Islamabad To Mingora Swat By Road Trip | Pakistan Tour 2024

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 10 дек 2024

Комментарии • 73

  • @aftabchandio1327
    @aftabchandio1327 4 месяца назад +1

    Masha Allah Great vlog

  • @muhibullahpk7415
    @muhibullahpk7415 4 месяца назад +1

    ماشاءاللہ بہت خوبصورت حوش رہے آباد رہے

  • @adeelfaraz3783
    @adeelfaraz3783 4 месяца назад +1

    Thank you sir very informative stay blessed

  • @ahmadjawadhassaan4462
    @ahmadjawadhassaan4462 4 месяца назад +2

    Best travelling vlogs Waris bhai.

  • @IMRANSWAT
    @IMRANSWAT 4 месяца назад +1

    Masha Allah awesome aap ka wait hi rehta hai mjhy

  • @carguy1925
    @carguy1925 4 месяца назад +2

    Your speaking style is the mixture of pakhtoon and Sindhi.

  • @faisalmustafa2609
    @faisalmustafa2609 4 месяца назад +2

    Boht pyari jaga hai mangora enjoy journey

  • @imtiazrehman4921
    @imtiazrehman4921 4 месяца назад +2

    I visited mingora Kalam in 22 beautiful place jazakallah

  • @musakhan5853
    @musakhan5853 4 месяца назад +1

    Welcome to swat❤

  • @sadakbar2105
    @sadakbar2105 4 месяца назад +1

    Masha Allah bohut khob

  • @ishfaq2131
    @ishfaq2131 4 месяца назад +2

    Bht zbr10. Kindly also share complete detail of all expenses

  • @arifqazi4428
    @arifqazi4428 4 месяца назад +1

    بہترین

  • @kamranslifestyle1286
    @kamranslifestyle1286 4 месяца назад +2

    Mashallah A-one bhai

  • @duahadi2912
    @duahadi2912 4 месяца назад +1

    Assalamualaikum
    Good video.
    Bless you and your family

  • @lagharicattalfaram135
    @lagharicattalfaram135 4 месяца назад +1

    MashaAllah A, Bhai ❤❤❤❤❤❤

  • @ejazahmed4956
    @ejazahmed4956 4 месяца назад +1

    Lovely make waris bhi

  • @kh2k189
    @kh2k189 4 месяца назад +1

    Just returned from Barikot Swat. Sher khan has a very good beef pulaw

  • @Ryan-bc1hl
    @Ryan-bc1hl 4 месяца назад +1

    11:31
    MashaAllah aapki gari boht achi hae I suggest jab bhi aap next time new tyres daalein apne tyre ki profile increase karein taake apko suspension ziyada soft feel ho. Low profile tyres kharab sarakon ke liye sahi nahi aur suspension apko hard feel hoti. Apko pata hi hae pakistan mein kitne khadday hein jo high speed mein bhi aik dam aajate. lekin isska positive ye hae ke motorway par outclass road grip millti.

  • @bangashkhan3388
    @bangashkhan3388 4 месяца назад +1

    Salaam❤

  • @anwarbaloch1833
    @anwarbaloch1833 4 месяца назад +1

    Very nice vilog beautiful.

  • @muzzammilabubakarqureshi1114
    @muzzammilabubakarqureshi1114 4 месяца назад +1

    Waris bhai best drive ❤ & Nice Shalwar kameez Suit 😊

  • @ghulamabbasabbasi4661
    @ghulamabbasabbasi4661 4 месяца назад +1

    Mashallah💖

  • @mubashiramurtaza5779
    @mubashiramurtaza5779 4 месяца назад +1

    Mashaallah Bhai Allah AP ki or family ki hifazat Kary or AP ki beti both pyeri hai bilkul Meri beti ki thara ❤

  • @nadeemahmed5806
    @nadeemahmed5806 4 месяца назад +4

    اسلام علیکم جناب آپ سے گزارش ہے کے آپ اپنے بلاگ میں ہوٹل کے نام لوکیشن اور پرائس بھی شیر کریں ہر شہر کے اور پٹرول کتنا خرچ ہوا اور پٹرول پمپ کا بھی بتائیں کس پٹرول پمپ کا پٹرول اچھا تھا

  • @anis19502
    @anis19502 4 месяца назад +1

    nice journey 👍
    Lovely informative video 📷
    ❤ from Lahore 🤗💐👍

  • @AbdulHakeem-m3i
    @AbdulHakeem-m3i 4 месяца назад +1

    Nice ❤

  • @pervezyasser8232
    @pervezyasser8232 2 месяца назад

    Nice videos

  • @raheelkhoso4055
    @raheelkhoso4055 4 месяца назад +1

    15 days back wapas aya hn tour kar ke Sway valley ka from karachi to Swat valley, bht enjoy kya Swat valley ko, hum direct karachi se Mengora ae in 22 hours drive..

  • @umar_yousafzai
    @umar_yousafzai 4 месяца назад +1

    Nice video brother agr wapsi besham, mansehra wali side sy karen to best hojyga

  • @Ryan-bc1hl
    @Ryan-bc1hl 4 месяца назад +1

    Great to see you Warris bhai. Baki Aik swat ka alternative route hae jo chakdara se jaata wo ziyada saaf hae aur jaldi cover hojata. Jab Swat motorway toll plaza cross karte toh aapne chitral road ki taraf jana. Jab river bridge cross karte toh chakdara se right road jaati. Wahan heavy traffic boht kam chalti.

  • @AmirBangash-l7l
    @AmirBangash-l7l 4 месяца назад +1

    👍

  • @abdulrehmanshaikh5051
    @abdulrehmanshaikh5051 4 месяца назад +1

    Salam waris bahi bht achi video hai apki .waris bhai ek video banae old car trip ki takya logon ko aur information milay kyn k sb k pass new car nai hoti plzzz.

  • @AKHUNDS
    @AKHUNDS 3 месяца назад +1

    Warris bhai buy 2014 2015 camry hybrid next time.

  • @Itxsyco25
    @Itxsyco25 3 месяца назад +1

    Sir kindly ek full video in university of swat os KY admissions and hostels par b

  • @syedmuhaibshah3434
    @syedmuhaibshah3434 4 месяца назад +1

  • @akbermadhwani548
    @akbermadhwani548 4 месяца назад +1

    Waris bhai, Karachi me koi achy Worksops bhi bata den please for New Cars

    • @warisfareedvlogs
      @warisfareedvlogs  4 месяца назад

      Yr koi acha banda nhi hai jo mai ap ko suggest kro bs sab kaam chalao waly bandy hain

  • @naseemawan457
    @naseemawan457 3 месяца назад +1

    Waris Bhai kafee time bad apko dekha
    Masha Allah new prius
    Kon sa model ha

  • @naseemawan457
    @naseemawan457 3 месяца назад +1

    Waris Bhai prius ka be batya ga kon sa model veriant kon sa or 5 seats ha

  • @SamiullahKhan-n9j
    @SamiullahKhan-n9j 4 месяца назад +1

    Ap NY Islamabad mn hotel nhe dikhaia..na charges k baray mn update kia....

  • @abdulsaleem5815
    @abdulsaleem5815 4 месяца назад +1

    Me apko ek suggestion donga ap views ziada dikhaya kare❤log bore hojate hai ziada lambi talk se

  • @sairahussain8190
    @sairahussain8190 4 месяца назад +1

    Hum apka krachi gjooom ry ap hamara kpk ghooomyn ....

  • @malikxzuhaib4285
    @malikxzuhaib4285 4 месяца назад +1

    cultus new shape ka engine itna power rkhta hai ky ac ka load utha sky for long tours Waris bhai?

    • @warisfareedvlogs
      @warisfareedvlogs  4 месяца назад +1

      Haan new cultus achi hai likin maintene car ho

  • @mixes6638
    @mixes6638 4 месяца назад +1

    فیملی کے لیے سوات وغیرہ میں کون سی اچھی جگہ ہے اور اس کے علاوہ مزید کون سی جگہ پر جانا چاہیے پلیز رہنمائی کرے شکریہ

    • @warisfareedvlogs
      @warisfareedvlogs  4 месяца назад

      Swat mai bahrain..kalam..mahodant..blu water in jaga p jana chahiye

  • @daniyanahmed-cx5xj
    @daniyanahmed-cx5xj 4 месяца назад +1

    sir agr apsy rabta krna ho koi tour ky hawaly sy guidence chahie ho to kaisy kr skty hai

  • @faisalbukhari-vlog
    @faisalbukhari-vlog 4 месяца назад +1

    petrol average kitna de rahe phv

  • @aleejunaid
    @aleejunaid 3 месяца назад +1

    Engine Oil konsa use kara aap nay?

  • @bangashkhan3388
    @bangashkhan3388 4 месяца назад +1

    Bhai ye kon si gari hey ?

  • @aymanafzal
    @aymanafzal 4 месяца назад +1

    I totally disagree with your point regarding the AC.
    Kuch Information share kardun.
    Point 1:
    AC ka compressor aik pulley se connected hota hai jis ka koi itna zor nahin hota engine pe
    Agar AC band kareinge tou sheeshe utareinge jis se gari ki aerodynamics pe farq parta hai kyun k gari k aerodynamics band sheeshon k hisaab se hotey hain.
    Agar sheeshay khuleinge tou gari load legi.
    Gari ka heat up hona AC se taaluq nahin or naa hii Engine se, balkey radiator se hai.
    Radiator choke nahin hona chahiye or usmein coolant use ho. Jo waqai coolant ho, naa k Guard or SOGO k sirf rang k naam pe jo coolant hota hai woh hon.
    Point 2:
    Tyre ki condition se bilkul muttafiq hun lekin garmi mein ya phir sardi mein, tyre ki friction se jisko (RAGAR) kehte hain, us se tyre mein hawa barh jati hai, yaani inflate hoti hai.
    Garmi mein yeh ziada khatarnaak hai.
    Lekin dono soorton mein, normal air use naa hii karein kabhi gari mein tou behtar hai, uski jagag Nitrogen gas ka istemaal karein, jo k thandi hoti hai or temprature + air pressure maintain rehta hai.
    Matlab yeh k jitni bhi garmi ho ya sardi ho, air temperature constant hii rehta hai jis se tyre phatne k chances kam hojate hain.
    Umeed hai k in points se parhne walon ko faida hoga.

    • @warisfareedvlogs
      @warisfareedvlogs  4 месяца назад

      Actually mai ap ko comment mai nhi samja sakonga sirf itna kahonga k mai jo baat krta ho video mai us ko mai pehlay practical krta ho.aur ye AC wali baat zara ap apnay mechenic sy pochy ap ko behter samja saky ga k gari par load parta hai ya nhi.

    • @warisfareedvlogs
      @warisfareedvlogs  4 месяца назад +1

      Actually mai ap ko comment mai nhi samja sakonga sirf itna kahonga k mai jo baat krta ho video mai us ko mai pehlay practical krta ho.aur ye AC wali baat zara ap apnay mechenic sy pochy ap ko behter samja saky ga k gari par load parta hai ya nhi.

    • @aymanafzal
      @aymanafzal 4 месяца назад

      @@warisfareedvlogs agar aap technical specs bhi dekhein tou agar AC se farq parta hota tou average mein 1 se 2 km se bhi kayi ziada ka farq parta hai.
      Tajurbe ki qadr hai lekin yeh wali baat ghalat lagi tou sahi baat batane ki koshish ki.
      Jahan tak mechanics ki baat hai tou unko urti urti baat aagey pohanchani aati hai. Naa k unko har baat pata ho.
      Mechanic ki har baat bhi nahn maannni chahiye.
      Mera bhi tajurba hota hai har saal trip ka.
      Isliye mein ne sahi baat aagey pohanchaney ki koshish ki
      Lekin aapki baat se lag raha hai k aap ne isko personal leliya.
      Lekin aisi koi baat nahn thi.

    • @discuslover8649
      @discuslover8649 4 месяца назад +1

      ​​@@aymanafzalassallam o allaikum main AP k or waris Bhai k comment read kar rha tha MASHALLAH aap dono tajarbe kaar hazrat Hain.
      Leki main ek point AP ki Nazar karta Hun kabhi prectical kar k dekhiye ga ba qool waris Bhai k k purni gari k Liye onho ne AC k mutaliq Jo hidayat di main os ko point out karta Hun AP kabhi purni gari with AC drive Karen or os ko pick de kar dekhen Kisi charhai par or same yehi Amal dubara os he jagah Karen without AC AP ko waris Bhai ki baat samjh ajae gi ya charhai k elawa sidhe road par bhi AP ye tajarba kar k dekh saktay hain.
      NOTE: old model or under power car ki baat ho Rahi hai Yahan par