Bhai ye phone abhi lena sahi rahega 8 128 Rs. 27800 mai heavy user hu but gaming 1-2hrs hi karta hu mujhe all rounder phone chahiye Oneplus nord ce 3 dekh raha tha par mujhe laga ki iska processor 2 saal me slow ho sakta hai to 10r 3 saal fluent chalega kya batao?
@@NyxYTcodmbro me bhi snepdragon ke processor ka phone lene vala tha , mujhe mediatek ka processor use karna tha to, 10r le liya , or bhai gaming ke liye snepdragon ka processor acchi parformence deta he ,😊
Bhai dekho , kabhi aap game jada nahi khelte to , le sakte ho , par abhi phone ki baat karu to , leg hota he , or kabhi Bina fan on kare phone to use karoge to , aapko Aisa lagega ki phone garam ho raha he , or bhai kabhi aap 1-2 hours bhi game kheloge to bhi leg to hoga , par game leg jab hota he jab hotdrop pe jada Bande aa jaate hai, jese he , kuch bande mar jate he turant , fps sahi aane lagte he ☺️
Bhai Main shorts uploaded krta hu lekin upload hone ke baad uski quality km ho jati hai. Mujhe btaw agr meri shorts 30 sec ka hai to uski size maximize kitni honi chahiye?
Bhai ye problem mere sath bhi hoti , ye video ke upar rehta he , mujhe short video upload karne ke liye phele, jo long video me RUclips pe upload karta hu , ussi video ko vapas se kinemaster me 9:16 pe ratio pe 1080p pe export karta hu , fir vn me jakar ussi video ke colour change or sarpnes ko 30 karke ek baar fir export karta hu , fir ussi video ko ek baar fir vn me lekar sarpnes 30 karke 2k pe export karta hu fir RUclips shorts pe upload karta hu Varna quality kharab dikhti he , aap bhi jab video ko 1080p , pe export karne ke baad , vn me jakar colour or sarpnes ko video ke according set karke 2k pe export karke dekho , or bhai me isliye itni baar export karta hu kiyoki meri screen recording ki quality 1080p hoti he , kabhi aapki jo short video hi high quality ki he to aapko 1baar he sarpnes jada karke 2k pe export karni hogi☺️
@@jonathangamer9066 in hand feel to accha he , par bhai kabhi aap sirf gaming ke liye Lena cahate ho to , bhai ye phone leg karta he , jab jada bande aate he hotdrop pe
@@jonathangamer9066 phone to accha he Vivo x 60 , lekin me ye to nahi bata sakta ki aapko lena chahiye ya nahi ☺️ , aap ek kaam karo , aap game me jaakar all chat pe jaakar jis phone ki aapko jaankari Leni he us phone ko all chat pe likho, example - kisi ke paas Vivo x 60 he kiya 😅 is type se , mene bhi yahi trick use ki thi😅
Bhai config use mat karo , usse baad me problem aati he , or Bhai mene Google pe , new list dekhi thi , vo list me un phone ke name the jinme 90fps enable hone vala he bgmi me , ussme 10pro bhi tha to , ho sakta he ki 10pro me , 90fps enable ho gaay☺️
@@shreyash7531 bgmi abhi unban ho gaya he , to ab me ek or video upload kar dunga , Jesse pata chal jaayega ki unban hone ke baad leg ho raha he ki nahi , fir aap soch sakte ho lene kaa☺️
@@prithvirajabnave6073 yes bro powerful to he , par mere hesaab se aisa nahi hoga kiyoki , jab 90fps enable hota he to , phone me bohot issue aate he jese , heating, parformence, or display refresh rate , or OnePlus company aisa apne phone ke sath nahi karengi kiyoki , OnePlus company ke phone issi liye jada bikte he kiyoki unki parformence acchi hoti he , par 90fps enable hone ke baad parformence sirf game ki jada hogi na ki phone ki , is liye aisa shayad hi ho vo bhi 10r me , par aisa nahi he ki 90fps OnePlus phone me enable hi nahi hoga ☺️
Hello Dosto, ☺️ Video EXPORT karte samey problem ho gai , is liye video ki quality kahi kahi pe Down dikh rahi he 😅
That's because u are using hdr graphics
Bhai aaj bhi mera Bahut badiya chal rha hai
Bhai ye phone abhi lena sahi rahega 8 128 Rs. 27800 mai heavy user hu but gaming 1-2hrs hi karta hu mujhe all rounder phone chahiye
Oneplus nord ce 3 dekh raha tha par mujhe laga ki iska processor 2 saal me slow ho sakta hai to 10r 3 saal fluent chalega kya batao?
Mere pe bhi h game ka 1 2 hr kh rhe toh best h baki sare performance me no issues
Snapdragon for long use
@@NyxYTcodmbro me bhi snepdragon ke processor ka phone lene vala tha , mujhe mediatek ka processor use karna tha to, 10r le liya , or bhai gaming ke liye snepdragon ka processor acchi parformence deta he ,😊
Bhai dekho , kabhi aap game jada nahi khelte to , le sakte ho , par abhi phone ki baat karu to , leg hota he , or kabhi Bina fan on kare phone to use karoge to , aapko Aisa lagega ki phone garam ho raha he , or bhai kabhi aap 1-2 hours bhi game kheloge to bhi leg to hoga , par game leg jab hota he jab hotdrop pe jada Bande aa jaate hai, jese he , kuch bande mar jate he turant , fps sahi aane lagte he ☺️
@@Comzi nord ce 3 aur oneplus 10r pe kaunsa buy krna recommend kroge
Bhi givevme 10 r ka sensitivity
Bhai idhar nahi de sakta, insta pe aao deta hoon okay 👍
Bhai tu pubg mobile ke liye konsa vpn use karte ho
Bhai mere phone me pubg without vpn chal jata he , bas ping high aati he,
Bhai smooth graphics pe bhi frame drop hote hai kya?
Yes bro , par bgmi , pubg me nahi ☺️
Bro yeh fame plus ks option nai mere pass
Bhai , samajh nahi aaya mujhe aapne jo type Kiya🥹😅
5:54 whatsapp k idhar headshope wala icon kya h?
Bhai aap WhatsApp ke sabse necche jo headphone ka icon he uski baat kar rahe ho
@@Comzi han wahi kya kaam ka h wo ? sound enhance karta h kya? uska naam batana
@@MADARA-ln9os bhai vo sirf , music player he 😅 song sunne ke liye😄
Bhai Main shorts uploaded krta hu lekin upload hone ke baad uski quality km ho jati hai.
Mujhe btaw agr meri shorts 30 sec ka hai to uski size maximize kitni honi chahiye?
Bhai ye problem mere sath bhi hoti , ye video ke upar rehta he , mujhe short video upload karne ke liye phele, jo long video me RUclips pe upload karta hu , ussi video ko vapas se kinemaster me 9:16 pe ratio pe 1080p pe export karta hu , fir vn me jakar ussi video ke colour change or sarpnes ko 30 karke ek baar fir export karta hu , fir ussi video ko ek baar fir vn me lekar sarpnes 30 karke 2k pe export karta hu fir RUclips shorts pe upload karta hu Varna quality kharab dikhti he , aap bhi jab video ko 1080p , pe export karne ke baad , vn me jakar colour or sarpnes ko video ke according set karke 2k pe export karke dekho , or bhai me isliye itni baar export karta hu kiyoki meri screen recording ki quality 1080p hoti he , kabhi aapki jo short video hi high quality ki he to aapko 1baar he sarpnes jada karke 2k pe export karni hogi☺️
@@Comzi Thank you so much bro 😊
Moral h video ka ki agr gaming k liye phone chahiye to iqoo neo 7 lelo instead of oneplus 10r😅
No moral of the story buy iphone for hardcore gaming
Bro HDR +Extreme by default he ya phir config lagaya tunme ?
No, bro HDR+ EXTREME support karta he ☺️, par ultra HD me ultra chalta he☺️
@@Comzi 10r ka in-hand feel kesa he me bada size ke device me game khel hi nhi pata / konsa lo phone samajh nhi ah raha he?
@@jonathangamer9066 in hand feel to accha he , par bhai kabhi aap sirf gaming ke liye Lena cahate ho to , bhai ye phone leg karta he , jab jada bande aate he hotdrop pe
@@Comzi Bro Vivo x60 phone kesa rahega thora dekh ke mujhe batate toh achaa raheta ?
@@jonathangamer9066 phone to accha he Vivo x 60 , lekin me ye to nahi bata sakta ki aapko lena chahiye ya nahi ☺️ , aap ek kaam karo , aap game me jaakar all chat pe jaakar jis phone ki aapko jaankari Leni he us phone ko all chat pe likho, example - kisi ke paas Vivo x 60 he kiya 😅 is type se , mene bhi yahi trick use ki thi😅
phone me sirf game nahi khelte beta
❤️💯
❤❤❤
Bhai config hai 90fps for oneplus 10 pro ke liyr
Bhai config use mat karo , usse baad me problem aati he , or Bhai mene Google pe , new list dekhi thi , vo list me un phone ke name the jinme 90fps enable hone vala he bgmi me , ussme 10pro bhi tha to , ho sakta he ki 10pro me , 90fps enable ho gaay☺️
Bhai i too have 10r it gives 80 to 90 fps stable in pubg mobile(with config)
Bhai mera to without config bohot smooth chalta he pubg me
@@Comzi 90 fps bro
Giv me link
@@DjHemantMeena kon sa link cahiye Bhai aapko
@@Hgre668 90fps mene khel ke nahi dekha abhi tak, 10r me
Hi bro abhi to bgmi aagya hai to abhi lag karta hai kya
Bhai game to unban ho gaya par , mene jab bhi game khela to ussme jada bande nahi aa rahe the match me , is liye leg to nahi kar raha tha , ☺️
Me phone lu ke nhi
Bhai abhi ka batau to , phone leg karta he 😅
@@Comzi bhai smooth +extreme pr leg krta hai kya
@@Manan_pathak07 yes bro
@@Comzi so I purchased it because i play in smooth setting
@@Manan_pathak07 par bro me bhi smooth pe he khelta hu😅
Kr Version mein kaisa chalta hai ?
Bhai kr me to leg nahi hota , par ping bhi nahi aati😅
Bhai screen recording seetings
Bhai 1080p or 16mbps☺️✅
Bhai kya isme (10r) 90fps aayega??(in future)
Bhai mere hesaab se to nahi aayga , ☺️
@@Comzi bhai 10r purchase kr ya phir nhi?
@@shreyash7531 bgmi abhi unban ho gaya he , to ab me ek or video upload kar dunga , Jesse pata chal jaayega ki unban hone ke baad leg ho raha he ki nahi , fir aap soch sakte ho lene kaa☺️
snapdragon 870 ko 90 fps seeting mila, 8100 isse jyada powerful hai so 90 fps 10r ko bhi mil sakta hai
@@prithvirajabnave6073 yes bro powerful to he , par mere hesaab se aisa nahi hoga kiyoki , jab 90fps enable hota he to , phone me bohot issue aate he jese , heating, parformence, or display refresh rate , or OnePlus company aisa apne phone ke sath nahi karengi kiyoki , OnePlus company ke phone issi liye jada bikte he kiyoki unki parformence acchi hoti he , par 90fps enable hone ke baad parformence sirf game ki jada hogi na ki phone ki , is liye aisa shayad hi ho vo bhi 10r me , par aisa nahi he ki 90fps OnePlus phone me enable hi nahi hoga ☺️
Bro use pro gamer mode it will not lag anymore after heating
Par bhai me pro gamer mode ka use isiliye nahi karta , jesse phone heat na ho ☺️
Bhai pubg mein Accha chalta hai kya yeh ?
Yes, bro , par ping nahi aati he 😅