Aap use pasni dena bnd kr de aur shade me rakhe over watering se esa hota hai. Jb soil dry ho tb hi watering kare, cutting le kr dry media me lagaye aur paani 24 hrs baad dale .
Good noon 🙏, mam mera alovera ar cactus ka plant b same position me ho gaya ar maine bahut koshish ki but bacha ni saki bus alovera ki root bachi hai jabki maine use pani b jada ni diya haa jbse use mai dhoop se uthakr shade me rakha tbse hua aisa wven cactus ko dubara dhoop me rakha fir b wo gal kr mar gaya akhir aisa q hua ar kya alovera ki root se. Kuchh chance hai plant ke please suggest me thank you.
MINTU md ji cactus succulents sabhi ek jaise hote hai xtra water inke galne aur fir marne ka karan hota hai. Yadi aapne cactus ya succulents laga rakhe hai to paani once in a month ya twice a month dijiye bs.
Nice video ritu ji... aap kab dikhai doge ab
ma'am mere impatient or Begonia k plant mar gaye,
mujhe ye tarika pata hota to mai unhe bacha leti..
Thanks for sharing this video..
Vaidehi Ji ji never lose heart .
Agar iski cuttings itni garmi mai lagayeinge to uski growth hogi??
Ritu ji jaise maine begonia ko dhoop se shade mai rakha aise hi uski halat ho gayi hai...kya karu??
Aap use pasni dena bnd kr de aur shade me rakhe over watering se esa hota hai. Jb soil dry ho tb hi watering kare, cutting le kr dry media me lagaye aur paani 24 hrs baad dale .
Ritu ji cutting laganay kay kitnay dino baad plant ko paani dena hai?
Cutting ko sand me lagaiye aur shade me rakhiye n paani sand dry hone pr dijiye.
@@OrganicGardeningChannel A vBig Thanks for your reply Ritu ji
Maam BEGUM BAHAR plant and CLEMETUS plant k care k bareme batayega plz....aur red butterfly wings plant k bareme v
Shayani Sadhukhan ji I have butterfly plant and climetis but for begum bahar I've to search for it.
ABC of Gardening and All ok thank u maam....wish app search karke xare k bareme jarur batayengi.....thank u
....
Achha tarika hai
Rahul pihaal ji thank you.
Good noon 🙏, mam mera alovera ar cactus ka plant b same position me ho gaya ar maine bahut koshish ki but bacha ni saki bus alovera ki root bachi hai jabki maine use pani b jada ni diya haa jbse use mai dhoop se uthakr shade me rakha tbse hua aisa wven cactus ko dubara dhoop me rakha fir b wo gal kr mar gaya akhir aisa q hua ar kya alovera ki root se. Kuchh chance hai plant ke please suggest me thank you.
MINTU md ji cactus succulents sabhi ek jaise hote hai xtra water inke galne aur fir marne ka karan hota hai. Yadi aapne cactus ya succulents laga rakhe hai to paani once in a month ya twice a month dijiye bs.
mam ficus bonsai ke uper koi video upload krain...
pushkar rawat ji zaroor.
Thanks
Kya 3 4 din panic na dalne se bhi begonia mar Kate hi
Mar Kaje hi
Ji ha.
Begonias are not succulents
Ya they are coz it store water in its stem.