Sir maine apni scorpio k alloys and tyers change karaye or apne purane alloyes shop wale ko de diye. Ab shop wala purane tyres mai se sensor nikal k nai dal raha mujhe iski knowledge nai thi . Ab shop keeper sensor nai de raha 😢 or light aa ryi hai tpms ki 😢 mai kya kru
जिस टायर में हवा कम होगी वो ज्यादा स्पीड से रोल करेगा या कम ? एक मत है फ्रिकशन से रुकावट होगी और टायर धीमा चलेगा पर दूसरा मत है कि हवा कम होने से टायर का पेरिमिटर कम होगा और उसे बाकियों से मेल बनाये रखने के लिए तेज़ी से घूमना होगा । कृपया इसपर अपने विचार रखें 🙏
Jo aapka dusra opnion hai ki ,uss tyre ko baaki tyres k saath ghumen ke liye tez ghumna padega uski baat karte hain. ,tyre ke rpm at the end differential pe he aadharit hain aur differential 2 tyre se juda hota hai,agar ek tyre load lega toh uske rpm dusre tyre ko transfer ho jaate hain. Isliye kam hawa wala tyre jab load lega toh uske rpm transfer ho jaayenge dusre ko. Aap differential ko study karein.
Somehow I can understand what you are saying =)))
Good job sir 👍👏👍
Luv from panjaab
Thanks brother.
Good information
आप कृपया, हमको बता दीजिए, कोनसी Company का TPMS बेहतर है।।
Volkswagen Polo TDi के लिए
Oem
Good job sir
It's not working on spare tyre right.?
ECM ka kyaa full form h sir
Sir kia apse se mera kuch parsonal bath ho sakta he kuch jankari korna tha
Kia apka no milsakta he
Sir maine apni scorpio k alloys and tyers change karaye or apne purane alloyes shop wale ko de diye. Ab shop wala purane tyres mai se sensor nikal k nai dal raha mujhe iski knowledge nai thi . Ab shop keeper sensor nai de raha 😢 or light aa ryi hai tpms ki 😢 mai kya kru
Tyre change karte samay ye sensor toot gya..
Matlab koi bhi side ka abs sensor kharab hoga toh bhi tpms ki light ayegi
Agar koi bhi ek wheel speed sensor kharab hoga toh light waese bhi aayegi he
Halo 😊
Hi
How to change internal sensor battry
Logan injegtar price
Condtion
7409742815 , 7827991175 pe call kar lijiye
जिस टायर में हवा कम होगी वो ज्यादा स्पीड से रोल करेगा या कम ?
एक मत है फ्रिकशन से रुकावट होगी और टायर धीमा चलेगा पर दूसरा मत है कि हवा कम होने से टायर का पेरिमिटर कम होगा और उसे बाकियों से मेल बनाये रखने के लिए तेज़ी से घूमना होगा । कृपया इसपर अपने विचार रखें 🙏
Jo aapka dusra opnion hai ki ,uss tyre ko baaki tyres k saath ghumen ke liye tez ghumna padega uski baat karte hain.
,tyre ke rpm at the end differential pe he aadharit hain aur differential 2 tyre se juda hota hai,agar ek tyre load lega toh uske rpm dusre tyre ko transfer ho jaate hain.
Isliye kam hawa wala tyre jab load lega toh uske rpm transfer ho jaayenge dusre ko.
Aap differential ko study karein.
@@FREEEDUCATIONONAUTOMOBILE thanks for information