बहुत ही हेल्फफुल वीडियो है आप के वीडियो के माध्यम से लोग जागरूक होंगे और अपने अधिकार जानेगे जिसके चलते उनको नाजायज नही सताया जाएगा आप का आभार व्यक्त करता हूं।
Bahotsi acha aur detailed episode hai yisse bahohi jankari milti hai thanks .hamarabhi yek kirayedar tha thode din to rent deta tha magar badme kuch na kuch bolke mukar jata tha ,mere pati bhi utne practical nahi hai to usne yiska fayda uthakar yesehi rahene laga aur ghar bhi chod nahi raha tha to humne case file kiya 6 month tak mukdma chala aur faisla hamare hakme huaa magar vo gharhi nahi khali kar raha tha lock lagake ratko ghar use kar raha tha to court vale hi aakar samne khade rahekar ghar khali karvaya aur usa sabhi kiraya mere husband ne hi diya usse dedh lakh aane the vo bhi usne nahi diya to karib 2 lakhka hamarahi nuksan huaa.
Modi ji Ham Niyam Lagu kab kar rahe ho ki garibon ko Aakhir Lucknow mein up Shahar Main aapko Jaise Kashiram Colony Mein Rahane ke liye Kuchh Logon Ko Diya Hai Kuchh Logon ki Mahal Paap aur Kijiye Yahan garibon ka Humne Kya Kiya Hai other on court aapane Dhyan Diya galon ko aapane Jaane nahin diya hai kya baat hai Raju Kotma padhaai Mein kam Mein Chhod Doge Koi yakin Kaise man Lega
Sir you have not cleared regarding Payment of corporation taxes I.e house tax, water tax or charges and sever tax. While it is mentioned In the agreement that the taxes will be charged by the property owner I am asking this question for Uttar Pradesh. Kindly give your opinion Thanks
Nice video , 2 brothers ki family mai AC lagvane k liye kya rule hoga , because bijili ka bil pitaji k naam hai or pitaji ki death ho chuki hai .pls reply
@@khelanandbharti bhai ek baat kahu ki mai bhi makan malik hu.... Lekin kabhi bhi koi bhi student ata h toh use sabse pehle kiraya batya jata h.... Aur woh soch samajh ke hi kamra lete h..... Agreement karaya jata h... Sab kuchh pehle hi apas me clear kar liya jata h.........
In the village, if the house is below or above, then the upper house Will the meaning of top and bottom be divided or will the top and bottom be different? is
Please बताएं बहुत परेशान हैं सुझाव दे फ्लैट में रह रहे हैं मगर ground floor par rahne वाले पड़ोसी ने first floor की खिड़की के बिलकुल पास अपने AC ke vent laga rakhe hai unki vibration aur निकलने वाली हिट से हम रात भर नींद नहीं ले पा रहे हैं राजस्थान में वैसे भी गर्मी अपनी चरम पर होती है कैसे हटवाए सुझाव दे और कोई नियम है तो suggest kare 🙏
mere dada ne 1984 me mere pitaji ko gift deed kar k diya tha tab mere pitaji ne bank se loan lekar us plot par ghar banaya aur mere pitaji ne apne 3 bhiyeyo ko us ghar me rehane diya lekin ab corona me mere pitaji paralyses ho gaye aur ab mere 3 no chacha us ghar me hissa mang rahe hai pitajiki tabiyat bhi kharab chal rahi hai ab hame ye ghar khali karana hai to hum kya kar sakte hai
मेडम मेरा सवाल है कि अगर नागरिक राज सरकार के अंदर काम कर रहा था रिटायर्ड हो चुका है उसके पेंशन इत्तेयदि उस के डिपार्टमेन्ट पेंशन को क्लियर नहीं कर्ता है तो उस के लिए किया कानून है
अगर हम घर की जगह का कोई हिस्सा कमर्शियल घोषित कर टैक्स देते हैं तब भी लाईसेंस बनाने पड़ता है किराये पर देने के लिए? क्या तब भी नगर निगम प्रार्पटी सील कर सकती है
यदि दुकान कोमरशियल हो और बिना एग्रीमेंट लिखवाऐ, मौखिक तौर पर किराये पर दी हो और किरायेदार हर महीने का किराया तो देता है, परन्तु 2 साल बाद दुकान मालिक , दुकान खाली करवाना चाहता है परन्तु किराएदार खाली नही करता। मौखिक तौर पर दुकान किराये पर दी है। लिखित एग्रीमेंट नही है। दुकान कैसे खाली होगी।
Dada ka makaan HAI, dada gujar jaane k baad chaachaa ne tod sudhar karke rent pr de diyaa..to bhatije KAA hque hotaa hai is makaan me to kiraayedaar inme NAHI reh SAKTAA.
Mujhe yeh puchna tha k Maine apne building pe jisko room becha h kya woh apna room ko dusre kisi ko rent pe de skti h...kya mera rights h usse rokne ka ya nh
Respected mam, Please Apka kanoon mai LOWER EMPLOYEES/WORKMENS KO CORPORATES/FACTORY MANAGERS KAI SOSHAN SE BACHANE KAI LIYE KYA LAW & RIGHT HAI , CONSERAN AUTHORITY KONSI HAI INFORMATION DENA, WORKERS KO MANAGERS JOIN KARANE KE BAD JOINING LETTER, SALARY SALIP NAHI DETE, SALARY KHA JATE HAI ,MINIMUM WAGES NAHI DETE, BONUS NAHI DETE, EPF, ESI KA BENIFIT NAHI DETE, UNSAFE /OVER CAPASITY WORK LENA, WORKERS KO FACTORIES MAI JINDA JALA DENA HADSA GHOSIT KAR DENA AAM BAT HAI, DUTY HOURSE SE JYADA TIME WORK WITHOUT OVER TIME PAYMENT KARE LENA, USE AND THROW KAR DENA ,FORCEFULLY RESIGNATION LE LENA , MANAGERS DAWARA MENTALY- EMOSIONALY TORCHER KARNA GALI- GALOCH KARNA ,MAM WORKERS KYA KARE , KAHA JAYE
Police specially constable ki manmani pr public k adhikar pr vdo bnaye kuki police bht manmani.krti h or bhole bhale logo k sath mar pit or gali galoch or btmiji krte h apni brdi ka nazayaz fayda uthate h plsss isss trf sudhar k pravdhan kiye jaye
Madam aapse Mera ek sawal tha Mera chacha ji mere dadaji ka property ka kagaj sab rakh liya hai aur mera papa teen Bhai hai donon apna Naam se karana chah raha hai aur mujhe nahin de raha hai aur use per Khali karane ka mukadma bhi kiya hai is per main kya Karun
Main ek shop 15 saal pahle kharidi Makan Malik ne chhath nahin bechi thi mujhe lakin ab vah shop bechna chahta hun aur use shop ka koi bhi gir ek lagta hai to Makan Malik use badka deta hai to mai ab kya keru
Sir ajkal room itne mahnge q ho rhe h ham garib logo ka ky hoga rent dene me rs . Denge ya fir khana kane ke liye rs. 2 me se.1 option hi choose krna pdega 😒
Mem hamare coloni ka Pani hamare ghar me se ek pipe ke dwara Nikal rha tha pipe fut gya jisse Pani ghar me ris rha hai aam raste par jagah hai Lekin Parivar ke logo ko aapti hai ve Makan ke diwaro Ko todna chata hai aur Pani Makan me se hi nikalna chahte hai kya kare
Mere ghar ke Age sarkari Upsowath kendr banaya gaya aur Hum man bhi gaya Ab jo bacha hai o jamin ko bhi le ki ja rahi hai mai garib hun aur mera koi nai sunta kya kare😭😭😢
मै जिस सोसाइटी में रहेता हूं वहां पर सोसाइटी वाले घर के बार से पानी लीकेज होके अंदर आता है हमने कंप्लेंट भी किया लेकिन वो बोलते है आप अपने खर्चे से कराओ सोसाइटी खर्चा नहीं देगी
Mein bhi patna mein 29/9/2021se rahta hu but yaha par mujhe pareshaan Kiya jata h matlab mujhe shanti se Rana chahta hu but mujhe chedchad pichhle ek saal se kiya ja raha h iska Kiya samasya aur kya samadhhan h mujhe reply karke bataya Jaya aur mein self madhubani bihar block pandaul se h
Mam hume zamin ke rakhi 1year se uski registry hogai h humre naam par uski adhi pement dedi h but adhi reh gai h 250lakh tak wo jor de reh h or zamin par leon bhi dene ki mana kar reh h plz koi asi chiz batao jo humne loen mil jaye bus 250lakh ka hi chaye zamin humri ho jayegi nhi to pura paisa hi fas jayega chiz m
Uttar Pradesh jila Mirzapur me Bikash bahut Kam Ho Raha hai esliye ki o gaw bana hai banjari calla hai ham chahte hai ki esh gaw me do gaw kardena chahiye ki do pardhan the ge to vikash achhi hogi keo ki aawash bhi kaloni 4, char echa ki diwar se ban kar ruki hai ,/20021 se 20023 tak esh kanun Ko sarkar Khoj kani chahiye
Mamm mai bahut paresh hu mere papa ke makan hay bahut purani kirayedar hay or 500 rs kiraya dete hay or makan Khali karne ko bolta hu to 10 lakh rs ki demand karte hay Ma'am plz help mai kya karu
मैं अपना मकान बनाया हू जो बंदोबस्ती जमीन खरीदकर बनाया हू उसमें kiryadar हॉस्पिटल बनाना चाहता है और दस साल का agreement कराना चाहता है मैं उन्हें दे सकता है| या नहीं बाद में वह दावेदार तो नहीं न हो सकता है ?
Jitni bhi Sarkari abhi tak Salim kaksha hua hai use per sirf central government Kendriya Sarkar kaha kaha hota hai Kyunki Main Hoon Is Desh Ki 22 23 ko Sone Ki Chidiya Banane Ka Faisla Kiya lekin nahin tha Mantri Hamari Kuch Kuch buddhijibi Aise Hi Desh Ke Desh Bharat ko todne ki koshish kar rahe hain Bharat ki madad Nahin Bharat ko Badnaam karne ki koshish kar rahe hain Dhara Lagai Jaaye to Jhansi jab kaarvayi ho
मैडम हमारे मकान मे ही हमारे एक और रिश्तेदार रहते हैं उन्होनें हमे परेशान करने के लिए हमारे मकान के मेन गेट निकास द्वार पर ताला डाल दिया है हमे मजबूर होकर पड़ोसियों की घर की छत से होकर बाहर जाना पड़ रहा है हम क्या करे पुलिस को बुलाए वो सैटिंग कर के बैठ जाती है होता कुछ नही बहुत परेशान हैं क्या करे।
मेम हाम तो मामा धर मे 17साल से से है और हमारे गांव के मेरा सोतेले चाचा मेरे ऊपर केस किया है जामीन के बारे मे यह केह के की हमको जामीन बंटवारा नाही हुआ बोल के लेकिन जामीन बाटवारा हुआ है तो मेम केया करेगे उपाय मेम
Maim hamara ghar ban raha hai but ghar banane pe notice Aaya hai but pas me hi bane gharo ke liye notice nhi Aaya yesa kyu mai class 11th ki student hu and meri family ke pass utane paise nhi ki vo notice ke liye paisa de sake ya to ham notice ke paise hi de paye ya to ghar hi bana le please suggested me what do we for our home and hamara ghar road ke pass bhi nhi hai and na hi ghar ki hight jyada hai we are sad everyday please help us
thanku sir medam Ji agar aaj me ye nahi dekhta to sayad ya to me atmhatya kar leta ya mujhe attek to pakka ane vala tha vese bhi meri kiraydar ne mujhe itni dhamki di h khali karne ki dibara bola to tujhe rep kes me fasa dungi atmhattya kar lungi mene makan bechne ko bola or grahak bhi aay to usne mujhe dhamki di me raat raat bhar nahi sota hu or din me jese hi mujhe samay milta h me hanuman ji ke mandir me beth kar prarthna karta hu bhagvan mujhe bacha lo sayad aap mere liye bhagvan ka vardan ho abhi me ye sab likh raha hu to meri ankhon se ansu gir rahe h or mandir me bhi or raat me bhi me jab akele rahata hu to mujhe bohot rona ata h sirf isliye darta hu ki vo kiraydar mahila h or bohot tej or chalak k plees help me
Bhai tmhra ye comment padh k boht dukh hua, mai last yr ka student hu mere papa or chacha dono nhi hai or isliye pura zimmedari mera upar agaya par mai boht tention me rehta hu padhai me pura effect padta hai or kisi se share v nhi kar pata hu kisi se,, aap landlord hai toh aap se ek masla janna tha,, repairing karne time bariwala or kirayadar kitna contribute karega?
बिल्डर ने 35 लाख पेमेन्ट करने के बाद भी और ज्यादा पेमेन्ट माग रहा था, जबकि उसने 30 लाख का काम भी नही किया नही देने पर उसने मेरे घर की दीवारे गिरा दी है उसकू खिलाफ क्या कर सकते है।
Deviantesh namo NAMO make in India Bharat Hath lashkar Bharat ko naya milega Jo Malik Hai Puri Desh Mein Agra hai aur Jeev local Hai vah Malik banate hain kahan ka nyaay hai aur Adhikari log Bhi Apne Aap Ko Bhagwan samajh Baithe Hain Ritesh Ke Malik Adhikari log Hain Adhikari ke apekshit Milke Apna Kam karvana chahti hai adhikariyon ko Saman aur piche se baat karni chahie aur Unki Baton ko ignore nahin karna chahie Centre Kaur minut Kendra Sarkar Bharat Sarkar Rajasthan make in India naya Bharat
Mera papa teen Bhai hai Dada Ji ke naam se property hai Mera chacha Apne namkaran kahta hai tumhara nahin hai dusre ko barka ke mere ko Khali karna chahta hai ismein Kanoon ka sahayata kaise lo
बहुत ही हेल्फफुल वीडियो है
आप के वीडियो के माध्यम से लोग जागरूक होंगे और अपने अधिकार जानेगे जिसके चलते उनको नाजायज नही सताया जाएगा
आप का आभार व्यक्त करता हूं।
😊
Bahotsi acha aur detailed episode hai yisse bahohi jankari milti hai thanks .hamarabhi yek kirayedar tha thode din to rent deta tha magar badme kuch na kuch bolke mukar jata tha ,mere pati bhi utne practical nahi hai to usne yiska fayda uthakar yesehi rahene laga aur ghar bhi chod nahi raha tha to humne case file kiya 6 month tak mukdma chala aur faisla hamare hakme huaa magar vo gharhi nahi khali kar raha tha lock lagake ratko ghar use kar raha tha to court vale hi aakar samne khade rahekar ghar khali karvaya aur usa sabhi kiraya mere husband ne hi diya usse dedh lakh aane the vo bhi usne nahi diya to karib 2 lakhka hamarahi nuksan huaa.
Tq mam bhut help ho gye esa
Good information 😮
Thank You So Much !! 🙏🏻🙏🏻
बहुत बढ़िया मैम i..like. You
Grate rstv thanks
Very good program
Like this program
Good job, keep it up
Impressive anchoring.... I really liked the concept of the program.... All the Very Best!
Modi ji Ham Niyam Lagu kab kar rahe ho ki garibon ko Aakhir Lucknow mein up Shahar Main aapko Jaise Kashiram Colony Mein Rahane ke liye Kuchh Logon Ko Diya Hai Kuchh Logon ki Mahal Paap aur Kijiye Yahan garibon ka Humne Kya Kiya Hai other on court aapane Dhyan Diya galon ko aapane Jaane nahin diya hai kya baat hai Raju Kotma padhaai Mein kam Mein Chhod Doge Koi yakin Kaise man Lega
@@sundariyadav261 come agenc md kalim
@@sundariyadav261 qqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqq++++++++++!++++++++++++++++++++
Good.
Bahadur Ji and family they're very wrong I will be able to give a few questions ❓
Sir you have not cleared regarding
Payment of corporation taxes
I.e house tax, water tax or charges and sever tax. While it is mentioned
In the agreement that the taxes will be charged by the property owner
I am asking this question for Uttar Pradesh. Kindly give your opinion
Thanks
Very Good Knowledge that you have given
doing grt job
Hamen Makan ki jarurat hai Hamen Makan Jagah Aur Makan dilaenge Modi please Modi ji
Once a tenant always a tenant
Very helpful advice
Agar landloard shop khali karwa kar...... kiya hua bussiness khud start kar de.... to client (kiraedar) kya kre....
Kirayedar ko chahie ki Makan Malik ko Pareshan na Karen aur dukaan Khali kar de.
I want to know your law about "Theeka Tenency" in West Bengal 🙏
Nice video , 2 brothers ki family mai AC lagvane k liye kya rule hoga , because bijili ka bil pitaji k naam hai or pitaji ki death ho chuki hai .pls reply
जय भारत जय बिहार
Very nice , Madam
Jay Hind Jay Bharat vande
Sir very nice sir
Students ke liye kiraya km hona cahiye..
Student se man maani kiraya leya jata hi
@@khelanandbharti Ha Bhai.
@@khelanandbharti bhai ek baat kahu ki mai bhi makan malik hu.... Lekin kabhi bhi koi bhi student ata h toh use sabse pehle kiraya batya jata h.... Aur woh soch samajh ke hi kamra lete h..... Agreement karaya jata h... Sab kuchh pehle hi apas me clear kar liya jata h.........
Sir Mene 5sal pehle jewelry pe15.000rupey liyhai ab vo51.000 mang rhehai kya kru
Byajbenk se jyada hai
In the village, if the house is below or above, then the upper house Will the meaning of top and bottom be divided or will the top and bottom be different? is
Thnk u 🙏🏻abhilasha mam
Kirayedar Kam parasan krta h lekin makan malik bahut jyada parasan krta h
Please बताएं बहुत परेशान हैं सुझाव दे फ्लैट में रह रहे हैं मगर ground floor par rahne वाले पड़ोसी ने first floor की खिड़की के बिलकुल पास अपने AC ke vent laga rakhe hai unki vibration aur निकलने वाली हिट से हम रात भर नींद नहीं ले पा रहे हैं राजस्थान में वैसे भी गर्मी अपनी चरम पर होती है कैसे हटवाए सुझाव दे और कोई नियम है तो suggest kare 🙏
Police station
mere dada ne 1984 me mere pitaji ko gift deed kar k diya tha tab mere pitaji ne bank se loan lekar us plot par ghar banaya aur mere pitaji ne apne 3 bhiyeyo ko us ghar me rehane diya lekin ab corona me mere pitaji paralyses ho gaye aur ab mere 3 no chacha us ghar me hissa mang rahe hai pitajiki tabiyat bhi kharab chal rahi hai ab hame ye ghar khali karana hai to hum kya kar sakte hai
मेडम
मेरा सवाल है कि अगर नागरिक राज सरकार के अंदर काम कर रहा था रिटायर्ड हो चुका है उसके पेंशन इत्तेयदि उस के डिपार्टमेन्ट पेंशन को क्लियर नहीं कर्ता है तो उस के लिए किया कानून है
Mam plz... family court k bare me bataye....kya title suit possible h waha se ...agar SDM court me mamla already chal rha ho to...plz...
Mem room kiraya Malik agriment hone pr b room khali krne ko khta hai aor agriment k aodhi kirayedar khali kr skta ?
अगर हम घर की जगह का कोई हिस्सा कमर्शियल घोषित कर टैक्स देते हैं तब भी लाईसेंस बनाने पड़ता है किराये पर देने के लिए?
क्या तब भी नगर निगम प्रार्पटी सील कर सकती है
यदि दुकान कोमरशियल हो और बिना एग्रीमेंट लिखवाऐ, मौखिक तौर पर किराये पर दी हो और किरायेदार हर महीने का किराया तो देता है, परन्तु 2 साल बाद दुकान मालिक , दुकान खाली करवाना चाहता है परन्तु किराएदार खाली नही करता। मौखिक तौर पर दुकान किराये पर दी है। लिखित एग्रीमेंट नही है। दुकान कैसे खाली होगी।
Same question
@@ankit2643647:51
² 54:35 @@ankit264364
Good
Dada ka makaan HAI, dada gujar jaane k baad chaachaa ne tod sudhar karke rent pr de diyaa..to bhatije KAA hque hotaa hai is makaan me to kiraayedaar inme NAHI reh SAKTAA.
Agar pustaini Ghar ho jo kisi k naam p n ho to kya us Ghar par stay lag sakta h..plz reply me
lawyer se sampark kiya to unhone hume court jane se mana kar diya kyu ki court me bahot time lagega
Mujhe yeh puchna tha k Maine apne building pe jisko room becha h kya woh apna room ko dusre kisi ko rent pe de skti h...kya mera rights h usse rokne ka ya nh
Nice
Agreement shop ka 11month ka ho ta kaya malik makan shop khali krva skta hai
Jabrdasti kaam karvaya mehtana diya nahi 100 main 5 rupaye hi toh mange the mazdur Ki dihadi khana shahi nahi
Sir पाघाड़ी कायदे के भाड़े के व्यवस्था के कानून के ऊपर वीडियो बना सकते है ।
How to vacate the shop from subtenant he is not actual tenant we need Shop for our personal necessaties
Respected mam,
Please Apka kanoon mai LOWER EMPLOYEES/WORKMENS KO CORPORATES/FACTORY MANAGERS KAI SOSHAN SE BACHANE KAI LIYE KYA LAW & RIGHT HAI , CONSERAN AUTHORITY KONSI HAI INFORMATION DENA, WORKERS KO MANAGERS JOIN KARANE KE BAD JOINING LETTER, SALARY SALIP NAHI DETE, SALARY KHA JATE HAI ,MINIMUM WAGES NAHI DETE, BONUS NAHI DETE, EPF, ESI KA BENIFIT NAHI DETE, UNSAFE /OVER CAPASITY WORK LENA, WORKERS KO FACTORIES MAI JINDA JALA DENA HADSA GHOSIT KAR DENA AAM BAT HAI, DUTY HOURSE SE JYADA TIME WORK WITHOUT OVER TIME PAYMENT KARE LENA, USE AND THROW KAR DENA ,FORCEFULLY RESIGNATION LE LENA , MANAGERS DAWARA MENTALY- EMOSIONALY TORCHER KARNA GALI- GALOCH KARNA ,MAM WORKERS KYA KARE , KAHA JAYE
Mera 3 months ka kriya baki hai toe kiya mai apna scooty le ja sakta hue
Police specially constable ki manmani pr public k adhikar pr vdo bnaye kuki police bht manmani.krti h or bhole bhale logo k sath mar pit or gali galoch or btmiji krte h apni brdi ka nazayaz fayda uthate h plsss isss trf sudhar k pravdhan kiye jaye
Yes
Madam aapse Mera ek sawal tha Mera chacha ji mere dadaji ka property ka kagaj sab rakh liya hai aur mera papa teen Bhai hai donon apna Naam se karana chah raha hai aur mujhe nahin de raha hai aur use per Khali karane ka mukadma bhi kiya hai is per main kya Karun
Meri jagah mein kisine mobile tower aur Ghar Bana liya hai . Total jagah hai 11 guntha aur NA jagah hai
Main ek shop 15 saal pahle kharidi Makan Malik ne chhath nahin bechi thi mujhe lakin ab vah shop bechna chahta hun aur use shop ka koi bhi gir ek lagta hai to Makan Malik use badka deta hai to mai ab kya keru
Agar rent agreement nahi hai to kirayedar se khali kese karaye
Mera mkan malik ka ladka or bahu mere bacho ko bahut preshan karte hai or ye bhi Bolte hai ki chtt pe kapde Mt dalo hamari chtt khrab ho rahi hai 😢
Sir ajkal room itne mahnge q ho rhe h ham garib logo ka ky hoga rent dene me rs . Denge ya fir khana kane ke liye rs.
2 me se.1 option hi choose krna pdega 😒
Mam encroachment on road is very big problem of our India also i am effect of it please tell remedy about it.
Ok
Agar ham med ko chhodkar banvaya to med per hamara Adhikar hai ki nahin
Mem hamare coloni ka Pani hamare ghar me se ek pipe ke dwara Nikal rha tha pipe fut gya jisse Pani ghar me ris rha hai aam raste par jagah hai Lekin Parivar ke logo ko aapti hai ve Makan ke diwaro Ko todna chata hai aur Pani Makan me se hi nikalna chahte hai kya kare
Mere ghar ke Age sarkari Upsowath kendr banaya gaya aur Hum man bhi gaya Ab jo bacha hai o jamin ko bhi le ki ja rahi hai mai garib hun aur mera koi nai sunta kya kare😭😭😢
मै जिस सोसाइटी में रहेता हूं वहां पर सोसाइटी वाले घर के बार से पानी लीकेज होके अंदर आता है हमने कंप्लेंट भी किया लेकिन वो बोलते है आप अपने खर्चे से कराओ सोसाइटी खर्चा नहीं देगी
Mem jo insan 1 ghar me 40 saal say rah raha ho kiya usse nikala jayega
Aaj 9 bje news vala video upload kro
Free for Kanoon ke liye
yahi time desh deshantar ka ho chahiye
Mein bhi patna mein 29/9/2021se rahta hu but yaha par mujhe pareshaan Kiya jata h matlab mujhe shanti se Rana chahta hu but mujhe chedchad pichhle ek saal se kiya ja raha h iska Kiya samasya aur kya samadhhan h mujhe reply karke bataya Jaya aur mein self madhubani bihar block pandaul se h
Maa gar hamar jamin hai aur mere ghar bana hai to kya society wale raste ke liye ghar tor sakte hai.
Mam hume zamin ke rakhi 1year se uski registry hogai h humre naam par uski adhi pement dedi h but adhi reh gai h 250lakh tak wo jor de reh h or zamin par leon bhi dene ki mana kar reh h plz koi asi chiz batao jo humne loen mil jaye bus 250lakh ka hi chaye zamin humri ho jayegi nhi to pura paisa hi fas jayega chiz m
Suit for vacant ka kerney ke baad bhi nahi Khali ker raha kya karu
Agr kisi ko jante na ho musafir ko kirayedar rkh skte h
Uttar Pradesh jila Mirzapur me Bikash bahut Kam Ho Raha hai esliye ki o gaw bana hai banjari calla hai ham chahte hai ki esh gaw me do gaw kardena chahiye ki do pardhan the ge to vikash achhi hogi keo ki aawash bhi kaloni 4, char echa ki diwar se ban kar ruki hai ,/20021 se 20023 tak esh kanun Ko sarkar Khoj kani chahiye
Makan malik ne dhoke se kiraydar ke room me tala lagakar chabi le gaya aur saara saman kiraydar ka room me ha aise me kya kare kaise chabi le.
Mem mere makan me bhi kirayedar h na wo makan khali kr rahe h or na hi kiraya de rahe h . Ye makan hmko bsiyat se mila h
LEGAL RIGHT OF LOWER EMPLOYEES/WORKMENS , KA INFORMATION APKA KANOON MAI DENA
Yeh program kab phota he
Sir or madam l want to ask about my sister broke the lock and went in side l had take her house and l had given one house change to orher
Student's ke liye room rant kam hona chahiye
Kya kiraidar ghar Mai party kar saktai hai ya nai.
Mamm mai bahut paresh hu mere papa ke makan hay bahut purani kirayedar hay or 500 rs kiraya dete hay or makan Khali karne ko bolta hu to 10 lakh rs ki demand karte hay Ma'am plz help mai kya karu
मैं अपना मकान बनाया हू जो बंदोबस्ती जमीन खरीदकर बनाया हू उसमें kiryadar हॉस्पिटल बनाना
चाहता है और दस साल का agreement कराना चाहता है मैं उन्हें दे सकता है| या नहीं बाद में वह दावेदार तो नहीं न हो सकता है ?
Kirayedar ke bhi rights btao
Jitni bhi Sarkari abhi tak Salim kaksha hua hai use per sirf central government Kendriya Sarkar kaha kaha hota hai Kyunki Main Hoon Is Desh Ki 22 23 ko Sone Ki Chidiya Banane Ka Faisla Kiya lekin nahin tha Mantri Hamari Kuch Kuch buddhijibi Aise Hi Desh Ke Desh Bharat ko todne ki koshish kar rahe hain Bharat ki madad Nahin Bharat ko Badnaam karne ki koshish kar rahe hain Dhara Lagai Jaaye to Jhansi jab kaarvayi ho
मैडम हमारे मकान मे ही हमारे एक और रिश्तेदार रहते हैं उन्होनें हमे परेशान करने के लिए हमारे मकान के मेन गेट निकास द्वार पर ताला डाल दिया है हमे मजबूर होकर पड़ोसियों की घर की छत से होकर बाहर जाना पड़ रहा है हम क्या करे पुलिस को बुलाए वो सैटिंग कर के बैठ जाती है होता कुछ नही बहुत परेशान हैं क्या करे।
मेम हाम तो मामा धर मे 17साल से से है और हमारे गांव के मेरा सोतेले चाचा मेरे ऊपर केस किया है जामीन के बारे मे यह केह के की हमको जामीन बंटवारा नाही हुआ बोल के लेकिन जामीन बाटवारा हुआ है तो मेम केया करेगे उपाय मेम
Maim hamara ghar ban raha hai but ghar banane pe notice Aaya hai but pas me hi bane gharo ke liye notice nhi Aaya yesa kyu mai class 11th ki student hu and meri family ke pass utane paise nhi ki vo notice ke liye paisa de sake ya to ham notice ke paise hi de paye ya to ghar hi bana le please suggested me what do we for our home and hamara ghar road ke pass bhi nhi hai and na hi ghar ki hight jyada hai we are sad everyday please help us
Ghar ki gallery kitni aage kr sakte he?
thanku sir medam Ji agar aaj me ye nahi dekhta to sayad ya to me atmhatya kar leta ya mujhe attek to pakka ane vala tha vese bhi meri kiraydar ne mujhe itni dhamki di h
khali karne ki dibara bola to tujhe rep kes me fasa dungi atmhattya kar lungi mene makan bechne ko bola or grahak bhi aay to usne mujhe dhamki di me raat raat bhar nahi sota hu or din me jese hi mujhe samay milta h me hanuman ji ke mandir me beth kar prarthna karta hu bhagvan mujhe bacha lo
sayad aap mere liye bhagvan ka vardan ho
abhi me ye sab likh raha hu to meri ankhon se ansu gir rahe h
or mandir me bhi or raat me bhi me jab akele rahata hu to mujhe bohot rona ata h
sirf isliye darta hu ki vo kiraydar mahila h or bohot tej or chalak k
plees help me
Bhai tmhra ye comment padh k boht dukh hua, mai last yr ka student hu mere papa or chacha dono nhi hai or isliye pura zimmedari mera upar agaya par mai boht tention me rehta hu padhai me pura effect padta hai or kisi se share v nhi kar pata hu kisi se,, aap landlord hai toh aap se ek masla janna tha,, repairing karne time bariwala or kirayadar kitna contribute karega?
Ghar kai samnai dusraika boundri hai to ham kiya karai bahar kaisai Jaye bolo kiski madad lai bolo plz
हक त्याग करनै के बाद अपना हक वापस लै सकता हे या नही
Mera ghar mujhe waha aane nhi de rahe hai mai kya karoon
सर/मेम, क्या नाबालिग के नाम पर भू सम्पति खरीदी जा सकती है?
Sir mera room ke owner ne mujse 10000rs deposit le liya he pepar koi banaya nahi ab deposit vapis nahi de raha he to kya karu plzzz help me sir
बिल्डर ने 35 लाख पेमेन्ट करने के बाद भी और ज्यादा पेमेन्ट माग रहा था, जबकि उसने 30 लाख का काम भी नही किया नही देने पर उसने मेरे घर की दीवारे गिरा दी है उसकू खिलाफ क्या कर सकते है।
😊0
00
Mere pass 2 4 question hai jo ki mujhe bhi poochh nahin ki jarurat
Maine apna Ghar एग्रीमेंट करके दिया था किरायेदार उसने अपने नाम से दूसरे दे दिया कया करे
Deviantesh namo NAMO make in India Bharat Hath lashkar Bharat ko naya milega Jo Malik Hai Puri Desh Mein Agra hai aur Jeev local Hai vah Malik banate hain kahan ka nyaay hai aur Adhikari log Bhi Apne Aap Ko Bhagwan samajh Baithe Hain Ritesh Ke Malik Adhikari log Hain Adhikari ke apekshit Milke Apna Kam karvana chahti hai adhikariyon ko Saman aur piche se baat karni chahie aur Unki Baton ko ignore nahin karna chahie Centre Kaur minut Kendra Sarkar Bharat Sarkar Rajasthan make in India naya Bharat
Hame apna adhikar nahi mil raha hai
किसी दो लोगों ने मन्दिर पर कब्जा कर रखा है क्या करें ।