میرا پسندیدہ ہیرو وحید مراد اللہ تعالٰی ان کے درجات بلند کرے اور اللہ تعالٰی ان کو معاف فرمائے اور ان کے جنت الفردوس میں جگہ عطا فرمائے آمین یارب العالمین
جو شہرت عزت پرنس وحید کے حصے میں آئی وہ آج تک کسی ہیرو کو نہیں ملی اور نہ کبھی ملے گی وہ ہماری فلم انڈسٹری کا ماسٹر پیس تھا ان جیسا آج تک کوئی پیدا نہیں ہوا وہ آج بھی ہمارے دلوں میں بستے ہیں ہم ان کو آج بھی نہیں بھولے اللہ پرنس کو جنت الفردوس میں اعلی مقام دے اللہ ان کی مغفرت کرے آمین ثم آمین دعا دل سے 💐💞❤🌹♥
Supreme Mega Star Waheed Murad was one and only of his singularly distinguished kind , exalted class, unmatched calibre and exalted standing . A versatile Super Star like Waheed was neither born before him in Pakistan, nor one came in his lifetime, nor would one likely come after his untimely passing to heaven either ! That is why film journalists, critics , directors and actors agree on the point that Waheed Murad was the genuine and UNDISPUTED KING OF THE ART OF ACTING. Many of them also believe that Waheed Murad was one truly versatile and god gifted actor in the Indo Pak film industries who could perform any role or portray any emotion or action most beautifully, without reherasal and on the spur of the moment . May Allah Almighty bless him in heaven ! Aameen
وحید مراد کو " عید مبارک " فلم کی شوٹنگ کراچی کی بین الاقوامی نمائش میں ۔اور فلم "دوراھا" کی شوٹنگ ۔۔ ایسٹرن فلم اسٹوڈیو میں ۔۔ گانے۔۔مجھے تم نظر سے گرا تو رھے ھو ۔۔کے وقت دیکھا تھا ۔۔۔۔ محمود اعظمی ٹورنٹو کینیڈا ❤❤❤❤
Waheed k dill pe jo Zakham laga phollon ne deya Aor jo Dard milla usaye Apnon ne deya ghair to phir Film industri walle he thye un se gilla Ab Kon kare ab dua go sirf un k prastar he to hein Allah Waheed ki maghfirat farmye Ameen
Lots of love and respect for great hero and legend Waheed Murad,He is my all time favourite,There is only one superstar in our film industry,He still lives in our heart and we cannot forget him till our last breath ,May Allah rest his soul in Jannat Aameen,
Waheed murad ne start me as a producer as a hero apny ap ko kamyab banaya eg arman hera aur pathar naseeb apna apna jaal etc. Agar wo as an actor aur producer 40 se 50 films banaty to unko koi dhoka nhe de sakta tha. Wo dosron ki kamyabi ko apni kamyabi samaghta tha. Allah maghfrat kre
Waheed murad ka merdar kerwaiya giya Nadeem lite hero ke liye film industry chahti thi super star nadeem hon joke ak star thy our waheed murad sab se bade purfomer bi thy our super star bi thy film industry ko ye baat pasand na thi our nadeem ko bi us tra Nadeem our film industry ne waheed murad ke khalf boht sazishen kin our unko merwadiyagiya 1983 main us tra film industry 1983 main hi andding main chali gai
اللہ کبھی کبھی دنیا میں ایسے ہیرے بھیج دیتا ہے, وحید جب پردہُ اسکرین پر رومانس کر رہے ہوتے تھے تو دیکھنے والا خود کو وحید کے اندر محسوس کرتا تھا, رومانس کا شہزادہ تھا, ویسے آپ نے بتایا کہ وحید نے 1968 میں ایم اے انگلش کی ڈگری لی جب کہ ہم ہمیشہ یہ پڑھتے رہے کہ وحید نے 1962 میں کراچی یونیورسٹی سے ایم اے انگلش کیا۔
Nice video Kabhi waheed sir ki top 20 ya top 10 films pr program banayen Unhone bi achay achay Or powerful character kiye hn Behtareen performances di hn Ek taraf Anjuman Doraha Dil Mera darkan teri Salgirah insaniyat jeisi Aala mayar ki Social aur Romentic filmen hain tou Doosri taraf Daulat aur duniya Ek nagina Jab jab phool khilay. parakh Tou teesri taraf Waqt Wadah Apnay hue paraye Ghoong uthi Shehnai jeisi filmen ki Bandagi Baharo phool barsao Deedar Tum salamat Raho Dushman jeisi aala mayar filmen ki or bi bohot si filmen hn yeh naam mukhtsar kr ke likhay hn Bohot rukawaton aur sazishon k bawajood bohot behtareen career graph banaya Fitri Adakari kartay thy Or ziada tar paray likhay logo ke adakar thy iss liye kuch logo ko in ki acting style smjh nahin aati Or Mere khayal mei woh kuch log tou Dilip Kumar ko bi nahin mantay iss liye ke Dilip Kumar bi fitri adakar thy ziada cheekhtay chillatay nahi thy bss araam se aahista aahista baat krtay thy ya khamosh rehte thy Waheed Murad sir bi aahista aahista baat krnay walay adakar thy dramai adakari b behtareen krtay thy mgr kabhi Over nahin huay film industry mei Lobbies sab se ziada waheed murad sir ke khilaf bani aur un ki baqiyat abhi bi waheed sir ke khilaf sar garam e amal hn or woh log media pr social media pr aakr Aesy bayan detay hn k Waheed SB zawal ka shikar thy waheed sb ne yeh kiya waheed sb bad kirdar thy Waghera waghera Bhai g hit flop filmen kis ki nahi hoti aur Waheed sir ki tou bohot si filmon ko zbrdasti cinemas se utaara gaya baqaida taqseen kaaron ko Paisay de dila ke filmen utrwai gai unko zawal ki taraf Dhakela gaya Sazish kar ke Shor machaya gaya Sir yeh saari batein such hn waheed sir ke sath bohot Ziadati hui balkay bohot zulm hua Aap ka channel mujhe mayari lagta hai tou aap se yeh darkhast hai ke plsss Waheed sir ke kirdaron aur performances pr baat karen un ke fun pr baat karen jo bohot khoobsoorat hai Umeed hai bhai aap meri baat ko smjhay gay
ALL THE MIDIA WAS SPREAD WITH LIES OF HIS STORY AND TRIED TO HIDE HIS LOVE FOR ZABA .WAHEED WAS MURDERD BY HIS WIFE WAS A JELOUSE OF ZABA WAHEED LOVE OF HIS LIFE.
Waheed murad pe koi zawal naaya tha ye sab puropecanda hai film industry ka jo super star no 1 purfomar ki katerdushman thi our ajj bi us se nafrat karte hain waheed aj bi us ke khalf purupecanda kia jata hai ke ye badkerdaar tha nashe kertatha zawal ka shakaar ho giya tha film industry ne us ka merdar kia tha tabi tou ye industry ka and hogiya allah ne telant dena band kerdia kamyabi dena band kerdia ajj tak industry zaval main dubi hui hai
THESE VIDIO IS ALL LIES WAHEED DID NOOT WENT TO MARRY HIS WIFE BUT WAS FORSED TO MARRY HER AS HE LOVED ZABA NOT HIS WIFE .TILL THIS DAY THEY TRY TO HIDE THIS BIIG FACT.
G ha sabhi ko in se problem thi Rishwat chaploosi bari bari dawatein Karna Waheed Saab ki aadat nahi thi jab ke Doosre heros aisa kar ke apna kaam nikaal lete thy Apni biwion ko agay kar ke kaam banana Doosre heros ka shewa tha Ye tha film industry ka bayanak chehra sabhi uss mein shamil thy Waheed Saab ko ye sab Pasand Nahin tha is Liye Waheed Saab film industry ko Pasand Nahin thy Oper se sab dost thy magar andar se nafrat karate thy Isi industry ne hi in ko mara
میرا پسندیدہ ہیرو وحید مراد اللہ تعالٰی ان کے درجات بلند کرے اور اللہ تعالٰی ان کو معاف فرمائے اور ان کے جنت الفردوس میں جگہ عطا فرمائے آمین یارب العالمین
Aameen
آمین
East nwest our Waheed is the best
We still love our Waheed by heart n soul
Super class star
Masha Allah
Thanks janab
My fav actor ,Allah Pak mughfirat furmaye
Aameen
جو شہرت عزت پرنس وحید کے حصے میں آئی وہ آج تک کسی ہیرو کو نہیں ملی اور نہ کبھی ملے گی وہ ہماری فلم انڈسٹری کا ماسٹر پیس تھا ان جیسا آج تک کوئی پیدا نہیں ہوا وہ آج بھی ہمارے دلوں میں بستے ہیں ہم ان کو آج بھی نہیں بھولے اللہ پرنس کو جنت الفردوس میں اعلی مقام دے اللہ ان کی مغفرت کرے آمین ثم آمین دعا دل سے 💐💞❤🌹♥
Shukriya ji. Koi shak nahi k weedo jesa koi na tha aur na hoga. He is real legend ❤️
What a supper hero he is still living in our hearts
No doubt. The real legend ❤️
He is my favorite hero
He is all time favorite hero of sub continent
Great hero
❤️👍🤲
Waheed Murad is still our love
No doubt
Supreme Mega Star Waheed Murad was one and only of his singularly distinguished kind , exalted class, unmatched calibre and exalted standing . A versatile Super Star like Waheed was neither born before him in Pakistan, nor one came in his lifetime, nor would one likely come after his untimely passing to heaven either ! That is why film journalists, critics , directors and actors agree on the point that Waheed Murad was the genuine and UNDISPUTED KING OF THE ART OF ACTING. Many of them also believe that Waheed Murad was one truly versatile and god gifted actor in the Indo Pak film industries who could perform any role or portray any emotion or action most beautifully, without reherasal and on the spur of the moment . May Allah Almighty bless him in heaven ! Aameen
Aameen ❤️🤲
No doubt. Agreed each and every word.
اپنی مثال آپ
Thanks janab
اللّٰہ پاک پنجتن پاک کے صدقے درجات بلند فرمائے الہیٰ امین
Aameen
Excellent for real true story
Thank you so much for your like and love
وحید مراد کو " عید مبارک " فلم کی شوٹنگ کراچی کی بین الاقوامی نمائش میں ۔اور فلم "دوراھا" کی شوٹنگ ۔۔ ایسٹرن فلم اسٹوڈیو میں ۔۔ گانے۔۔مجھے تم نظر سے گرا تو رھے ھو ۔۔کے وقت دیکھا تھا ۔۔۔۔ محمود اعظمی ٹورنٹو کینیڈا ❤❤❤❤
کیا ہیرو تھے وحید صاحب۔ کلاس ❤️❤️❤️❤️❤️👍
کچھ بھی الفاظ نہں میرے پاس
بس اِتنا کہوں گا گریٹ گریٹ
Thank you for your love 💖
On the death of my lovely hero Waheed Murad on 23.11.1983 at that time I was thought I was lost everything. Almighty Allah. Bless him.
Thanks and take care yourself
Best Hero
Yes
Muhtarma,Rani ney waheed k sathkam karmey sey mana nahi kia tha.
Phir?
ان کی پہلی فلم۔ "اولاد" کوئٹہ " کہ راحت سینما میں دیکھی تھی ۔۔ یہ حبیب اور نیر سلطانہ ۔ کے بیٹے کا کردار کیا تھا ۔۔ محمود اعظمی ٹورنٹو کینیڈا ❤❤❤
واہ۔ سنہری یادیں ♥️♥️♥️
Kash ham Kisi ko Dard nak Zindagi se bacha saktay
Allah ki hikmat posheeda hoti hai har kaam main.
Waheed wahid aisa hero h jes se sab ko kafi problems thi 😂😂😂
Because of his stardom
Thanks
Welcome
Achi documentary banai h sis tum ne awaz clear h or achi h 👍
Thank you so much
Waheed was a great actor❤❤
No doubt 👍❤️ a true screen star
Awesome
Legend
Good hearo
Thank you
My favorite Hero Waheed Mmurad is the Great
♥️👍
Waheed k dill pe jo Zakham laga phollon ne deya Aor jo Dard milla usaye Apnon ne deya ghair to phir Film industri walle he thye un se gilla Ab Kon kare ab dua go sirf un k prastar he to hein Allah Waheed ki maghfirat farmye Ameen
Aap ne khobsoorat alfaz main Waheed ki zindagi ki sari dastaan sunadi ❤️👍
Lots of love and respect for great hero and legend Waheed Murad,He is my all time favourite,There is only one superstar in our film industry,He still lives in our heart and we cannot forget him till our last breath ,May Allah rest his soul in Jannat Aameen,
♥️♥️♥️👍👍👍🤲🤲🤲🤲
Waheed murad ne start me as a producer as a hero apny ap ko kamyab banaya eg arman hera aur pathar naseeb apna apna jaal etc. Agar wo as an actor aur producer 40 se 50 films banaty to unko koi dhoka nhe de sakta tha. Wo dosron ki kamyabi ko apni kamyabi samaghta tha. Allah maghfrat kre
Aisa nahi hai bhai. Waheed ki extraordinary fan following thi jiski poori dunya witness hai.
Kia khoob soorat style he aap k bolne ka and detailed history provide karne ka. Very nice delivery
Thank you so much ♥️♥️♥️
Miss u allot dear waheed iam very younger than u but still i like ur personality ur smarness no one can beat u will meet after my death
❤️❤️❤️❤️no doubt
Buhut umda, pur asr report.
❤️❤️❤️♥️♥️♥️👍🤲🤲🤲
Waheed murad ka merdar kerwaiya giya Nadeem lite hero ke liye film industry chahti thi super star nadeem hon joke ak star thy our waheed murad sab se bade purfomer bi thy our super star bi thy film industry ko ye baat pasand na thi our nadeem ko bi us tra Nadeem our film industry ne waheed murad ke khalf boht sazishen kin our unko merwadiyagiya 1983 main us tra film industry 1983 main hi andding main chali gai
Ji aisa bilkul bhi nahi hai. Koi kisi ko nahi marwata. Insaan apna hi dushman hai. Waheed k downfall main kai tarah k awamil hain.
Heera Pathar, Arman, Jahan Tum Wahan Hum, Anjuman, Baharo Phool Barsao, Jaal, Waqt, Tum Salamat Raho, Jab Jab Phool Khiley, Parakh
❤️❤️❤️👍
Well done
❤️❤️❤️
اللہ کبھی کبھی دنیا میں ایسے ہیرے بھیج دیتا ہے, وحید جب پردہُ اسکرین پر رومانس کر رہے ہوتے تھے تو دیکھنے والا خود کو وحید کے اندر محسوس کرتا تھا, رومانس کا شہزادہ تھا, ویسے آپ نے بتایا کہ وحید نے 1968 میں ایم اے انگلش کی ڈگری لی جب کہ ہم ہمیشہ یہ پڑھتے رہے کہ وحید نے 1962 میں کراچی یونیورسٹی سے ایم اے انگلش کیا۔
وحید نے ڈبل ایم اے کیا تھا۔ انگلش لٹریچر میں ماسٹرز انڈسٹری میں آنے کے بعد کیا۔
Superstar. A hero ❤❤
♥️♥️♥️🤲
Nice video
Kabhi waheed sir ki top 20 ya top 10 films pr program banayen
Unhone bi achay achay Or powerful character kiye hn
Behtareen performances di hn Ek taraf Anjuman Doraha Dil Mera darkan teri Salgirah insaniyat jeisi Aala mayar ki Social aur Romentic filmen hain tou Doosri taraf Daulat aur duniya Ek nagina Jab jab phool khilay. parakh
Tou teesri taraf Waqt Wadah Apnay hue paraye Ghoong uthi Shehnai jeisi filmen ki
Bandagi Baharo phool barsao Deedar Tum salamat Raho Dushman jeisi aala mayar filmen ki or bi bohot si filmen hn yeh naam mukhtsar kr ke likhay hn
Bohot rukawaton aur sazishon k bawajood bohot behtareen career graph banaya
Fitri Adakari kartay thy Or ziada tar
paray likhay logo ke adakar thy iss liye kuch logo ko in ki acting style smjh nahin aati Or
Mere khayal mei woh kuch log tou Dilip Kumar ko bi nahin mantay iss liye ke Dilip Kumar bi fitri adakar thy ziada cheekhtay chillatay nahi thy bss araam se aahista aahista baat krtay thy ya khamosh rehte thy
Waheed Murad sir bi aahista aahista baat krnay walay adakar thy dramai adakari b behtareen krtay thy mgr kabhi Over nahin huay film industry mei Lobbies sab se ziada waheed murad sir ke khilaf bani aur un ki baqiyat abhi bi waheed sir ke khilaf sar garam e amal hn or woh log media pr social media pr aakr Aesy bayan detay hn k Waheed SB zawal ka shikar thy waheed sb ne yeh kiya waheed sb bad kirdar thy Waghera waghera
Bhai g hit flop filmen kis ki nahi hoti aur Waheed sir ki tou bohot si filmon ko zbrdasti cinemas se utaara gaya baqaida taqseen kaaron ko Paisay de dila ke filmen utrwai gai unko zawal ki taraf Dhakela gaya Sazish kar ke Shor machaya gaya
Sir yeh saari batein such hn waheed sir ke sath bohot Ziadati hui balkay bohot zulm hua
Aap ka channel mujhe mayari lagta hai tou aap se yeh darkhast hai ke plsss Waheed sir ke kirdaron aur performances pr baat karen un ke fun pr baat karen jo bohot khoobsoorat hai
Umeed hai bhai aap meri baat ko smjhay gay
Zaroor janab, kion nahi ♥️
Buht jald aapki farmaish poori ki jae gi 👍
ALL THE MIDIA WAS SPREAD WITH LIES OF HIS STORY AND TRIED TO HIDE HIS LOVE FOR ZABA .WAHEED WAS MURDERD BY HIS WIFE WAS A JELOUSE OF ZABA WAHEED LOVE OF HIS LIFE.
Agreed
Marne k bad toh sab fans a gae phr se 😂
No doubt
Waheed murad pe koi zawal naaya tha ye sab puropecanda hai film industry ka jo super star no 1 purfomar ki katerdushman thi our ajj bi us se nafrat karte hain waheed aj bi us ke khalf purupecanda kia jata hai ke ye badkerdaar tha nashe kertatha zawal ka shakaar ho giya tha film industry ne us ka merdar kia tha tabi tou ye industry ka and hogiya allah ne telant dena band kerdia kamyabi dena band kerdia ajj tak industry zaval main dubi hui hai
Aap k jazbat ki ham qadar karte hain but facts are facts. Har urooj ko zawaal hai. Dunya main sab faani hai
Waheed murad ki mahbooba actors rani begham thi lakin unka afire samne nai aaiya pablic ke
Ji bilkul.
Chocolate hero
♥️♥️♥️👍
You forget Waheed and zeba movie jag uttah insaan famous song dunya kisay k piyar may jannat say kum nahi
Waheed sahb k sab songs and films ka zikar karain to 125 episodes banain ge
😢
🤲❤️
nabalig tajziya afsuos
Wo kese?
ھر عروج کو زاول ھے ھر بلندی کو پستی ھے انسان اپنے عروج میں اتنا تکبر غرور نہ کرے کے زوال میں رونا پڑے ٹوٹنا پڑے
😔❤️🤲
THESE VIDIO IS ALL LIES WAHEED DID NOOT WENT TO MARRY HIS WIFE BUT WAS FORSED TO MARRY HER AS HE LOVED ZABA NOT HIS WIFE .TILL THIS DAY THEY TRY TO HIDE THIS BIIG FACT.
Maybe
...lagnd....
♥️👍
Ye sab bat Karne ka faida Kiya ha abb
Konsi baat?
@@MetroLiveTV1 ye purane actor Ki bat
Hum apne legends ko yaad rakhte hain
Koi zawal nai hua ye sab unke baniye hue qesehain jo waheed murad ki kamyabi our us ke buland states ke dushman hain
Koi unka dushman nahi. Wo legend hain aur rahain ge but facts are facts.
G ha sabhi ko in se problem thi
Rishwat chaploosi bari bari dawatein
Karna Waheed Saab ki aadat nahi thi jab ke Doosre heros aisa kar ke apna kaam nikaal lete thy
Apni biwion ko agay kar ke kaam banana Doosre heros ka shewa tha
Ye tha film industry ka bayanak chehra sabhi uss mein shamil thy
Waheed Saab ko ye sab Pasand Nahin tha is Liye Waheed Saab film industry ko Pasand Nahin thy
Oper se sab dost thy magar andar se nafrat karate thy
Isi industry ne hi in ko mara
@RazaRashid-eg2fy kisi had tk aapki baat theek hai lekin zawal qudrat ki taraf se hota hai
😂😂
Really 🥺
🥺