Solar pump booking token generate kaise kare | सोलर पंप बोरिंग सत्यापन में डैक्यूमेंट क्या लगेगा

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 ноя 2024

Комментарии • 24

  • @BrijeshPatel-vw8hh
    @BrijeshPatel-vw8hh 7 месяцев назад +2

    Sar mein 28 February ko booking kiya tha 16 March ko token generate kar rahe the nahin ho raha hai kya Karen kya Paisa wapas mil sakta hai

    • @CSCPOINTHINDI
      @CSCPOINTHINDI  7 месяцев назад

      List me name hai ki nahi apka

    • @BrijeshPatel-vw8hh
      @BrijeshPatel-vw8hh 7 месяцев назад

      List mein Naam hai sar

    • @BrijeshPatel-vw8hh
      @BrijeshPatel-vw8hh 7 месяцев назад

      Main Mirzapur se hun 3 HP AC pump book kiya tha aur dusre number per hai

  • @gauravcsckendra
    @gauravcsckendra 7 месяцев назад +1

    Bhai bank me paisa jma ho gya hai token bhi green ho gya hai uske bad kya krna hai

    • @CSCPOINTHINDI
      @CSCPOINTHINDI  7 месяцев назад +1

      Usake bad apko kuchh nahi karana ho Mai dacument bataya hu usako Redy kar ke rakhe rahiye

    • @gauravcsckendra
      @gauravcsckendra 7 месяцев назад +1

      @@CSCPOINTHINDI bhai kuch log kah rhe the ki jo paisa jma krne ke bad recipit mili hai usko block me jma krna hai

    • @CSCPOINTHINDI
      @CSCPOINTHINDI  7 месяцев назад +1

      Nahi bhai nahi jama karana Mera solar khud laga hai thik hai aur mera 5 sall ka experience hai thik hai agar apko koi daut ho to apane block me krishi vigyan me puchh sakate hai

  • @abccricket1300
    @abccricket1300 7 месяцев назад +1

    जमीन कितनी होनी चाहिए

    • @CSCPOINTHINDI
      @CSCPOINTHINDI  7 месяцев назад +1

      बस आपके पास अपना खुद का बोरिंग होना चाहिए

  • @deepaksingh_1995
    @deepaksingh_1995 8 месяцев назад +1

    Agar challan ki copy fat jaye to kya dubaara challan generate kar sakte hai

    • @CSCPOINTHINDI
      @CSCPOINTHINDI  8 месяцев назад

      Ji dusara chalan print kar sakte hai

  • @deepaksingh_1995
    @deepaksingh_1995 8 месяцев назад +1

    Challan print karne ke baad indian bank me kitne din ke andar paisa jama karna hota hai ?

    • @CSCPOINTHINDI
      @CSCPOINTHINDI  8 месяцев назад

      Usapar date likha hota hai aur list check kar lijiye usame last date likha hota hai

  • @anujkumarmaurya1468
    @anujkumarmaurya1468 8 месяцев назад +1

    Sir Maine Paisa Bank mein jama kar Diya abhi tak green nahin hua 4 tarikh ko jama kiye the list mein naam hai

    • @CSCPOINTHINDI
      @CSCPOINTHINDI  8 месяцев назад

      Wait ho jayega bank se jama kiye hai na

  • @adarshkush8970
    @adarshkush8970 8 месяцев назад +1

    Maine online karane mein Paisa cut gaya tha to maine dobara online kara diya hai to ek bar ka Paisa wapas

  • @SandeepKumar-rv1jo
    @SandeepKumar-rv1jo 8 месяцев назад +1

    Solar pamp company ka chayan kaise kare kanpur up

    • @CSCPOINTHINDI
      @CSCPOINTHINDI  8 месяцев назад +1

      Solar pump ke liye company chayan nahi karana hai apko sakti company ka solar panal lagega

    • @SandeepKumar-rv1jo
      @SandeepKumar-rv1jo 8 месяцев назад +1

      Boring satyapan vala bol raha tha span company ka panal va pamp milega mujhe tata ya sakti ka lena hai kanpur nagar sarsaul blaak

  • @deepaksingh_1995
    @deepaksingh_1995 8 месяцев назад +1

    Mai mirzapur se hu mera booking 24 february ko confirm hua hai ,bank me paisa jama karne ka last date 9 march hai, aaj 27 feb ko maine token generate karke challan print karke indian bank gaya to bank walo ne kaha aaj server down hai aap kal aaiye , samasya ye hai ki challan par validity kewal ek din 27 feb tak ki hai , to kal kya mujhe dusra challan generate karna parega?

    • @CSCPOINTHINDI
      @CSCPOINTHINDI  8 месяцев назад

      Ji dusara chalan generate kar lijiye ga usaki validity sirf 27 Tak hai dusara print kar ke chale jaiyega