bhai agr km ki baat kre… 500-750 kms ke bich me krvani chahiye… or agr aapki running bhot km h… to aapko bike lene ke 1 mahine ke andr service centre jana chahiye…. chahe aapki bike kitni b chli hui ho…
bhai kahi n kahi to glti ho rhi h ya to brake pr per rkhkr chlate ho… ya aapne milage glt test kri h…. ya aapki bike me problem ho skti h agr asa h to aap ek baar service centre visit kro…
bhai jo aap M button se trip A or B change krte ho, usi M button ke side me S button b hoga, us S button ko 3-4 second ke liye press krke rkho, trip 0.0 ho jayega…
bhai aapki baat b shi h, mujhe milage test krna tha, isliye m rpm control krke chla rha tha, aap normally chlate ho to kbhi kbhi overtake ke liye high rpm jana pdta h na bro, to us chkkr me milage me frk pd jata h bhai… or agr highest milage test krne jaunga to bhai or b jyada de skti h bike… ❣️❣️❣️
Very informative video❤
Thanks bro ❣️
Bhai extrem 125r pe leg guard and ladies foot res alg se lagana padega ya company fit ati hai
bhai alg se lgana pdega…
maine showroom se hi lgwaya h, extra pay krke…
Ok bro ❤
❣️❣️
Great me v chack karunga apni xtreme ka
jrur bro ❣️
Bhai pehali service kitne KM par karni chahiye
bhai agr km ki baat kre…
500-750 kms ke bich me krvani chahiye…
or agr aapki running bhot km h…
to aapko bike lene ke 1 mahine ke andr service centre jana chahiye…. chahe aapki bike kitni b chli hui ho…
Thanks bhai
❣️❣️
Mera 30 35 de raha hai first service nahi huaa hai😢😢😢
bhai sayd aap high rpm pr ride krte ho…
@@FoujiLamba nahi bheya mai 50 55 se jayada bike nahi chalata hu
Ye bahut Tej bhagti h esiliye
@@FoujiLamba rpm 3 4 5 ke bich rahata jo number mitter me diya hai
bhai kahi n kahi to glti ho rhi h
ya to brake pr per rkhkr chlate ho…
ya aapne milage glt test kri h….
ya aapki bike me problem ho skti h
agr asa h to aap ek baar service centre visit kro…
bhai aap yaa to 2nd , 3rd gear me kheech ke chlate hoge…
nhi to aap service centre visit kro, bike me hi kuchh problem h…
50 + de rahi h
achhi h bro ❤️
Hero Xtreme 125 meter Trip A Trip B reset kese kare
bhai jo aap M button se trip A or B change krte ho,
usi M button ke side me S button b hoga,
us S button ko 3-4 second ke liye press krke rkho, trip 0.0 ho jayega…
Bhai aapke engine ka noise khatam hogya kya
haa bhai, abhi achhi chl rhi h,
first service ke baad 1 baar fir gya tha service centre,
ab noise ekdm bdhiya h bhai…
@@FoujiLamba bhai kya problem tha bike me
wo bole ki teppit loose chhode the un logo ne jaanbuj kr, taaki valve bend na ho…
Bhai kuch bhi bol rha hai mere pas bhi hero extreme 125r hai mai bhi 70 to 80 ke bich chalta huan muje to 50 to 55 ka average deti hai not 61 bro
bhai aapki baat b shi h,
mujhe milage test krna tha, isliye m rpm control krke chla rha tha,
aap normally chlate ho to kbhi kbhi overtake ke liye high rpm jana pdta h na bro,
to us chkkr me milage me frk pd jata h bhai…
or agr highest milage test krne jaunga to bhai or b jyada de skti h bike…
❣️❣️❣️
Hero Xtreme 125 meter Trip A Trip B reset kese kare