Engine oil is leaking from the chamber ( sump ) (इंजन ऑयल लीक हो रहा है चैंबर से।)

Поделиться
HTML-код

Комментарии • 8

  • @vishalchawda2970
    @vishalchawda2970 24 дня назад +1

    Bhai kafi sare videos dekhi aapki... Kafi acche se information di hai sab videos mein...
    Aise hi video banate rahe! 👍

  • @pankajrawatindia
    @pankajrawatindia 7 месяцев назад +1

    Nautiyal bhai, kya tata nano ke parts asani se mil jate hai, aap to mechanical field ke hai, hamare jaise logo ke liye nano rakhna kitna mehanga aur dikkat wala ho sakta hai?

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  7 месяцев назад

      Sorry bhai let se reply karne ke liye Iske jo hai part bahut aasani Se Mil Jaate Hain Chahe aap offline Le Lo Chahe online le lo aur dusri chij Jyada mahangi Nahin padati Hai per han yah Aaegi fore wheeler hai to aapko paise to rakhne Honge iske liye bhi yah sochkar mat lena ki bilkul hi Paisa Nahin khaegi problems ke upar hoti hai aur maintenance ke upar Hota Hai agar aap Achcha maintain rakhoge to Paisa kharch karna hoga aapko dikkat Kuchh Nahin Achcha mechanic Hona chahie to koi problem nahin aati parts jo hai sab mil Jaate aur saste hi hote hain Iske pass

  • @thepandeyvlogs4631
    @thepandeyvlogs4631 6 месяцев назад +1

    Pankaj Bhai, Mere Nano me Petrol pipe to jo aage se tank me jati h hose pipe usme leak h tank me 6-7 litar se jyda petrol hone pr leak hone lagta h , pls suggest kya kru, praveen bhai ke yaha le jau vaishali me & service bhi due ho rhi h engine oil and filter ki genuine shop kaha h vaishali ya noida me pls reply.. long trip krna h isliye petrol tank full karana h but leak h

  • @kpmanish121
    @kpmanish121 6 месяцев назад +1

    Bhaiya mere nano ki right side ke back tyre andar se ghis rahe hai ..... kai mistri ko dikhaya hu ...sb rear arm change krne ko bol rahe hai......
    Kya arm change krne se samsya thik ho jayegi?

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  6 месяцев назад

      Rear side ka h to ho jayegi. Front side ka h to check kr ke hi pta chaleg