This is the second video about ration card e kyc this channel has. I have watched the other video few days ago now a new video with same explanation 😢😢
Meerut WestU.P me Ghar baithe ho skati hai ya dealer pe pass jana jaruru hai. Video me bataya ki adhar se online ho jayegi. Apne keval adhar link kiya. Plz answer
Are sabse pahle bat to ye hai ki isme login nahi ho pate , unknown likhkar aata hai Aur dusri bat ye hai ki comment karne par bhi iska solution nahi batate ho Aap sirf apne channel ka subscriber badhane ke hi chakkar me mat raho Login hone ka bhi solution batao
Pan card ke liye aapne photo document resizer tool banaya hai usme sab kuch hai sirf resize tool hi nahi hai... description me sirf resizer tool ki link dal do ya koi uspar vedio banao
माझे नाव रेशनकार्डवर फॅमिली मेंबर म्हणून समाविष्ट आहे परंतु मेरा रेशनकार्ड अॅप वर आॅनलाईन चेक केले असता माझे नाव दाखवत नाहीये. काय करावे लागेल कृपया मार्गदर्शन करावे.
सर आप विश्वसनीयता खोते जा रहे हे
सही कहा
Right 👍
Bilkul 😂
Right bola ❤
मतलब अच्छी कुर्सी और माइक लगा कर पब्लिक को चुना लगाने का अच्छा तरीका है।😅
Video se jada coment me bharosa hota hai😂❤
First Comment
First comment me sir
Fist comment
This is the second video about ration card e kyc this channel has. I have watched the other video few days ago now a new video with same explanation 😢😢
First comment sir 👍
First
Main do din pahle offline per ration card ka KYC complete kar kar aaya hun
Ration card dealer k paas e- kyc karne par bhi mera ration app me me not verified ekyc pending dikhata hai 😂
Mera bhi nahi huaa
Mera bhi nhi hua
बहुत अच्छा बता दिया है सर
Ye information only west bengal ka hai
Other state ka nhi hai
Q ki isme 10 digit ka hi hai
Mera bihar ka hai 20 digit ka nhi hota hai
Ye Uttar Pradesh ka hai❤
Sahi kaha aapne, i tried other states Bihar, ka bhi nhi ho rha hai
Very nice information ℹ️ bro
Sir g me aaj yhi soch raha tha
Ration card, complaint kese kare , rice, wheat kam de rahe hai (is par video banao )
Bihar
Dear, Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald aapko is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayega.
Dso office orvonline karo
First viewer
very good information ❤❤❤
Nice 👍🏻 sir ji ❤❤❤
Sar hamara UP ka ration Card hai naya aaya hai16/10/2024 iski KYC kahin per bhi kara sakte hain kya
Sir mera ration card Uttar Pradesh ka hai aur mene ekyc FPS shop pune se karwaya hu toh kitne din meij ekyc update hota hai
Me Odisha se hu Gujarat me hu to yaha se hojaga❤
Thank you sir 🙏
Pravasi logon ke liye ek ration card wala video Jo kise our rajya mein hun
Iam first viewer
Thank you sir
Thank you so much
1st comment and like
Super
E kyc sirf kotedar ki shop se hota hai vitaran machine se
Wahi me puch raha hu.. Video me keval adhaar card link hua hai. KYC dealer ki machine se hogi.
Puri family ko jana padega.
2person ka 200₹ kmdeke aaj hi karvaya...
❤ Thank u bhaiya
Welcome dear
Thank you sir mai abhi karta hoon
Mr kanji gj14❤❤🎉🎉
Sir,
Application me login nahi ho raha hai
No record found show kar raha hai.
Sahi kaha bhai
ये सबसे अच्छा बंदा था वीडियो भी सही बनाता था अब ये भी भरोसे के लायक नहीं रह गया अपना व्यू बढ़ाने के लिए कुछ भी बताने लगे है भाई 😂
Usefull
Meerut WestU.P me Ghar baithe ho skati hai ya dealer pe pass jana jaruru hai.
Video me bataya ki adhar se online ho jayegi.
Apne keval adhar link kiya. Plz answer
Nfs ki website par se sabka bari bari adharcard link karna hoga ya sirf ek sadasya ka karege to kyc complete ho jayega
राशन कार्ड नंबर 12 अंक होता है लेकिन 10 अंक ले रहा है बस क्या करें प्लीज बताइए सर
Bhai yak hi baar ho jayega ya crome me jakr yak yak kar karna pdega
Jharkhand state ka ekyc nahi ho raha hai.
Please share information... 🙏
Maine bhi kia 15 din se jada ho gya abhi tk add nhi hua
Sir main ne kiya hun lekin online abhi tak nhi hua hai ??? Kaise ho ga sir please
jharkhand ka hoga kyc
portal jab khulta h to 3 option khulta h please help
Sir jharkhand ka bhi hota kya
Only for westbangal
Jharkhand kha hai bhai😂
@@Riyacreationunik धौनी का घर जहां है वह राज्य झारखंड ही कहलाता है भाई 😂😂😂😂
@@Riyacreationunik Koon se duniya se aaye ho
Sayad dusre planet se aaya hai
DOST YE KIS STATE KE LIYE BANAYE HO VIDIO, UP KE LIYE TO NAHI SHOW HO RAHA HI
Sir ho Maharashtra me unka KYC waha par ho jayega ki village aana padega
Sir mera Uttar Pradesh me ration card hai but mai abhi Maharashtra me hu kya mai Maharashtra k FPS shope pe jake KYC karva sakta hu?
Ha bhai
Ration card hai na garibo ke liye hi hona chaiye
झारखंड का वीडियो बनाओ sir
Ration card ekyc cancel kaise kar sakte hai???
Kon sa State ke liye hai sir
Ye bangla wali website h
Sir hmne kyc Kiya tha lekin ration aap pr show nhi kr rha not verified likh rha hai
Sir Odisha ka Hota he Kiya
Site pe nei Dekharahe
Nehi hota
Sir ismein Keval West Bangal ka hi KYC hota hai😢😢
Sir yeh toh west bangal ka Hai maharashtra ke batao na...
Kaise karni hai ekyc
Sir no record found bata raha hai
How to fix this??
Kitne dino baad main update ho jayega......
NFSA Link open krne pr koi or hì page open ho rha h jo aap bata rhe vo ni ??kya karu
Sir family ka naam jodna hai kya karna padega aur kaise chhutega aur bacche ka bhi
भैया बहुत चीज मांग रहा है राशन कार्ड में नहीं हो रहा है
Sir Mobile number aur aadhar card online kaise add kare uska video banayi n
Sir Add member ka SELF DECLARATION FORM download kaise kare.please reply and update link
Thanku sir
Is application se koi kyc nhi hota hai Haryana ration card mein
राशनकार्ड में नाम ऐड केसे करें बताएं धन्यवाद
Aadhar card se login karne ke bad kisi dusre ka rasan card khulta hai uska kya kare sir
Love from Kutch Gujarat
Rashan kard wale ne kuch gadbad ki hogi
Nagpur se
Ek ek karke kyc hoga sir
Eation kam milta hai humein kis no pe complaint karein?
Are sabse pahle bat to ye hai ki isme login nahi ho pate , unknown likhkar aata hai
Aur dusri bat ye hai ki comment karne par bhi iska solution nahi batate ho
Aap sirf apne channel ka subscriber badhane ke hi chakkar me mat raho
Login hone ka bhi solution batao
In Maharashtra not accepting ration number 😢😢😢😢
Sir kia biometric se kar sakte hain
Pan card ke liye aapne photo document resizer tool banaya hai usme sab kuch hai sirf resize tool hi nahi hai... description me sirf resizer tool ki link dal do ya koi uspar vedio banao
Sir Finger dena zaruri hai kya to fir shop pe jana hi padega kya
माझे नाव रेशनकार्डवर फॅमिली मेंबर म्हणून समाविष्ट आहे परंतु मेरा रेशनकार्ड अॅप वर आॅनलाईन चेक केले असता माझे नाव दाखवत नाहीये. काय करावे लागेल कृपया मार्गदर्शन करावे.
Uttar Pradesh ka kyc karne kya process hai hai bataye.
Sir isme APL card valo ka nhi hota kya
In maharshtra there is no online ekyc otion will be there......
Vai jan mera ration card no data faund
Bol raha he eska poblem thik kese kere video dijiye ga pls
Sir wo app se online name add kar sakte kya hai ???
Ye batayen naam ko aur dob ko update kar. Skte h???
Kya yeah site All India mein work kar Rahi hai
Only West Bengal aur Himachal Pradesh me
Sir uttarakhand re Nehi hey ration card odisha ka kyc mera state odisha kese karsakte😢
Delhi mein bhi ration card KYC ke liye charge bola gaya hai kya yah sahi hai per head per member 120 ru
Thagh rahe hai tumko free me hoti hai kyc complent kar do unki online ya off line
Other state me bhi hota kya bhaya
Me handicapped hu mera adhar kyc nahi hua kya karna padega bhai
Sir, website mein hoga ya nahi
Hi sir main ne check Kiya login nahi ho raha hain please reply
Sir mera ration card main 20 number hain lakin side pe 12 wala hee maag raha hai please help
Sir jharkhand me ye wla app work karta hai?
Odisha me abhitak online me rationcard ekyc nahi horahe sir
Sir mera ration card pe to 11 number hai but link pe jake ration card number dale 10 se 11 number dal nahi saka 😌
Uttar Pradesh rashan card 12 digit ka ho raha hai iasme 10figit ka bharane ke liye aabraha hai uaspe bannar me likha bhi hai bangal ke liye hai
otp aata hi nahi h unknown kar ke aata h kab se try kr rha hu pr ek bhi bar nhi hua h log in kch solution ho to btao
Application me login nahi हो
Raha hai maharatra plaze voide
maharatra ekyc
Odisha ke lok bhar state mein e-kyc kar sakta hai kya
Haaa bhai kar sakte ho me bi odisa ka hu leken me kaam ki baje se me Mumbai me rehta hu or mene Mumbai me jaa kar kyc karaya hai❤
Hello sar namaste
Bhai koi Banda gulf me h to uska kaise hoga , e-kyc
Brother the app is not working also ap showing unknown user. Can we do ekyc by website?