Dear sir, Mene apna leep form fill kr diya h or mene bikaner engineering college me apply kiya h to mujhe addmission lene ke liye kab jau College wale koi response nhi de rhe h wo bol rhe h ki phle counseling hogi To sir mujhe kese pata chalega ki mujhe kab addmission lene jana h Please help me sir......😔😔
thank you so much sir🙏🙏 for give your guidelines about leep admission My admission is done in RTU kota (electrical engineering {sfs} ) Meri 18k fees deposit hui, mene TFWS select kiya tha To aage bhi TFWS k base pr fees lagegi ? But fees recipient me allotmented category = SFS. Likha aa raha hai ?
Lateral entry me limited seats hoti hai. Merit high rah sakti hai, kyonki news paper me ek news aayi thi ki mbm ke electrical ka placement cs se bhi jyada raha hai. Sayad isliye students electrical ko jyada opt kar sakte hai
Sir result kab tak aayega hamara 6th sem ka board Wale pagla Gaye h sir abhi 2nd sem ka upload kar rahe hamara kar nahi rahe jabki jarurat ham logo ko h😭😭😭
Sir mera from fill bta rha hai par mene from ko submit hi nhi kiya aur jab from ko print ke liye jate hai to college select karne ke liye bolta hai Sir vo college kese select kare Bta dijiye sir Plss help sir 🛐
Hello bro mene form fill kr Diya lekin last step hota hai jisme document upload krne hote hai usme mene Diploma cirtificate,10th marksheet, domicile certificate upload krdiye bs ek EWS rh gya tha to me udar home ka button press krdiya meko lga me bad me EWS upload krdunga ab jab me dubara fill up form option me jata hu to bhai wo already form filled dikhata hai
@@ankitshekhawat1 bhai domicile cirtificate 10th marksheet Caste certificate bhi tha lekin me genral caste se to mene helpline pe bat unhone bola ki kuch or documents upload krdena Or EWS cirtificate upload krne ka tha
Hlw sir mene EWS e-mitra se banva liya hai toh sir form me jo site me diya huaa h voh fill kra ke attach karna padega ya FIR Jo e-mitra se banaa hua hai vah chal jaega plz solution 😢
Sir mene chalan to kata liya par ab form submitt nhi ho rha ,iska koi solution hai kya sir ,bass site atk gyi hai ek din se try kar rha hu Plss help sir
@@manojshekhawat1 sir mujhe MBM mila hai par computer science branch se, or mein branch badal wakar electrical karwana chahta hoon, iska kya process rahega?
Sir TSFS kya hai leep registration mein Mag raha
Form fill karte time koi galat option tick hua hai, yah loan etc ke liye hota hai
@@manojshekhawat1 tuition fees waiver scheme
@@manojshekhawat1 tfws option click Kiya tha bs
Uske liye ews certificate upload karna hai
Best option batata hu, agar TSFS ke Bina upload nahi ho raha to usme bhi ews certificate upload kar do
Dear sir,
Mene apna leep form fill kr diya h or mene bikaner engineering college me apply kiya h to mujhe addmission lene ke liye kab jau
College wale koi response nhi de rhe h wo bol rhe h ki phle counseling hogi
To sir mujhe kese pata chalega ki mujhe kab addmission lene jana h
Please help me sir......😔😔
Admission ho jayega, koi problem nahi hai. Leep ka form bhara hai kya?
Mera reference de dena..Dr Manoj S Shekhawat, Faculty Physics Department
@ronakbhargav6188 merit list 25 ko aayegi, tab Tak wait kar lo..
Sir plz reply branch change kar skte hai kya ek video is topic par jarur banaye
Han branch change kar sakte hai
@@manojshekhawat1 thank you sir ji
Bhai application form ko update kar sakte h kya??
Option form update ho sakta hai.
Application form me kya mistake Hui hai
@@manojshekhawat1 boss tfws select nhi kiya hai but meri rank rajasthan ki merit list m bhi aachi h and 8 lakhs below income bhi h
@@manojshekhawat1 koi solution hai kya aab
Ews certificate lagana tha, fee me relaxation mil jata
Out sider ka kitna % seat rahta hai govt. College mai sir
Quota keval reap me hi hota hai, leep me koi quota nahi hota. Keval Rajasthan technical board walo ko priority milti hai
Agar kisi ka result nhi aaya ho diploma ka to ragistration kr sakte h kya
Registration to kar sakte hai..
Aa Gaya Bhai result diploma ka form fill kardo bhai
Rgpv textile balo ka nhi aaya abhi
@@पंडितकेतनशर्मा aa jayega Bhai 18 August se pahle pahle aap tension mat lo 🙂
Wait kar lo, aa jayega
thank you so much sir🙏🙏
for give your guidelines about leep admission
My admission is done in RTU kota (electrical engineering {sfs} )
Meri 18k fees deposit hui, mene TFWS select kiya tha
To aage bhi TFWS k base pr fees lagegi ?
But fees recipient me allotmented category = SFS. Likha aa raha hai ?
Aage bhi yahi lagegi
@@manojshekhawat1 fees receipt me allotmente category=SFS likha aa raha h ?
Sir
TFWS option select kr diya hai
Me OBC se hu
Mujhe income certificate reporting k time submit krna hoga ?
Yes Bhai jauri h aap court me banwa lao
Hand to hand ban Jaye ga court me 4 page wala format me banwana h ok
@@ankitshekhawat1 thanku so much bhai 🙏
@@shreyanshsharma5623 kuch nhi lagaya bhai
@@shreyanshsharma5623 tfws certificate k liye koi option nhi aaya upload k liye
1st option me 6th semester ki marksheet lagai thi
Sir leep 2023 ki marit list aa gai h or college allotment nahi aya hai wo kab tak aayega??
Aaj sham tk
@@DOOG001 kisne bataya tha apko
@@ankitshekhawat1 celender me likha to hai
Merit and allotment
Sir Ecb bikaner kasa college h addmission le ya nhi idhar electrical engineering me?🙏
I m also in ECB. Here u can do m tech in electrical engineering. All faculties r having Ph D degree from IIT, nit etc.
@@manojshekhawat1 sir m btech k bare m puch Raha hu ki Ecb bikaner ki btech EE branch kasi h ?
Badiya hai..Jo m tech and Ph D Kara rahe hai, b tech to achi hogi hi.
@@manojshekhawat1 sir 6 th semester ka result AA gya h mere 9.65 cgpa aai h kya mujhe MBM me EE branch mil jayega
Lateral entry me limited seats hoti hai. Merit high rah sakti hai, kyonki news paper me ek news aayi thi ki mbm ke electrical ka placement cs se bhi jyada raha hai. Sayad isliye students electrical ko jyada opt kar sakte hai
Sir Ecb bikaner and BTU bikaner me boys hostel h kya please reply sir 🙏
4 campus hostel hai
Sir mene civil diploma 9.2 cgpa kya mbm ke chance h
@@gangapatel3409 bhai aapki konsi branch h
@@ankitshekhawat1 civil
@@ankitshekhawat1 civil
Sir mene is baar riet Jaipur mei btech mei admission le liya hai tho kya mera admission agle saal dusre college mei ho jayega kya
College change to nahi hota.. again same semester se start karna padega
@@manojshekhawat1 sir leep se hota hai na
@divyanssshhhhh abhi tumne admission leep se liya hai ya reap se
@@manojshekhawat1 sir reap se
@divyanssshhhhh agar diploma Kiya hua hai to next year leep se apply kar sakte ho..new college mil jayega
Sir result kab tak aayega hamara 6th sem ka board Wale pagla Gaye h sir abhi 2nd sem ka upload kar rahe hamara kar nahi rahe jabki jarurat ham logo ko h😭😭😭
College principal ke through students ko letter bhijwaya chahiye technical board ko..usase pressure Banta hai
@@manojshekhawat1 ok sir I will try to talk to my principal sir about this
@ankitshekhawat1 kesa raha result
@@DOOG001 9.65 cgpa 3 topper in my electrical branch. Apka result kya raha or aap konsi branch se ho?
@@ankitshekhawat1 me electrical se hu
Mera overall 9.85 cgpa h
Aapki class me highest cgpa kya h
Sir
Medical certificate hospital se Jo milta h usse kam chal jayega ya LEEP website pr hai usse lagana hoga ?
Leep wali site se download kar lo
@@manojshekhawat1 hospital wala laga de to ?
Sir registration form 2 august ko fill kar sakte hai ??
18 August se pahle kabhi bhi bhar sakte ho
@@manojshekhawat1 thank u sir
Sir form kesw fill krna hai ye bhi bta do na
Mtlb ek video bna do form filling se related
Uske liye ek chalan chahiye
Sir
6th semester ka result aa gya h to usse upload kr k finally form submit kr sakte h
Han ab kar sakte ho
Sir
Mujhe rtu kota mila hai (sfs)
Fees kitni deposit krni hogi reporting k time
Kitne percentage Mark's the bahiya aapke
Sir mera from fill bta rha hai par mene from ko submit hi nhi kiya aur jab from ko print ke liye jate hai to college select karne ke liye bolta hai
Sir vo college kese select kare
Bta dijiye sir
Plss help sir 🛐
Option form to bharna hoga . Kis college me kaunsi branch chahiye. Top priority wale college ko high choice deni hai
Sir option from ka link hi nhi aa rha ,
Site par ek link us par click karte hi college ka pdf aa jata hai bass
Aur uske aage koi process hai hi nhi
Screen samne ho to kuch guide kar sakta hu, better hai contact to leep official
Ok sir
@@ritendrasingh8156 bhai insta acc hai tere pass vha par help karega kya
Sir Ews document bana hua hai Rajasthan ka.... Uske alava bhi Ye Ews ka format banana hai Khy.. Pls reply..
Nahi, vo kaam karega
Jo sir E Mitra se Rajasthan government ka jo ews banaa vah chal jaega is formet ki jarurat nhi b naa
Chal jayega agar official bana hua hai to
Hello bro mene form fill kr Diya lekin last step hota hai jisme document upload krne hote hai usme mene Diploma cirtificate,10th marksheet, domicile certificate upload krdiye bs ek EWS rh gya tha to me udar home ka button press krdiya meko lga me bad me EWS upload krdunga ab jab me dubara fill up form option me jata hu to bhai wo already form filled dikhata hai
Form edit ka koi option hai kya
@@manojshekhawat1same Kya kre sir
@@manojshekhawat1nhi
Bhai jab apne form fill Kiya tha to kya kya documents upload kiye the please reply me bhai🙏🙏
@@ankitshekhawat1 bhai domicile cirtificate
10th marksheet
Caste certificate bhi tha lekin me genral caste se to mene helpline pe bat unhone bola ki kuch or documents upload krdena
Or EWS cirtificate upload krne ka tha
Hlw sir mene EWS e-mitra se banva liya hai toh sir form me jo site me diya huaa h voh fill kra ke attach karna padega ya FIR Jo e-mitra se banaa hua hai vah chal jaega plz solution 😢
E Mitra wala authority se verify hai kya
@@manojshekhawat1 Jab Bhi to banta hai Sabhi sign Hote Hain Sarpanch ke Secretary ke tahsildar ke tabhi to banta hai
Upload kar do
Sir ek doubt h me 3 rd year student hu 2023 passing year pr abhi tak result nhi aya hama ra tho form kase bhare ...... Please tell sir
18 tak aane ki umeed hai kya
Sir mene chalan to kata liya par ab form submitt nhi ho rha ,iska koi solution hai kya sir ,bass site atk gyi hai ek din se try kar rha hu
Plss help sir
Chalan kat Gaya hai na, abhi form submit nahi karna hai. Last date me abhi time hai. Option form 1 August ke baad aayega
@@manojshekhawat1iska matlab sir 1august ko hi hoga from fill ???
Complete hue Bina submit kese hoga
@@manojshekhawat1 thanks sir ❤️
Sir abhi 6th semester ka result nahi aya h or provisional degree certificate kase or kha milega
Sir please reply me 🙏
Yah to problem hai..hope 18 August tak aa jaaye
@@manojshekhawat1 sir 5th semester tak ki marit ban sakti h kya abki bar ?🤔
@@manojshekhawat1 or sir registration fee ka payment kar de kya result aane pahle?
Wait kar lo
Otherwise direct admission bhi le sakte ho
Sir mene chalan to kata diya par from submit nhi ho rha , bass ye bta dijiye ki from 30 july tak karna hai ya 1august ko hi fill kar payenge
Plsss sir
Abhi submit nahi karna hai.. wait for 1 August.
Bhai jab apne form fill Kiya tha to kya kya documents upload kiye the please reply me bhai🙏🙏
Sir Jo downloads bolke website mein hai woh sare form registration k time PE chahiye kya
Saare nahi chahiye. Kuch different categories ke hai, tumahare case me jo applicable vahi chahiye. Medical to sabko chahiye hoga
Sir abhi 6sem ka exam nahi huaa hai to kiya kare sir
Chalan bana liya kya?
Sir medical certificate pr government ke signature chaiye ya private ke bi chl jaaege
Private ke nahi chalte..sign with stamp hone chahiye.
Sir option form m correction kr skte h kya
@@ritendrasingh8156 agar lock nahi Kiya hai to
@@manojshekhawat1 sir lock kr diya h
Phir to dusra form hi apply karna hoga..agar bahut major mistake Hui hai to
BE / B tech 1st year dono sam ka result nhi aya to marksheet kese upload kre!!
Hello sir
Hello
@@manojshekhawat1 sir mujhe MBM mila hai par computer science branch se, or mein branch badal wakar electrical karwana chahta hoon, iska kya process rahega?
@abhinavbharat4177 internal sliding hoti hai
@@manojshekhawat1 internal sliding matlab sir?
@@abhinavbharat4177 branch change hoti hai
Leep ke 2 form bhar sakte hai kya
Nahi bhai ek student ek hi bhar sakta h
2bhar sKte ho help line PE Maine call Kiya tha bole aadhar option no kardo
@@nabanitabarik1016 bhar de bhai apki cgpa kya h or konsa college m konsa branch fill kro ga aap leep me
@@ankitshekhawat1 9.1 hai mein textile chemistry mein mlvtec mein admission Lena chahti hun
@@nabanitabarik1016 badiya h cgpa apka mere 9.65 h m MBM me Electrical lana chahta hu
Sir mera docoment submit nhi hue sare
Sir
Mujhe rtu kota mila hai
Usme likha hai
Electrical engineering (sfs) in TFWS category is provisnal
Iska kya mtlb h ?
Iska meaning hai ki SFS mode me admission hua hai..aur tution fee tumhari 8000 something lagegi
@@manojshekhawat1 TFWS sheet nhi milege ?
Kaise pata chalega sir TFWS sheet k baare m mili h ya nhi ?
Sir transfer nahi le skte kya
Nahi, transfer nahi hota
@@manojshekhawat1 sir transfer nhi la sakta ho koi or option hoga
@DEVASHISHSHARMA-fq9sm transfer tabhi hota hai jab dono college ke principal agree kare
Leep 2024 me mere 14 rank ha