एरेका पाम की जड़ में डाल दे बस ये एक चीज,कभी पीली नही होगी पतियां

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 18 май 2024
  • एरेका पाम की जड़ में डाल दे बस ये एक चीज,कभी पीली नही होगी पतियां#indoorplants#Arecapalm#organic

Комментарии • 18

  • @kanaknair6401
    @kanaknair6401 2 месяца назад +1

    Thanku Priya ji

  • @user-gv1ne8tt6q
    @user-gv1ne8tt6q 2 месяца назад +1

    Madhumalti ke bail lambe ho rahe hai par flworing nahi ho rahe

  • @editmotivation45
    @editmotivation45 2 месяца назад +1

    Didi Mogra ke bare mein Jankari dijiye hara bhara hai growth ho rahi hai lekin Kalyan Nahin ban rahi hai kya Karen

  • @aakashi2917
    @aakashi2917 2 месяца назад +1

    Ma'am mere gudhal me bahut acchhi flowering ho rhi thi achanak se pattiyan pili hone lagi hain aur phool bhi chhote ho gaye .maine subah ki dhoop me rakha hai 10 baje tk rahti hai. Kya karu

    • @evergreengarden1M
      @evergreengarden1M  2 месяца назад

      Pani ki kami tho nahi
      Vermicompost ko pani me ghol kar daliye new leaves aane lagegi

  • @manjusaini2015
    @manjusaini2015 2 месяца назад

    Very nice👌. . . Thanks for sharing 👍. Priyaji mera double petal gudhal ko cat ne gira diya esliye dubara lagaya hai kya mera plant kharab ho jayega kyuk en dino m repot k liye aspne mana kiya hai 😊

    • @evergreengarden1M
      @evergreengarden1M  2 месяца назад +1

      Haan repot tho nahi karna chahiye
      But care kijiye shayad thi rahe kyuki hardy plant hai gudhal

    • @manjusaini2015
      @manjusaini2015 2 месяца назад

      @@evergreengarden1M thanks dear😊

  • @surabhisrivastava8564
    @surabhisrivastava8564 2 месяца назад +1

    Hello mam
    Areca palm ka suitable time kya h lagane ka

  • @sudhamishra414
    @sudhamishra414 2 месяца назад +1

    Namaste Priya ji mere arica palm me pattiya jhad Rahi hai paudha bahot lamba ho gya h karib 5.5 fit ka lekin pattiya bahot Kam h aur maine angan me hi rakha hua h halki dhoop bhi lag jati h maine neem oil aur shampoo ko mila ke pattiyo pe chhidka bhi tha plz mujhe btaiye aur kya kr sakti hu jisse uski pattiyan nai aaye🙏

    • @evergreengarden1M
      @evergreengarden1M  2 месяца назад

      Khad daliye...

    • @evergreengarden1M
      @evergreengarden1M  2 месяца назад

      Namaste 🙏
      Itna bada plant hai tho khad 4 ya 5 spoon daal kar pani daliye batsat aate hi New leaves aayengi

    • @sudhamishra414
      @sudhamishra414 2 месяца назад

      Thanku Priya ji

  • @user-gv1ne8tt6q
    @user-gv1ne8tt6q 2 месяца назад +1

    Madhumalti ke bail lambe ho rahe hai par flworing nahi ho rahe

    • @evergreengarden1M
      @evergreengarden1M  2 месяца назад

      Abhi ek barish hogi uske baad hi flowering start hogi