Rajasthan mein Agarwal Jain Khandelwal Maheshwari baniya log bahut Amir log the inke pass rajaon Se Bhi Jyada Dhan Daulat rupya paisa Hota tha balki yah rajaon ko Udhar Paisa dete the baniya log isliye Rajasthan mein rahte the Kyunki Rajasthan surakshit tha Vyapar vah pure Bharat mein videshon mein Karte The lekin Rahte Rajasthan mein the jisse Unka Paisa Dhan Daulat Parivar surakshit Rahe apni Suraksha ke liye rajaon ko bahut sara Dhan Daulat Sona Chandi dete the
बहुत खूब... ठीक कहा आपने, यहां के सेठ राजशाही जीवन व्यतीत करते थे। इन सेठों के पास कितना ज्यादा धन दौलत होगा इसका अंदाजा इनकी हवेलियों की भव्यता को देखकर सहज ही लगाया जा सकता है, इनका व्यापार विदेशों तक फैला था...ये सेठ बहुत ही ज्यादा धनी लोग थे।
@@dineshagrawal2344 सत्य कथन... बनिए अर्थात वणिक! वणिक का शाब्दिक अर्थ है व्यापार अर्थात बनिए लोग शुरू से ही व्यापार करते थे, ये लोग दूर-दूर तक व्यापार करते थे, व्यापार के लिए समुद्री यात्राएं भी करते थे और अपनी लगन एवं मेहनत से बहुत पैसा कमाते थे और यह भी सत्य ही है कि इन्होंने अपनी मेहनत, अपने व्यापार से इतना ज्यादा धन कमाया था कि बहुत से सेठों के सामने तो राजसी ठाट-बाट भी फीके पड़ जाते थे।🙏
Sahi Kaha bhai sahab vyapari Karte The aur Vyapar Se Hi Paisa kamate the Desh videshon Mein Vyapar Karte The Apni Jaan jokhim Mein dalkar use Samay Kai vyapari ko luteron dakato ke dwara loot liye Jaate the Maar Diye Jaate the Apni Jaan jokhim Mein dalkar Apna Paisa jokhim Mein dalkar Fir Bhi Vyapar Karte The
Why don't the hairs of The Owner Renovate it as Hotel and Museum? They can earn money from it . Also people like us will understand how Wealthy we were .
Aapne thik kaha... Lekin jyadatar haveliyon ke Sethon ke vanshaj inhen apane purvajon ki yadon ke rup me sanjokar rakhe huye hai aur varsh me 1-2 baar yahan par aate hai aur kuch haveliyon me sangrahlay bhi banaye gaye hai jo aage chalkar hum aapke samksh prstut karenge.🙏
क्या यह घर पब्लिक dekh सकते हैं इस हवेली का परिवार कहा है I am इमोशनल dekh कर खुशी के साथ dokh भी हैं परिवार या राजस्थान सरकार सम्भाल रखने की कोशिश करते रहे बहुत बढ़िया जानकारी आप राजस्थान गारमेंट say रिक्वेस्ट h
सेठ लोग दूर देश विदेश में व्यापार करते थे और इनमें से बहुत से सेठ भारत के बड़े महानगरों में बस गए...इस हवेली के सेठों के वंशज अभी कोलकाता में रहते हैं।
Bahut hi Sundar aur pyari haveli
Thank you 🙏
जोरदार हवेली...बहुत बढ़िया जानकारी...🙏🙏
धन्यवाद 🙏
Very nice purana jmana ki yaad dilati h
Ji ha...aapne thik kaha... haveliyon ko dekhkar purane samay ka abhas hota hai 🙏
Ha in haveliyon ko dekhkar mujhe bhi purane jamane ki yaad aane lag gayi
Bahut hi sundar haweli hai ye🎉🎉thanks for sharing with us🎉
Thanks and Welcome 🙏
Bahut hi Khubsurat Sundar Haveli
हार्दिक आभार 🙏
Itni sundar haveliyan aaj koi nahi bana sakta
Ha...aapne bilkul thik kaha
इस हवेली मे लोगो की मूर्ति यां होनी चाहिए। सुंदर लगता है।
हार्दिक आभार 🙏
काफी शानदार और वैभवशाली हवेली सपनों का घर ❤ watching from chhattisgarh
Thanks and Welcome 🙏
Ye haveliyan kitani sunder hai
wow bauth mast ❤muje ye sab dhekhna pasnd hani purani chiz ❤❤
Ji ha... purani chijon ko dekhane ka mazza hi kuch aur hai 🙏
@@ArunKumar-he5to tkk
bohot sundar haveli es ke maalik ab khana hai
Is haveli ke Sethon ke vanshaj abhi Kolkata me rahte hai.🙏
@@ArunKumar-he5toyha kyu nhi rehtey ha... Itna sundar ghar kyu aise rakha hain aise
@@pgoswami7278pahale Seth log rahate the yahan par vo desh videsh me dur dur tak vyapar karte the aur jyadatar Seth log bade nagaro me bas gaye🙏
हमारे छोटे घरमे बैठकर भव्य सुंदर हवेलीके दर्शन कराये.धन्यवाद अरूणभाई!
Thanks and Welcome 🙏
Ye haveli mujhe bahut achhi lagi 🎉
Bharati Banthia
Aapko Sujangarh, ladnu, Sardarshar aur GangaShar aur Churu mai bhi hawelio ki karigari dekhne jana chaiye.
Inn sathano ki bhi kuchh hawelia bhut sundar hai.
Ji ab kuch videos ke baad haveliyon ki dusari series siru hogi
बहोत अच्छा
हार्दिक आभार 🙏
भूत सुन्दर हवेली
हार्दिक आभार 🙏
Mera bhut man h haveli dekhne h
Welcome...aap rajasthan me aake ye haveliyan dekh sakte ho
Bharati Banthia.
Ye nritya room nahi hai,gents logo ki baithak hai.
Jisme woh log baithte thay aur aane jane walo ki aavbhagat karte thay.
Thank you
Bahut badhiya lajawab pahle ke logon ke pass Kitna Paisa hota tha re apan to bus sapne dekh sakte aise haveli ke
Ji ha...ye Seth bahut jyada dhani the...in haveliyon ko dekhkar ham purane samay ka anubhav kar sakte hai 🙏
Excellent Video jee.sanjay upasani singer India 👌👌🌞
Thanks and Welcome Sanjay ji🙏
Singar shahab ye haveliyan vakai me lajwab hai, yahan ke Sethon ne shekhavati me world famous haveliyan banwai thi🎉
Kuchh jaise ne bhi Ho jisne bhi banai hai bahut hi acchi haveli banai hai❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Thanks and Welcome 🙏
Bahut hi sunder mehnat lajwab
Thanks and Welcome 🙏
Having sunder h Dukh hota h iske ujard dekh ker
आपने ठीक कहा...इन हवेलियों को देखकर पुराने समय की याद भी आती है और दुख भी होता है।
Mujhe bahut achhi lagti hai ye haweliya mai leke rahu inme mera mann karta hai
Aapne bilkul thik kaha...En haveliyon ko dekhkar bahut achha lagata hai... Sethon ke samay ki yaaden taja ho jati hai aur inme rahane ka man karta hai
Ha Shivam bhai mujhe bhi bahut achhi lagi ye haveli aur ise dekhkar purane jamane ki yaad aane lag gayi
Nice 👍
Rajasthan mein Agarwal Jain Khandelwal Maheshwari baniya log bahut Amir log the inke pass rajaon Se Bhi Jyada Dhan Daulat rupya paisa Hota tha balki yah rajaon ko Udhar Paisa dete the baniya log isliye Rajasthan mein rahte the Kyunki Rajasthan surakshit tha Vyapar vah pure Bharat mein videshon mein Karte The lekin Rahte Rajasthan mein the jisse Unka Paisa Dhan Daulat Parivar surakshit Rahe apni Suraksha ke liye rajaon ko bahut sara Dhan Daulat Sona Chandi dete the
बहुत खूब... ठीक कहा आपने, यहां के सेठ राजशाही जीवन व्यतीत करते थे। इन सेठों के पास कितना ज्यादा धन दौलत होगा इसका अंदाजा इनकी हवेलियों की भव्यता को देखकर सहज ही लगाया जा सकता है, इनका व्यापार विदेशों तक फैला था...ये सेठ बहुत ही ज्यादा धनी लोग थे।
Baniyo k kya Ghar m paise bante they kya Raja mharaj bheekh maangte the baniyo se
Vyaapar krte they baniye
@@dineshagrawal2344 सत्य कथन... बनिए अर्थात वणिक! वणिक का शाब्दिक अर्थ है व्यापार अर्थात बनिए लोग शुरू से ही व्यापार करते थे, ये लोग दूर-दूर तक व्यापार करते थे, व्यापार के लिए समुद्री यात्राएं भी करते थे और अपनी लगन एवं मेहनत से बहुत पैसा कमाते थे और यह भी सत्य ही है कि इन्होंने अपनी मेहनत, अपने व्यापार से इतना ज्यादा धन कमाया था कि बहुत से सेठों के सामने तो राजसी ठाट-बाट भी फीके पड़ जाते थे।🙏
Sahi Kaha bhai sahab vyapari Karte The aur Vyapar Se Hi Paisa kamate the Desh videshon Mein Vyapar Karte The Apni Jaan jokhim Mein dalkar use Samay Kai vyapari ko luteron dakato ke dwara loot liye Jaate the Maar Diye Jaate the Apni Jaan jokhim Mein dalkar Apna Paisa jokhim Mein dalkar Fir Bhi Vyapar Karte The
Superb place& vdow👍👌
Thank you so much 🙏
Maine just abhi apkE CHENNAI KO subscribe kiya hai..THANK YOU YE HAWALI DIKHNE KE LIYE..🙏🕉️🧿❤️
Thank you... आपको आगे ऐसे ही बहुत अच्छे ऐतिहासिक विडियो देखने को मिलेंगे।
Welcome 🙏
Bharati Banthia
Rajasthan mai anek hwelio mai dou rasoighar hote thay. Sardi aur garmi key liye.
Bahut badhiya video bhai lage raho bahut aage jaige good job❤❤❤
Thanks and Welcome bhai💐
Kaash agr me iss jgh hota to isi me apni lifestyle jeeta iss haveli ka construction krake 😍
Thik kaha aapne yesi jagah rahane me vastav me jine ka mazza aa jaye
Nice historical video
Thank you
Namaskar friend
Namaskar
Rajasthan ki chitrakala bahut knob surat hotay hai o hi dikha dayta to aap ka video sundar hota .
Thank you
Sarkar ko tourist place bna daena chahiae eski dekhbhal karna chahiae
Ji ha...ये हवेलियां ऐतिहासिक धरोहर हैं, इनकी देखभाल अतिआवश्यक है।🙏
Good
Thank you
Ye haweliya toh mahalo se jyada majboot banti thi
Ji ha...ye Haveliyan kaphi bhavya aur majboot hai🙏
In haveliyo ke owners ko pata hai ki unki haveli public ke liye open hai? Or ek tourist guide bhi hai jo inki haveli ko public ko dikhata hai?
Ji ha in haveliyon ke owners ko ye pata hai...in haveliyon ko log dekh sakte hai aur is haveli ke Sethon ke vanshaj abhi Kolkata me rahte hai 🙏
@@ArunKumar-he5to..woow very nice 👍
हवेली में रहनें वाले लोगों के बारे में भी बताना चाहिए
Ok... आगे से ध्यान रखा जाएगा
अभी इस हवेली के सेठों के वंशज कोलकाता में रहते हैं।🙏
Why don't the hairs of The Owner Renovate it as Hotel and Museum?
They can earn money from it .
Also people like us will understand how Wealthy we were .
Aapne thik kaha... Lekin jyadatar haveliyon ke Sethon ke vanshaj inhen apane purvajon ki yadon ke rup me sanjokar rakhe huye hai aur varsh me 1-2 baar yahan par aate hai aur kuch haveliyon me sangrahlay bhi banaye gaye hai jo aage chalkar hum aapke samksh prstut karenge.🙏
100 like mera 😁🙏
Thank you 🙏
Ye saman ki dekhbhal aur security kesi hoti hai arrangments kya hai
इन हवेलियों की देखभाल के लिए सेठों ने कर्मचारी नियुक्त कर रखे हैं, जिन्हें वेतन मिलता है और वे इन हवेलियों की बहोत अच्छे से देखभाल कर लेते हैं।
Bhai aap ghabraye hue ku ho. Keep it up❤❤❤❤❤🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Vijay ji yesi koi baat nahi hai...bas shuruaat me yesa thoda kuch ho jata hai...
Next aapko bahut acche historical videos dekhne ko milenge 🙏
Rasoi mein jo Upar Se ghumne wali gol gol machine Thi vah sevaiyan banane ki thi
Ji
Kya naam hai iska, ye bhi btao plz
Back ground music ki jaroorat nahi
Thank you Manali ji... aapki baat ka dhyan rakha jayega
@@ArunKumar-he5to music mat chlao bolo jb bhai or haweli dikhao plz 🙏aisi
@@ShivamGujjar-ml6wr Aapne thik kaha bhai...ab aapko aage bahut acche historical videos dekhne ko milenge
We also hve Haveli in nawalgarh...aap Kaha se ho
Bahut sunder
Hum jaipur se hai
wo bnd wali haviele b dikhao .
Ji ha... आपकी बात का ध्यान रखते हुए उस हवेली को भी जल्द ही एक्सप्लोर करने का प्रयास करेंगे 🙏
क्या यह घर पब्लिक dekh सकते हैं इस हवेली का परिवार कहा है
I am इमोशनल dekh कर खुशी के साथ dokh भी हैं परिवार या राजस्थान सरकार सम्भाल रखने की कोशिश करते रहे
बहुत बढ़िया जानकारी आप राजस्थान गारमेंट say रिक्वेस्ट h
Harminder ji ये हवेलियां कोई भी देख सकते हैं और इस हवेली के सेठों के वंशज अभी कोलकाता में रहते हैं जो वर्ष में एक दो बार यहां पर आते हैं।
Ram ram ji ❤❤❤❤❤
Ram Ram ji
Welcome💐
हवेली के लोग कहा चले गए?
सेठ लोग दूर देश विदेश में व्यापार करते थे और इनमें से बहुत से सेठ भारत के बड़े महानगरों में बस गए...इस हवेली के सेठों के वंशज अभी कोलकाता में रहते हैं।
AAP ka camera man ka dhan kidar hai .
Sade pukhte v rajsathan de ràjut se rajput di koe jankari dyeo
Ji jarur🙏
Thanks and Welcome
भैया आपने जो उठाया था उसका नाम एक का नाम ठाट यार एक का नाम संडासी है
हार्दिक आभार
Welcome 🙏
👍👌
Inme rhte kyu nhi log
सेठ लोग दूर देश विदेश में व्यापार करते थे और इनमें बहुत से सेठ बड़े महानगरों में बस गए... अभी इस हवेली के सेठों के वंशज कोलकाता में रहते हैं।🙏
Ticket lgta h kya isko dekhne ka
Ji ha in haveliyon me 50 - 100 rs ticket lagta hai aur jyadatar haveliyan free me dekh sakte hai 🙏
Bhai g jinki ye haweliyon hai wo log kha chle gye unke family k log bhar rhte hai ya unko vansh khtm ho gya h plz answer krna
इस हवेली के सेठों के वंशज अभी जीवित हैं जो कि अभी कोलकाता में हैं।🙏
Ye haveliya kitni saal purani hai can u plz tell
Ye haveli 250 varsh purani hai aur yaha pe bahut si haveliyan 400-500. Varsh purani bhi hai
Welcome 🙏
इतिहास है क्या इनके मालिक लोग नहीं हैं क्या
इस हवेली के सेठों के वंशज अभी कोलकाता में रहते हैं जो वर्ष में एक दो बार यहां पर आते हैं।🙏
Please STOP BACK GROUND MUSIC...AAPKI AAWAZ CLEARLY NAHI SUNAYI DETI...I
Aapne thik kaha... background music jyada aa raha hai... isliye aage ke videos me bahut sudhar kiya gaya hai
Thanks and Welcome 🙏
WO SETHJI KI FAMILY AB KAHA HAI
WHY THEY LEFT THIS BEAUTIFUL PLACE...WHERE DID THEY GO AWAY AND WHY THEY LEFT..?
IS HAVELI KE SETHON KE VANSHAJ ABHI KOLKATA ME RAHATE HAI...JO VARSH ME 1-2 BAR YAHAN PAR AATE HAI
Haweli bokt piyeri h lakn ap boht clos kr n dikarahy andr jakr ligĥt jala kr dikhy or ful hindi n boly samj ni ati sukriya
Ok ji...aage se dhyan rakha jayega
Welcome 🙏
Camera man toh shi s dikha hi nhi rha
Maf karna thoda jaldbaji me yesa ho gaya...aage se aapki baat ka acche se dhyan rakha jayega
Welcome 🙏
क्या भाई ऐ तीजोरी मुझे दे दो कृपया
जी हां ले लो लेकिन ये तिजोरी बहुत भारी है।😊
Ye haveli kis ke under me hai
ये हवेलियां, सेठों के जो वंशज हैं उन्हीं के संरक्षण में हैं🙏
ठाठिया होते थे ये
Ji ha...aapne thik kaha Rinku ji🙏
हमारे को जबाव kaysay melay gaa
Thanks and Welcome... aapko aage bahut acche historical videos dekhne ko milenge 🙏
इनके मालिक कहा है अभी
इस हवेली के सेठों के वंशज अभी कोलकाता में हैं 🙏
Pata nahi kaha chale gaye ye log..sab cchodkar
Welcome 🙏
Very poor video.
Thank you...aage se sudhar kiya jayega