Koi mujhe ye bata do ki ye purple wali lacto calamine lotion mere eyebrows and hairline ke around pink patches kyu bana rahi hai and after applying this my skin feel tight even though I have oily skin koi help kro bs itna bata do ye pink patches kyu banati h kitne amount sufficient hoga pure face ke liye
10 days me ek baar besan turmeric se scrubbing kare aur scrub karne ke baad Multani mitti tamatar ke ras se mix karke face pack banakar face per 20 minutes Tak apply Karen dry hone ke bad Pani se wash kar de...
Best product ever
Mam iske sath mai wow ka vitamin c soap use kr skti hu
Issey dhup m lgake ja sakte hai kya
Mam sensitive skin par kase lotion use koronga green or pink please bolo 😢😢
Lacto calamline location me perfume mila hua hai ap iska ingredients check kar sakte hai hu
Mere face par pimple hai to kya mein isko use kar sakti hun din mein day mein use kar sakti
Kon sa wala jhada acha h didi green wala ya purple wala
Green waala dry skin ke liye hai orr purple waala oily skin ke liye hai
green🟢
Iske bd sunscreen lga skhte hai kya
Can we use it in summer?
Mam kya yah lotion after facial use kar sakte hain
yes
Koi mujhe ye bata do ki ye purple wali lacto calamine lotion mere eyebrows and hairline ke around pink patches kyu bana rahi hai and after applying this my skin feel tight even though I have oily skin koi help kro bs itna bata do ye pink patches kyu banati h kitne amount sufficient hoga pure face ke liye
Skin may pasina jada niklta hai muh kala karta hai a purples use ki mane
Di meri skin dry hai toh me konsa mousrizer use Karu plzz reply
lacto lotion
Di mera combination skin h isse use kr skte h
Yes
Makeup se pehle isse. Isse use kar sakte hai moisturizer k badle
Yes
Nhi
Ha yes
Ata use korle ki sunscrem use kora jbe r forsha haor jnno onnno crem ki use kora jbe
Meri bohot pimple hoti hai.. 3 sall ho geya .. 😢😢😢 koi v product kam nhi kar raha
Multani mitti vich rose water pai k lgayo
Thank you
💜
Meri skin summer me oily and dry skin rehti h winters isko lgake strechy feeling aati h par oily face h to moisturizer apply krne pe pimples a jate h
Mera beta 13 years ka h uske face pr keele ho gi h.me lya use kru
10 days me ek baar besan turmeric se scrubbing kare aur scrub karne ke baad
Multani mitti tamatar ke ras se mix karke face pack banakar face per 20 minutes Tak apply Karen dry hone ke bad Pani se wash kar de...
Kichi bhi farack houni ahuri adhika baharuchi
Bhai pagal ho? ase kya he kroge? jo caption h uspe video bnao na seedha