Sir thanks. Bahot din se ye formula ke bare me bahot sare logon se pucha kisine nahi batayatha lekin aapne meri bahot badi problem khatam kar di so thank u very much
sir esa hi kuch ap ms word me bata sakte hai... bcz word me sabko krna padta hai... me chahta hu esa hi koi formula ek bar set karde or vo numbers vaha aate hi automatic word me lele without any short key of manual seting like this.. jese excel me kiya hai.
Sir mujhe ye janna hai ki , agar kisi excel sheet ki particular row ya column main humne pehle duplicate validation laga rakha h or hume vo remove Krna hai to bina us duplicate valu ko delete kiye hum us validation ko kaise remove krenge, Please help
नमस्कार मेरा स्वीकार करें आप सर आप की वीडियो मुझे बहुत अच्छी लगती है जैसा कि मक्खन ऐसा ही लगति है सर आप से मेरा एक नम्रता पूर्वक विनती है जैसा कि हम एक्सेल शीट में काम किए हैं मान लीजिए पूरा पंचायत का डाटा डाले जैसा कि नाम पिताजी का नाम जितना भी जो भी है दाल दिए4से 5 पेज बन गया उसमें हर एक पेज में प्रेसिडेंट का साइन चाहिए जैसा कि मुखिया सरपंच समिती का साइन चाहिए हर पेज में तो हम एक पेज में जैसा कि हैडर लगा देते हैं तो हर पेज में आजाता है तो क्या हम मुखिया सरपंच समिती का साइन का हम अगर कलम बना दे तो हर पेज में नीचे वह आजायेगा अगर ऐसी वीडियो अगर आपके पास है तो हमें जरूर आप उसका लिंक शेयर करें धन्यवाद
sirji step by step apnay jaa bataya ha vasay karnay k bad bhi problem aa rahi ha jab formula lagatay ha fir say module may change karnay ka notes aata ha plese chak my comments
Respected Sir, hamne nya laptop I3 liya tha usme Window 10 installed hai aur Office-7 installed hai. Isme hame MS Excel mai kuch problems aa rahi hai. Jaisa ki jab ham MS Excel main kuch type karne k bad Page Break View ko press karte hain to voh action perform nahi hota aur screen ke saare column bare ho jaate hai. Aur jab down word keys ka istemall karte hain to ek cell main kai 4 se panch rows dikhata hai Kindly reply us k Aisa kyon ho raha hai? Aur ek baat jab Phir se arrow keys ka istemall karte hain to phir sab kuch theek ho jata hai Kindly reply must sir ham appke jawaab ki parteeksha kr rahe hain. with thanks & best regards
Sir Exel me Hindi numbers ko Automatic Koma kaise Lagaye Aur Hindi numbers ko Hindi words me kaise Convert kre? sir Rply Must Bohot dino se try kr rha hu Nahi ho Para Plz rply
Sir kya ye formula windows 7 m hi work krta h ...... Windows 8.1m excel m. Alt + F11 krne k. Baad koi option nhi aa rha. .. please. Iska. Solution. Batao
Abhimanhyu Bhai aapka explain karne ka tarika bahut accha laga, lekin hum ye bina VB open kiye huye or bina Macro Enable file ko use kiye huye bhi kiya ja sakta hai. Maine is Video me bataya h ki ye kaise karte hai. ruclips.net/video/ITiVCt2-HQo/видео.html isme maine already Rupees me convert kiya hai. Aap check kar ke muje jarur bataiyega.
अभिमन्यू सर मैंने आपके बताये अनुसार कई बार ये फार्मूला सेव किया किन्तु जब तक विजुअल बेसिक ओपन रहता है तब तक तो फार्मूला काम करता है । किन्तु फिर जब दोबारा से एक्सल वर्कशीट ओपन करके फार्मूला लगाने की कोशिश करता हॅूं तो फार्मूला आता ही नहीं । हॉं जो पहले से इस फार्मूले पर सेव है वो सही दिखता है । कृपया समस्या का समाधान करें । धन्यवाद
Sir 1 bar system band karne ke baad phir se wahi process kese hogi matlab bar bar hame phir se formula na lagana pade or ye formula save ho jaye exel me Plz solve sir
Sir mera is video ke bare main ek question h. Isme thousand ke baad lakh nahi aata h. Isme aata jaise amount h (123566) to isme aayega one hundred twenty three thousand five hundred sixty six rupees only. Dear sir pls help me. Please do the needful.
Sir Maine Thik Vaisa hi Kiya Jaisa Apane Guide kiya, par ek dikkat hai "Rupees" Aur 'Only" Ke Bich Me Space nahi aa raha hai. "RupeesOnly" Vah Aisa Show kar Raha Hai. Krupaya ise proper karne me guide kare...... Thanks
Sir Maine exactly aapke video ke according try kiya lekin ye to compile error or syntax error bata raha hai, please batayen ki ise kaise correct karna hai.
Sir maine numrical ka use kya tha usme thousand tak bata raha h 120894 ka bill h to usme thousand likha aa raha h l(lekh) nhi bata raha h kripya help me
Sir, video pasand aaya hai, bahut achchhi jaankari, bilkul saral bhasha men deten hain aap, thank you Sir.
Sir thanks. Bahot din se ye formula ke bare me bahot sare logon se pucha kisine nahi batayatha lekin aapne meri bahot badi problem khatam kar di so thank u very much
sir apka stock manten Wala mujhe sbse acha lga
वाह सर जी execel में आपसे बड़ कर कोई नही।👍
sir g v.nyce ap bohat easy samjhta ha allah ap ko mazed kamiyab kara ameen
thanks sir super tricks formula
Sir... Bahut hi zabardast.. thanks
Superb sir it's help me a lot
Superb furmula
best formula h sir ji
think you
VERY GOOD FOR EASY INFO. i DO IT & WORKING PROPERLY, THANK FOR SHARING
very nice sir....
Very nice sir
very nice Excel
Very nice thanks
Great formulla bro i proud of you i always watch your videos i like your videos
Very useful information sir
Good explained sir
sir esa hi kuch ap ms word me bata sakte hai... bcz word me sabko krna padta hai... me chahta hu esa hi koi formula ek bar set karde or vo numbers vaha aate hi automatic word me lele without any short key of manual seting
like this.. jese excel me kiya hai.
Osm video sir Ji apki sari video achi h... Kya Ap Ek Din m ek hi video dalte h
जी हां कार्य की अधिकता की वजह से चैनल पर एक ही वीडीयो अपलोड हो पाता है 😀
Very Nice 👌👍
sir tally pe bhi koi video baiye sir ji
aap ke samjhne batane ka tareeka bahut hi accha hai 😀
thanks you sir
good job 😃
Very useful
Hello sir kya hum cheque print Kar sakte hai kisi bhi printer se...
sir very nice formula
congratulation for 50 k subscriber or jald hi 1 lakh subscriber hone wale h sir aap bas aise hi achi achi video banate rahiye
Hello sir how to make graphics image for your videos thumbnail
Sir very very thankful
Userform per 1 video banaye
Ye forumla vba me har baare paste karna padta hai, jab hum excel open karte hai
This will work for all files or only the ipen one.
Every time jab bhi.. excel open karenge to har baar ye copy paste karna patna he....
Ise save karke nahi rakh satjte kya
Top Sir
Kya hum ye formula permnatnly kaise kisi Excel sheet me use kre.. amount word me auto transfer hone ki
सर डेट सेट करने के लिए भी कुछ बताईये ।
right
Nice formula
Every new sheet new needs VBA formulation ?
It's possible that once we set formula after any new sheet can get same results
ye formula permanat save nahi hoga kya. har bar new file me new module copy paste karna padega kya.
Yah file dusre PC me bhi work karegi kya..?
Very thanks sir
Sir kya aap cheques printing ke liye koi excel file banakar provide karwa sakte hai kya please
Sir spell number to usi sheet par kaam Kar raha h jis sheet par ise implement kiya gya h😢
Other sheet ke liye kiya Kare?
Koi permanent solution??
thank u sir
pareshwar thakur ji how u solv this problem plz tell
👍👍👍👍👍👍👍👍
Computer mai task bar setting ke bare batlaiye sir
Sir mujhe ye janna hai ki , agar kisi excel sheet ki particular row ya column main humne pehle duplicate validation laga rakha h or hume vo remove Krna hai to bina us duplicate valu ko delete kiye hum us validation ko kaise remove krenge,
Please help
Thanks Thanks for your
Sir ms words me es farmule ko lease use karge
नमस्कार मेरा स्वीकार करें आप सर आप की वीडियो मुझे बहुत अच्छी लगती है जैसा कि मक्खन ऐसा ही लगति है सर आप से मेरा एक नम्रता पूर्वक विनती है जैसा कि हम एक्सेल शीट में काम किए हैं मान लीजिए पूरा पंचायत का डाटा डाले जैसा कि नाम पिताजी का नाम जितना भी जो भी है दाल दिए4से 5 पेज बन गया उसमें हर एक पेज में प्रेसिडेंट का साइन चाहिए जैसा कि मुखिया सरपंच समिती का साइन चाहिए हर पेज में तो हम एक पेज में जैसा कि हैडर लगा देते हैं तो हर पेज में आजाता है तो क्या हम मुखिया सरपंच समिती का साइन का हम अगर कलम बना दे तो हर पेज में नीचे वह आजायेगा अगर ऐसी वीडियो अगर आपके पास है तो हमें जरूर आप उसका लिंक शेयर करें धन्यवाद
sir,
very use full trick, but Microsoft me formula ka link nahi mila please link bheje
Thanks Sir
Every active Excel sheet needed such
Copy Past, can we do that once and it will work when required ?
Kamlesh Shah have you got any reply. I am also facing same problem.
I am also, every time when open excel "spellnumber" formula missing, again same procedure paste etc.
sirji step by step apnay jaa bataya ha vasay karnay k bad bhi problem aa rahi ha jab formula lagatay ha fir say module may change karnay ka notes aata ha plese chak my comments
Good morning sir,
Make a GST software in excel format using user form,vlookup
Kya mai jan skta hu ki hame kya har bar ye excel sheet mai karna pafega
Respected Sir,
hamne nya laptop I3 liya tha usme Window 10 installed hai aur Office-7 installed hai. Isme hame MS Excel mai kuch problems aa rahi hai. Jaisa ki jab ham MS Excel main kuch type karne k bad Page Break View ko press karte hain to voh action perform nahi hota aur screen ke saare column bare ho jaate hai. Aur jab down word keys ka istemall karte hain to ek cell main kai 4 se panch rows dikhata hai
Kindly reply us k Aisa kyon ho raha hai?
Aur ek baat jab Phir se arrow keys ka istemall karte hain to phir sab kuch theek ho jata hai
Kindly reply must sir ham appke jawaab ki parteeksha kr rahe hain.
with thanks & best regards
Sir Exel me Hindi numbers ko Automatic Koma kaise Lagaye Aur Hindi numbers ko Hindi words me kaise Convert kre? sir Rply Must Bohot dino se try kr rha hu Nahi ho Para Plz rply
जन्मदिन (date of birth) भी शब्दों में परिवर्तित हो जाएगी क्या?? या उसका कोई और फार्मूला है हिंदी में हो या इंग्लिश में हो।
Sir kya ye formula windows 7 m hi work krta h ...... Windows 8.1m excel m. Alt + F11 krne k. Baad koi option nhi aa rha. .. please. Iska. Solution. Batao
Abhimanhyu Bhai aapka explain karne ka tarika bahut accha laga, lekin hum ye bina VB open kiye huye or bina Macro Enable file ko use kiye huye bhi kiya ja sakta hai. Maine is Video me bataya h ki ye kaise karte hai. ruclips.net/video/ITiVCt2-HQo/видео.html isme maine already Rupees me convert kiya hai.
Aap check kar ke muje jarur bataiyega.
अचहा हाय
Dear sir kya aap ms paint ka video upload nhi karte
sir next monday envalop print batai ga?
अभिमन्यू सर
मैंने आपके बताये अनुसार कई बार ये फार्मूला सेव किया किन्तु जब तक विजुअल बेसिक ओपन रहता है तब तक तो फार्मूला काम करता है । किन्तु फिर जब दोबारा से एक्सल वर्कशीट ओपन करके फार्मूला लगाने की कोशिश करता हॅूं तो फार्मूला आता ही नहीं । हॉं जो पहले से इस फार्मूले पर सेव है वो सही दिखता है । कृपया समस्या का समाधान करें ।
धन्यवाद
Sir mujhe kal ashok leyland me interview hai excel par kaam karna hai kaise karunga kuchh samjhhh nahi aa raha hai please help me sir
Without VB code ka koi formula h to bataiye
Sir 1 bar system band karne ke baad phir se wahi process kese hogi matlab bar bar hame phir se formula na lagana pade or ye formula save ho jaye exel me
Plz solve sir
Sir mera is video ke bare main ek question h.
Isme thousand ke baad lakh nahi aata h. Isme aata jaise amount h (123566) to isme aayega one hundred twenty three thousand five hundred sixty six rupees only.
Dear sir pls help me.
Please do the needful.
Sir excel ke data ko tally me kaise enter kar skte hai .....
Hello. Ye formula apply to ho gya but jb waps excel open krte hai to ye formula kam nhi krta kyu .
Excel konsa hai 2010 or 2007
Sir aapke office excel me save soda ka ribbon show ho rha he plz kaise kiya jata he is topic par video banaiye plz
sir ise ka link ms office p nai mil Raha h muj Ko Ayush Gupta budaun
Karna padega ya fir ek bar kisi computer mai kar de apne ho jayga
Sir Maine Thik Vaisa hi Kiya Jaisa Apane Guide kiya, par ek dikkat hai "Rupees" Aur 'Only" Ke Bich Me Space nahi aa raha hai. "RupeesOnly" Vah Aisa Show kar Raha Hai. Krupaya ise proper karne me guide kare...... Thanks
+Hemraj Nikhare आपने जहां मॉड्यूल में ''only'' लिखा है वहां पर '' only'' से पहले 1 स्पेस दे दीजिए इससे आपकी यह परेशानी हल हो जाएगी
Thank You Very Much Sir.................
Please send the link of formula
Can you share excel visual basic formulas
Sir Maine exactly aapke video ke according try kiya lekin ye to compile error or syntax error bata raha hai, please batayen ki ise kaise correct karna hai.
wonderful.....
Koi sort cut bano boss
Sir mujhe suru se computer sikh sakte aap
sir mera to error dikha dikha rha hai
pls tell me "expected: End statment" dikha rha hai
Sir maine numrical ka use kya tha usme thousand tak bata raha h 120894 ka bill h to usme thousand likha aa raha h l(lekh) nhi bata raha h kripya help me
Sir plz long digit nahi Rahi hai... Mujhe lac tak print karwani hai.
Sir kya ye 2007 m kaam nhi krta kya mene kya jish sheet pr kya us m to ho gaya pr jab m dusari sheet leta hu to us m work nhi krta ye
Sir ji ishko hamesha ke liye save kaise karen
Is Formula Me Lakh Ko To Le Hi Nahi Raha He
Agar 600000 Likh Rahe He To Convert Ho Kar "Six Hundred Thousand Rupees Only" Aa Raha He
sir excel me browser kaise open kar ta hai ?
Sir excel me sirf kuchh cell he kaise lock hoga
Link dijiye sir
sir ji agar module option higlight nhi ho to kaise select kare
sir es formula ko by default kese kiya jay
Hi sir please give me contents no. Mere excal yeh formula Kam nahi kar rha hai iska solutions de do..
Pl clear Rs.100003.09 how it will convert into words. Regards
Hiii sir when I am pressing F11 it is not showing any window visual basic program..can you please help me..
visual basic ओपन करने लिये आपको आपको Alt+F11 प्रेस करना है
Ary bhai koi lakh wali amount bhi bta do yr..
SIR JI IS formula my two line red color my aa rahi h mary copy paste my
or y noties dy raha h (compile error ) syntax error
Date of birth को शब्दों में कैसे करें
Thanks sir .I want type in Kannada how to convert in Kannada language sir please tilisi sir