Sir sukriya aapka aapne bahut achi jankaari di mere lxa4500 me bhi same problem hai a channel pe awaaj kam aa rahi h macnic ke pass gaya 40 km dur or 1000 rupey bhi de ayaa usko .30 minots me bolaa l e jaao ho gayaa
Hello क्या आप मुझे बता सकते है sir ये दोनो चैनल एक साथ चलते है या नही और इस एंप्लीफायर मै फैन स्टार्ट से चालू रहता है या एंप्लीफायर hit होने पर होता है Please reply me
Sir 2 channel amplifier me same lode dane chahiye dono channel par . Hum v7000 par 1 channel pe 2400 Watt lode deta hu 4 ohm par or channel 2 pe 2600 watt lode deta hu 2 ohm par kuch problem hogi amplifier par .
Ye bataiye sir spb 4k me channel B Me Thoda Volume Kam Hai / Jaise Ki Maan Lijiye CHANNEL A-5 bathaya Gya To CHANNEL B- 7 Badane Par Barabar Ho Rha Hai
1 inch ek hi channel per mujhko do box bajana hai Sahi rahega ki nahin bataiye amplifier NX audio 701 ka model samjhe bhai sahab baksar aaega ek baksa 8008 ka dusra bhi 800ka 1600 load Sahi rahega ki nahin bataiye
@@DJSURAJSP neo megnet 12,000 to 18,000 pe video banavo na sir Dual bass me weight bahut jyada ho jata hai ... Neo megnet and ferrite megnet me kya difference hai vo bhi bata dena
@@DJSURAJSP video thodasa jaldi hi bana dena kyu ki diwali baad order hai.. speaker ki price sab kuch dekhana hota hai iske liye Lock down pehla cabinet le liya tha Speaker baki hai Lockdown me sab paise kharch ho gaye Thodasa paise ka bhi adjust krne ka hai iske liye
NX audio ka 701 model ka emplifier mein 800 plus 800 22 Baja sakte hain ki nahin ek hi channel per humko bajana hai ek channel per nahin bajana hai bajega ki nahin bhai sahab bataiye DJ wale bhai
Bhai...sabse pahle to kisi bhi amplifiers ke 1 channel pe 3 speaker nahi chalana..aur 1/2/4 speaker hi chalana..ok Aur speakers chahe kitne bhi watt ke ho...same same speakers hi 1 channel pe use karna amplifier pe..👍
भाई फिर एक चैनलपर 2 एसपिकर एक चैनलपर 4एसपिकर कनेकसन कर देते है इसकेलिए एमटी 1201 ठिक रहेगा यनी 600 वाडका 2 एक जग अउर 300 वाड का 4 एसपिकर ठिक रहेगा इसकेलिए एमटी 1201 सही रहेगा बताए सर
Bhai meri 1 amplifier hai usko saf kar rahe the to usko khol ke hawa mardia to usme 1 dikkat aai hai aur amplifier chalu hai lekin uspe bass ya top lagata hu to direct awaj bada to direct amplifier banda hoti hai uska kya prblm rahega koi jan kari dek skte ho bhai???????
भाई साहब मेरे पास भी ahuja का एल एक्स ए3200 है जिसमे चैनल ए में आवाज कम आ रहा है। मैने सेंसिटिविटी को चेंज करके देख लिया फिर भी समस्या वैसे ही है कैसे ठीक होगा
Bhai mera v aesa ho gya hai liner k amplifier me studioman hda5000 hai pura awaj kam ho gya hai kaise kru batao na bhai plz or protect lag ja rha hai or fhir awaj kam ho ja rha hai samjh ni aa rha bhai mujhe kya kru
Sir me jab 4 amplifier alag alag company k आपस में जोड़ रहा हु tho dj me punch 👊 nhi aa raha he or 1 1 kar k amplifier ki volume खोलता हूं तो punch aa jata he please please help me
@@DJSURAJSP भाईसाहब इस एम्पलीफायर मैं एक दिक्कत सुरु से है कि इसमें कभी कभी सिर्फ पावर ओंन करने पर ही स्पीकर की कोइल खराब हो जाती है विना गाना चलाये विना वॉल्यूम खोले सिर्फ ऑन करने पर ही कई बार नुकसान कर चुका है मेकेनिकल की समझ मैं नही पड़ रहा है वो बोलता है कि सब सही है
Sir mere pas powerdrive ca 8000 hai isme bhi channel 1 mai आवाज jada hai par channel 2 par thodi kam hai sencituviti thik karne ke bad bi nahi ho raha hai sir kya kare
Ahuza 3502 Me Problem Kaise Dur Kare Stereo Par Aur Mono Par Channel B Me A Ke Mukable Aawaj Bahut Kam De Raha Hai Aur Brigh Mod Par Dono Channel Kaam Kar Raha Hai Aur Channel A Stereo Aur Mono Par Sahi kaam Kar Raha Hai
Pro tek double channel 4500watt ka hai ek ek channel chala rahe h tab thik baj rha h aur jab dono sath me chala rhe hai to awaj dab ja raha hai aisa kiu
Bhaiya mere pas ahuja lxa 4500 watt hai usme ek vailum se sahi baj raha hai dusara vailum use kar rahe hai to bagal vale chainal ki aavaj band ho ja raha hai
Sir sukriya aapka aapne bahut achi jankaari di mere lxa4500 me bhi same problem hai a channel pe awaaj kam aa rahi h macnic ke pass gaya 40 km dur or 1000 rupey bhi de ayaa usko .30 minots me bolaa l e jaao ho gayaa
Bhai mere bhi Ahuja 3200 me ye problem tha aapke video se thik ho gaya thinks sir ji
Thanks for support and sharing your experience.
Jankari dene ke liye bahut bahut 🙏🙏🙏🙏dhanyvad Suraj bhaiya
Always welcome....🙏
Veri good bro yahi problem mere amplifier me bhi hota h
Mere amplifier me v yehi problem h thanks Bhai stranger SPB3k Ka amplifier me ye problem ho rha h mere me
Try karke...dekhiye...bhai...
Ho sakta hai...thik ho jaye...👍
@@DJSURAJSP ok bhai thik hoga to btayenge aapko
Ji...bilkul👍
Mast video super hit bro 👌👌👌👌👌
Thanks bhai....👍
Thankyou brother
Most welcome 😁
Mera v aisa hua tha but sensitivity se thik ho gya tha bhai
Thanks for sharing your experience...bhai RAJESH
Bahut hi acha jankari Mila bhai
Thanks for support....🌷
👌👌👌👌👍👍👍
Thanks for support...👍
Hi
Bhai mere me prabmla hay studio mastar 2500 watt amplifier me chanal b Kam chal Raha hay mere me sensitivities Batan nahi hay
Leid wire change kare
Nice explain bhaiya jii
Thanks ayush bhai...
Hello Sir इस amplifier मै voice कम ही होती है या कोई प्रॉब्लम होती है
मेरे मै बहुत कम है
Thanks for this information...mere amp me v yahi problem ho rha tha
Welcome 🌷
Mere pas audioman ka 4.5 h esme sensitivity nahi diya h ky karu ki ye problem slove ho jaye
App mujhe uske back side ka image send kijiye... Description me mera whatsapp number mil jayega...👍
Yes problem module ko khol ke preset ko adjust Kare aur ye dur ho jayega
Thanks for informing....🌷🌷🌷
Atipro xd 5600 me ye dikat aari he kya jru
Sir
Dxa 3502 me sencivity ko
0.775v ya
1.23v me chalana chahiye
0.775
Achhha video banate ho bhaii... continue...bante raho
Thanks for support...👍
Sir mere lxa 3200 me abi new liya hu ku6 hi buking karne ke bad ak chenal me clip mar rha h or avaj kam ata h kya problm hoga sir
Ahuja dxa me overload problem aari h to iska solution video banaiye
Kya kya chala rahe hai
Good job brother 💕
Thanks bhai...🌷
Stodiomaster 1.5 amplifier me aava j Jiyada nahi aa raha he to Kiya problem huva hoga sir aap bata sakte he Kiya sir ji.
Bhaiya ji 🙏🙏🙏🙏💯
Ek channel ko 2om dusare channel ko 4om par chalane par koe dikkat hogi help me
No problem
@@DJSURAJSP lxa 3200 me ek channel par ahuja 400 watt 4 speaker dusare channel par ahuja l18 650 watt 2 speaker chal sakta hai help me sir
Yes
Hello क्या आप मुझे बता सकते है sir
ये दोनो चैनल एक साथ चलते है या नही
और इस एंप्लीफायर मै फैन स्टार्ट से चालू रहता है या एंप्लीफायर hit होने पर होता है
Please reply me
Amplifier heat hoga tab fan on hoga...ek sath chalte bhi hai
Sir 2 channel amplifier me same lode dane chahiye dono channel par . Hum v7000 par 1 channel pe 2400 Watt lode deta hu 4 ohm par or channel 2 pe 2600 watt lode deta hu 2 ohm par kuch problem hogi amplifier par .
Ha... Kuchh nahi hoga..
Best chalega
Hlo sir mera v 2502 Ahuja ka b chenal isei tara hota he q Karan kya
Wo appne app thik ho jayega
Atipro xd 5600 me ek chsnal me aavaj km he ky kru plzzzz solution dijiye
Input card me chhota sa problem hai
Good bhai👍👍
Thanks🌷
Ye bataiye sir spb 4k me channel B Me Thoda Volume Kam Hai / Jaise Ki Maan Lijiye CHANNEL A-5 bathaya Gya To CHANNEL B- 7 Badane Par Barabar Ho Rha Hai
Input resistance problem
Bahut acHcha bhai
👍
Bhi mere mein 4 Chennal amplifier se kabhi channel a mein kam ho jati kabhi channel c mein kam ho jati h jabki mein 2 channel ek sath chalata hu
Bhai.. App mono mode me use kijiye
Ahuja lxa 2400 me ye problem he hamara top ka volume bahot Kam aata he .sir help kardo
Thank you so much bháí
Always welcome..🌷
kya kare jab amplifier display wala hai aur piche sensivity ka button hi nahi hai, aur display ka password bhi pata nahi???
To company ya amplifier repair shop bhejna padega bhai ji aur koi rasta nahi
NX audioXD5600 मशीन में ए वाले चैनल में आवाज और प्रेशर अच्छा है लेकिन बी वाले चैनल में आवाज और प्रेशर कम है क्या कारण हो सकता हैं संर
Mere pas v ye problems hai sir
Ye...method try kijiye...aur agar thik ho jaye to comment jarur kijiye..🙏
1 inch ek hi channel per mujhko do box bajana hai Sahi rahega ki nahin bataiye amplifier NX audio 701 ka model samjhe bhai sahab baksar aaega ek baksa 8008 ka dusra bhi 800ka 1600 load Sahi rahega ki nahin bataiye
सर सेनसयुबीटी ओलरेडी कितनी रखनी चाहिये
Agar ahuja ka hai..to 1.23 pe rakhna chahiye...👍
@@DJSURAJSP सर ऐक studio master 1600 ओर ऐक nx audio 3000 mk2
👍
@@DJSURAJSP सर thank you like dene ke liye पर बताया नही कितनी रखनी चाहिये मेने ऐंमलीफायर तो कहदीया जो मेरे पास है
1.? Point pe...matlab jyada wale option me..rakhna hai..
Bhai Mera CA20 he usme sem problem he help me
Thanks bhaiya
Welcome
Dynatech sd 18el bass kesa hai ?
Achha bass speaker hai...technically to bahut achha laga...👍
1800w AES
1350W RMS power hai..
@@DJSURAJSP neo megnet 12,000 to 18,000 pe video banavo na sir
Dual bass me weight bahut jyada ho jata hai ...
Neo megnet and ferrite megnet me kya difference hai vo bhi bata dena
Mai bhi ayhi soch raha tha....👍
@@DJSURAJSP video thodasa jaldi hi bana dena kyu ki diwali baad order hai.. speaker ki price sab kuch dekhana hota hai iske liye
Lock down pehla cabinet le liya tha
Speaker baki hai
Lockdown me sab paise kharch ho gaye
Thodasa paise ka bhi adjust krne ka hai iske liye
Sensiviti ka sweech jo daba diya hai iska bajase sound kom, amplifier ka koi problem Nehi haha?
No problem
Ham bahut paresan hai is samsya se mera name manoj sharama bhai koi upay bataiye
Bhai Mera studio master ka DJ A 2500 me same problem hai
NX audio ka 701 model ka emplifier mein 800 plus 800 22 Baja sakte hain ki nahin ek hi channel per humko bajana hai ek channel per nahin bajana hai bajega ki nahin bhai sahab bataiye DJ wale bhai
xX 5.5 stereo mode me b zone me kam aata awaj
Wiring problems ho sakti hai
Bhai mere djj 301 me yahi problem aa raha hai please help me
Check
Ahuja mixer adj 300 ke body ko chhune se humming ki aawaj aata hai kaise thik kare koi upaye ho to bataye sir ji
Mixer ko earthing dijiye
भाई डियकसे 3502 कबसे यूज कररहे है कैसा एमपलीफायर है बताएगा
3 years ho chuka hai...isse pahle bhi Use karta tha..aur phir maine..iss amplifier ko liya....best👍
भाई एक बात बताइए मेरे पास दो बक्स है उसमे तीन एसपिकर लगा है 300 वाड का दो आउर 600 वाडका एक अइसे दो बक्स है इसकेलिए कोनसा एमपलीफायर लेना होगा भाई बताए
Bhai...sabse pahle to kisi bhi amplifiers ke 1 channel pe 3 speaker nahi chalana..aur 1/2/4 speaker hi chalana..ok
Aur speakers chahe kitne bhi watt ke ho...same same speakers hi 1 channel pe use karna amplifier pe..👍
भाई फिर एक चैनलपर 2 एसपिकर एक चैनलपर 4एसपिकर कनेकसन कर देते है इसकेलिए एमटी 1201 ठिक रहेगा यनी 600 वाडका 2 एक जग अउर 300 वाड का 4 एसपिकर ठिक रहेगा इसकेलिए एमटी 1201 सही रहेगा बताए सर
3502 me...1 channel par 2 bass650 ke aur 2channel pe 400w ke 4 speaker chala sakte hai..
New kolkata wala 701 laya hu 2. 3 boking pe thik bja av km bj rha h jyada volume bhdane
Mono me chalana chahiye
Ki stereo me
Bhai meri 1 amplifier hai usko saf kar rahe the to usko khol ke hawa mardia to usme 1 dikkat aai hai aur amplifier chalu hai lekin uspe bass ya top lagata hu to direct awaj bada to direct amplifier banda hoti hai uska kya prblm rahega koi jan kari dek skte ho bhai???????
Bhai... Andar me dust ghus gaya hoga
Sensvity kitne mai rakhe
0.775
Driver section/power output misfits problem hai!ham rapier कर के देंगे
B chenal me problem hai to Kiya kare bhai
Bro mera studio mastar professional ka bass kam ho gya hai please halp bro
Kon sa model
THANKS BHAI
Thanks
Bhai mere pass LXA 3200 KE DONO CHANNEL ME BASS NAHI DE RAHA HAI AISA KYU BHAI
Setup details dijiyega
Sensevity
First like nd view super
Thanks bhai...
@@DJSURAJSP bya ji sensivity 0.77 ain hai or ye problume hui to .1.00 par rakhne par koi problume spkr pr nhi hogi kya
Nahi...bhai...volume thoda sa ka. Banta hai...
Bhaiya ji mera pass 1200watt stranger dabal चैनल का है a चैनल sa आवाज तेज देता है b चैनल sa Kam आवाज आता है
Signal wiring problems ho sakti hai
Bhaiya ahuj ka 6000 watt ka amplifier acha hota hai na
Yes....best
I'm using.
Ha
Bhaiya ahuj ke lxa 6000 ka or slv mohali bl 12 dono ka testing karo
Jab bhi mauka milega..jarur karunga..bhai👍
Ha
Nx audio rx4000 me yek chanel aavaj kam ata hai. Kay hogaya hoga
Preaset problem
@@DJSURAJSP thankyou so much
Bhai ji my studio master Dja5000watt me channel A Ka volume kam ho Gaya h
Wiring connection change
Mere Amplifier Ahuja Btz 10000 me Aisa hi ho raha hai, Kya Karen kripya batayn Sir ji
Bhai... Ek zone ka transistor ko check kijiye
@@DJSURAJSP thanks Sir ji
भाई साहब मेरे पास भी ahuja का एल एक्स ए3200 है जिसमे चैनल ए में आवाज कम आ रहा है। मैने सेंसिटिविटी को चेंज करके देख लिया फिर भी समस्या वैसे ही है कैसे ठीक होगा
Bhai uska pre-set ka problem hai ... App najdeeki repaired shop me jaiye ya warranty bacha hoga to jaha kharida hai vaha le jaiye
Sir mera bass amplifier me dono channel ka sound badhane pe sound kam ata hai toh kiya kare please reply sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Mixer
Hello Bhai saund ispit Mai chlte chlte ek chenal band ho rha hai
Bhai mera v aesa ho gya hai liner k amplifier me studioman hda5000 hai pura awaj kam ho gya hai kaise kru batao na bhai plz or protect lag ja rha hai or fhir awaj kam ho ja rha hai samjh ni aa rha bhai mujhe kya kru
Sr. Mere studiomaster dpa 5000 me A chanal me jyada volume aata hai
Lekin sencivity ka jo option 3
hai kon sa mode select karu
Resistance problem hai
Bhai ca18 me clip bar bar Kyo aata 10 tak valume dene par please bhai
Clip jyada volume dene se aata hi..hai koi problem nahi
Bhai Mera stranger amplifier hai or channel A par baj raha hai or channel B par Nehi baj rahe hai Oo kese thik kare ek video bana kar Dona
Bhai machine me problem hoga check karwaiye
Speaker ka awaaz thodi baat kam kyon jaati hai
Jyada clip me use kar rahe honge isliye
Bhaiya mere pass studiomaster Dja4000 watt hai isme pahle se ab aawaj output nhi de pa raha hai jabki ek baar bhi repair nhi hua hai 4saal ho gaya hai
Bhai ..kya chalate hai app usme
Bass single scoop 1500 watt par channel
Bhai lxa 3200 two switch hai
AHUJA DXA 3502 sounds nahi de raha hai esh par video banakar Vejdiye Bhaiya
Bhai... Repairing karaye
A plus 9900 Ampli ma volume kam nikalta hai to kya kare uska solyusan
1200 wat ka apli fire me pahe 2 point se jada me baja nahi milta tha ab full volum me vi utna awaj nahi aarh he kay kare
Bhai mere dj master main 3600 watt amplifier main bhi ye problem hai
Sir me jab 4 amplifier alag alag company k आपस में जोड़ रहा हु tho dj me punch 👊 nhi aa raha he or 1 1 kar k amplifier ki volume खोलता हूं तो punch aa jata he please please help me
App appne setup ka full details mujhe whatsApp kijiye
@@DJSURAJSP apka number send karo
Ahuja 700 watt me aawaz trip ho jata hai sir or fir se suru ho jata hai automatically chand second k liye hota hai
Super video
Thanks for support
Bhai mere pass studio master 2.0 machine hai usmein audio problem kar rahi hai maine bahut jagah pata Kiya koi repair nahin
300wat masin me aabaj kam ho gya hy qya karna padega
Nice video
Thanks for support
Sir mere amplifier me sensitivity nahin diya hua hai sir to kya Karen
Kon sa model hai.. 1802 hai kya
मेरे एम्पलीफायर मैं A चैनल पर वॉल्यूम B चेनल के मुकाबले 30% कम खोलने पर A चेनल की आवाज़ खराब होजाती है और किलिप लाइट भी जलती है बताये क्या प्रॉब्लम हैं
Internal problem
@@DJSURAJSP theek hojayega kya chenal m problem h kya
Bhai... Repairing shop me contact kijiye😊
@@DJSURAJSP भाईसाहब इस एम्पलीफायर मैं एक दिक्कत सुरु से है कि इसमें कभी कभी सिर्फ पावर ओंन करने पर ही स्पीकर की कोइल खराब हो जाती है विना गाना चलाये विना वॉल्यूम खोले सिर्फ ऑन करने पर ही कई बार नुकसान कर चुका है मेकेनिकल की समझ मैं नही पड़ रहा है वो बोलता है कि सब सही है
Bhai... Aisa problem to maine aaj tak nahi dekha🤔
Mere paas 8 bass pr 2 amplifier lagaye huye he isme dono amplifier ka ek ek channel nhi chal ra he
Sir mere pas powerdrive ca 8000 hai isme bhi channel 1 mai आवाज jada hai par channel 2 par thodi kam hai sencituviti thik karne ke bad bi nahi ho raha hai sir kya kare
Ahuza 3502 Me Problem Kaise Dur Kare Stereo Par Aur Mono Par Channel B Me A Ke Mukable Aawaj Bahut Kam De Raha Hai Aur Brigh Mod Par Dono Channel Kaam Kar Raha Hai Aur Channel A Stereo Aur Mono Par Sahi kaam Kar Raha Hai
Sensitivity ko 1.25 me kar dijiye
Ahuja LAX me fat fat ki awaz q aata h
Ha agar chhota top use karoge to..
@@DJSURAJSP bhai 1100 watt ka ek box h
Sound jyda ho raha hai...gain kam kijiye.
@@DJSURAJSP fir v hota h
Sir ji kya bina network cit ke box nhi bja skte
NYC video
🌷
Dinatech v7000 me bhi ye pro. Aaya he
Mere ahuja lxa 1400 me aaya hai sir
Pro tek double channel 4500watt ka hai ek ek channel chala rahe h tab thik baj rha h aur jab dono sath me chala rhe hai to awaj dab ja raha hai aisa kiu
Wiring galat hai
सर मेरा स्पीकर बार बार जल जाता हे तो उसके लीये कया करे
Kon sa speaker hai...aur amp kon sa hai..?
@@DJSURAJSP P audio bm 300 वोट ओर ऐंम studio masterDJA 1600 & nx audio3000 mk2
Paudio 300 likha hai...but wo 230w ka speakers hai...rms power...me app use 250w ke hisab se chalaiye...aur amplifier ke clip signal ko mat jalaiye..
@@DJSURAJSP सर स्पीकर कितने वोट का हे वह मापना हो या चेक करना हो तो कोई तरकीब ओर मेरा स्पीकर ओल्ड है सर
Voice coil aur magnet power ke upper depend karta hai...
Sar humne to Sanskriti switch bhi kar dekh liya Magar volume pahle se awaaz kam de rahi hai amplifier
A channel signal light glow for no load please explain bro
Select indicator's :
☀CLIP
☀PROTECT
☀SIGNAL
☀TEMP
Bhaiya mere pas ahuja lxa 4500 watt hai usme ek vailum se sahi baj raha hai dusara vailum use kar rahe hai to bagal vale chainal ki aavaj band ho ja raha hai
Bhai... Dono channel ka aawaz same rakhiye
Sir yeh problem mere ahuja tza2000 amplifier mai hai
Preset/fuse problem hoga...usme...check karaiye...
Ok
Mere pass rx 3000 watt hai uske a chennal mai awaz fat ti hai awas tej mai
Wo speaker ka problem ho sakta hai