Bhaiya mera bhi ek question hai maine ITI private se admission liya hai mera abhi liya hu lekin mera aur mere papaji dono ka sambal card hai to main sambal wali scholarship apply kar sakta hu ki only govt college ke students ke liye hai sambal yojna aur ek aur Question bhaiya mptaas scholarship aur post matric scholarship 2.0 me se se obc wale kisme apply karen
bhaiya mere pure documents MP ke hai but samagra id non resident of mp ki bani hui hai to mai iss form ke liye eligible hu ya nhi or maine bams private liya hai to ye scholarship form bharne ke baad muzhe scholarship milegi ya nhi
Bhai maine khud ka income certificate bhi bana rkha hai 😢 lekin mp post metric scholarship me parents ka lagta hai aur mai apne parent ka hi lagunga to usse koi dikkat to nhi hogi na bro please reply
Sir mptaas par 1st year me scholarship form nhi bhara tha ab me 2nd year me hu to mptass par form kaise bharu...? Fresh ya renewable kaise bharna hogaa Kindly help sir....?
Sir jo rajasthan wale
MP me admission liye he ded me vo bhi apply kar sakte he
Bhai 10 class wale bhi from bar sakte hai kiya
bhai 4th year ke liye video banaiye
2nd year wale v fir se registration krenge kya??
Bhaiya main abhi 1st year mein admission liya haai form kab open hoga 2024-25 walo ke liye?
Bhai ,, agar ma 1st year me scholarship form apply nahi kiya tha to is baar 2nd year me apply kar sakte hai kya new registration karke
Same question bhai 😢
Kar skte he intermediate karke
bhaiyaye registration kb tk shuru rhega or mulnivasi mai jo apne select krne kha hai pr mera education mh se hua hai to mai ky kru
Dusra option select karlo koi problem nhi
Bhaiya mera bhi ek question hai maine ITI private se admission liya hai mera abhi liya hu lekin mera aur mere papaji dono ka sambal card hai to main sambal wali scholarship apply kar sakta hu ki only govt college ke students ke liye hai sambal yojna aur ek aur Question bhaiya mptaas scholarship aur post matric scholarship 2.0 me se se obc wale kisme apply karen
Ab sabhi ka mptaas se hi apply hoga , ab 2.0 se nhi hoga , or sambal wali bhi kar skte he pvt
bhaiya mere pure documents MP ke hai but samagra id non resident of mp ki bani hui hai to mai iss form ke liye eligible hu ya nhi or maine bams private liya hai to ye scholarship form bharne ke baad muzhe scholarship milegi ya nhi
Mil jayegi samagra se koi problem nhi he
Bhai maine khud ka income certificate bhi bana rkha hai 😢 lekin mp post metric scholarship me parents ka lagta hai aur mai apne parent ka hi lagunga to usse koi dikkat to nhi hogi na bro please reply
Nhi
sir class walo ke kab se bhare jayenge plese sir
School balo ka v chalu ho gya h kya
D ed 1 year ka. Scholarship form kb se start honge
Dec
Kaha se kr rhe ho Bhai ded
Sir mptaas par 1st year me scholarship form nhi bhara tha ab me 2nd year me hu to mptass par form kaise bharu...?
Fresh ya renewable kaise bharna hogaa
Kindly help sir....?
Ek sir keh rhe the ki abhi first year ka bhi bhar sakte hai
Bhaiya Esme OBC bale bhi bhar sakte hai.... please reply
Yes
Jinka admission TFW se hua ha unko scholarship milegi ki nhi??
Nhi
3rd year exam form nhi bhara rhe h kya
Nhi
@v.rtechsupport0706 ab form bharyenge ya bhara gye Sc
Sir OBC walo ke me abhi renewal ka option nhi aa raha
Yes only st sc
Bhai OBC 2nd year ki scholarship abhi tak nhi aai hai kab tak aayegi btao bhai
Form aa gye h ??
Nhi