नमस्ते अरुण जी, आप का बहुत धन्यवाद । मेरे पास same इस तरह का LG DVD PLAYER है , जो इस प्रकार का errors दे रहा है , अब मैंने आपका यह विडियो देख लिया है , मैं इस error को जल्द ही ठीक कर सकता हूं । आपका बहुत बहुत धन्यवाद ।
Arun Bhai.... Ekdam Mast Videos haid apke!!.... Bohot dhanyavaad..... Mera niversal kit hai.... usme green retrace line ane shuru ho gaye the...... TV ko 10-15 min chalu rakha to fuse hi ud gaya...... TV kholke dekha to 1802 ud gaya tha.....aur CRT base ke 15K resistor (qantity 2: Green n Red) ekdam kale pad gaye the...... Resistor ke sath maine BASE ke tino transistor bhi change karvaye........ Sab lagake TV chalu kiya.... 1 min chalu hoke ruka......aage ka LED bhi jala..... aur ekdm se band ho gaya...... 110V ka diode check kiya to short ho gaya tha......diode ko nikalke chal kiya to 1802 phirse ud gaya...... 1802 aur diode phir se naye dal diye.......iske baad anode aur yoke ke sabhi connection ko nikaal ke side me rakh diya........Series bulb ke sath testing shuru kiya(Bulb: 60W)..... Bulb ek bar jala or off ho gaya....... remote se on karne ke baad bulb ekdam dhime jal raha tha... jaise hi maine deflection coil ke connection cable connect ki, tabhi bulb ekdam pure brightness se jalne laga......... jab remote se tv band kar deta tha, tab bulb off ho jata tha, aur jaise hi tv chal kar di to ekdam puri roshani ke sath jalta tha...... Phir bhi maine bulb nikalke direct connection karvaya...... to TV ek 10-15 sec ke liye puri tarah se chalu huva...... Green color to chala gaya tha par horizontal retrace line abhi bhi dikh rahi thi... 15 sec ke baad phir se TV off ho gaya.... par fse nahi gaya...... 110V ka diode ud gaya...... Ye kyun ho raha hai?.... kya yoke me fault ki vajah se bulb puri brightness ke sath jal raha hai? Ha aur ek baat...... EHT ke ferrite core ko uper ki side se crack aya hai...... EHT ke sabhi voltages ban rahe hai...... Driver trasistor ke collector 110 V dikha raha hai..... Heater ka 5 V bhi dikha raha hai....... Deflection coil ki resistance check ki thi..... Horizontal ki 1-2 ohms ke beech thi..... aur vertical ki 10-15 ohms ke beech..... Apke madat ki asha karta hun!!!!. Bohot bohot dhanyavaad!
us circuit ko dusare tube pe laga ke check kar lijiye ak bar ager usme bhi aise hi hota h to massage niche likh dijiye m bata dunga kya karna h nhi to is no per massage kar dijiye 8286130135
bhai mere CRT TV ki sounds connecter ki jagah jo.back site me do tar hai na waha ki welding kharab ho gayi hai to awaz nahi as rahi bhai kuch solution de.. Videocon ki hai tv
Hii sir , hame laga aap ko kuch na kuch idea hogi esi liye mene pucha tha .kyuki mere pass ek v c r pda hai agar aapko kuch idea ho to jarurr batana . thanks for riplay
Sr aap ne jawab nahi diya mare pash crt tv ha 2minit chalneke bad upar se or niche se come jada pictures hora ha .. or upar se horizontal choti choti line arahi ha.. please reply.. or whatsapp numbers do sr plz..
Ji sir Me doulat aapka sutudente Bits pilani rj Sir ji mane aapke all video dekhe hai Sir jb power suplay me jo bhi rajistar lage hote hai Agar o opne ho jate hai ya ua rajistar ke color cood nahi dikhta to hum kese pahchane ki us rj kis behlu ka ya kitane om ya kg oms ka hoga Sir hum ko bhi btaoo sir
Bhai mera bi same problem hey lekin cd rotate karney ka motor mai AA cell sey check kiya tho O chel rahahey aur try kartey kartey lens ka light blink hona bhand hoo gaya plz help me out plz
SAR mai mathura se hu mere paas apki saree video hai aur unki sahayta se mai karib 100 TV repair kar chuka hu to SAR sabse pahle mai apko dil se thank kahta hu Jo apane is kabil banaya thank ssssrrr meri ek ruqast hai SAR Jo video hamara ata hai leki clene nhi at a mene led bhi thik hai our reciver bhi PCB mai kya problem hai Jo achha video nhi at a comment do SAR our CRT charge kese karte hai uski video banado choti see
Agar mai kisi kharab tv ka pivture tube ko ,tv circuit board check karne ke liye istemal karu to kaise set karun. Ku ke har alag tv ka GK,BK,Rk alag alag position par hota hai.
ja tv stand by mode me jata h tab 8v check karo bana rahta h ya drop ho jata h ager drop hota h to eht ka supply open kar ke tv ko wapas on karo aur dekho 8v continue bana rahta h ya band ho jata h ager band ho jata h to 12v ke line ka capacitor change kar do
Bhai Mera Ek Problem solv kar do na bhai plz apse requeste hai plz...Universal TV He Sound Aa Raha hai lekin Tube Pura Black Hai...Kiya change Karu plz yar plz Batao bhai plz..EST Ke samne Jo Transistor laga hota hai vo change karu Kiya.plz bhai kuch to batao ?😭
Bhaiya morning walker ke remote ke display Mai light aarahi h. Or dono moter chalu h. Lakin circuit se dono moter ko pawer nai mil Raha h. Plz bhaiya ager aapke contact number de do to hum circuit ka photo send kar de or aapko sari problem Bata sake.
Kaha kaha par ,kitna kitna voltage check karne par ,samajh saku ke tv ok hai, picture tube me circuit board na laga kar bhi kaise pata karu ke tv ka har function kam kar raha hai.
picture tube ka problem to solve nhi kar sakte ager koi cathode e internal sort h to modification kar sakte h aur yoke ka problem yoke ko replace kar ke
Agar Bata sakte Hy to Jo Aapne nodisk ke bare me Agar AAP ko pata Hy to bataiye kuyo bekar me kisi ki missgide Kar rahe ho,, AAP ko to thoda sochna chihiye nw?? Kuch to sochiye,, sirf o to Aap samagh sakte ho,, AAP ne itna lamba video dikhaya bt sahi Hall nahi bataya?? Q????
नमस्ते अरुण जी, आप का बहुत धन्यवाद । मेरे पास same इस तरह का LG DVD PLAYER है , जो इस प्रकार का errors दे रहा है , अब मैंने आपका यह विडियो देख लिया है , मैं इस error को जल्द ही ठीक कर सकता हूं । आपका बहुत बहुत धन्यवाद ।
Esi DVD ki out suplay voltege chek karke dikhaiye.
Arun Bhai.... Ekdam Mast Videos haid apke!!.... Bohot dhanyavaad.....
Mera niversal kit hai.... usme green retrace line ane shuru ho gaye the...... TV ko 10-15 min chalu rakha to fuse hi ud gaya...... TV kholke dekha to 1802 ud gaya tha.....aur CRT base ke 15K resistor (qantity 2: Green n Red) ekdam kale pad gaye the...... Resistor ke sath maine BASE ke tino transistor bhi change karvaye........
Sab lagake TV chalu kiya.... 1 min chalu hoke ruka......aage ka LED bhi jala..... aur ekdm se band ho gaya...... 110V ka diode check kiya to short ho gaya tha......diode ko nikalke chal kiya to 1802 phirse ud gaya......
1802 aur diode phir se naye dal diye.......iske baad anode aur yoke ke sabhi connection ko nikaal ke side me rakh diya........Series bulb ke sath testing shuru kiya(Bulb: 60W).....
Bulb ek bar jala or off ho gaya....... remote se on karne ke baad bulb ekdam dhime jal raha tha...
jaise hi maine deflection coil ke connection cable connect ki, tabhi bulb ekdam pure brightness se jalne laga.........
jab remote se tv band kar deta tha, tab bulb off ho jata tha, aur jaise hi tv chal kar di to ekdam puri roshani ke sath jalta tha......
Phir bhi maine bulb nikalke direct connection karvaya...... to TV ek 10-15 sec ke liye puri tarah se chalu huva......
Green color to chala gaya tha par horizontal retrace line abhi bhi dikh rahi thi...
15 sec ke baad phir se TV off ho gaya.... par fse nahi gaya...... 110V ka diode ud gaya......
Ye kyun ho raha hai?.... kya yoke me fault ki vajah se bulb puri brightness ke sath jal raha hai?
Ha aur ek baat...... EHT ke ferrite core ko uper ki side se crack aya hai......
EHT ke sabhi voltages ban rahe hai...... Driver trasistor ke collector 110 V dikha raha hai.....
Heater ka 5 V bhi dikha raha hai.......
Deflection coil ki resistance check ki thi..... Horizontal ki 1-2 ohms ke beech thi..... aur vertical ki 10-15 ohms ke beech.....
Apke madat ki asha karta hun!!!!.
Bohot bohot dhanyavaad!
us circuit ko dusare tube pe laga ke check kar lijiye ak bar ager usme bhi aise hi hota h to massage niche likh dijiye m bata dunga kya karna h nhi to is no per massage kar dijiye 8286130135
Nice video sir. Mere pass philips ka dvd player hai vo ruk ruk kar chal rahi hai. To kya problam hosakta hai. Reply sir.
Lens clean kar do
Philips ultra slim tv me vertical I c bar ba r udne ka Karan kya hai voltage sab proper hai fir bhi kya aapko Maloom hai plz rply
vertical ka coupling capacitor change kijiye
kya is ckt ke power supply me 450v15mfd ki jagah 450v47 mfd laga sakte hain ?
bhai mere CRT TV ki sounds connecter ki jagah jo.back site me do tar hai na waha ki welding kharab ho gayi hai to awaz nahi as rahi bhai kuch solution de..
Videocon ki hai tv
Kya slim tv ka circuit board normal picture tube me check kar sakte hai.
only far test
Hii sir . Sir pehle jo , V C R, aate the agarr use riperr karna ho to keyse riperr kare kuch aap bata sakte ho plz kuch idea dijiye .
use to maine repair nhi kiya tha
Arun ji which is the best crt tv kit for 14 to 21 inch screen saport. I want to install in thomson 21 inch tv. Pls give me replay
see assembling video now days this circuit is good for 14inch and also 21inch but these circuit is not install in slim and ultra slim
Hii sir , hame laga aap ko kuch na kuch idea hogi esi liye mene pucha tha .kyuki mere pass ek v c r pda hai agar aapko kuch idea ho to jarurr batana . thanks for riplay
Sir pahle jo vcp or vcr chalte thye unka ab kya use aa sakta hai kripya kar bataye.
mere hisab se to nhi kyo usase advance chije aa gaye h to log use use karna band kar diye h
Sr aap ne jawab nahi diya mare pash crt tv ha 2minit chalneke bad upar se or niche se come jada pictures hora ha .. or upar se horizontal choti choti line arahi ha.. please reply.. or whatsapp numbers do sr plz..
Ji sir
Me doulat aapka sutudente
Bits pilani rj
Sir ji mane aapke all video dekhe hai
Sir jb power suplay me jo bhi rajistar lage hote hai
Agar o opne ho jate hai ya ua rajistar ke color cood nahi dikhta to hum kese pahchane ki us rj kis behlu ka ya kitane om ya kg oms ka hoga
Sir hum ko bhi btaoo sir
uske data sheet ya fir same circuit se
Arunkumar Maurya
Bohot achhe bhai
Hello hello sir mera ek Soniy company ka TV hai 110 v ke jagah 80 85 v dikha raha hai kya Karen please batao 🙏
2.2ohms ka restnc change karu kya
Halo Bhai mujhe ek spindle motor chahiye aap address bhijwado kidhar milega
Bhai mera bi same problem hey lekin cd rotate karney ka motor mai AA cell sey check kiya tho O chel rahahey aur try kartey kartey lens ka light blink hona bhand hoo gaya plz help me out plz
SAR mai mathura se hu mere paas apki saree video hai aur unki sahayta se mai karib 100 TV repair kar chuka hu to SAR sabse pahle mai apko dil se thank kahta hu Jo apane is kabil banaya thank ssssrrr meri ek ruqast hai SAR Jo video hamara ata hai leki clene nhi at a mene led bhi thik hai our reciver bhi PCB mai kya problem hai Jo achha video nhi at a comment do SAR our CRT charge kese karte hai uski video banado choti see
sir chaina TV me 8v or 5v ke liye kon se no. ka tranisatr lagaya jata he
Are you from delhi
no mumbai
Bhaiya Mera DVD mey cd rotate Nahi horahahey aur Len's blink Nahi hora hey plzz help me out.AA battery sey check karetho motor rotate horahahey.
Agar mai kisi kharab tv ka pivture tube ko ,tv circuit board check karne ke liye istemal karu to kaise set karun. Ku ke har alag tv ka GK,BK,Rk alag alag position par hota hai.
nhi base dekhana padta h small neck or large neck
Thanks sir, dvd ke ar video nahy hai aapke?search karne pr nahy mil rahe hai
Bhai mere pass ek DVD player hai USB wala hai to Mera USB kaam nahin kar raha hai card reader me memory lagane par
Kuchh suggestion do bhai
China crt tv on hoke kuchipal chalkar wapas standby mode main chala jata hai bataiye sir pleas reply me
ja tv stand by mode me jata h tab 8v check karo bana rahta h ya drop ho jata h ager drop hota h to eht ka supply open kar ke tv ko wapas on karo aur dekho 8v continue bana rahta h ya band ho jata h ager band ho jata h to 12v ke line ka capacitor change kar do
Arunkumar Maurya sir ji aapka whatsapp no.send karo
Ramkumar good viduo
My DVD player in VCD cd playing but DVD CD error disk show problem.
Meri DVD player me vcd chal jaati pr dvd cd error disk dikhatA he
Sir,mera Samsung ka dvd hai ....mai usme usb se connect karta hu too video nhi show karta or baki sab show karta hai... except video.....
Bhai Mera Ek Problem solv kar do na bhai plz apse requeste hai plz...Universal TV He Sound Aa Raha hai lekin Tube Pura Black Hai...Kiya change Karu plz yar plz Batao bhai plz..EST Ke samne Jo Transistor laga hota hai vo change karu Kiya.plz bhai kuch to batao ?😭
secondary side voltage kitana a rha h dekho pahale
OK bhai but.Bass Ka Fhilamin nahi JAL raha on hoke v😫
Plz Bhai Hume morning walker ke circuit ko repair karna h. Plz help us. We are handicap husband-wife
Daulat Raj Chouhan sir apka sirkit me follt kya hai....?
Bhaiya morning walker ke remote ke display Mai light aarahi h. Or dono moter chalu h. Lakin circuit se dono moter ko pawer nai mil Raha h. Plz bhaiya ager aapke contact number de do to hum circuit ka photo send kar de or aapko sari problem Bata sake.
Daulat Raj Chouhan apka no ....?
Kiya hua bhaiya Apne contact no mange the lakin aapne call nai kiya. Plz call
nirmal Kumar bhaiya morning walker ek exercise machine h.
Very good
sr mene aap ki video me dheka jo aap 2.6 volet line by ate
Kaha kaha par ,kitna kitna voltage check karne par ,samajh saku ke tv ok hai, picture tube me circuit board na laga kar bhi kaise pata karu ke tv ka har function kam kar raha hai.
sab ke video sab video dekh lo samjh jayega
Is DVD ka ribbon kaha milega
Main ic kon si ,kon si volt ane se power supply on ho te hai.
5v and 8v
Hello arun sir 8 volt proper nahi banraha hai kyakaru please bataiye
12v ke line ka capacitor change kar dijiye
Arunkumar Maurya hai
Arunkumar Maurya hai
Sir memory ic ka video banao
Copy kasay karthe ho
Slim crt new sarkit asembal ke bareme video banayega sir pliz
நன்றி.
Meri bhi dvd ki disc moter kharab hai.Ab market mai nahi mil rahi.
sir mere sony blu ray dvd player hai...
uspe cd dalo to otometice open ho jata hai
app ko whats app me ek circuit ka image bijayatha pls see and reply to me arun ji ....
Sir memory ic ka video banao. Copy kisay hota ha
मैंने अपनी TV के ऊपर एक स्पीकर रख दिया था उसके वजह से उसमें कलर एक तरफ हो गया है उसको ठीक करने का उपाय बताएं
sir mere pas LG ka DVD he usme CD chalta he lekin DVD nahi chlata No Disc ki error ati he to kese solve kre
Prajapati vedant lence change Kar do.
lence problem
agar lenc kharab ho to kaise pata chale ga
hello BHAI Jie mere pass samasang DVD MPEG 4 hy usamye Cast Nahi chal rahi help kro yarr
Bhai mera bhi nhi chl rha he
Sir pendrive show invalid format in dvd not any video play
Kaise pata kare ki picture tube kharab hai ya yolk kharab hai.?
yoke kharab hoga to screen per uska effect dikh jayegs ya fir h output bar bar sort ho jayega ager screen kharab hoga to neck spark karega
Seconddry side 0 volt aa raha hai Daiods sab thik hai Capacitor v thik hai what is problems
primary side fault h check kijiiye use
sir nice video's
Sir ye disk ghoom bhi rhi h 00:00hai PR read nhi kr rhi
LCD/ LED tv per video banawo Bhi
How to solve yolk problem.and picture tube problem.
picture tube ka problem to solve nhi kar sakte ager koi cathode e internal sort h to modification kar sakte h aur yoke ka problem yoke ko replace kar ke
Arun sir please tel me apka bal ka prabulem how to qr kiya please tel me
Aapke DVD repairs ke sub video bheje
Colour nahi aaraha hai dvd se koi video bataiye
WHY IS IT THAT THE FIRST VIDEOS TO POP UP WHEN IT COMES TO REPAIRING A DVD, OR SOLVING THE PROBLEM OF "NO DISC" ONLY HAS INDIAN VIDEOS SPEAKING HINDI?
yeah, I can't follow the language either. sorry but his accent is too much.
mere tv me 2 jga pe 3.4 volet or ek pe 5 voler ate hai
hello tub charger diagram please
Arun bhai video pura nai kiya
Vayar lakva mate Kavi rite karvu
10 sal pehle bana kar sor dia..upgrade idia dena smart phone sd card etc
hi sr mere tv ka green coler aa rha hai
blue aur red cathode ke voltage check karo
Thanks bro
tv Chalu karne pAr 2 minute sound me gargarahat hoti h plz help me
Output chalane bataen 5.1
Sir mere pass vcd hai
450 volt wala 2 capacitor thik hai bada wla🙂
Iske button bhi nahi chal rage
Bhai Mera tv red colour ke badle yellow dikhra
rgb ke voltage check kijiye
sr 150or 3.5 volet
sr sacren pe sath me line b aa rhi hai
uper side me
Bhai Same Ek dam same DVD Mera Dead hai
power supply repair kijiye power supply ka fault h ager power supply repair nhi kar pa rhe ho to market me dvd ka power supply milta h use lake dal do
Arunkumar Maurya bhai power supply bord thik sab check kya Jab vdo bord mein jack dalta hoon to Voltage Kan jata hai kyun
Kya bataya ye sab kis kr liye Hy?? Ye to normally Agar mistri ke liye Hy to ullu mat banaiye,, please ..
Agar Bata sakte Hy to Jo Aapne nodisk ke bare me Agar AAP ko pata Hy to bataiye kuyo bekar me kisi ki missgide Kar rahe ho,, AAP ko to thoda sochna chihiye nw?? Kuch to sochiye,, sirf o to Aap samagh sakte ho,, AAP ne itna lamba video dikhaya bt sahi
Hall nahi bataya?? Q????
black and white dikh raha hai
And usb bhi nahi chal rha
डीवीडीकेमदरबोलटकीवारीगऐशेमटीमेजोङना है
Jaldi bataiye plzzz
Please reply all my comment.
bhai plz batao na plz
😭😭😭😭😭
Very good