Sir kya ap bol sakte hain ki swami vivekanand ji kya sachme kali puja karte the agar karte the to kis rup me nirgun ya sagun man kar ya yeh man kar ki har ek bastu me iswar vidyaman hain Kyu ki swami vivekanand ji ki gyanyog me swami ji ne kaha hain sab hi brahma hain iswar khud k andar hain manushya hi sarbashrestha mandir hain aur usika upasana karo sirf murtiya me simit nehi sari brahmand hi iswar ka praman hain wo sab jagah hain
Sir kya ap bol sakte hain ki swami vivekanand ji kya sachme kali puja karte the agar karte the to kis rup me nirgun ya sagun man kar ya yeh man kar ki har ek bastu me iswar vidyaman hain
Kyu ki swami vivekanand ji ki gyanyog me swami ji ne kaha hain sab hi brahma hain iswar khud k andar hain manushya hi sarbashrestha mandir hain aur usika upasana karo sirf murtiya me simit nehi sari brahmand hi iswar ka praman hain wo sab jagah hain
Jo kaha h uspar गौर करो bhai
Nehi sir meri ye jigyasa thi koi bata nehi raha hain isliye@@AcharyaPrashantFanboy
Kya ap is bare me jante hain please bataye ga man me bara sansai hain