main 5-6 mahine se apke video dekh rahan tha, usse mujhe bahut help mili, abhi main may main gaya tha darshan ho gayen. bas ek issue ho gaya tha shoe ko lekar, shoe stand to mila nahin. aur shoe sleeper chori ho gayen the. baki sab badhiyan tha
Namaste, hum 1 saal pehle tirupati darshan ke liye gaye the, it was sudden visit, ek din pehle decide aur pahunch gaye the, darshan bahut sundar huwa, man khush ho gaya, aisa laga venkatesha swami ne khud bulaya ho, abhi fir se ja rahe hai December me. Sach me adbuth hai. Om namo venkateshaya🙏 Last time gaye the tab aapke videos ne hume bahut guide kiya tha, thank you so much.
ओम नमो वेंकटेश: लास्ट Wednesday and Friday को मेरा दो बार दर्शन हो गया. मैं फर्स्ट टाईम दर्शन को गया था. आपके व्हिडिओ देखकर मुझे बहुत मार्गदर्शन मिला है. आशा है आप भविष्य में भी ऐसेही व्हिडियो provide करे. ओम नमो वेंकटेश.
श्रीगोविंदा जैसा कि मेरा रिसेंटली तिरुपति जी का प्लेन हुआ है और टिकट भी कर चुका हूं मेरे साथ दादा दादी और मेरी सिस्टर का प्लान बना है next ट्रिप प्लान है जाने का क्या मैं पहली बार दर्शन कर सकता हूं बिना किसी ऑनलाइन टिकट्स के यह ऑफलाइन टिकट्स के कृपया कर मुझे सुझाव देंगे
Ham 21/8/2024 ko tirupati balaji darshan karne ke liye nagpur se aa rahe hain, hamare pass online ticket nahi hain. Ham family hain 4 adult aur ek 3 saal ka baccha hain. Ham kaise kare hame bataye
Please reply- hamare pas online ticket nhi hai 23rd July night 10pm ko hum tirupati pahunchne wale hai Waha se direct tirumala jake ke night me dharmdarshan ho skta hai kya? OR 24th July early morning TTD offline ticket ke liye line me lage to kab tak darshan ho skta hai?
Ye marg darshan ki pahli baar darshan karne jaa rahe he November me mata pita jaa rahe he online ticket karna he jaldi or acche se darshan ke liye kun sa ticket book karana chahiye kun se sewa wala ya special entry darshan ya koi or jo sewa wala samaz nahi aa raha hai 🙏🙏🙏🙏🙏
Madam, my arrival is scheduled on 3rd october morning around 7 am. And my departure is scheduled on the next day afternoon around 3.30pm. my age old parents are with me and i dont have online tickets. Kindly guide me how i could take the darshan within my scheduled time.
You can try srivani trust tickets given in the airport but the cost is 10500 per person and darshan will be next day morning or you can directly go to vishnuniwasam near railway station and take offline tickets if you reachearlythere may be chances to get thetickets
Hi Mam Ham 4 boys hai 13th October dophar 3 baje tirupati railway station aa rahe hai usi din sham tak steps se tirumala jayenge Koi bhi booking nahi hai raat me upar sleeping ke liye kaha ruk sakate hai
Mam 26th Dec subah Tirupati pohchunga....with family but I dont havre online 300rs ticket.What should I do to avoid long que? I have return ticket on next day evening.
@@dakshinrahasyatv Ok thank you Mam just 1 query I will be reaching Tirupati at 9am so kya muze same day ka SSD mil sakta subah 9baje? vishnunivas or sriniwas mein?
Mam special darshan ticket hone ke baad Alipiri steps ke raste jaana ho tho offline ticket lena jaroori he na nahi liya thobi chalega plz help us madam
Me 9 jun ko morning me 8 baje aa uga kya muje usi din ke sarvdarshan tikit Vishnu niwas se mil jayege Or abhi jun ke month me kesa rash he Plzzzzzzzzzzzzzzzz bataye
Im going day after tomorrow with my family old granny n small kid.i have booked nothing.is it possible to get offline tickets plz guide me.wht should i do
Ma'am Dec mai ja raha hmm tirupati,Mera bacha 15 months ka ho jayega,to kuch special entry system hai ,ya normal way se hi Jana padega, kyu ki online to paas mil hi nahi paye.
Ja sakte hai lekin online ticket me jo slot hai us samay tak aapko mandir pahuchna padega bal dan darshan se pehle karana hota hai video ka link discription box me hai
Mam august me off season rehta hai ya bheed jada hoti hai because hamara reservation to ho gaya hai but we dont have 300rs ticket we are from Prayagraj please guide as as possible as u can
Mam dharam darshan kya hai,our yaha Darshan ky liye kya ticket milta hai vaise darshan nshi hoga,our vaha kya hotel bhi nahi milty kya please vaha ky baary m bataye
Ma'am mujhe apni beti k mundan k liye jana h bahot dar rhi thi aaj apka video dekh kr santushti hui h meri beti abhi 8 month ki h August me jane ki soch rhe h kya such me hame kisi ticket ki jarurat nhi padegi?plss ma'am reply jarur krna
Nahi koi ticket ki jarurat nahi hai 1 sal se kam umar ke bache aur unke mata pita ko bas apne adhar card aur bache ka birth certificate ya discharge summary le jayen aur koi festival us samay nahi honuski bhi jankari rakhe kyun ki festival ke samay infant darshan band ho jata hai
@@dakshinrahasyatv thank u so much help k liye 1 help or kr di jiye vo actually me u.p se hu Lucknow se itna door jaungi vaha pr kis festival me infant darshan band hote h pata nhi h bata sakte h aap hum rakshabandhan k time jane ki soch rhe h kya us time band hota h ya open
बहुत ही बड़ीया दर्शन व्यवस्था की गई है। समय तो जरूर लगता है मगर दर्शन बहुत अच्छे से होते हैं। जय श्री कृष्ण👏
Bhai me 2 baar darshan liya hu.. 2 nd time to mera baccha 1 year ka bhi nhi tha.. Fir bhi me free darshan lita.. Om namo narayan
7बार दर्शन कर चुका हूं आज तक एक भी पैसा नहीं दिया
मैं बस अभी अभी तिरुपति से आया हूं और बड़ी अच्छी तरह से आपने समझाया है कि किस तरह तिरुपति जाना है क्योंकि मैं बहुत कष्ट झेले हैं
દર્શનની બહુ જ સારી વ્યવસ્થા છે અને દર્શન પણ બહુ સરસ થાય છે
main 5-6 mahine se apke video dekh rahan tha, usse mujhe bahut help mili, abhi main may main gaya tha darshan ho gayen. bas ek issue ho gaya tha shoe ko lekar, shoe stand to mila nahin. aur shoe sleeper chori ho gayen the. baki sab badhiyan tha
Sahi baat hai yeh bahut bada issue hai
Namaste, hum 1 saal pehle tirupati darshan ke liye gaye the, it was sudden visit, ek din pehle decide aur pahunch gaye the, darshan bahut sundar huwa, man khush ho gaya, aisa laga venkatesha swami ne khud bulaya ho, abhi fir se ja rahe hai December me. Sach me adbuth hai. Om namo venkateshaya🙏
Last time gaye the tab aapke videos ne hume bahut guide kiya tha, thank you so much.
Es bar bhi aapka darshan ache se ho jaye yeh hi kamna karte hai 🙏
ओम नमो वेंकटेश:
लास्ट Wednesday and Friday को मेरा दो बार दर्शन हो गया. मैं फर्स्ट टाईम दर्शन को गया था. आपके व्हिडिओ देखकर मुझे बहुत मार्गदर्शन मिला है. आशा है आप भविष्य में भी ऐसेही व्हिडियो provide करे. ओम नमो वेंकटेश.
Sure thank you so much😊
ओम श्री वेंकटेश्वराय नमः 🙏
Namo Venkatesaya 🙏 You are doing a noble seva by sharing these informations timely and frequently 🙏
Thank you so much😊
Jai shree tirupati balaji maharaj ji 🙏🙏
Very good information
Big thanks didi,,,me to aaise hi Jane wala tha
जय श्री महाकाल 🌹🌹🌹🌹🌹
Very nice information thank u 🙏
Thanx a lot mam for quick n good infomation🙏🙏 om vanktshvaraynmo🙏🙏
Very knowledgeable video love you
Thank you 😊
ଓଁ ବଙ୍କଟେସ୍ବର ନମଃ
From ur guideence I darshan there in last month.
It was my first time.
And through ur guideence it become vry easy to me
Thank you so much 🙏
You are welcome 😊
Bhut Thanks . Jankari dene k liye
जय बालाजी जय गोविंदा
Jai hind jay bharat 🌳🌲🌱 har har Mahadev Jai shree Krishna Jay shree Ram 🚩🙏👏💐🎉👍👌
श्रीगोविंदा जैसा कि मेरा रिसेंटली तिरुपति जी का प्लेन हुआ है और टिकट भी कर चुका हूं मेरे साथ दादा दादी और मेरी सिस्टर का प्लान बना है next ट्रिप प्लान है जाने का क्या मैं पहली बार दर्शन कर सकता हूं बिना किसी ऑनलाइन टिकट्स के यह ऑफलाइन टिकट्स के कृपया कर मुझे सुझाव देंगे
kar sakte hai
Om namo venkatesaya Govinda Govinda Govinda 🙏🌹🙏 Govinda Govinda Govinda 🙏🌹🙏 Govinda Govinda Govinda 🙏🌹🙏 Govinda Govinda Govinda 🙏🌹🙏 Govinda Govinda Govinda 🙏🌹🙏 Govinda Govinda Govinda 🙏🌹🙏 Govinda Govinda Govinda 🙏🌹🙏 Govinda Govinda Govinda 🙏🌹🙏 Govinda Govinda Govinda 🙏🌹🙏.,
Hi, Agar mai 3 din ke yatra pr Balaji ka darshan krne jau to mujhe kitna budget dhyan mai rakhna pdega agar km se km khrch kru to!!
Yeh to poori tarah se apke choice of hotels par aur food par depend karega par jald hi es par video banane ki kosish karenge
Mam hum anewala friday plan kar rahe hai..keisa rahega
Abhi to rush kam hai
V nice information ❤
Thank you for your perfect guidence, i m planning to visit end of January:25, waha rush kesa hoga?
Us samay rush usually kam hi rehta hai
HARE KRISHNA
Madam 1 years baby ke sath Darshan kaise kare
Very nice video.
What is the rule of darsan for foreign Hindu like Nepalese people please?
Thank you
You can get online tickets by applying with your passport number
Ham 21/8/2024 ko tirupati balaji darshan karne ke liye nagpur se aa rahe hain, hamare pass online ticket nahi hain. Ham family hain 4 adult aur ek 3 saal ka baccha hain. Ham kaise kare hame bataye
Aapko offline tickets hi Lena padega ya free darshan karna padega aap chahe to offline tickets ke detail discription box me hai ek baar check karen
Please reply- hamare pas online ticket nhi hai
23rd July night 10pm ko hum tirupati pahunchne wale hai
Waha se direct tirumala jake ke night me dharmdarshan ho skta hai kya?
OR 24th July early morning TTD offline ticket ke liye line me lage to kab tak darshan ho skta hai?
Tab tak line close ho jata hai aap wahan jakar pata karen
Agar 7 bajay. Bari ho to line may kab lagay. Pl btaye
6
Super 👍
Good information❤
Jai Balaji jai Govinda
Very nice 🎉
Jaipur se tirupati balaji ki yatra ki details per video bana sakte hai? Plz?
Aapko ya to renigita ya tirupati pahuchna hai wahan se sab same hai jaisa ki Maine es video me bataya hai
Govind raj satram ki jo stey ky liye building puri ho gai hai ky
Abhibtak nahi hua hai
Jai govinda...ma'am tirupati me hamara arrival time 28sep. Saturday 9pm hai to early morning ssd token leke Sunday me hamara darshan ho payega na...
Bas hopefully rush kam ho to ticket mil jata hai
Ye marg darshan ki pahli baar darshan karne jaa rahe he November me mata pita jaa rahe he online ticket karna he jaldi or acche se darshan ke liye kun sa ticket book karana chahiye kun se sewa wala ya special entry darshan ya koi or jo sewa wala samaz nahi aa raha hai 🙏🙏🙏🙏🙏
300 wala ticket book karen August 24 ko 10 am ko book kar sakte hai
Om nmo vanktshvaraynmo mamji🙏🙏
जय बालाजी
Madam, my arrival is scheduled on 3rd october morning around 7 am. And my departure is scheduled on the next day afternoon around 3.30pm. my age old parents are with me and i dont have online tickets. Kindly guide me how i could take the darshan within my scheduled time.
You can try srivani trust tickets given in the airport but the cost is 10500 per person and darshan will be next day morning or you can directly go to vishnuniwasam near railway station and take offline tickets if you reachearlythere may be chances to get thetickets
Is there any special queues for handicapped people to get offline tickets??
No there are no ques for them it is a disadvantage for them
Good work ❤
Mam pahle me swami puskari me sanan kake varahswamy darshan k baad balaji darshan k bad padmavti ma darshan husakte aise sahi he batao sujtion mam
Kar sakte hai bas Jana jaroori hai
Hi Mam
Ham 4 boys hai 13th October dophar 3 baje tirupati railway station aa rahe hai usi din sham tak steps se tirumala jayenge
Koi bhi booking nahi hai
raat me upar sleeping ke liye kaha ruk sakate hai
free locker facility hai aap wahan ruk sakte hai sleeping aur luggage ke liye bhi wahan reh sakte hai
Mai 23 ko tirupti aaunga kya muje 23 24 25 3 din rukna h koi acchi hotel h.....??
Aapko discription box me tirupati related best hotels ke naam mil jayenge
Mam 26th Dec subah Tirupati pohchunga....with family but I dont havre online 300rs ticket.What should I do to avoid long que? I have return ticket on next day evening.
Maximum you need to take offline tickets for that you should go early morning to the counter s
@@dakshinrahasyatv Ok thank you Mam
just 1 query I will be reaching Tirupati at 9am so kya muze same day ka SSD mil sakta subah 9baje? vishnunivas or sriniwas mein?
Jai shree bala ji
Madam october mai navratri ke samay koi festival hai kya oct 2024 mai infant darshan kab aur kaunse festival mai band rehta hai
Oct 4 se oct 14 8 fant darshan band hai bramhamahitsav ke wajah se
Arjitha seva ticket li hai 31 jan k
30 jan k ssd ticket le sakte hai kya
Le sakte hai
Mam special darshan ticket hone ke baad Alipiri steps ke raste jaana ho tho offline ticket lena jaroori he na nahi liya thobi chalega plz help us madam
Aap Bina ticket ke bhi stairs se ja sakte hai uska tickets se koi matlab nahi hai
Last week of December 2024 me jana sahi decision hoga kya ma'am
First week of Dec better hoga kyun ki new year ke aas pass jyada rush hota hai
ऑनलाइन यूजर आईडी कैसे बनाए कृपया जानकारी प्रदान करे
Apko user id ki jarurat nahi hai OTP ata hai
Mam, November month k liye online ticket booking kbse start hogi?
August 18 se
Mam hamare pass online tickets nahi hai lekin 11 month ka baccha hai to document kya hone chahiye
Bache ka birth certificate mother and father ka adhar card
APSRTC quta for darshan ticket detail???
Till June it is released in both the sites and I gave the details in previous videos
My mother and father are senior citizen...so do they also have to stand in line...i mean can't i stand and get 3 tickets
No everyone needs to stand in the que can't help
Me 9 jun ko morning me 8 baje aa uga kya muje usi din ke sarvdarshan tikit Vishnu niwas se mil jayege
Or abhi jun ke month me kesa rash he
Plzzzzzzzzzzzzzzzz bataye
Abhi to rush hai kuch bataya nahi ja sakta
20 November tak aana hai
Kaisa rahega plz bataye
2. Din purana video dekhe aapko samaj me aa jayega
Im going day after tomorrow with my family old granny n small kid.i have booked nothing.is it possible to get offline tickets plz guide me.wht should i do
Just go early morning mostly youwill get
नवम्बर के ऑनलाइन टिकट कब मिलेंगे
Jai Bala ji
Special entry darshan ticket ₹300 offline mein counter se mil sakta hai kya? Kyuki online ticket nhi hai mere paas.
nahi sirf online me milta hai
Ma'am Dec mai ja raha hmm tirupati,Mera bacha 15 months ka ho jayega,to kuch special entry system hai ,ya normal way se hi Jana padega, kyu ki online to paas mil hi nahi paye.
normal way me hi jana padega
@@dakshinrahasyatvthanks ma'am
Hi,, keya mai online ticket booking karke By Foot siri se darshan kar sakta hu??
Bal kab katana hoga By walk dharshan mai??
Ja sakte hai lekin online ticket me jo slot hai us samay tak aapko mandir pahuchna padega bal dan darshan se pehle karana hota hai video ka link discription box me hai
30 June ko paidal chalne Wale ko darshan tikit kha milega
Abhi sabhi tickets same hai
Mam, tirupati m rukna shi hoga ya tirumala me, offline tickets kaha se milegi darshan k liye?
Aapko tirupati me hi offline tickets milte hai aap pehle wahan ruk kar tickets le le
Sir/Madam, navratri ke time (October 2024) pe sepcial darshan allowed hota hai kya ?
Allow hota hai
Mam offline ticket lene le liye kitna baje ko waa per line per rahena hai plz inform me
Usually raat 12 se hi log line me lage rehte hai counter 2am se 3 am ke beech me khulta hai
Mam jada bhid kab hoti hai taki ham koi or time deside kar sake
March aur April best hai
Ssd ऑफलाईन तिकिट लेणे के बाद tirumala मे दर्शन के लिए एन्ट्री कहा से करे plz????
Atgh
After 15 august weather kesa rahta h. non ac rooms sahi rahega
Tirumala me non AC chal jata hai after july
Mam mai 9 june ko night 11 bje Tirupati station phuchunga mujhe SSD token Kaha se milega early mrng line lgane pe us din ka ticket mil jayga kya
Us din katicket sirfrush par depend karega aapko Vishnuniwasam,srinivasam aur bhudevi complex me SSD miltahai
Kya 61age megarbhgrihme Balaji ke darshan ka kya option h mam
Bas electronic dip aur srivani trust ya VIP recommendation letter
Agar mai ticket leke darshan krna chahu to kya hum ek din m kr skte hai darshan.
Humara agle din ka reservation hai train ka
us din ke rush and ticket milne par depend karega
Mam agar silver foot donate kare swami ko toh VIP darshan ho jayenge kya family ko?
Aur mam foot ke size ka kaise pata kare
Aap ek bar TTD call center par call kar ke puch sakte hai correct information milega ya email I'd
Ofline ticket ke liye har family members ko line lagna parega ya ek aadmi ko hi sabhi ka adhar card dikhane se mil jayega
Sabhi ko line me lagna padta hai
Mam kya 8 yrs or 6 yrs bache ka tkt or Aadhar card lagta hai ?
Nahi aap unhe direct le ja sakte hai
December last me jaa sakte hai kya?? Bheed bahut jyada to nahi hogi?
Bheed to dec31 aur 1 ke aas pas jyada hoti hai
Mam august me off season rehta hai ya bheed jada hoti hai because hamara reservation to ho gaya hai but we dont have 300rs ticket we are from Prayagraj please guide as as possible as u can
Bheed ka to koi andaza nahi laga sakta but offline tickets ke liye jaldi counters me pahuchna chahiye
Mam pls reply tirupati me jyda bheed kb hoti h pls reply 🎉
May rath saptami vaikunthekadasji bramhotsav
Jun last month me rush kesa rehta he madam
Usually Kam rehta hai
Mam offline tickets lene ke liye sabhi members ko line me lagna padta hai ya koyi ek person le sakta hai
Sabhi ko line me lagna padta hai
Muze November me Jana hai to kya ye offline tickets milenge muze
Offline tickets har roj milte hai aapko counter me thoda jaldi Jana padega
Abhi rush kaisa hai....? Kitna time lagega...?
Without SSD and With SSD..?
Abhi bhi rush jyada hai 18 hrs without ticket 4 to 5 hrs for offline tickets
Mam August month kaa darshan pass kab milega
August Tak online tickets booked hai ab September ka release honge
Madam, without ticket darshan que mai rat me 12 baje lag sakte hai kya, agar lag sakte hai to darshan kab Tak ho sakta hai? Please guide.
Nahi aapko sham Tak hi allow karte
मेरा २५जून का ३:११ का accommodation है लेकिन में २४ जून को ही तिरुमला पोचने वाला हु,क्या मुझे २४ को तिरुमला में रूम मिले गा?
Aap cancel kar ke phir se try kar sakte hai 48 hrs se pehle cancel karen to full refund milta hai
Mam dharam darshan kya hai,our yaha Darshan ky liye kya ticket milta hai vaise darshan nshi hoga,our vaha kya hotel bhi nahi milty kya please vaha ky baary m bataye
Maine has topic par video banaya hai ek baar discription box me dekhe aapko idea mil jayega
Mam january me ज्यादा hoti hai kya
Rush ka to kuch bataya nahi ja sakta
Srinivasa p line m lgne p 1 admi k kitno k ticket mil skta h ?
Ek hi ticket milta hai
Agr 8 saal ka bacha hai to kya aadhar card lagega ? Agr nahi hai aadhar card tb ?
adhar card hona mandatory hai othewise thoda request karna padega school id ke sath
अभी ऑक्टोबर और नोव्हेंबर 2024 मे रस्ट कैसा रहता है ऑफलाइन तिकट से दर्शन हो जाएगा क्या
अभी डिसेंबर तक ऑनलाइन टिकिट फुल है
Oct4 se 12 tak bramhotsav hai uske baad rush thoda kam ho sakta hai
Mam mera slot 8 pm ko hai to me 8 pm se kitane hours ke liye jaldi ja sakati hu
Usually 2 hrs pehle tak
Darshan ticket ka date kya apni marji se china jata hai. Jaise aaj line me hoon or kaal ke ticket chahata hoon.please ans.
Question samjh me nahi aya
@@dakshinrahasyatv darshan ka time or date kya apni marji se hota hai yah trust ki marji se.