Hello Ma'am. Mai non dairy cream use karti hun. I only bake for my kids birthday. Meri whipped cream dry ho jaati hai n icing mai finishing nai aati. Pls guide mai kya galat kar rai hun?
Aapki whipped cream ki dryness aur finishing ka issue kuch common galtiyon ki wajah se ho sakta hai. Non-dairy cream bahut jaldi stiff peaks tak pahunch jaati hai. Soft Peaks Par Ruk Jaayein Agar zyada whip karein toh cream grainy ya dry lagne lagti hai. Agar cream dry ho rahi hai toh 1-2 tbsp chilled milk add karke 10-15 seconds ke liye phir se whip karein. Vaise main jald hi non dairy wiping cream ke sath bhi apna cake lekar aaungi aur bahut छोटे-छोटे tips and tricks bhi bataungi aap vah video jarur dekhen
वैसे ये धागे वाला trick ब़ड़ा शानदार है
Haan usse ekdum achcha cake divide hota hai
Wow ❤
Thanks shama
Hello Ma'am. Mai non dairy cream use karti hun. I only bake for my kids birthday. Meri whipped cream dry ho jaati hai n icing mai finishing nai aati. Pls guide mai kya galat kar rai hun?
Aapki whipped cream ki dryness aur finishing ka issue kuch common galtiyon ki wajah se ho sakta hai.
Non-dairy cream bahut jaldi stiff peaks tak pahunch jaati hai.
Soft Peaks Par Ruk Jaayein Agar zyada whip karein toh cream grainy ya dry lagne lagti hai.
Agar cream dry ho rahi hai toh 1-2 tbsp chilled milk add karke 10-15 seconds ke liye phir se whip karein.
Vaise main jald hi non dairy wiping cream ke sath bhi apna cake lekar aaungi aur bahut छोटे-छोटे tips and tricks bhi bataungi aap vah video jarur dekhen
Thank you for replying.
Thanks 🙏