Mam hum nepal me aese hi banate h.. shirf different yeh h ki humlog chini pani me nahii suji me directly dalte h.. Me abhi chini pani me dalkr try karungi thank you❤️❤️❤️... Aur yek baat Aap bihar se ho kya mam???Kyu ki hum nepal walo bihari khana bahut jyada apana lagata h... App logo ki recipes humhare liye familiar lagata h bahut❤️ ❤️ ❤️ ❤️
Video me har choti choti baat ko dhyan me rakhte hue banaye, jarur khasta banege....gujiya me sahi matra me ghee dalna aur dheme dheme fry karna bahut jaruri hai
Mujhe bhi jan ka bahut dukh hua😔 Pani jyada dalne se ya chasni ko kam pakane se ye dikkat aati hai, video ko dhyan se aur measurement ko sahi se follow kijiye... Fir ye sari dikkat kabhi nhi aayegi
Ohh.. aisa hona to nhi chahiye tha, is tarike se gujiya ki recipe ko maine kafi bar banaya hai,, fir bhi aage se mai aur jyada dhyan rakhungi..har ek choti se choti tips ko share karne ka, taki kisi ko bhi banane me koi bhi dikkat na aaye 🙏
Is tarah se bina Mawa sooji ki gujiya banane me same yahi problem kuch logo ko aur aayi hai...isiliye Bina Mawa Sirf suji se gujiya banane ki authentic recipe bhi jaldi hi share karungi... Jisse kisi ko koi bhi dikkat naa aye banane me
Wow muh me pani aa gya 😋😋
Delicious recipe Happy Holi Mam
Thank you so much 😊❤️ Happy Holi 🙏
Me pregnant hu or mujhe ye khane ka mn hua isi liye me video dekhi hu kal morning me bnaungi 😊
Awesome... delicious...🙂🙂😋😋👌👌
Thank you 😊❣️
अआइईउऊएऐओऔंंंंकठढणतथभरमरक्षभयममयथमयथबरययरयररवतवज्ञरमलक्षश्रलश्ररयलललथज्ञृक्षलृऽदौत ओइछ जानवर थकलक्षक्षश्रश्र
❤❤❤❤very very testy
Thank you 😊❤️
बहन मैं आप से जुड़ी हूं आप मेरे से जुड़े ❤❤❤❤
बहुत बाडिया दीदी
Thank you 😊❣️
Main bhi bna raha hu ❤❤❤❤❤
Wow ! Lajawab
Thank you 😊❤️
Wow very tasty yammy 😋
Thank you 😊❣️
❤❤❤❤❤❤❤❤🎉
🤗❤️
Mam hum nepal me aese hi banate h.. shirf different yeh h ki humlog chini pani me nahii suji me directly dalte h.. Me abhi chini pani me dalkr try karungi thank you❤️❤️❤️... Aur yek baat Aap bihar se ho kya mam???Kyu ki hum nepal walo bihari khana bahut jyada apana lagata h... App logo ki recipes humhare liye familiar lagata h bahut❤️ ❤️ ❤️ ❤️
Jii mai Bihar se hu😊❤️
@@Shivaniskitchen ❤️❤️❤️❤️❤️❤️
bohot aasan h or testy bhi bohot achhi
Thank you 😊❣️
Too good
Thank you 😊❣️
Beautiful 😍🎉
Thank you 😊❤️
Very very very nice🙌😍 , i was serching for this recipe only ..without maava gujiya 😋😋.u r the best 💓. best wishes for future 💕💕
Thank you so much 😊❣️
I made it, it is delicious, thanks mam for this nice recipe❤ . Please post samusa recipe❤Happy Diwali to you and yr family ❤❤
Thank you so much 😊❣️ Happy Diwali 🙏❤️
Jyotivishal and I am ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Aaj Diwali hai es liye main bna rhi hu
Behtreen. Well explained. Thank you.
Most welcome and thank you so much 😊❣️
Delicious👌 🤤
Thank you 😊❤️
Ghee k jgh refined oil use kr skte h kya mam😊
Haa kar sakte hain😊
👍👍
😊😊😊
❤❤😮😊
Tasty 😋
Thank you 😊❣️
👌👌👌👌
🥰🙏
Ghi ke badle refinedoil use kar sakte hai
Haan kar sakte hain😊
Iski self life ketne hogi ? Kyuki muje mere bachcho ko abroad bhejna hai , replay plz. Very nice gujiya
20 se 25 dino tak aram se store kar sakte hai. Thank you 😊❣️
लाख कोशिशों के बाद भी मुझसे नही हो पाया😂😂
Ghee ke jagah refined chalega kya
Haa ghee ki jagah refine oil bhi le sakte hai
Me ya abhi bana.rahi hu
Jii feedback jarur dijiyega kaisa bana
Testy
Thank you 😊❣️
Mai abhi banaungi 😊 isliye pehle kuchh bhul na jau isliye video dekh leti hu 😂😂
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
❤️❣️
Super ji
Thank you 😊❤️
Thank you
Mera to halwa bn gya sari mehnat bekar 😢
😀
amazing
Thank you 😊❣️
former
Mere to halwa ban gya 😅
Mujhe bhi sun kar bahut dukh hua 😔Pani jyada dalne se ya fir chasni agar patli hui to ye dikkat aati hai
Mam agar ham 2 kilo maida ki banaa rahe hain to kis quantity se usmein chini kitni dalegi aur suji kitni dalegi please
2 kilo maida ke liye apko 1 kilo suji aur 1 kilo chini leni hai 😊
Mam mera to halwa ban gaya
Pani apne jyada dal diya kya?
Nice good
Thank you 😊❣️
Super Tasty
Thank you 😊
Testy🤤
Thank you 😊❤️
Long time chalega na pano dene se
Pani
Sabhi baaton ko follow karte hue aur suji pani cheeni ka sahi maap leti hain to mahine bhar bhi gujiya kharab nhi hogi
yeh store kase kare ge please jaldi batna
Kisi bhi air tight container me rakh ke aap ise 15 se 20 dinno tak store kar sakte hai
Ma,am aap bahut achhi se batai meine try ki do teen baar ho gaya aap ka batane sikhane ka tarika mujhe achha laga but thora hindi mein batay
Thank you 😊❣️
Thanda hone ke baad naram ho jata hai😟😟😟
इमहक़्क़्य
Tasty
Thank you 😊❣️
❤❤😂🎉
Mam acchi to Bani per khasta nahin bunny
Video me har choti choti baat ko dhyan me rakhte hue banaye, jarur khasta banege....gujiya me sahi matra me ghee dalna aur dheme dheme fry karna bahut jaruri hai
😅
Hi
Mujhe bhi bana hai
Yeh Tou Apney Suji Kaa Halwai Bana Diya.!
I tried it
Aise lga jese ki halwa bhr diya ho 😂😢 mat try krna koi jma bekar hai
Mujhe bhi jan ka bahut dukh hua😔 Pani jyada dalne se ya chasni ko kam pakane se ye dikkat aati hai, video ko dhyan se aur measurement ko sahi se follow kijiye... Fir ye sari dikkat kabhi nhi aayegi
@@Shivaniskitchen pura measure Kiya tha shi se jese video mein btaya hai aapne but halwa jesa lga
Ohh.. aisa hona to nhi chahiye tha, is tarike se gujiya ki recipe ko maine kafi bar banaya hai,, fir bhi aage se mai aur jyada dhyan rakhungi..har ek choti se choti tips ko share karne ka, taki kisi ko bhi banane me koi bhi dikkat na aaye 🙏
Kyunki kisi ek ki bhi recipe kharab hoti hai to mujhe bhi utna hi dukh hota hai, saman bhi waste hota hai.. mehnat aur samay bhi😔
Is tarah se bina Mawa sooji ki gujiya banane me same yahi problem kuch logo ko aur aayi hai...isiliye Bina Mawa Sirf suji se gujiya banane ki authentic recipe bhi jaldi hi share karungi... Jisse kisi ko koi bhi dikkat naa aye banane me
Huz
Ek baar bhi karta hu or mara dil taogdhvhhv
Bhote kharab resipe he
Kyuu??