@@REVIEW6969 Don't buy Clutch and suspension maintenance in indigo is very costly ask them to repair and then buy if you want. Sorry I don't see your comment.
Sir mera tata indigo ecs 2012 start korne ke bad rpm 700 pe rehta acseletar marke bad 800 pe rehta aise q.. Our main timing belt chenge kiya iske yea sub hua.. Timing pura set korna poda belt tut gaya tha is liye
Muje ek second hand indigo khridneka mauka mila ,mera friend ka friend ka he ,2004 ki gadi INDIGO LS DEISEL, SINGLE HAND USED VEHICLE, 1.60000KM chal chuki he , condition tik takh he , aur 3years life bacha hua he. Tho plz ye bathaiye kitne me kharid sakthe he , vo ek lakh bolraha he . Muje gadi sikhna he aur ek dho saal use karna he is vajah se second hand chahiye.
Agar car ki condition thik hai aur aage 2 saal chal sakti hai to aap usko maximum 65000/- tak me hi le vaise 2004 model ki car lena sahi nahi hai ab us car ke pass keval 2 saal hi bache hai. 2004 model ki technology aur aaj ki car ki technology bilkul different hai , 2004 me power break tak muskil hai so agar aap investment kar sakte ho to koi 2015 model ki car search kijiye. joki baad me aapko lagbhag utni hi resell price dekar jaiyegi
Aapke City me ache electrician kitna charge karte hai iska andaja nahi lagaya ja sakta hai per agar apki car me door aur seatbelt dono indicate nahi kar raha to wiring jarur check kara le
Car ki condition agar achi ho tab koi problem nahi hai per ache se check kar lijiyega, KM back bhi kiya ja sakte hai. car ke engine ki condition sabse jaruri chij hai.
Namaskar bhaiya aapke Jaise Ham bhi Pareshan Ho Gaye gadi mein hairan ho gaye Hamari gadi Jab Barish ke andar hamare pass 2015 ki gadi Hai Indigo cr4 bhai Hamari gadi Mein Barsat ka pani a gaya tha to niche Central lock ka manual aata hai model model bolate usko Bai vah pura kharab ho Gaya Pani Mein Bhi Kiya Humne इधर-उधर Kapas Kari bhai gadi chalu Nahin Ho Gaye gadi bahut Hai Humko Pareshan Karen FIR Humko Kisi Bandi ne koi Khushi Juni gadi ka Kabadi Mein Se lakar Achcha Naya Anubhav Jaisa unche model ki gadi Tut Gai Thi accident Mein To Usne lakar Humko Laga Diya Gadi chalu se darvaja band kar diya FIR Hamari gadi chalu hi nahin Hui to usne Aakar module bad nikal kar uska code check Karke gadi chalu kar di FIR thodi der bad band Karen chalu kar de FIR Humne Aisa chalu Hoti Hai To Uske bad to naya bhi nahin kam Karta na lock khulata hai na Kuchh khulata Hai Ham direct aage se chalu kar rahe aur abhi Hamari gadi aise hi padi hai na koi uska result Hai Na Kisi Aur Ko Samajh Kar Diya Moto ke jaise ki main Ahmedabad mein rahata hun Bijalpur mein To Vejalpur Mein Bhai Main तीन-चार Jagah Chala Gaya Tata ke बड़े-बड़े showroom Mein बड़े-बड़े dealeron ke pass unko samajh hi nahin padati vo Bole Yahan Lekar Aao Humko dekhna padega Kuchh problem nahin hai aisi fatafat jaldi Jaise remote kam Karta Hai Jaise lock kar do sabse pahle non stop Chalo Koi tension Nahin Aankhen Band Karke khareed Sakte Maruti
@suraj patil Indigo cs 2011 tak aati thi usme features kum the aur TDI engine aata tha jiska maintenance bahut Cheap tha but Indigo ecs me Cr4 engine aata hai aur sabhi modern car vale features bhi
Hamne highest 500 km ak sath travel kiya tha koi problem nahi aati, vibration 100 ke upar thoda sa hota hai joki drive karne vale ko hi pata chalta hai agar car ki condition achi hai to.
bhai jitna chalana ho utna chalo gadi ek no. h ek baar m ap 1000-1200 km tk chala skte hain ussey jyada apka stamina nhi hoga par gadi nhi thakegi., koi dikkat nhi hain
Instagram I'd -instagram.com/saxenajivlogs?igsh=ZWxldHVkdWJ4YmJx
TATA IS BEST
Thanks for watching
TATA INDIGO ECS IS GOOD CAR
Thanks for sharing your opinion 🙏
Thanks everyone for 28.9k views on this video 🙏
Big Fan sir
Thanku sir 🙏
Bhai sahab jitni bhi baat aapane Tata ke Vishay Mein boli Hai ekadam Sahi boli hai
Thanks
Please Subscribe, like and Comment
Please feel free to Ask your questions.
सरगाडीचाहिऐटाटाईणडिकोजिलाकरौलीराजथान8094431196
Sir, this channel only helps to take right decisions.
Big fan sir
Thanks sir 🙏
Please reply how to clear check engine light. I have obd scanner with me, please suggest
ruclips.net/video/P1MSXePhFs4/видео.html
First see the video
ruclips.net/video/zIIgEJYD8AY/видео.html
Nyc
thanks for watching
*Matlab Tata ki Service centre me Koi Qualified technician nahi hai*
Bilkul hoga per jaise environment ho jata hai vaise hi log ho jate hai .
tata indigo 2015 petrol model 1 lac km run , asking price 90k ..leni chahye ?
Yes ,if the car running is genuine then the asking price is good.Go for it but check properly before buying.
Thank you saxena ji
@@SaxenajiVlogs clutch suspension me in ka am hai engine running ok hai demand 80k Leni chahye ya nhi?
@@REVIEW6969 Don't buy Clutch and suspension maintenance in indigo is very costly ask them to repair and then buy if you want.
Sorry I don't see your comment.
@@SaxenajiVlogs is indigo costly to run and maintain. I have heard it always give problem
It is cr4 or tdi
CR4
Thanks for watching
Very good
Thanks for Watching
Chabi lagane se pahle km Reading display rahti hai kya
Yes
@@SaxenajiVlogs km Reading display chabi lagane ke baad aani chahiye, kahi meri gaadi ki wiring mei short-circuit ki problem to nahi hai
Kyoki meri gaadi mei bhi km Reading display hamesha rahta hai, jis se battery bhi down hoti hai
Sir, chabi lagane ke baad km Reading display aana chahiye
Sir mera tata indigo ecs 2012 start korne ke bad rpm 700 pe rehta acseletar marke bad 800 pe rehta aise q..
Our main timing belt chenge kiya iske yea sub hua..
Timing pura set korna poda belt tut gaya tha is liye
Timing ke setting me kuch problem ho sakta hai agar belt change karne ke bad se problem aa rahi hai to
Bhai engine bay pe ek screw dikhega usse rpm set hoga and low rpm me mat rkho alternator ko problem hoti
@@keshavtiwari3692 pump pe jo rpm set hota hai wohi hai kiya
Indigo me petrol ya diesel kaun sa achha rhta hai
Please explain your question ❓
Saxena ji - mera matlab hai.
Tata Indigo me ek petrol engine dusra diesel engine dono me koun best rahta hai ?
@@shailendrachaudhary9798 indigo ka diesal engine bahut acha hota hai
Muje ek second hand indigo khridneka mauka mila ,mera friend ka friend ka he ,2004 ki gadi INDIGO LS DEISEL, SINGLE HAND USED VEHICLE, 1.60000KM chal chuki he , condition tik takh he , aur 3years life bacha hua he. Tho plz ye bathaiye kitne me kharid sakthe he , vo ek lakh bolraha he .
Muje gadi sikhna he aur ek dho saal use karna he is vajah se second hand chahiye.
Agar car ki condition thik hai aur aage 2 saal chal sakti hai to aap usko maximum 65000/- tak me hi le vaise 2004 model ki car lena sahi nahi hai ab us car ke pass keval 2 saal hi bache hai. 2004 model ki technology aur aaj ki car ki technology bilkul different hai , 2004 me power break tak muskil hai so agar aap investment kar sakte ho to koi 2015 model ki car search kijiye. joki baad me aapko lagbhag utni hi resell price dekar jaiyegi
@@SaxenajiVlogs thank u sir ji for your advice .🙏🙏🙏
Thanks for watching
Nice
Thanks
2016 model ecs mil rhi h dekhi Hui gadi h par 150000 chal chuki h 2 lakh mang rha h
try to bargain 1.70-1.80 tak lane ki kosis kijiye
aur lene se pahle local market me uske parts ki availability check kar lijiye Kyu ki indigo ab discontinued ho chuki hai
Indigo ecs ls tdi Gadi 2015 model h
140000 km chali hai
Price 1 lakh h
Leni chahiye,??
Agar car ke engine me koi problem nahi hai to 1 lakh rate sahi hai, ache se check kara ke le sakte hai
Le lo bhai
Indications pura work karvane kitna paise langinge(door indicator,seat belt)
It's purely depends on your locality.
Aapke City me ache electrician kitna charge karte hai iska andaja nahi lagaya ja sakta hai per agar apki car me door aur seatbelt dono indicate nahi kar raha to wiring jarur check kara le
Video sirf meter di hi kyo
2000 Subscriber ho jane per hi samne aaunga 😆😆
Thanks for watching
Is this petrol or diesal
Diesel car cr4 engine
2012 Tata Indigo 2012 diesel variant, 2 lakh chal chuki hai, leni chiaye ? Asking price is 1 lakh
price is ok but check car condition properly with any mechanic. If car is used as commercial vehicle then Don't buy.
@@SaxenajiVlogs Thank you so much 👍
bhai, mujhe indigo cs gls 2009 petrol model mil rahi hai at 70k??
lena chahiye??
is GLS better than cr4, tdi or dicor??
please suggest....
I don't suggest to buy this car, I will make a video on this topic as soon as possible.
@@SaxenajiVlogs yes please make the video soon..
will be waiting..
ruclips.net/video/qfqyr9RR3Mg/видео.html
Bhai indigo ecs 2015 model 80k chali hui 180000 demand car leni chahiye?
agar car ki condition achi hai tab koi problem nahi lene me per ache se check kara lijiye, meter back to nahi hai?
Bilkul le lo achi car ha mere pass b hai
Cr 4 kaisa hai bhai kharidna chahiye ya nahi 2011 model 120k bol raha h 123000 klm running hua hai
Car ki condition agar achi ho tab koi problem nahi hai per ache se check kar lijiyega, KM back bhi kiya ja sakte hai.
car ke engine ki condition sabse jaruri chij hai.
Mai kabhi bhi bahut purani car ke liye suggest nahi karta
Aaj ke time me kum se kam 2 Air bags, ABS to hona hi chahiye
@@SaxenajiVlogs thik h sir New Car lenge
Mere pas b indigo hai ecs 2013, 4 lakh chli hai
Meri 2 bar timing tuti hai
wah bahut chala li apne
vo to tutati hi hai indigo me
Namaskar bhaiya aapke Jaise Ham bhi Pareshan Ho Gaye gadi mein hairan ho gaye Hamari gadi Jab Barish ke andar hamare pass 2015 ki gadi Hai Indigo cr4 bhai Hamari gadi Mein Barsat ka pani a gaya tha to niche Central lock ka manual aata hai model model bolate usko Bai vah pura kharab ho Gaya Pani Mein Bhi Kiya Humne इधर-उधर Kapas Kari bhai gadi chalu Nahin Ho Gaye gadi bahut Hai Humko Pareshan Karen FIR Humko Kisi Bandi ne koi Khushi Juni gadi ka Kabadi Mein Se lakar Achcha Naya Anubhav Jaisa unche model ki gadi Tut Gai Thi accident Mein To Usne lakar Humko Laga Diya Gadi chalu se darvaja band kar diya FIR Hamari gadi chalu hi nahin Hui to usne Aakar module bad nikal kar uska code check Karke gadi chalu kar di FIR thodi der bad band Karen chalu kar de FIR Humne Aisa chalu Hoti Hai To Uske bad to naya bhi nahin kam Karta na lock khulata hai na Kuchh khulata Hai Ham direct aage se chalu kar rahe aur abhi Hamari gadi aise hi padi hai na koi uska result Hai Na Kisi Aur Ko Samajh Kar Diya Moto ke jaise ki main Ahmedabad mein rahata hun Bijalpur mein To Vejalpur Mein Bhai Main तीन-चार Jagah Chala Gaya Tata ke बड़े-बड़े showroom Mein बड़े-बड़े dealeron ke pass unko samajh hi nahin padati vo Bole Yahan Lekar Aao Humko dekhna padega Kuchh problem nahin hai aisi fatafat jaldi Jaise remote kam Karta Hai Jaise lock kar do sabse pahle non stop Chalo Koi tension Nahin Aankhen Band Karke khareed Sakte Maruti
Sahi baat hai,kabhi kabhi tata ki dealership khud hi problem ki identify nahi kar pati .
Boss aapne service cost nhi btaya....?
Local mechanic charges approximately 1000 for timming Belt change and approximately 800 cost of original Belt.
Thanks for watching
Service Cost approx-3500rs in local garage and 6000-8000rs in Tata service center.
Nice Video
Thanks for watching
timing belt change karne me kitna kharch aata hai
Timing Belt -800 ki aur mechanic ka charge-1000 mera to total-1800 laga
@@SaxenajiVlogs kitne km pe change karna padta hai
Company 1,00,000km per recommend karti hai per hum 50,000km per hi change kara lete hai
I have a Tata Indigo diesel car and same problem with me.
Thanks for Watching
Gadi No. One but Service 🙄😷of tata?
Sahi baat hai, agar tata ki service sahi ho jaye to Tata number one car company ban jaye
Bhai g
Ecs or cs mai kya farak Hai.
Kya dono gadiya same hai.
I will make a video on this topic very soon
Both car's engine are different and Indigo Ecs have some updated features.
@suraj patil Indigo cs 2011 tak aati thi usme features kum the aur TDI engine aata tha jiska maintenance bahut Cheap tha but Indigo ecs me Cr4 engine aata hai aur sabhi modern car vale features bhi
@suraj patil I am searching for Indigo Cs but I can't find any car near me
@suraj patil Thanks for Watching 🙂
Hi
Thanks for watching
Milege ???
20+ on highway
Timing belt local mechanic laga skta h kya
Yes, Expect mechanic can resolve all problems. I also prefer local mechanic for Timing belt change
Bhai highest kitne km tak chala sakte hai...? 120-130...?
Means vibrate kitne pe hoti hai...?
Hamne highest 500 km ak sath travel kiya tha koi problem nahi aati, vibration 100 ke upar thoda sa hota hai joki drive karne vale ko hi pata chalta hai agar car ki condition achi hai to.
Thanks for Watching 🙏
Bhai Nahi Hota Vibration Hamari Car 130 Tak Chali Jati h
90 - 100 to Normal h Uske liye
bhai jitna chalana ho utna chalo gadi ek no. h ek baar m ap 1000-1200 km tk chala skte hain ussey jyada apka stamina nhi hoga par gadi nhi thakegi., koi dikkat nhi hain
I do have Sept 2011 ecs dls model. Its a fine car and even after 1lac kms, no major complaint. Not satisfied with Tata service centres....
Thanks for Sharing your experience .
I have indigo ecs petrol engine 2011
Only 37000 km driven.
Milage 14 in road and highway 18
Thanks for sharing your views, so many people asked for petrol indigo.
Thanks once again
7djd
??
tatakigaltinahi dilareor s centerwaley harami hotey hey
Ye to hai
👍
Thanks for watching
😂😂🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
😄😄
Bakbaas car
Thanks for watching