Kahani aapki bahut achchhi hai aur subject bhi kafi achchha chuna hai. Pahli baat ki mata pita ko apni do betiyon ki shadi kabhi bhi ek hi ghar me do sage bhaiyon se nahi karni chahiye. Kabhi na kabhi kisi bhi mudde par manmutav ho sakti hai. Bhai bahan me pyaar bana rahe isliye ek ghar me shaadi kabhi na karen. Isliye mai aapki kahani ko appreciate karti hun. Lekin kahani me kahin kahin trutiyan hai. Samajh me nahi aaya ki kamla ko Pakmala kyun likha gaya aur Naani ko daadi likhna samajh me nahi aaya. Hamare Bharat me to maa ki maa ko naani aur papa ki maa ko daadi hi kahte hain. Is tarah kuchh trutiyan hain. Vaise kahani achchhi hai. ❤🎉
Kahani aapki bahut achchhi hai aur subject bhi kafi achchha chuna hai. Pahli baat ki mata pita ko apni do betiyon ki shadi kabhi bhi ek hi ghar me do sage bhaiyon se nahi karni chahiye. Kabhi na kabhi kisi bhi mudde par manmutav ho sakti hai. Bhai bahan me pyaar bana rahe isliye ek ghar me shaadi kabhi na karen. Isliye mai aapki kahani ko appreciate karti hun.
Lekin kahani me kahin kahin trutiyan hai. Samajh me nahi aaya ki kamla ko Pakmala kyun likha gaya aur Naani ko daadi likhna samajh me nahi aaya. Hamare Bharat me to maa ki maa ko naani aur papa ki maa ko daadi hi kahte hain.
Is tarah kuchh trutiyan hain. Vaise kahani achchhi hai. ❤🎉
😊
Q
Kahani bahut bahut achi hai
बहुत बढ़िया कहानी है शिक्षा भरपूर है सच्चाई है धन्यवाद 😂😂😂😂😂😂
*Bad*