Sir hamare pass bhi ek stereo hai vo kabhi on ho jata hai kabhi on nhi hota lekin jabh on ho jata hai fir badia chalta hai koi dikat nhi atii par jabh on nhi hota tabh bhut mushkil se on hota hai connections bhi lose nhi hai sabh check kr liya kuj samjh nhi a rha ki kya dikat hogi plz sir help kijiye
@@TanushreeElectronics sir vo bhi check kr liya Multimeter se bilkul thik hai button and maine shak dur karne ke liye power button bhi change kr diya Sare buttons check kr liye ki koi short na ho lekin sabh thik hai button
Panel mein 3.3 volt hota hai stand bye on karne ke liye 5 volt hota hai sensor aur USB ke liye aur 8 volt supply hota hai panel mein light ya display on hone ke liye yah sare voltage panel per maujud hona chahie tab jakar stereo apna on hota hai
Thanks Sir, I repaired my car stereo by watching your videos and it's working good. Thanks Sir!
🙏🏻🙏🏻
Very informative videos for me..
Thank you 😊
Sir front panel mein ap kaha par voltage check karre hai wo humko pata nshi chalra.... Zoom karke bataiye plzz
Nice
Thank you 😊
Sir hamare pass bhi ek stereo hai vo kabhi on ho jata hai kabhi on nhi hota lekin jabh on ho jata hai fir badia chalta hai koi dikat nhi atii par jabh on nhi hota tabh bhut mushkil se on hota hai connections bhi lose nhi hai sabh check kr liya kuj samjh nhi a rha ki kya dikat hogi plz sir help kijiye
Power button me problem ho sakta hai
@@TanushreeElectronics sir vo bhi check kr liya Multimeter se bilkul thik hai button and maine shak dur karne ke liye power button bhi change kr diya Sare buttons check kr liye ki koi short na ho lekin sabh thik hai button
5 volt ka regular ic 9 volt ka regular me voltage check kijiye
पैनल पर एक भी वोल्ट सप्लाई नहीं पहुंच रही है जबकि बोर्ड में लगा 7805 टी आर 5 वोल्ट आउट का रहा है।
Panel mein 3.3 volt hota hai stand bye on karne ke liye 5 volt hota hai sensor aur USB ke liye aur 8 volt supply hota hai panel mein light ya display on hone ke liye yah sare voltage panel per maujud hona chahie tab jakar stereo apna on hota hai
ruclips.net/video/wlVhlauP74k/видео.html
Sir is wale link me aapka solution hai
All car stereo repair: ruclips.net/p/PL8LWPHBkItqg3VtIZ20iaB-ZfdPd8qElw
Front panel mein 5v aur 3.3v bi ari hai phir bi stereo on nahi hora hai bhai, autostar stereo hai
Front panel me ic pe 3.3 v check kijiye
USB me 5v check kijiye
Agar voltage ok hai toh panel ic kharab ho sakta hai
@@TanushreeElectronics usb mein 5v ara hai bhai... Panel ic kharab hogayito milega kya?
*Promo SM* 💕