Mai Aaj gaya tha yaha is mandir sai thodi hi Dori mai ek park Bane hue hai jis mai couple log Jada tha aur waha kai mandir ka mahaul bhi khararab kar rahe thai 😢 ek taraf mandir hai wahi ek taraf couple park . Mai waha ki authority sai request karunga ki thoda is pe dhyan de Hare krishna. Jai jagannath 🙏
Aree wah apne rohini ka iskcon temple bhi explore kr liya , ham bhi kal jaane Wale the 🙏🏻😇, pr tyming issue ke karan nehru place wale iskcon Jana pada 🧿.
Aap morning me ja skte ho , 7am to 1pm tk temple open h , 1pm se 4pm temple close hai, fir dobara evening me 4pm se 9pm tak aap darshan kr payege, agr aap metro se jane wale hai to aap rithala metro ke gate no, 1 pr utar jana , bettery rickshaw 10rs lega aapse or temple ke aage aapko chor dega , agr ap gate no 1 ke dusari side jayege to aapse rickshaw wale , 100rs per person tak charge krege , jabki 10rs hi lgte hai 1 kilometer ke,
@@dinesharya3789 krishna nagar se 50rs or selempur se 40 rupaye lagege.......Rithala metro station tak ke , wha se mandir tak bettery rickshaw jate hai 10 rupaye lagte hai ...
Plot No-3, Institutional Area, Main Road, Pocket D, Sector 25, Rohini, New Delhi 110085, Rithala metro station se, just aadha kilometer ki duri pr men road pr hi hai, madhuban chowk se, yha tak ki duri , 7.8km tk ki hai,
Jo niyam banaye gaye hai, mandir unhi banaye gaye niyam ke aadhar par rahta hai....video ke intro me phone number aapko mil jayega zada jankari aap phone pr puch sakte hai...
Hare krishna prabhu ji mandir subha 4 baje kulta hai or 4:30 pe mangla aarti hoti ha dophar 1:00 baje mandir band ho jata hai ,phir shyam ko 4:00 baje kulta hai and then 10:00 pm closed ho jata hai.
Rithala, metro station ( on red line ) wha se aap bettery rickshaw leke mandir tak ja skte hai , 10 ya 20rs per person rickshaw wala apse lega , baaki sari jankari aapko video ke intro me mil jayegi...
@@_Aesthetic_Avenue.4:30am magla aarti hoti h , fir 5 bje bnd hota h , Or jankari ke liye aap mere video ke intro par jaye , jha mne temple ka address btaya h , wha pr mandir ke kuch contact numbers h aap direct call kr ke bhi or adhik jankaari le skte hai.......aapki jarur help hogi
( Rithala, metro station ) Red line par hai gate no 1, par ap utar kr bettery rickshaw le skte h , 10rs lgte hai mandir tak ke aapko mandir ke age hi utar dega..
बहुत सुन्दर बहुत सुंदर राम लक्ष्मण और सीता जी के दर्शन हुए🎉🎉🎉 बहुत जानता है इकट्ठे भाई क्या नजारा है
आप का बोहोत बोहत धन्यवाद किरन सिस्टम..🙏🙏🙏🙏🙏😊😊
Bahut khoobsurat mandir hai
Ji, Delhi ke rohini me abhi naya bna hai ,iskcon temple....sundar h kafi
आपको ज्वाइन कर लिए हैं भाई जी बहुत अच्छा वीडियो है🎉🎉🎉
Radhe Radhe
Very nice
Radhe Radhe 🙏
Full watch bahut hi mehenat karte ho bahut achcha Mandir hai Aap bahut Achche se video banate ho good work 🙏🙏🙏
Thank you dear, brother 🙏 ❤️ 😊😊🙏❤️♥️❤️♥️🙏😊
Super se bhi uper 🎉🎉🎉🎉❤❤❤❤❤❤❤❤❤😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Thank you SN BHAI , 🙏🙏🙏♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️
Mirror work bahut achha hai
Good morning dear friend ji nice video 😊😊😊😊
Good morning dear brother 🙏 ❤️ ♥️ 💙 ☺️☺️
Bahut sunder hai
Thank you very much 😊
Very nice 🌺🌺🌺🌺
Thank you so much 😊
Awesome tample h ab to bina bahana banaye jaja hi pdega 😍🧿.
Your welcome, you come on my channel, 😊 nice to meet you...
Good 👍
Thanks for the visit 😊
Mai Aaj gaya tha yaha is mandir sai thodi hi Dori mai ek park Bane hue hai jis mai couple log Jada tha aur waha kai mandir ka mahaul bhi khararab kar rahe thai 😢 ek taraf mandir hai wahi ek taraf couple park . Mai waha ki authority sai request karunga ki thoda is pe dhyan de Hare krishna. Jai jagannath 🙏
Couples ko mandir ki maryaada ka dhyaan rakhna chahiye , or dharmik sathano me sirf pooja path ke liye jaye na ki picnic bnane ...
Radhe Radhe
Hare Krishna......Radhe Radhe 🙏🙏🙏
Nice 🎉
Thanks 🤗
Good work 💯
Thanks bro...😊
bahut sunder
Thank you kp bhai , 🙏 ☺️
Jai shree Krishna 🙏🏻🙏🏻🚩🚩🚩
Jai shiri Krishna 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
🎉🎉🎉❤❤❤good night ❤️ 😴
Good night 😴
Hare krishna
Very nice 🙏🙏🙏🎉🎉🎉🎉🎉😍😍😍😍👌👌👌👌
Thank you so much 😊
Wow
❤❤
@@Subh_journey 😊😊👍👌
Radhe radhe
Radhe Radhe 🙏 🙏 🙏
Mai bhi jaaugi bhutbadiya
Bhot sundar mandir bna hai , kanah ji ka , aap ak baar to zarur dekhna bhot sundar hai , radhe shayam..🙏🙏🙏
Bhaiya bht sundar mandir h mai yaha ek br apni mom ko le k jaungi or ek br bf k sath aaungi🩷😘
Hare Krishna 🙏🙏🙏
Aree wah apne rohini ka iskcon temple bhi explore kr liya , ham bhi kal jaane Wale the 🙏🏻😇, pr tyming issue ke karan nehru place wale iskcon Jana pada 🧿.
Aap morning me ja skte ho , 7am to 1pm tk temple open h , 1pm se 4pm temple close hai, fir dobara evening me 4pm se 9pm tak aap darshan kr payege, agr aap metro se jane wale hai to aap rithala metro ke gate no, 1 pr utar jana , bettery rickshaw 10rs lega aapse or temple ke aage aapko chor dega , agr ap gate no 1 ke dusari side jayege to aapse rickshaw wale , 100rs per person tak charge krege , jabki 10rs hi lgte hai 1 kilometer ke,
maps.app.goo.gl/Nwk9VvnLFWuYXPVQA
Location:
Plot No-3, Institutional Area, Main Road, Pocket D, Sector 25, Rohini, New Delhi, Delhi 110085
@@RsmDelhiVlogs oh okay okay shukriya 😊
Kirtan ka samay bata skte hai?
Mandir me kirtan har time chalta hi rahta hai , Evening time me bhi aap kirtan me ja skte hai..
Bhai krishna nagar se ya selempur se yha tk ke metro m kitne kiraya lagege
@@dinesharya3789 krishna nagar se 50rs or selempur se 40 rupaye lagege.......Rithala metro station tak ke , wha se mandir tak bettery rickshaw jate hai 10 rupaye lagte hai ...
Yha pr bhandara kis din hota h
Koi fix time nhi hai , kabhi bhi ho skta hai..
Aap tyming share kr sakte hain ? Jaane ke loye best tyming kya rahegi darshan ke liye 🙏🏻🧿
Abhi temple new hai , zada bheed nhi rhti hai , darshan easily ho jate hai , morning time is best wse 👌
@@RsmDelhiVlogs 👍🏻
Khana milna h 😊
Poora address bataye madhuban chowk se kaise Jana hai
Plot No-3, Institutional Area, Main Road, Pocket D, Sector 25, Rohini, New Delhi 110085,
Rithala metro station se, just aadha kilometer ki duri pr men road pr hi hai, madhuban chowk se, yha tak ki duri , 7.8km tk ki hai,
Agr ap metro se ate h to Gate no 1 , pr aapko bettery rickshaw mil jayege aapko mandir ke aage hi utar dege , 10rs aapse rickshaw wala lega
😢😢😢😢😢😢
Timing
video ke intro ko dekhe, 5pm open ho jata hai 12 noon me bnd ho jata h , or dobara 4:30pm se 9pm tak khulta hai..
Kya mandir ke kapaat 7 baje khulte hai...kya 6 baje darshan nahi ho sakte...?
Jo niyam banaye gaye hai, mandir unhi banaye gaye niyam ke aadhar par rahta hai....video ke intro me phone number aapko mil jayega zada jankari aap phone pr puch sakte hai...
Hare krishna prabhu ji mandir subha 4 baje kulta hai or 4:30 pe mangla aarti hoti ha dophar
1:00 baje mandir band ho jata hai ,phir shyam ko 4:00 baje kulta hai and then 10:00 pm closed ho jata hai.
1 se 4 hum darshan nhi kr skte ?
@@shagundubey_14 nhi is time temple band ho jata hai.....
Metro station kon sa rhega sir ??
Rithala, metro station ( on red line ) wha se aap bettery rickshaw leke mandir tak ja skte hai , 10 ya 20rs per person rickshaw wala apse lega , baaki sari jankari aapko video ke intro me mil jayegi...
Maine screen shot le liya
Nearest metro station kya hai??
Rithala, metro station ( on red line ) gate no 1,
Half km away from the temple...
Ticket ka price kya h for adult?
Free entry, no ticket price here...aap yha free me aa skte hai or kirisna ji ke darshan kr skte hai ...
Mndir m darshan k liy ticket ni hoti
भाई सपोर्ट प्लीज 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Entry fees bhi h kya
Mandir me jane ki , koi entry fee nhi hoti hai, ....aap mandir me free me ja skte hai or bhgwan ke darshan kr skte hai....
Ok thnku
Aarti ki timing kya hogi yha pe ??
Temple Timing, 5am to 1pm, 4pm to 9pm
Aarti timings:
4:30 AM: Mangala Arati
5:00 AM: Tulsi Arati
7:15 AM: Shirngar Arati
12:30 PM: Raj Bhog Arati
6:30 PM: Winter: Sandya Arati
7:00 PM: Summer: Sandya Arati
8:30 PM: Winter: Shayan Arati
@@RsmDelhiVlogs agr 5 bje temple open hoga toh 4.30 pe aarti kese hogi
@@_Aesthetic_Avenue.4:30am magla aarti hoti h , fir 5 bje bnd hota h ,
Or jankari ke liye aap mere video ke intro par jaye , jha mne temple ka address btaya h , wha pr mandir ke kuch contact numbers h aap direct call kr ke bhi or adhik jankaari le skte hai.......aapki jarur help hogi
Chle sath me
Entry fee hai koi???
No entry fee, bilkul free hai .... hare krishna
Phone allow hai..?
Yes, aap phone andar le ja skte ho ,aap ke sath..
Near metro station kya hai
( Rithala, metro station ) Red line par hai gate no 1, par ap utar kr bettery rickshaw le skte h , 10rs lgte hai mandir tak ke aapko mandir ke age hi utar dega..
Radhe radhe