As-Salaam-Alaikum Akeel Bhai, Aap ki tamam videos bohat hi useful hoti hain aur aap nehayat tefseel sa ek ek points samjatay hain. Mein ek beginner hoon aur ye sab videos hi dakh kar kuch sakhnay ki koshish karti rahati hoon. Bhai Akeel, meri salai mein kuch problems aati hain, agar aap madad /guide karde. #1: ye jo aap ne iss video mein heavy size ka liye bataaya ka back part mein 3, 3.5 or 4 inches tak ouper rakh sakhtay. Tou Bhai bas yehi change hoga aur bahki tamam formula waysa hi hoga jo aap video mein bata rahay hain? #2: Mein ne apnaa liye ek pant stitched ki, magar jab mein jukhti yeni bend hoti hoon tou Back part nechay oouter jata hai. Bhai ye mistake kis terah correct ho sakhti hai? Please guide karey. #3: Akeel Bhai, Akhsir hum ladies front part belly (पेट ) sa zara heavy hoti hain aur pant tight ho jati hain, tou kasay loose karey? Aur pant cutting kartay waqat kis baat ka khayal rakhaye? Takay tight pant na ho. Agar Akeel Bhai aap ko waqat izzadatt data ho tou barai meherbani meray tamam sawalon ka zaroor sa jawab dey. Aap ki badi meherbani hogi. Allah aap ki rossy mein barkat aata farmai. Ameen!
Masallah bhai
Stitching bhi bta do
As-Salaam-Alaikum Akeel Bhai, Aap ki tamam videos bohat hi useful hoti hain aur aap nehayat tefseel sa ek ek points samjatay hain. Mein ek beginner hoon aur ye sab videos hi dakh kar kuch sakhnay ki koshish karti rahati hoon. Bhai Akeel, meri salai mein kuch problems aati hain, agar aap madad /guide karde.
#1: ye jo aap ne iss video mein heavy size ka liye bataaya ka back part mein 3, 3.5 or 4 inches tak ouper rakh sakhtay. Tou Bhai bas yehi change hoga aur bahki tamam formula waysa hi hoga jo aap video mein bata rahay hain?
#2: Mein ne apnaa liye ek pant stitched ki, magar jab mein jukhti yeni bend hoti hoon tou Back part nechay oouter jata hai. Bhai ye mistake kis terah correct ho sakhti hai? Please guide karey.
#3: Akeel Bhai, Akhsir hum ladies front part belly (पेट ) sa zara heavy hoti hain aur pant tight ho jati hain, tou kasay loose karey? Aur pant cutting kartay waqat kis baat ka khayal rakhaye? Takay tight pant na ho. Agar Akeel Bhai aap ko waqat izzadatt data ho tou barai meherbani meray tamam sawalon ka zaroor sa jawab dey. Aap ki badi meherbani hogi. Allah aap ki rossy mein barkat aata farmai. Ameen!
Plz mujhe extra large pent cuting sekha de
Sir mujhe kurta jens sikha do
Sir hip main marzen rakhna j
Is pant ki silai bhi batao na
Ok
Sir oppr se ek inch shod kr asan ka nishan lgana hai?
Nahi
Sir meri lenth 38 h to main kitni lenth lu kapde par
Measurement tape 1 inch upar nikalkar lenth ka Nishan lagaen 38 inch
Thanks
Bhaijaan hamen chote boys ke kapde sikhana hai pathani suit
Ye video hamare channel per available hai
@@AkeeLfashiondesignerbhai mujhe apka नंबर चाहिए
Apka number chahiye
@@AkeeLfashiondesignerapka number chahiye Bhai
PLS SPEAK ENGLISH . THANK YOU ..