Lekin jo aadmi me qayam me mila lekin surah fatiha padne ka mouka nahi mila yani imam rukuh me jane se kuch hi second pehle jamat me shamil hua. Surah fatiha padne jayega to imam ke sath rukuh nahi payega to uska kya hukm hai? Ahle hadeeso ke paas is sawal ka jawab nahi hai.
Apni lailmi ko dusre pe tohmat lagana kahana tak sahib hai. Mai v ahle Hadees hi hun aur apke sawal ka jawab yahi hai ki surah fatiha nahi parhne par rak'at ko duhrana parega yani imam jab salam pher de tab rak'at ko mukammal krna hoga
جزاک اللہ خیرا
السلام عليكم و رحمة الله و براكاته
Shaykh jis dars ki baat kar rahe h uski link bhej de please.
Jis dars ka zikr kar rahe hain us ka link bhej den please
Iska matlab hanabla ke muftian e kiram aapse ilm main kam the .. Inna lillaahi wa inna Ilaihi Rajioon
people of hadith please aap ka number chaheyai kuch kaam tha please mil shakta hai please
wo dars CIS me hua tha.. par unlogo ne shayad upload nahi kiye..
peopleofhadith what is CIS??? please ask them to upload the dars. JazakALLAHukhairan
Lekin jo aadmi me qayam me mila lekin surah fatiha padne ka mouka nahi mila yani imam rukuh me jane se kuch hi second pehle jamat me shamil hua. Surah fatiha padne jayega to imam ke sath rukuh nahi payega to uska kya hukm hai? Ahle hadeeso ke paas is sawal ka jawab nahi hai.
Apni lailmi ko dusre pe tohmat lagana kahana tak sahib hai. Mai v ahle Hadees hi hun aur apke sawal ka jawab yahi hai ki surah fatiha nahi parhne par rak'at ko duhrana parega yani imam jab salam pher de tab rak'at ko mukammal krna hoga
is baare me thoda sa Shaikh ne isme kaha hai..
ruclips.net/video/pXqGTGHyPJ0/видео.html