Meri tata nano maine dono relay bhi badal di. Fuse bhi chenge kar diye. Usaki engine light apane aap aa jati fuel pump bhi chalu ho jati aur phir apne aap band ho jati he.
Namaste Bhai, Thanks for sharing information. Mere paas Tata Nano LX model hai, Car mein kuch bhi problem nahi hai lakin Engine Light aarahi hai hamesha. isse kaise hataye, kya kya problem ho sakti hai please bataye.
Mera nano me v same problem ho raha he abhi jaa k check karunga
Thanks bro 😊
Bhai tata nano ke brake booster main agar vaccume leak ho to check engine light aati hai kya ?
Bhai hexa ka washer fluid ka diba Crack hogya KY price hoga
Meri CNG nano me kms reading nahi aa raha hai fuel batata hai. Barish me AC ki wajah se display me moisture Aya tha tab se ye hua hai koi solution?
Bhai jitne bhi socket hai un sab per rest spry maar ke clean karke dekho 👍🏻
Bhai mere pass nano lx 2014 hai... Self problem hai help me tumhe contact kaise kare
Thanks for All this info
Bhai aapko gadi dikhani h kha aana hoga
Tata ka pump kaha milta hai?
Sir mere pass 2 hand hai
Bhaiya ji join hone par kaise help milega
Ky bhai 😇
Nice ❤
Meri tata nano maine dono relay bhi badal di. Fuse bhi chenge kar diye. Usaki engine light apane aap aa jati fuel pump bhi chalu ho jati aur phir apne aap band ho jati he.
Kuch solution nikla ?
@@Jai_Shri__krishna Mechanic 420 tha purani relay dal gaya tha. Ho gayi chalu dusare mechanic ne nai relay dali jhakas chal rahi he.
I'm first viewer 🤩🎉
🤩🥳🙌🏻👌🏻