last night i never get sleep due to acute tense... becuase of back side of the freezer which is not working... i thought ... it might be a mechanical default in my frigde... but after watching your video... has now clear my mind and my worriness.... thank you brother
Sir ap jb fridge saf kr k on kre to iski inner body p oil ya glsrin se greese kr lain phr on kren to jb defrost krnge to ice ki pori pori sil bn k niklengi wo ap discard krdain is trha pani peche tub me ni jainga ur over flow b ni hoga....
Apne bht achi maloomat di he.mane b 9193 invrtr plus lena tha.lekin by mistake me 9191wb invrtr plus le ae.glass me he.manemax pe rukha he.oopr to cooling thek he lekin neeche saat pe b bht km cooling krta he.63000 me lea he mane.aik mah ho gea Grmi 40 se oopr he.apka bht bht shukrea bs mere tenshn ye hi he k neeche cooling nhe hoti.apne trbo ka cap nhe hattaya.wo hatta den to neeche se fan nikle ga.jo sari taraf cooling phslae ga.
Sir g ap Farige k nechay Wood Chojey bhi zaroor rakhen. Phir is me pechay crunt nhi aye ga is baray me ap ka kia khaial h? Or dosray ap nay is Frige ko bilkul Kitchen ke wall k sath me rakhkha wa h jis ke wajha say is ko thanda hona bhi mushkil hota ho ga is baray me ap ka kia khaial h? Wesay ap k leye Dua🤲 k sath bht ziada Best Wishes.🤲
Brother agar is ki jaga aap in ka model 9191 purchase karte shaid wo ziyada better hota. Firstly in 9193 aur 9191 ka neecheche Refrigerator ki size same hain jab ke upper freezer comparatively 9193 ka bada hain. Width and length same hain lekin 9193 ke freezer ki height ziyada hain. Secondly Compressor dono mein same hain. Is waja se I think freezer ki height ziyada hone ki waja se kuch jaga par baraf nai jamti. Thirdly Ye ap ne Farsh pe rakha hain isko lakdi ke tapa pe rakhe current wala issue bhi solve ho jaye ga. Waise ye issue har ek model mein nai hain. Mein ne abhi apna 9191 tester se check kia os mein current show nai kar raha.
Bhai review acha dia h aur jo baataya h k inverter ho ya non inverter dono per stabilizer use kren ye bilkul theek kaha . sbi expert b stabilizer use ka mashwara dete hain bohat important h
Ap ny apnay refrigerator ko wood choki k oper q nhi rakhkha h ho sakta h k is he wajha sy refrigerator k back side silver sheet py current aa raha ho. Is baray me ap ka kia khaial h?
Jee bhai may nay pehlay rakha tha meray pass puranay walay fridge kee Paris hoi thee par phir bhee cruent aa raha tha , company walay isko electricity wiring ka fault kehtay hai kay apki wiring pyramid hai ghar kee three phase kay Nissan say nahi hai , par joo cruent ata hai itna zaida nahi hai may nay check kia tha 30 say 40 v ata hai iss say koi nuqsaan nahi hai
Nice information about this modle meine abhi purchase kiya hai kisi ne bataya k is ki transparents sheet utar do frij is se jaldi kharab hota jabk merey husband ka kehna hai ye is ki protaction k liye hai samajh ni aa rhi kya karun??
Bhai fan uss wakat kaam karta hai jab app fridge ka door band kartay hoo , app kati hoi pyaaz normal fridge may rakhee 1 din tu poraay fridge may smell hoo jati hai jab kay iss may nahi hoti fan kee waja say , whoo boo koo suck kar kay bahr nikaal daita hai i personally observe this
Zabardast hai , bhai app fridge ka khayal rakhee gay tu yeh kabhi dhoka nahi day ga , steplizer lazmi use karay , time par cleaning karay , bohat acha experience hai .
Assalamualaikum,ma sha Allah great video.my question is Kesa chal rha ha fridge mjhe lena ha kia me dawlance ki tarf jauun ya haier apke pas q ke dono han guide kr den mjhe 14 cubic feet me chahiye And model guide kr den jazak Allah.
Jee mubarak hoo new fridge kay layee , app shayed back par joo hole hai uski baat kar rahi hai freezer kee left side par , who kuch nahi hai waha par stoper na bhee lagayee tu koi masla nahi hai , who sir iss layee hai kay agar lght lambi chali jayee Orr freezer may barf pigal jayee tu pani bahir pipe say nikal kar sari jaga geeli na kar day , uss koo na laganay say uski thankdak par koi asar nahi hoo ga , may nay bhee nahi lagaya howa , laganay par bhee freezer band kartay hee hud say hee bahir aa jata hai useless hai
Khair Mubarak ni freezers ky ander walay part ki bat kr rehi hon jidher barf ky liay pani rakha jata h USS ky samany ak stopper bhi laga howa h uss ka plz bata dai.???
Iski power khn sy km hori hy m n b kl li hy or ak bt ya pochna thi k log khty hm isko bnd na kren ya khrab hoti hy to kia 24gnty lgi rhny den ur ajkl steplaizer k bgyr use kr skti hun kia
Steplizer lazmi use karay khass kay who wala jiss may timing hoti hai bajli janay kay 3 min baad on hota hoo , yeh zaroori hai , light kee fluctuations say fridges bohat kharab hotay hai ..
Bhai zaroorat nahi parti ..jab compressor garam hota hai tu pani bhaap banta hai orr kum hota jata hai ..waisay app chahoo tu tray koo back say nikaal bhee saktay hoo koi net bolt nahi laga howa buss compressor say fit kia howa hai ..ya phir app koi sprung lay kar uss koo khali kar loo ..agar na bbee karoo tu zaida honay par whoo hud say bahir nikal jata hai orr waha par koi wiring tu hoti nahi hai iss layee koi nuqsaan nahi hai ..its upto u now..thanks
sir mera frige bhi same aesa hi hai 2din huwe hain mene 9191 liya hai.. asal me neche waley frige me ander deewar pr pani araha hai deewar gheeli hai .. tou yeh mjhe samjh nhi araha k deewar gheeli kiyun hai... ap mjhe ye bata dain k apke frige me bhi nechey wali deewar pr pani araha hai kiya yaa baraf jamiwi hai ??, please bata den
Apnay kia temperature par set kia howa hai fridge ..moslty jab kum temperature par fridge hota hai tu uski back par barf nahi jamti .. temperature koo mosam kay hisaab say rakhna hota hai ..ajkal lahore may 35 plus hai tu may nay 5 speed par rakhta hoo tu barf jam kar phir baad may trip honay par pani banta hai her wakat pani tab hee hita hai jab temperature set na ho
App ka thermometer kitnay point par hai ..uss koo full par rakhee orr check yeh bhee karay kay compressor baar baar trip tu nahi hoo raha ..otherwise app customer service par call karay orr check karwayee ..shukria
Odour filter par mujhee pehlee yakeen nahi tha kay kaam karta hoo ga .. par ..bohat acha kaam karta hai may nay piyaaz kaat kar ..rakha tha check karnay kay laye ..puranay fridge may smell hoo jati thi ..parr iss may ajtak kisi cheez kee smell nahi ayee ..al humdulila
@@seekho-kuch-bhi bhai Jan Ab or Kya ho sakta hy Jb lay li hy Ise chez hal to krna pardy ga krant khany say to behtr hy or nuqsan koi B ni hy InshaAllah or on ka porani wairng kehny ka matlb b ye he hy kh ground ni hy
Excellent vidoe, informative meiny pochna tha mery pas 9193 ha same is mei to usmei freezer ice nahi bnata bhttttt late bnata ha mostly pani he rehta ha piyaly mei to kya usk andr jo cap lga ha usy hatana ha ya usy pga rehny don
mery bhai yai sari companies chor hein aap yai dekhein k 1 frig ya a.c jiss b item ko ly lo sub copper chor hein 50000 ki cheez bech rahein hein beghair company waly or cheez 1se 2 saal me hi kharab gas leak
Nahi bhai yeh jab apka fridge ka door band hota hai tab chalta hai , orr trip timing different hai , thermostat par depends hai , agar zaida thermostat hoo ga tu jaldi chalay ga orr trip hoo ga , but its working very fine,
@@seekho-kuch-bhi main ne user guide main parh tha k 35 ya is se oper ho temperature to thermostat max kr de... Main ne nhi kia .. Shyd phir Cooling ho jaye ... Kr k dekho ga...
thank you for sharing this informative video need to see more videos like this keep it up try to make videos on Dawlance products
last night i never get sleep due to acute tense... becuase of back side of the freezer which is not working... i thought ... it might be a mechanical default in my frigde... but after watching your video... has now clear my mind and my worriness.... thank you brother
You welcome sir , plz subscribe and best wishes
Sir ap jb fridge saf kr k on kre to iski inner body p oil ya glsrin se greese kr lain phr on kren to jb defrost krnge to ice ki pori pori sil bn k niklengi wo ap discard krdain is trha pani peche tub me ni jainga ur over flow b ni hoga....
Thanks , good idea , 👍
Apne bht achi maloomat di he.mane b 9193 invrtr plus lena tha.lekin by mistake me 9191wb invrtr plus le ae.glass me he.manemax pe rukha he.oopr to cooling thek he lekin neeche saat pe b bht km cooling krta he.63000 me lea he mane.aik mah ho gea
Grmi 40 se oopr he.apka bht bht shukrea bs mere tenshn ye hi he k neeche cooling nhe hoti.apne trbo ka cap nhe hattaya.wo hatta den to neeche se fan nikle ga.jo sari taraf cooling phslae ga.
اسلام علیکم بھائی صاحب آپنے بہت ہی اچھی معلومات دی ہیں شکریہ
Thanks and subscribe the chanel.
Sir Allah ap ko Khush rakhe ap ne buht detailed and honest review dia h video m jazakAllah o khair
Jazak allah bhai ...
Also subscribe channel plz
Thanks bro.
Main ne b kal liya hay.
Lekin aesay video pooray youtube main nhi hay. Sachi.
Thanks brother.
You welcome bhai..shukria
Thankyou for sharing this video. Please yeh bhi btain kay current ka masla hal karnay kay lia wiring kaisi honi chahiya.
Sir 3 phase wireing ka keha tha electrician nay , par agar app direct zammen par na rakhee orr phatay par rakhee plastic kay tu shayed cruent na ayee
Sir g ap Farige k nechay Wood Chojey bhi zaroor rakhen. Phir is me pechay crunt nhi aye ga is baray me ap ka kia khaial h? Or dosray ap nay is Frige ko bilkul Kitchen ke wall k sath me rakhkha wa h jis ke wajha say is ko thanda hona bhi mushkil hota ho ga is baray me ap ka kia khaial h? Wesay ap k leye Dua🤲 k sath bht ziada Best Wishes.🤲
👍 thanks
Apka Jo pel Ka Purana frig tha uspe bhi sub batae
Brother agar is ki jaga aap in ka model 9191 purchase karte shaid wo ziyada better hota. Firstly in 9193 aur 9191 ka neecheche Refrigerator ki size same hain jab ke upper freezer comparatively 9193 ka bada hain. Width and length same hain lekin 9193 ke freezer ki height ziyada hain. Secondly Compressor dono mein same hain. Is waja se I think freezer ki height ziyada hone ki waja se kuch jaga par baraf nai jamti. Thirdly Ye ap ne Farsh pe rakha hain isko lakdi ke tapa pe rakhe current wala issue bhi solve ho jaye ga. Waise ye issue har ek model mein nai hain. Mein ne abhi apna 9191 tester se check kia os mein current show nai kar raha.
Thanks inshallah next time
Thnxx informative video
Bhai review acha dia h aur jo baataya h k inverter ho ya non inverter dono per stabilizer use kren ye bilkul theek kaha . sbi expert b stabilizer use ka mashwara dete hain bohat important h
Thanks sir ..bohat shukria
Ap ny apnay refrigerator ko wood choki k oper q nhi rakhkha h ho sakta h k is he wajha sy refrigerator k back side silver sheet py current aa raha ho. Is baray me ap ka kia khaial h?
Jee bhai may nay pehlay rakha tha meray pass puranay walay fridge kee Paris hoi thee par phir bhee cruent aa raha tha , company walay isko electricity wiring ka fault kehtay hai kay apki wiring pyramid hai ghar kee three phase kay Nissan say nahi hai , par joo cruent ata hai itna zaida nahi hai may nay check kia tha 30 say 40 v ata hai iss say koi nuqsaan nahi hai
Jb ap regular use krte rahe hn Kya 20 days ma load shedding ni hoe thie?
Bhai sb taron ko fridge ki body se touch na hone de
to current nhi aye ga
Ok thanks 👍
Nice information about this modle meine abhi purchase kiya hai kisi ne bataya k is ki transparents sheet utar do frij is se jaldi kharab hota jabk merey husband ka kehna hai ye is ki protaction k liye hai samajh ni aa rhi kya karun??
Ji aapke husband theek kah rahe hain aap transparent sheet mat utare shukriya
Assalamualaikum sir itna acha riwe day ny ky ley jazakallha
Is k ander jo fan laga howa hai uos say hawa wagera feel hoti hai ? Meray walay main pata nahe chal raha k fan kam kar raha hai yah nahe
Bhai fan uss wakat kaam karta hai jab app fridge ka door band kartay hoo , app kati hoi pyaaz normal fridge may rakhee 1 din tu poraay fridge may smell hoo jati hai jab kay iss may nahi hoti fan kee waja say , whoo boo koo suck kar kay bahr nikaal daita hai i personally observe this
@@seekho-kuch-bhi acha thanks
You welcome, plz subscribe channel
Best review I have watched so far.....wel played
Thanks for the appreciation..
Plz subscribe thanks
Ap ne frige ko choki pr b to nai rakha hoa hy is liye b current ka issue ho sakta, hy
Yes 😂
Ok. Sir, Thanks
Best Wishes
Asalam o alikum . Sir ab almost 1 saal ho gya apko yeh fridge use krty hoay . Ab kesi working ha is fridge ki ?? Please update kr den
Zabardast hai , bhai app fridge ka khayal rakhee gay tu yeh kabhi dhoka nahi day ga , steplizer lazmi use karay , time par cleaning karay , bohat acha experience hai .
Je thek ha bhai . Shukriya . JazakAllah
Subscribe chanel if you didn't yet for other videos, thanks
Ok. Sir, Thans, Best Wishes
Thanks , plz do subscribe..
Assalamualaikum,ma sha Allah great video.my question is Kesa chal rha ha fridge mjhe lena ha kia me dawlance ki tarf jauun ya haier apke pas q ke dono han guide kr den mjhe 14 cubic feet me chahiye And model guide kr den jazak Allah.
A. O. a Maine b lena h farige batye knsa lu jo cooling b bht acha ho plz pesy zaya na ho plz sir bata dy
Joo mera hai mujhee uss par bohat tasali hai , koi perashani nahi hai ...baki apki apni choice hai
Muje b smi nae arhi isliye apko kaha
Koe keh raha h Haier lo wo acha h turbo fan ma
@@iqraandirfanvlogs3522 konsa lia fridge?
@@ali2677 abi tak sary videos dehki Haier 438 abi tak acha laga cooling ma b acha h
Bahi mai ny ye model fridge lia hai aj hi lai kr aae ap sy ak bat puchni thi ky oper freezers wala part front mai lower per ak stoper laga howa h
Uss per bule sheet lagi thi wo mai ny remove ki tu sath hi wo stoper nikal aya mai ny per laga dia mai ny puchna tha uss ka kia function h
Jee mubarak hoo new fridge kay layee , app shayed back par joo hole hai uski baat kar rahi hai freezer kee left side par , who kuch nahi hai waha par stoper na bhee lagayee tu koi masla nahi hai , who sir iss layee hai kay agar lght lambi chali jayee Orr freezer may barf pigal jayee tu pani bahir pipe say nikal kar sari jaga geeli na kar day , uss koo na laganay say uski thankdak par koi asar nahi hoo ga , may nay bhee nahi lagaya howa , laganay par bhee freezer band kartay hee hud say hee bahir aa jata hai useless hai
Khair Mubarak ni freezers ky ander walay part ki bat kr rehi hon jidher barf ky liay pani rakha jata h USS ky samany ak stopper bhi laga howa h uss ka plz bata dai.???
May nay usi ka bataya tha apko
Thanks
Excellent bro. Thank you for the awesome review
Thanks for the appreciation...
@@seekho-kuch-bhi mje fridge leni hai kon c lu ??? Kindly guide kr day dawlance,pel, or hier ??
Sar iska Jo niche wala Dor Hai air lock Hota Hai
Jee bilkul hota hai agar app nay door band kia orr foren open karay gay tu open nahi hoo ga air lock hoo jayee ga takrban30.say 40 second
Mashallah bhoat acha hy ap ka frige
Thanks..
Thanks
U r most welcome
Thanx bhai
You are most welcome
Kitne ka laya bhai?
Sir overall kaisa hai dawlance ka fridge........how is uptill now....??
Its good ..
Iski power khn sy km hori hy m n b kl li hy or ak bt ya pochna thi k log khty hm isko bnd na kren ya khrab hoti hy to kia 24gnty lgi rhny den ur ajkl steplaizer k bgyr use kr skti hun kia
Steplizer lazmi use karay khass kay who wala jiss may timing hoti hai bajli janay kay 3 min baad on hota hoo , yeh zaroori hai , light kee fluctuations say fridges bohat kharab hotay hai ..
Thanks and subscribe my chanel
nice bhai
Thanks
Good vedio 👍
Thanks
Bhai jan is ke back plate ma jo pani jata wha kasa saf karta han ap
Bhai zaroorat nahi parti ..jab compressor garam hota hai tu pani bhaap banta hai orr kum hota jata hai ..waisay app chahoo tu tray koo back say nikaal bhee saktay hoo koi net bolt nahi laga howa buss compressor say fit kia howa hai ..ya phir app koi sprung lay kar uss koo khali kar loo ..agar na bbee karoo tu zaida honay par whoo hud say bahir nikal jata hai orr waha par koi wiring tu hoti nahi hai iss layee koi nuqsaan nahi hai ..its upto u now..thanks
Pel ka experience kesa tha apka?
Pel tu kabhi purchase nahi kia
@@seekho-kuch-bhi kenwood k bary main kya khya hai
Achi company hai , i used some items of it
Sir dawlance fridge main auto-defrost option nahin hota hai....??
G nahi hai ..option
@@seekho-kuch-bhi
Thnks sir
You most welcome
Ye 18 cuf ha ya 16 cuf. Har shop wala apna apna bata rha ha same model
Bhai may apka sawaal nahi samja
I thought this model is no frost
No sir this is not no frost , no frost is started price above 1 lakh
Dowlance ka 9193 model acha ha ya 91999 chorom
Indeed
sir mera frige bhi same aesa hi hai 2din huwe hain mene 9191 liya hai.. asal me neche waley frige me ander deewar pr pani araha hai deewar gheeli hai .. tou yeh mjhe samjh nhi araha k deewar gheeli kiyun hai... ap mjhe ye bata dain k apke frige me bhi nechey wali deewar pr pani araha hai kiya yaa baraf jamiwi hai ??, please bata den
Apnay kia temperature par set kia howa hai fridge ..moslty jab kum temperature par fridge hota hai tu uski back par barf nahi jamti .. temperature koo mosam kay hisaab say rakhna hota hai ..ajkal lahore may 35 plus hai tu may nay 5 speed par rakhta hoo tu barf jam kar phir baad may trip honay par pani banta hai her wakat pani tab hee hita hai jab temperature set na ho
Ye dono models fail ho gaye hai
@@billoentertainmentandvlogs3570 phr konsa le?
Yeh best kaam kar raha hai al humdulila
Plz tell k baraf jam q nahi rahi i buy the same after wathing your video
App ka thermometer kitnay point par hai ..uss koo full par rakhee orr check yeh bhee karay kay compressor baar baar trip tu nahi hoo raha ..otherwise app customer service par call karay orr check karwayee ..shukria
Iska odour filter power cool fan kese on hoga
Odour filter par mujhee pehlee yakeen nahi tha kay kaam karta hoo ga .. par ..bohat acha kaam karta hai may nay piyaaz kaat kar ..rakha tha check karnay kay laye ..puranay fridge may smell hoo jati thi ..parr iss may ajtak kisi cheez kee smell nahi ayee ..al humdulila
@@seekho-kuch-bhi I m asking ye ON kese hota hai fan iska
Automatic hai ..
@@seekho-kuch-bhi mera nahin chal raha
Complaint karoo app ..1 year free maintenance hai
Lhr say Liya hai kia main na 60 ka Liya hai aj abid market say
Jee bhai lahore say lia tha par mujhee 58 may mila tha
@@seekho-kuch-bhibahi kitne month pahle ke baat hai yeh
2 month
I bought in 64000 on 12/6/2022
Bhai ye kitny time ky andar barf jamata ha ji
Bhai yeh tu temperature par depends karta hai kay apnay kitna thermostat rakha howa hai ..full par 4 say 6 hours may jama deta hai
Neeche cooling kesi he.
Zabardast hai bahir kay temperature kay mutabiq thermostat agar theek say adjust kia hoo tu
or wakai sirf 5000 ka copper hi ziyada lagna hai jis ki waja se product life 10 saal ho sakti hai lakin phir yai next year kon ly ga in se
Sir ap is ko ground kr dain zameen ky sath
Bhai app arth ka keh rahee hay shayed ...uss say masla wakti hal hota hai orr uss ka nuqsaan bhee hai ..
@@seekho-kuch-bhi bhai Jan Ab or Kya ho sakta hy Jb lay li hy Ise chez hal to krna pardy ga krant khany say to behtr hy or nuqsan koi B ni hy InshaAllah or on ka porani wairng kehny ka matlb b ye he hy kh ground ni hy
Aoa bhai dawlance best ya heir??? Plz reply
Meray pass donoo brands hai par ..dawlance is best ..
@@seekho-kuch-bhi thanku ☺☺
Main ne frij leina ha konsa lu
Bhai sab fridge aik jaisay hee hai ..app hier orr dawlance may say choose kar loo
@@seekho-kuch-bhi thank u sir.....kahty hn k dawlnce mein defect a rhy hn
@@ayanayan7535 ap ne fridge lay liya ? Kon sa liya ?
Dawlance chrome
Excellent vidoe, informative meiny pochna tha mery pas 9193 ha same is mei to usmei freezer ice nahi bnata bhttttt late bnata ha mostly pani he rehta ha piyaly mei to kya usk andr jo cap lga ha usy hatana ha ya usy pga rehny don
App thermostat kitnay par rakhtay hoo , orr jiss jaga par fridge hai waha par kitna room temperature hota hai
💯
Campani kahti hai ,16gante bad jmaye gi ice
mery bhai yai sari companies chor hein aap yai dekhein k 1 frig ya a.c jiss b item ko ly lo sub copper chor hein 50000 ki cheez bech rahein hein beghair company waly or cheez 1se 2 saal me hi kharab gas leak
Price kia hai?
Price different hai stores par 54k say 69k tak hoti hai .. bargaining kar kay laina parta hai ..mujhee 56,800 nay mila
@@seekho-kuch-bhi jazakallah
Thanks
55 500
May be less then now
50 ka nahi 55 ka do lakin apna mayar to na girao yai sab choor hein kenwood L.g orient jitny b hein sub choor hein
Bhai hamny aaj hi Lia Hy 55500 mn
Congratulations
Kitha k liya y
Bhai 56800 ka par abb sasta hoo gia hoo ga ..bohat margin hota hai .. inki price may 60 ka bola tha ..
tbh main ne le hai per main satisfy nhi hua is model se... bht e fuzool hai .. Haier bht bhter hai.....
G haier bhee acha hai meray pass who bhee purana model use may hai par yeh mujhee uss say behtar kaam day raha hai , both are ok
@@seekho-kuch-bhi main ne fan cover b remove kr k dekha tha, per fan nhi chal raha tha... Iski kia wja hai? Ye her waqt nhi chalta kya?
Nahi bhai yeh jab apka fridge ka door band hota hai tab chalta hai , orr trip timing different hai , thermostat par depends hai , agar zaida thermostat hoo ga tu jaldi chalay ga orr trip hoo ga , but its working very fine,
@@seekho-kuch-bhi main ne user guide main parh tha k 35 ya is se oper ho temperature to thermostat max kr de... Main ne nhi kia .. Shyd phir Cooling ho jaye ... Kr k dekho ga...
Jee , thanks , orr plz subscribe the chanel allah hafiz
Ye earth hota hy bhai!!jo ap bat kar re ho!!its not dangerous!
Its not dangerous if you are not wet feet otherwise it will give you a short ..if you are with nude wet feets..
Within 3 year niche wala door kharab ho jati hain
Joo allah pak kee marzi
Excellent
Kitny cbf hai ye
9191 and 9193 mai kya difference hai
Apka contact nmbr mil skta hai ?
9193
Is dawlance ki aj b wohi halat hai jo 20 saal pehley thi is se behter dusrty brands hein. Is ko sirf qeemat barhaney ka he pata hai.
20 saal pehlay walay zaida achay thay