Sar Mera form bharte time matric ke details ke jagah (certificate no, aur issue date)inter ka details Dala Gaya Hai to Ham Kya Karen Humko bahut tension ho rha h Plzz reply
Sir maine aaj aapka selection wala vedio dekha aur aapka channel turant subscribe kr liye h ......sir aase ye puchhna h ki ...mai up se hu ..b.ed ki hu ctet qualified h prt & junior me 88 no h obc hu ....to kya hm tre.4.0me from fill kr payenge...... becouse other state ke liye gen categary me to nhi aayenge sir .....jo ki mere pass 90 no nhi h 😢sir aapko pta h to btaiye plz help me sir
Other state keoye 90 chahiye aap BPSC tre 4 me form nhi bhar sskte...obc se apka to hai CTET but wo apne State ke liye yani up ke liye obc ho aur center job ke liye obc ho but kaise hi koi other state me form bharoge tb aap UR me aaoge aur apka CTET me 90 ya 90+ hona chahiye tbi aap form fill kr sakte ho
Waise usse problem nhi krega...lekin ek affidavit karwa ke rakh lo...dv me mangega tb dena nhi kuch bolega to fir mat dena..lekin banwa ke rakh lo affidavit
Sir hme ye btaiye ki mera name sab jagah thik hai bat hai km ki form bhrte time first name me sirf mahima goswami hai 10 me km mahima goswami hai . Form me km nhi lgaya hai ..aur graduation me km nhi lga hai name ke aage km ko loke problem thi affidavit bnwa liya dikt ye h ki form me km nhi lgya hai kyuki wha first name puch rha tha
sir mera 10th and 12th ke name me Kumari Swati Shukla hai and baki sb abhi tak ke documents pe sirf Swati Shukla h, isse koi problem hogi mujhe ? plz suggest mujhe kya karna chahiye.
सर मेरे form fillup करते time del.ed का marksheet नही आया था तब final year इंटरनेट वाला result upload कर दिये थे अभी तक भी origional marksheet नही आया है, internet wala result से मेरा councelling ho पायेगा या मुझे reject कर दिया जायेगा
Hoo jayega, presan n ho, whaa par original wala b lete jana aurr jo internet copy upload karwaya tha internet wale se usko print krwaake uspars college ki muhar aur principal ki sign krwaa lo jahaa se D.led kiyaa h .
Affidavit karwana pdega....net wala me college se principal ka sign aur mohar karwa lena kaam ho jayega...aur aap vhaho to khud se university jake v apna provisional certificate la sakte ho usse v kaam ho jayega...
Bhaiya tre3 me ctet ka marsheet dusra upload krna hai mauka dega kya nhi HM ko to diya hai kuchh glti hai to upload krne ka kya hmlog ko v milega ya n prt me
Ctet Jan wle ko dv me koi dikkat to nai hogi n pls reply? Certificate no ki jagha roll no bhare h kyuki us time certificate no nai tha aur web copy lagaye h
Bhaiya mare ctet marksheet mae signature problem hai pallavi Bharti kae jagha pallavi Bharli ho gaya hai kya kare please reply affidavit use karna padega ya nahi 😭😭 please reply bhaiya 🙏
Mam kitna baar ap comment kroge...koi problem nhi hoga usse..mera khud ka CTET ka aur avi jo form bhare ha bpsc me sidha mera signature alag hi hai apka to sirf mitake hai mera pura ka pura signature hi alag hai..isliye tension na lo.. Signature match nhi krta but certificate no sb krta hai aur apne jo BPSC form me signature diye ho ab se wahi signature krna sb jagah
Sir meri b.ed.की marksheet में पिता का नाम गलत था तो मैने अभी ठीक करवा लिया है तो सर फॉर्म में अपलोड मैंने भी पुराना बाला ही h or ab सुधरवा liya to ab nya aa gya mere pas glt marksheet university ne जमा करवा ली हैं तो मुझे कोई प्रॉब्लम हो सकती है क्या प्लीज मार्गदर्शन करे
Bhaiya mere sare documents me father name ki Laxmi narayan purohit h pr adhar card or Pan card me Laxmi narayan h mtlb surname nhi likha hai toh kya koi issue hai please reply
Bhai hmare graduation ki degree or pgt ke markshit aur degree dono me spelling mistek h to hme do afiidavid banwana padega ya dono ka ek hi me mention krwa den . plz reply
Sir maine affidavit pariksha niyantrak shiksha vibhag bihar sarkar ke samksh bnwaya hai koi problem nahi hogi na please reply mere application form mein problem hai
सर मेरी प्रॉब्लम सॉल्व करिए मैं यूपी से हूं मेरा stet 2023 के कैटेगरी में जनरल के जगह पर ebc लिखा है लेकिन मेरा मार्क जनरल के क्वालीफाइंग मार्क से अधिक है क्या होगा सर dv में कुछ समझ में नहीं आ रहा है 😢😢
Jb aap UR se ho to ebc se form kaise bhara...aur ebc se form bharne time ebc certificate manga waha wo apne kaise upload kiya..... Bahut problem hoga...
Sir other state ke divyang jinka selection general wale divyang candidates me hua hai jo pdf me last me sabse niche hain kya unki counselling nhi hogi air kya unhe job nhi di jayegi please sir reply
Notary bala bnva le phir jila kachahri me jaye baha sign ho jayega becouse baha DM SDM ADM koi na koi kr dega mene bhi karaya hai. Bus apne documents ki copy or bo notice le jana jisme likha hai ki magistrate ke sign chahiye
Hey.... Agr kisi ne graduation maine 2 saal maine (1-1 Semester)language padhai hai toh wo language teacher ke liye eligible ho sakte hai BPSC (6-8) ke liye? 😢😢plzz reply
@@Priya-qb1np maine bpsc tre 3.0 ka exam English se nikala h or wo mera subsidiary h..2 year graduation me maine English padha h..or mera ek job kr raha h Bihar me or uska selection subsidiary subject se hi hua h to koi dikkat nhi h apko .
@@richasingh2328 yes u r right,... Par maira 1 year ( sem 1- eng thi 100 marks ka , sem 2 - nhi thi) Same esa hi 2 year main bhi tha... Toh isse koi problem toh nhi hogi na? 😟
Sir sub division court se Excutive megistrate (EM) ka affidavit chalega..?? Plz btaye
Bhaiya mera original admit card kho gaya h Affidavit kese aur kaha se banwaye
भाई जो भी tre3 मे1to8 के सफल कैंडिडेट है उनसे मेरा नम्र निवेदन है कि 21 तारीख को suprim कोर्ट मे अपने तरफ से भी वकिल रखना बहुत जरूरी hai
Sir admit card par sticker nhi hai to affidavit bnwana pdega ????sign hai invigilator ka
Nhi
@bpscwalateacher3 thank you sir🙏
सर क्या एक से अधिक डिग्री में अगर गलती हो तो एक ही एफिडेविट में सब मेंशन कर दें तो काम चलेगा please reply सर
Ha kaam chal jayega...
Lekin kosis krna alag alag banwane ka ye juada batter hoga
Affidavit me kiske name se banwana hai . Mera district Varanasi hai.
Sir apne apna score BpSc Tre 3.0 mein kese check kiya... Hum toh sirf rank dekh paye... Plz bataye🙏🏻
Avi score card nhi diya hai dega kuch din me..banki apna OMR se milaye hai kitna mera sahi hua hai
Bhaiya mai up se hu ek question hai ki kya isme police verification hone aata hai kya ?@@bpscwalateacher3
Sar Mera form bharte time matric ke details ke jagah (certificate no, aur issue date)inter ka details Dala Gaya Hai to Ham Kya Karen
Humko bahut tension ho rha h
Plzz reply
Ek affidavit karwa lo koi problem nhi hoga aise problem hoga..
Sir maine stet ki webcopy upload kiya tha koi dikkat nhi hogi
Sir reply jarur kijiyega
Koi issue nhi
@@bpscwalateacher3 thank you sir ji
@@bpscwalateacher3 sir Mera TGT me ho gaya hai
Mere 12th me Name ke bich me Space nahi laga hai baki sab jagah Space laga hai kya affidavit banwana padega
Ha banwana pdega
Sir application form me mummy k name k aage devi nhi laga ha. But sare documents me devi laga ha to kya iske liye affidavit banwana hoga?
Sir Agar private company 6 month pahle chor chuke to kya fir v NOC khoja jayega kya DV k time?? ❤❤❤
Nhi private ke liye nhi
@@bpscwalateacher3 but PF wagera har month cut ta tha
Sir maine aaj aapka selection wala vedio dekha aur aapka channel turant subscribe kr liye h ......sir aase ye puchhna h ki ...mai up se hu ..b.ed ki hu ctet qualified h prt & junior me 88 no h obc hu ....to kya hm tre.4.0me from fill kr payenge...... becouse other state ke liye gen categary me to nhi aayenge sir .....jo ki mere pass 90 no nhi h 😢sir aapko pta h to btaiye plz help me sir
Other state keoye 90 chahiye aap BPSC tre 4 me form nhi bhar sskte...obc se apka to hai CTET but wo apne State ke liye yani up ke liye obc ho aur center job ke liye obc ho but kaise hi koi other state me form bharoge tb aap UR me aaoge aur apka CTET me 90 ya 90+ hona chahiye tbi aap form fill kr sakte ho
@@bpscwalateacher3 thanku so very much sir
Wlcm
Mera graduations me history main subject h aur sub subsidiary me home science aur philosophy h to 9 10 me Mera selection hoga
History me hoga
@bpscwalateacher3 samjh nhi aaya
Subject combination hoga kya mere subject ka
Registration form me stet ka issue date wrong hogya h ...usme affidavit banwans parega kya???
Nhi usse koi problem nhi hota hai...but banwaoge to achha rahega
Father name me surname me 10th& graduation me same hai. But 12th me ik vowel extra aa gya hai. To uske liye affidavit bnana parega. Plzz reply.
Ha banwna pdega
@bpscwalateacher3 tq
Mera graduation me 2015-2018 hai lekin final marksheet 2019 me aaya .. mne passing year me 2019 dala hai.. koi dikkat hoga kya ? Please bataiye 🙏
Nahi koi dikkat nahi
Mera sab documents sahi hai sirf form bherte samay dob galat ho gaya iske liye kya Krna hoga please reply
Waise usse problem nhi krega...lekin ek affidavit karwa ke rakh lo...dv me mangega tb dena nhi kuch bolega to fir mat dena..lekin banwa ke rakh lo affidavit
@bpscwalateacher3 ok thanks for reply 🙏
Sir hme ye btaiye ki mera name sab jagah thik hai bat hai km ki form bhrte time first name me sirf mahima goswami hai 10 me km mahima goswami hai . Form me km nhi lgaya hai ..aur graduation me km nhi lga hai name ke aage km ko loke problem thi affidavit bnwa liya dikt ye h ki form me km nhi lgya hai kyuki wha first name puch rha tha
10th ka certificate me jo name hai usi ko sahi manta hai so 10th ke certificate wala ji name sshi maan ke affidavit banwahiye
Samaksh me kya likhna hh?
Same question
Wo walik khud se sb likhwa deta hai usko sb idea rehta hai
@@bpscwalateacher3 are lekin hm Up se hn.. Yha nhi pta kisi ko
@@seemasingh2455Same question up wale samaksh me kya likhwaye
Deled ka marksheet nahi tha to usi ka web copy upload kiye the. Av mere pas uska original copy v hai. Esse dikkat to nahi hoga na dv me
Nhi koi dikkat nahi
Bhiay mera admit card kho gya h koi copy nhi h smjh nhi aa rha h kya kru😢😢
Jyada problem to nhi krega... But ab is bare me DV ke time hi pata chalega kya hoga kya nahi
@@bpscwalateacher3 affidavit bgra bnba li hu uske liye
Up me magistrate wala nhi bna rhe h
Ha, hmare yaha notary se bnta h
Koi problem nhi notary wala chalega
Ha ji mai bhi up se hu advocate se baat ki mai ki magistrate wala chahiye to wo bole magistrate affidavit nhi banate
@@bpscwalateacher3
Aapka lga tha notary wala?
@@PriyaSingh-yv4lg
Same question sister...
Ab kaise bnwana h??
Bhai G agr application form bhrme me mistake hui ho to affidavit kaam krega plz reply
Mera bhi form bherte samay dob galat ho gaya
Haaa ,,kaam ho jayega affidavit karwa lo
sir mera 10th and 12th ke name me Kumari Swati Shukla hai and baki sb abhi tak ke documents pe sirf Swati Shukla h, isse koi problem hogi mujhe ?
plz suggest mujhe kya karna chahiye.
Ha problem hoga apko affidavit banwana pdega wo v 10th aur 12th dono ka alag alag
सर मेरे form fillup करते time del.ed का marksheet नही आया था तब final year इंटरनेट वाला result upload कर दिये थे अभी तक भी origional marksheet नही आया है, internet wala result से मेरा councelling ho पायेगा या मुझे reject कर दिया जायेगा
Hoo jayega, presan n ho, whaa par original wala b lete jana aurr jo internet copy upload karwaya tha internet wale se usko print krwaake uspars college ki muhar aur principal ki sign krwaa lo jahaa se D.led kiyaa h .
Abhi bhi marksheet ni too muhar walA kaam kro aur provisional ke liyee University yaa college me jake bolo wo 6 month k liye valid hota h
Affidavit karwana pdega....net wala me college se principal ka sign aur mohar karwa lena kaam ho jayega...aur aap vhaho to khud se university jake v apna provisional certificate la sakte ho usse v kaam ho jayega...
@@bpscwalateacher3 ok
Helpfull video 🎉❤
SDM bs आवेदन या दरख्वास pr signature kr rhe hai
Notary wala banwa lo usi se kaam chal jayega
Sdo krega ya excutive megistrate
Bhaiya tre3 me ctet ka marsheet dusra upload krna hai mauka dega kya nhi HM ko to diya hai kuchh glti hai to upload krne ka kya hmlog ko v milega ya n prt me
Ha milna to chahiye humlog ko v mouka
Sir ji aadhaar card m father name m thora mistake h (sri extra laga hua h father name m) kya affidavit banwana hi padega
Ha banwana pdega
Ok sir
Ctet Jan wle ko dv me koi dikkat to nai hogi n pls reply? Certificate no ki jagha roll no bhare h kyuki us time certificate no nai tha aur web copy lagaye h
Koi problem nahi hoga
Koi problem nhi hoga usse
Sir mera ctet ka roll no galat fill up ho gya hai afedefit bna liye hai dv me koi dikkat hogi kya??? Bht dar lg rha plz btaye
Bihar gk ke liye AP kaha se taiyari kiye the
Teaching Pariksha
Bhaiya mera na form bharate samay sirf awasiy aur creamy layer hi lagaya hai aaye nahi lagaya hai kya kare 😢
Income koi nhi lagya hai qki Option hi nhi tha aur income kahi mangta v nahi hai
Ydi JAYHIND ki jgh JAY HIND ho gya h inter me to kya affidevit bnwana pdega please please btao bhai❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Haa
Bed ka year ka admit nhi hai sir kya ye bhi lagta hai
Nhi bus marksheet aur certificate lgta hai
Bhaiya mare ctet marksheet mae signature problem hai pallavi Bharti kae jagha pallavi Bharli ho gaya hai kya kare please reply affidavit use karna padega ya nahi 😭😭 please reply bhaiya 🙏
Mam kitna baar ap comment kroge...koi problem nhi hoga usse..mera khud ka CTET ka aur avi jo form bhare ha bpsc me sidha mera signature alag hi hai apka to sirf mitake hai mera pura ka pura signature hi alag hai..isliye tension na lo.. Signature match nhi krta but certificate no sb krta hai aur apne jo BPSC form me signature diye ho ab se wahi signature krna sb jagah
Sir meri b.ed.की marksheet में पिता का नाम गलत था तो मैने अभी ठीक करवा लिया है
तो सर फॉर्म में अपलोड मैंने भी पुराना बाला ही h or ab सुधरवा liya to ab nya aa gya mere pas glt marksheet university ne जमा करवा ली हैं
तो मुझे कोई प्रॉब्लम हो सकती है क्या प्लीज मार्गदर्शन करे
Affidavit banwao nhi to problem krega
Aadhar card me DOB 10th se mismatch h sudhar me 7-90days time lg rha h kya councilling hogi
Ha ho jayega aur adhaar me update krne de do 4,5 din me ho jata hai update
भाई ये बताओ कि मेरे 10th में 5 सब्जेक्ट के मार्क्स है टोटल 500 का एग्जाम था । लेकिन 6 सब्जेक्ट दिए है । तो क्या इसके लिए भी एफिडेविट बनवाना पड़ेगा ।
Nahi
Bhaiya mere ps ctet ka 2 certificate tha ek me 82 no aur ek me 84 hm 82 wala se form vre hai koi dikkt nhi na hoga 82 wale ko obc female bihar
Nahi koi problem nhi hoga
Kay Anumandal se nhi banega
Maine Anumandal se hi banwaye hai
Any problem???
No problem
Bhaiya mere affidavit pr deputy collector ke signature and stamp hai koi issue to nhi hoga
Koi issue nhi
Affidavit kitne samay pahle banwana chahiye?
Yah kitne samay k liye Manya hai?
Avi banwa lo koi dikkat nhi..
Bhaiya mere sare documents me father name ki Laxmi narayan purohit h pr adhar card or Pan card me Laxmi narayan h mtlb surname nhi likha hai toh kya koi issue hai please reply
Update karwa lo aur affidavit banwa lo..
Update me kya krwana hoga... aadhaar card
@@bpscwalateacher3 pr bo adhar history to check krte hai
@@bpscwalateacher3 agar update na karaye or affidavit bnva le to chalega kya bhaiya
Ahdar history check nhi krta hai
Bhaiya maine father ka resident lgaya h lekin adhar card me address bihar ka hai ..mujhe affidavit bnawana hoga??
Jarurat to nhi pdega... Lekin banwa ke rakh loge to achha rahega
Mere diploma me naam saima Parveen h but jo mera signature hai usme only saima likha hai koi problem to nhi hai ????
Signature me kuch v likh skte hai...isse koi problem nhi but ab aage jitna v signature kroge sb me yahi wala krna jo avi BPSC me diye ho
@bpscwalateacher3 ok
Ma ka bhi koi documents lagega kya
Jitna apne BPSC me upload kiya tha sbka lagega
OK
Bhai admit card par logo nhi hai par 2nd copy hai uske liye एफिडेविट नही banana padega n
No
Bhai mera bhi logo wala admit card kho gaya hai ab hme kya krna padega kaise aur kiske naam ka affidavit banwana padega????
CTET certificate number ki jgh roll number fill kiya h uske liye kya krna hoga
Kuchh nahi usse kuchh nahi hota hai
Same question roll no. Se koi prob. Hogi kya DV m ??
Koi diqqat nhi h
Kuch nhi karna pdega
Koi problem nhi hoga
Bhai hmare graduation ki degree or pgt ke markshit aur degree dono me spelling mistek h to hme do afiidavid banwana padega ya dono ka ek hi me mention krwa den . plz reply
Alag alag banwana pdega
Sir maine affidavit pariksha niyantrak shiksha vibhag bihar sarkar ke samksh bnwaya hai koi problem nahi hogi na please reply mere application form mein problem hai
Nhi koi problem nhi hoga
Good morning sir Radhe Radhe selection se pahle nahi banwa sakte hai kya TRE..4.0 ke liye pahle bana lete hai
No
@@bpscwalateacher3 aapke thumbnail bhut achhe rhte h kaise bnate h
Affidavit ek sal purana lag sakta hai kya plz reply mai ek sal pahle banai thi
New chahiye
D.el.ed Registration Aur Admit Card me 1 Letter ka Different hai ,,,Affadevit chahiye ,,,Please Bataye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Koun sa admit card... Bpsc wala ya d.el.ed wala
@bpscwalateacher3 D.el.ed
D.el.ed ka admit card nhi leta kahi kisi v dv me bus marksheet leta hai...
Affidavit banwane ka koi jarurat nhi hai
Thanks 🙏
Sir km wali problem hai( sirf 10th aur 12th me hai k m) to kya uske liye bhi affidavit banwaye?
Avedan me k m nahi likha hai humne..
Haaa
Bhaiya main affidavit banwa liya hai, notary wala usme government sticker bhi hai lekin mohar wakil ne hi lagayi hai koi issue hoga kya
No issue
Sdm sign ni kr rhe
Notary wala banwa lo usi se kaam chal jayega
Nios vs tre 3 p video bnao
Avi ghar pr nhi hu jald uspr v video ayega
सर मेरी प्रॉब्लम सॉल्व करिए मैं यूपी से हूं मेरा stet 2023 के कैटेगरी में जनरल के जगह पर ebc लिखा है लेकिन मेरा मार्क जनरल के क्वालीफाइंग मार्क से अधिक है क्या होगा सर dv में कुछ समझ में नहीं आ रहा है 😢😢
Jb aap UR se ho to ebc se form kaise bhara...aur ebc se form bharne time ebc certificate manga waha wo apne kaise upload kiya..... Bahut problem hoga...
@@bpscwalateacher3 अरे महाराज कोई सर्टिफिकेट नहीं मांगा था आप अगर भरे होंगे तो पता होगा
Sir other state ke divyang jinka selection general wale divyang candidates me hua hai jo pdf me last me sabse niche hain kya unki counselling nhi hogi air kya unhe job nhi di jayegi please sir reply
Counselling hoga jiska result ho gya hai uska counselling 200% hoga tension na lo
Original admit card kho gya hai to uska affidavit kaise banega
Nhi koi issu nhi hoga but banwa ke rakh lo batter hoga
Admit card fat gya hai Uske liye kya krna h
Koi problem nhi usi se kaam ho jayega
Mera botany hons h or hmne form bhrte time science dali hu or stet v science subject se hi pass ki hu to koi dikkat ni n hoga dv me
Koi issue nhi hoga
U.p main notary wala affidavit banta hai magistrate wala affidavit nahi banta hai
Notary bala bnva le phir jila kachahri me jaye baha sign ho jayega becouse baha DM SDM ADM koi na koi kr dega mene bhi karaya hai. Bus apne documents ki copy or bo notice le jana jisme likha hai ki magistrate ke sign chahiye
Sister wo notification kha milega Jis pr likha h majistrate sign chaiye@@Purohit-s2j
Notary wala ban gya wahi kafi hai magistrate wala nhi bhi hai to bhi kaam ho jayega
Sir maine aadhar card ka number change krwaya tha pehle kya affidavit lgega eska please reply
Mobile no se nhi lagega but agar photo v change hua hai to fir affidavit karwana pdega
Sir gk me 8 number ke geography ke liye Lucent book sahi h kuch aur bataye
Kaafi hai Lucent
Bhaiya 82wale ka dv hoga ya nhi bihar se hu ctet m obc
Ha 100% hoga
Bhaiya mera subject combination galt h to kya hm dv krwaye plz reply me
Ha DV mat छोड़ना
Kya galat h
आपका age कितना है
Ladki ka aur ab ladka ka v age nhi puchna chahiye 😁😁
@bpscwalateacher3 गलत समझ रहे हो क्या मैंने ऐसे ही पूछा कितना age me select ho gaye ho
Bhai up me notry hi bnata h magistrate nhi bna raha
Ha ,smjh nhi aa rha kya kre?
Notary wala se hi kaam chal jayega
भाई सत्यापन प्रपत्र क्या होता है और कैसे भरना है
Isi ko bolte hai ...wo sb wakil kr dega..
Hii sir ❤
Sir m up ki hu m kaha se bnwau up se ya Bihar se
Kahi se v banwao koi dikkat nhi aap apne district court se banwa lo loi dikkat nhi hoga
Thanku sir for reply
Wlcm
Hey.... Agr kisi ne graduation maine 2 saal maine (1-1 Semester)language padhai hai toh wo language teacher ke liye eligible ho sakte hai BPSC (6-8) ke liye? 😢😢plzz reply
Ha bilkul
Nhi...apka Honors paper jo hai usi se eligible hoga
@@bpscwalateacher3 but notification main honors/subsidiary mention hai... Jruri nhi hai honors hi ho
@@Priya-qb1np maine bpsc tre 3.0 ka exam English se nikala h or wo mera subsidiary h..2 year graduation me maine English padha h..or mera ek job kr raha h Bihar me or uska selection subsidiary subject se hi hua h to koi dikkat nhi h apko .
@@richasingh2328 yes u r right,... Par maira 1 year ( sem 1- eng thi 100 marks ka , sem 2 - nhi thi)
Same esa hi 2 year main bhi tha... Toh isse koi problem toh nhi hogi na? 😟
Sir
Bhaiya mere affidavit pr deputy collector ke signature and stamp hai koi issue to nhi hoga
Koi issu nhi hoga