mei jake mera vision A2 nhi hua to mujhe disqualified karenge ki , mereko jaa a k lia milega ( agar dono mei cut off clear rahe to )
Thanks Sir...me aapko 2018 ke Railway exam ke liye follow karti thi....aaur ab 2024 ke liye hi aapse guidence se hi exam de rahi hu.....pichle time mera ALP cbt 2 me 6 marks se post nahi mili.....par ab jayda tayari karani hi....aapki help aaur guidence hemesha bani rahi.... Thanks once again
Tab apne bahut lamba wait kiya hai . Lage rahiye is bar ho jayega
@@thestudentstudy Thanks Sir
@@thestudentstudy TECNICIAN ke liye ELECTRICIAN trade kaise padhe.
Pls. Reply asap.
Konsa jon tha 2018 me
M bhi Ajmer se 4 number rh gya tha 😢 ab waps tyari kr rha hu 😮 alp tech
@@Richhpalrar0021 Mumbai zone tha..... me bhi abhi Technician ki tayari kar rahi hu...
Sir alp electrical ka syllabus ka dubara ak video kariye please
Sir kya aap bsed ke liye sk jha sir ka course suggest karte ho?
Sir mera iti trade wireman h toh main kaun ka trade theory k book 📚 purchase karenge
Sir form bharate samay galati se cast certificate issu date ki jagah dob date dal diya hu ,& correction bhi nhi kr paya kya document varification ke samay reject ke denge ya affedevit se kam chal jayega...🙏🙏
I'm your 100k th no. Subscriber❤🎉🎉🎉
guru ji hamare😇☺
Thank you 😊🙏 thank you so much
Hello bhaiya alp ka mains exam me iti bale ko engineering drawing se question rahega is bar
Sir mera bsc me mother ka name galat hai kya dv ke time dikkat a sakti hai
Kuch bhi kaho bhai pre clear huye bager CBT 2 ki nahi kr sakte tyari
TECHNICIAN bhi h na age or vese CBT 2 ke beech kitna time mil jata h please reply 🙏
ALP me ITI vale kish anupat me lag jate h hamari matlab ITI ummeed h kya kuch
Ek month
Sir CBT 2 test me 50 se 55 number atehe kya technique me ho gayga kya Mumbai se
Basic science and engineering drawing Kiran prakashan ka book se tayari kiya hu bhaiya ji cbt 2 ke liye kaisa hai please reply
Bhai har chapter me theorey hai kya is book k ??
Thanks sir
CBT 2 me gk ka h kya kuchh please btana bhai
Sir fitter Syllabus pe ek video bna dijiye sir 🙏🙏🙏🙏🙏
Yes
Sir, mera alp cbt 1, technician grade 3, je cbt 1 ar rpf charo ka exam h kuch samajh nhi aa rha h aap please kuch guide k j
Surya bhai aap alp ki job ghar se krte ya duri hai
Bhaiya mere pass youth ki book hai basic science and engineering ki bo kaisi book hai
Usme toh previous years question bas diya hai !
@AkashMishra-ep8xf phir kaunsi Book best hai concept and practice ke liye
@@amit78512 rukmani publication book lelo best book hai practice k liye..! ❤✨
The exam schedule is final or any changes in up coming days..... Technician exams....
Maine BCA kiya hua hai maine technician Grade 1 apply kar diya haii.... confused hu ki main eligible hu ki nahi...aur technician grade 3 bhi apply kiya 12th wale post par to kiski preparation pr focus jyada kru..... please reply Sir ji
Sir agar kisi k eyes me minor power ho.....dur ki sight me to alp me problem hoga??
Yes brother
Sir alp2nd ke liye course kha se lu
Sk jha sir ka books hai mere pass samanya gyan ka Kya isse basic science Cover ho jaayega
Ha
@@Rdeepabarkhade thanks Bhai
Rukmini pletfom aur sk jah book me Kon thik rahega numerical k liye@@Rdeepabarkhade
Hello, Sir I'm from Kolkata and main abhi rrb ntpc ki tayari kar raha hoon .
Sir mere document main Father's Name main one spelling mistake hai jaise ki Mere papa ka naam D U R J { O } D H A N BISWAL hai lekin mere educational documents main ye D U R J { A } D H A N BISWAL hai yani ki " O " " A " hogaya hai to kya Karu ye galti mere 10th se Graduation tak hai kya karu sir please batayiye
Sir mere saare Birth Certificate, Pan Card , Adhaar Card sab main mere Papa ka naam DURJODHAN BISWAL hi hai srif mere educational (10th to Graduation ) documents main DURJADHAN BISWAL ho gaya hai
Correct all documents according to 10th marksheet . Or correct 10th marksheet
@@thestudentstudy sir abhi to ntpc ka form bharna hai to kya main jo abhi Mere pass 10th and 12th documents hai unhe upload karke document verification ke pehle unko thik kar sakta hoon kya
Hi sir...NTPC mein undergraduate level wali posts pe kya 10th + 2 year ka ITI trade Wale eligible hai form fill up ke liye
Iti back result kam ata hai ke nhii
Bro plz reply mera iti 2022 me hi complite ho gya hai but mere certificate pr mummy ke name me devi nahi laga hai to kya hmko sudhrwana pade ga plz repy bro
Ha bhai krwa lo verification main koi problem nhi chahte ho to kuki abhi iti Grevience ki date hai to karwa lo
@@salmankhan-id3oy kayse hoga bhai humko nahi malum hai plz reply
Apne ITI college se Sampark karo
@@salmankhan-id3oy o bata dege na bro
@@PSingh-x5b college ka hi kaam hai ye aur vaise bhi apko pehle hi batana tha college walo ko
Congratulations sir For
100K RUclips family members 😂🎉🎉🎉🎉
Date 22 October 2024
Thank You so much😊🙏
sir Lucent science Maine kai bar padhi hai .......kya ab mujhe technician ya alp ki science dusri book padni padegi please batain ........🙏🙏
Lucent se 5 n se jayda nhi aane wala ha
Bhaiya me private company me kam karta hu railway ki exam pass hone ke baad document verification me kuch dikkat aayegi kya
Nhi
@@thestudentstudy सर रेल्वे को कूच NOC जैसा कूछ देना पडेगा क्या
Telegram link de do sir?
🙏🙏🙏
Sir ews Mumbai 36koi chance hai sir ji
Alp cbt 2 kab tak ho jayega bhai
टेक्नीशियन ग्रेड 1और ग्रेड 2 का पेपर एक ही दिन होगा की अलग अलग दिन होगा please sir bataye 😢😢
Alag alag hoga have common sense bro
😊@@gurupdthakur
Tech. K liye bhi le aao science k liye
C. S sir ka science class karlo bhai
Sir kya 2025 me loco pilot ke vaccancy phir se niklega 😢
Hii Surya bhaiya
sir cbt 1 kitne mark me claer ho jayega
50
Mumbai zone alp cbt 1 ka expected cut off bataiye
Basic science and engineering drawing technician me nhi na padhna hai
Lagta hai aap Earth 🌍 ki nahi ho 😂
@@gopaldutta7069only alp me Padana hai
@mahendrasahu2941 😅 only ALP
Samanya vigyan ka
Sir ji ham diploma holder hai
Koi lalbatti wali gadi magao be bhai diploma holder hai
@@RANUCHAUHAN-v5e ji nahi bhaiya ham ye batana chahte hain ki diploma Wale Techanician First me apply nahi kar sakte
Sir mene basic science and engineering ke liye "rukmani" prakashan ki jo "platform" krke aati hai book wo li hai....wo sufficient rahegi book ke point of view se plz reply🙏🙏
Sahi hai
Bahut lengthy diya h yr isme pyq dekhoge to bhut easy aya tha.