ढोल वादक तो हमारे क्षेत्र के सर्वश्रेष्ठ ढोल वादकों में से एक हैं। उनकी बहुत सारी वार्ता की विडियोज बना रखी हैं। यहां पर विडियो लंबी होने की वजह से नहीं डाली
@@gaunkikhud mai ap se chuta ho bhai ji jaha tak maine suna h dekha h bhasmasur Jo tha vah Ek raksh Tha usne Shivji ki Tapasya ki thi or shivji ne se usne wardan maga tha ki mai jis k sar p apna hat rakha do vo bhasam ho jaye or jab shivji ne use wardan dediya to us ne wardan sahi hai ya ni dekha ne k liya shivji k upar haat rakhane ko bol tb shivji waha se bhagte bhagte visnu ji k pass phuch or un ko sab bataya tb visnu ji ne ladki k rop l ke bhasma sur ko bato bato m ulljha ulljha k us k hat us k hi siir p rha diya tb vo mar gya ..🙏🙏
@@0018ajju bilkul sahi. Sabki apni alag alag kahaniya hai. Dholi aur daunr bajane walo ki bhi apni kahaniya hai aur jo shashtro se pata chala hai uske anusar bhasmasur namak rakshas ne shiv se bhashm kangan prapt kiya. Wo kaise kiya iska pura vritant nahi hai isliye sabne apni apni kahaniya banai hai. Apka abhar apne is vishay par charcha ki.
Koti koti parnaam
बहुत जबरदस्त,,,इससे बढ़िया वीडियो nhi dekhi youtub पर
Beautiful vlog bhaiya👌👌👌👌👍👍👍👏👏👏👏👏
Bht sundar pokhriyal ji ❤🎉
Bahut Hi sandar parstuti Bhai
Bahut Sundar iss ko yaad rakhna chahiye or ye humara garhwaliyon ka culture tha.
Ji bilkul
Nice bhaiji esi padwo se mere dada ji yad ati hai
जी। किस गांव से हैं आप?
Super namaskar devbhumi Uttrakhand ko
Bahut Sundar prastuti ji
Gajab brother Her Her Mahadev Jai Kalinka Maa
Jy ho
bhut sundr parstuti bhai ji
Thnx bhai
@@gaunkikhud youtube.com/@Ravigadwali?si=TlTVhr-_79NhM_Ft
बहुत सुन्दर चाचा जी
Jai devbumi uttarakhand ki
Good anand padit ji
❤ बहुत बहुत आभार
ये है असली मंडांण ❤
बहुत ही सुंदर 👌🙏
सादर प्रणाम
Jugraj rainyan pandit ji
Bahut sundar
Very very good 👍👍👌👌🙏🙏
Bhut sunder
❤❤❤❤❤
बहुत खूब
Bhai ji aap kaha se ho mai palli gaun se hu palli ka kandari gusain hu
Dobra gaun se
My Village Nauri
Jai hoo
ज्ञान❤
Bhut sunder m aap sa bat karna chata hu mara kophon karna
Gaun ki khud Instagram par hi likh dijye ham waha apse number share kar sakte hain. Yahan privacy nahi hai
Great🙏
Bahut Achcha
पंडोली बिल्कुल ग़लत है
पांडू की पांडावली की। अधिक।जानकारी चाहिए
जै देवभूमि उत्तराखंड,
Dhol dmau 💙🙏
Very nice
Koi Bhai muja Andman jida skta hai please
❤❤❤
nice
Kon se.ganow ki hai ye.bhazi
Padal, kandarsyun Patti, Pauri Garhwal
Padal kaha hai
Paithani saide
Yes. Paithani se ek road jati hai Rath महाविद्यालय के ऊपर से वो पहुंचती है बनास से होते हुए पड़ाल, कंडार स्यूँ, पौड़ी गढ़वाल, उत्तराखंड
Acha
Aanad baman paral
जरा ढोल वादक के मुख से भी सुन लो जी
ढोल वादक तो हमारे क्षेत्र के सर्वश्रेष्ठ ढोल वादकों में से एक हैं। उनकी बहुत सारी वार्ता की विडियोज बना रखी हैं। यहां पर विडियो लंबी होने की वजह से नहीं डाली
I Katha to achcha hai lekin pandvani kuchh achcha nahin lag raha hai kyunki hamare yahan bhi lagta hai
Apko dekhke lagta hai appne dada ji ko bulana padega
Ji jarur.
Ye galat bol rhe ho bhasmasur wali bat
Ji bilkul ho sakta hai sr ap apne vichar rakh sakte hain ki sahi kya hai
@@gaunkikhud mai ap se chuta ho bhai ji jaha tak maine suna h dekha h bhasmasur Jo tha vah Ek raksh Tha usne Shivji ki Tapasya ki thi or shivji ne se usne wardan maga tha ki mai jis k sar p apna hat rakha do vo bhasam ho jaye or jab shivji ne use wardan dediya to us ne wardan sahi hai ya ni dekha ne k liya shivji k upar haat rakhane ko bol tb shivji waha se bhagte bhagte visnu ji k pass phuch or un ko sab bataya tb visnu ji ne ladki k rop l ke bhasma sur ko bato bato m ulljha ulljha k us k hat us k hi siir p rha diya tb vo mar gya ..🙏🙏
@@0018ajju bilkul sahi. Sabki apni alag alag kahaniya hai. Dholi aur daunr bajane walo ki bhi apni kahaniya hai aur jo shashtro se pata chala hai uske anusar bhasmasur namak rakshas ne shiv se bhashm kangan prapt kiya. Wo kaise kiya iska pura vritant nahi hai isliye sabne apni apni kahaniya banai hai.
Apka abhar apne is vishay par charcha ki.
Bhut sundar
❤❤❤
very nice
nice
Jai ho