Next video plz, Captain America 4 par laana. Captain America 4 ka teaser bhi release ho chuka hain. Uska review laana. Mereko toh lagta hain ki iss movie ka events Loki season 2 se pehle huaa thaa. Kyuki yaha bhi TVA sacred timeline ko protect kar raha thaa. Jabki Loki season 2 mein Loki ne sacred timeline ka concept ko hi mita diya. Hala ki Paradox ko temporal loom ke baare mein kuch nahii pata thaa. Nahi toh hume Deadpool 3 mein wahii nayaa tree wala multiverse dekhne ko milta.
Theory sense bana rahi hai per hamen kang ka koi bhi statue dekhne ko nahin mila aur B15 yahan per incharge hai secret timeline ki. To yah event lokii season 2 ke bad ke hi lag rahe hain.
@@FilmiAvenger Waise woh wala TVA ek chota section hain, jaha par Deadpool aaya thaa. Usko Paradox sambhalta hain. HWR ka statue past wala TVA mein hain. Jisko baad mein usne Time keepers ka statue se replace kar diya thaa. Lekin movie mein pura TVA nahii dikhaya.
@@FilmiAvenger Toh sacred timeline wapas kaise aaya? Kyuki Loki S2 mein toh Loki ne loom ko torkar saara timelines ko Yggdrasil tree banaa diya thaa, including Earth-616, jisko HWR ne sacred timeline banaya thaa. Ho sakta hain ki yeh sab events Loki S2 ke dauraan huaa thaa. Kyuki TVA end of time mein hain, jaha par time ka laws apply nahii hota aur Infinity stones bhi kaam nahii karta. Isliye hi toh usme rehne walo ka umar nahii badhta. Waise toh GOS Loki Avengers 5 mein dikhega. Aur saath hi saath bahut saara multiversal characters bhi, jisko aage chalkar Secret Wars mein joregaa. Ho sakta hain ki usme Deadpool bhi dikh jaaye.
@@FilmiAvenger Next, Captain America 4 par laana, ho sake toh. Deadpool 3 toh shuruaat hain. Kyuki 2025 mein Marvel ka aur bhi accha content aa raha hain, Captain America 4, Daredevil: Born Again, Fantastic Four, etc.
Movie sach mein bahut accha thaa. Story toh thik thak hi thaa, comedy bhar bhar ke thaa. Aur Fight scenes ka koi jawaab nahii hain. Deadpool ne kamaal ka combat scenes dikhaya hume, specially jab woh TVA agents se ladh raha thaa. Aur last wala sacrifice scene, bhai, usne toh puraa dhamaal macha diya. Bahut majaa aaya movie dekhkar. Waise Hulk vs. Wolverine dekhne ko milta toh aur majaa aata, lekin koi baat nahii. Umeed karta hu ki future mein milega. Blade ne bhi kaafi impress kiya mujhe.
Badiya ❤
Next video plz, Captain America 4 par laana. Captain America 4 ka teaser bhi release ho chuka hain. Uska review laana.
Mereko toh lagta hain ki iss movie ka events Loki season 2 se pehle huaa thaa. Kyuki yaha bhi TVA sacred timeline ko protect kar raha thaa. Jabki Loki season 2 mein Loki ne sacred timeline ka concept ko hi mita diya. Hala ki Paradox ko temporal loom ke baare mein kuch nahii pata thaa. Nahi toh hume Deadpool 3 mein wahii nayaa tree wala multiverse dekhne ko milta.
Theory sense bana rahi hai per hamen kang ka koi bhi statue dekhne ko nahin mila aur B15 yahan per incharge hai secret timeline ki.
To yah event lokii season 2 ke bad ke hi lag rahe hain.
@@FilmiAvenger Waise woh wala TVA ek chota section hain, jaha par Deadpool aaya thaa. Usko Paradox sambhalta hain. HWR ka statue past wala TVA mein hain. Jisko baad mein usne Time keepers ka statue se replace kar diya thaa. Lekin movie mein pura TVA nahii dikhaya.
@@FilmiAvenger Toh sacred timeline wapas kaise aaya? Kyuki Loki S2 mein toh Loki ne loom ko torkar saara timelines ko Yggdrasil tree banaa diya thaa, including Earth-616, jisko HWR ne sacred timeline banaya thaa. Ho sakta hain ki yeh sab events Loki S2 ke dauraan huaa thaa. Kyuki TVA end of time mein hain, jaha par time ka laws apply nahii hota aur Infinity stones bhi kaam nahii karta. Isliye hi toh usme rehne walo ka umar nahii badhta.
Waise toh GOS Loki Avengers 5 mein dikhega. Aur saath hi saath bahut saara multiversal characters bhi, jisko aage chalkar Secret Wars mein joregaa. Ho sakta hain ki usme Deadpool bhi dikh jaaye.
Yes
@@FilmiAvenger Next, Captain America 4 par laana, ho sake toh. Deadpool 3 toh shuruaat hain. Kyuki 2025 mein Marvel ka aur bhi accha content aa raha hain, Captain America 4, Daredevil: Born Again, Fantastic Four, etc.
Movie sach mein bahut accha thaa. Story toh thik thak hi thaa, comedy bhar bhar ke thaa. Aur Fight scenes ka koi jawaab nahii hain. Deadpool ne kamaal ka combat scenes dikhaya hume, specially jab woh TVA agents se ladh raha thaa. Aur last wala sacrifice scene, bhai, usne toh puraa dhamaal macha diya. Bahut majaa aaya movie dekhkar.
Waise Hulk vs. Wolverine dekhne ko milta toh aur majaa aata, lekin koi baat nahii. Umeed karta hu ki future mein milega. Blade ne bhi kaafi impress kiya mujhe.
Worst movie of MCU