Zohar Ki Namaz Ka Tarika | Namaz Ka Mukamal Tarika

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 сен 2024
  • Zohar Ki Namaz Ka Tarika | Namaz Ka Mukamal Tarika
    covered topics
    zohar ki namaz ka tarika for ladies
    zohar ki 4 rakat sunnat namaz ka tarika
    zohar ki 4 rakat farz namaz ka tarika
    zohar ki qaza namaz ka tarika
    zohar ki namaz kaise padhe
    #namaz #askarichaman
    ...................................................................
    askari chaman ek aisa youtube channel hai jis par apko namaz ke bare me sikhaya jata hai ki namaz ka sahi tarika kya hai aur namaz padhne ke liye wazu gusal kaise kiya jata hai aur sath me paki aur napaki ka bahut sare masail ko bhi bataya jata hai
    ........................................................................
    hamre social media accounts
    facebook page
    / askarichaman
    youtube channel
    / @askarichaman
    instagram
    / askarichaman

Комментарии • 21

  • @SaymaSiddiqui-bp6sx
    @SaymaSiddiqui-bp6sx Год назад +1

    Jazakallahu khair. Bohot bohot shukriya Bhai

  • @khajapasha1890
    @khajapasha1890 Год назад

    Jazakallah khai bohat accha batare AAP Allah AAP ku hamesha sahetmand rakhe khush rakhe. Aamin

  • @murtaza427
    @murtaza427 Год назад

    Apne johar aur fazar aur magrib namaza acha samjaya aur mashallaa apko ❤

  • @nandedikida7286
    @nandedikida7286 Год назад +1

    Mashallah ❤😀 ❤❤❤

  • @agangshakhi2756
    @agangshakhi2756 10 месяцев назад

    Subhanallah Mashaallah

    • @lhankhan8881
      @lhankhan8881 4 месяца назад

      🤲🤲🤲🤲🤲🌹

  • @SahilAli-rc7vg
    @SahilAli-rc7vg Год назад

    हजरत आपने सही तरीका बताया अल्लाह हमें तो फेक देश पर अमल करने क

  • @SaymaSiddiqui-bp6sx
    @SaymaSiddiqui-bp6sx Год назад +2

    Bhai mere beta 19 saal ka hai. Uska padhai me bilkul bhi dil nhi lagta. Wo kehta hai ki padhai use samjh me nhi aati aur bhul jata hai sab kuch. Koi tarika btaiyega bhai ki jisse mere bete ka Dil deen/duniya dono ki padhai me uska Dil lag jaye.

    • @SaymaSiddiqui-bp6sx
      @SaymaSiddiqui-bp6sx Год назад

      Bhai aapne jawab nhi Diya

    • @AskariChaman
      @AskariChaman  Год назад

      Aap Apne Bachhe Par La Hawla Wala Quwwata Illa Billahil aliyyil azeem Padh Kar Dam Kare Subah Sham Kam Se Kam 11 Baar Padh Kar

    • @EjajAli-dm5sg
      @EjajAli-dm5sg Год назад

      Dil ka Naam hai TUTNAA CHE

  • @khajapasha1890
    @khajapasha1890 Год назад

    Maulana kya sunnat me charo rakat me Surat Milana zaruri hai. Agar ghalti se Surat nai milaye to kya namaz khubool hogi ya nai.

    • @AskariChaman
      @AskariChaman  Год назад

      Sunnat Ki Charo Rakat Me Surah Milana Wajib Hai Agar Galati Se Kisi Rakat Me Surah Milana Bhul Gaye To Sajda E Sahu Wajib Hai

    • @khajapasha1890
      @khajapasha1890 Год назад

      @@AskariChaman as salaamwalekum Maulana aap ka bohat bohat shukriya

    • @khajapasha1890
      @khajapasha1890 Год назад

      @@AskariChaman Fajr ke do rakat sunnat me be yane har sunnat namaz me Surat Milana zaroori hai.

    • @khajapasha1890
      @khajapasha1890 Год назад

      @@AskariChaman nawafil namaz me be same Surat zaroori hai

    • @khajapasha1890
      @khajapasha1890 Год назад

      @@AskariChaman Maulana mera ek dought clear kardo pls. Sirri namaz me imam ke peeche jamat ke saat namaz me surah fatiha aur surat padna hai ya nai.
      Jahri namaz tesri aur chowti rakat me surah fatiha padna ya nai.

  • @sakina5559
    @sakina5559 Год назад

    दारू के बाद रब्बाना अतिना फिदुनिया पढ़ती हूं

  • @sheelakhan49
    @sheelakhan49 11 месяцев назад

    Mujhe bilkul bhi Nawaz nahin aati main Solan se hun mujhe bus Hindi

    • @AskariChaman
      @AskariChaman  11 месяцев назад

      Thik Hai Mai Is Bare Me Insha Allah Video Zarur Banaunga