Sir kya movable our immovable property bharne ke baad reporting officer ko report karna hoga ya bs bhar ke lock kar de quki maine movable our immovable property return 2024 year me file kiya h but mera show nhi kar rha plz help
sir ji immoveable vale section me maine 2 bar save button daba diya tha jisse same property 2 baar add ho gayi or maine dhyyan ni diya or lock kar diya abb kya karun?? plz help
2023 ME KUCH SHARE THE ABI SIRF EK Share HOLD H TO VAHI SHOW KARU NA?? ,SUKANYA BETI L LIYE LI H TO MERE ME HI ADD HOGI NA VO , mutual fund, PPF LIC PNB METLIFE IN SBKO BI SHOW KRNA PDEGA KYA..
Nice information Sir ye puchna hi agar koi property 2023 se phle purchase ki hi to usko 2023 m feed karna h ya sirf 2023 wali property feed karna hi isko batadiye
@@sanjaygovind85 dear ye sirf declaration year hai agar koi property apne 2024 me purchase ki hai use 2024 mention kar dijiye aur usse pahle ki 2023 me, darasal website design karne wale aur ye department ki bewkufi hai ki koi bhi support available nahi hai jisse kisi ka confusion door ho sake
Agar koii property 2023 feb me liya aurr use june 2024 me sellout kar diya hu maii.. To aj ki date me use to mention karna jaruri nhii haii na?? Kyuki aj ki date me wo property to mere pass nhii haii?? Plzz guide
@@akki80ful investment amount only Share and sip ko alag alag mention kijiye and description me likh dijiye monthly ya one time jo bhi investment kiya h
No movable means apke paas movable property nahi hai, apne submit kar diya hai isliye ab aap movable nahi bhar sakte, wait for correction if available or correct it in next year
@@currentaffairs-withraushan7516 loan investment nahi hai apka, agar loan ke behalf pe kuch purchase Kiya hai to use fill kijiye and description me loan details fill kar dijiye
Meri wife govt job me hai aur unke name se koi bhi chal achal samapatti nhi hai aur jo bhi hai wo mere name se hai aur wo bhi paitrik hai to kya isko wife ke sampatti me dikha sakte hai ya nahi
Only employee ki details but agar investment apne kiya hai aur vo bhale hi kisi dusre family member ke name se hai to vo bhi apki investment me hi add hoga
Hello sir Mai gov job me hu mere naam par to kuch bhi ni hai . Ek plot hai wo bhi meri wife k naam par . Aur kuch gram gold hai wo bhi meri wife ka hai. Village me kheti hai ghar hai wo bhi mere papa aur mummy k naam par hai. Mere naam par sirf 2 bike hai. Mujhe ise kaise bharna hai. Plz bataiye🙏🏻
Sir hmne personal loan liya private bank se,lakin sara sasur ji ne le liya ye bolkr ki tum logo ki shadi ka कर्ज h,kya vo bhi,abto kuch h nhi hm pr to sampatti kaha se hui,2 LIC hai 30-30 thousand ki per year ,to mujhe kya krna h. Please batayr
@@RACHITSHARMAINFO matlab bancestor ne khet buy kiye kisi aur se toh pahle khali khatauni me nam dalwa dete the naksha dwara hissa define nhi hota hai toh unme jaise jaise ancestor ki death ho jati hai toh sabke bachho k nam pr property aa jati hai jisme hisse define nhi hote toh un property ka ek khata no hota ha jisme ye clear nhi hota ki kiske nam pr kitna hai aise hmari hmare khet 4-5 jagah pr hai toh un sb me hissa nikalna thoda tough ar hmare yaha kache beeghe agar divide kr ke nikale toh share kaise bhare
@homedecor2977 jab tak property me name add nahi hai yani khatauni me waris ya hissedar ka name add nahi hai tab tak us property me aap hissa nahi dikha sakte, aur agar kisi property me multiple hissedar hai to example jaise ki 4 log hai to us property ko pura mention kijiye and share percentage me 25% mention kijiye
Share name ki jarurat nahi hai share type likh dijiye means mutual fund hai ya stock purchase hai aur jo amount ho vo likh dijiye ya monthly investment karte hai to monthly amount likh dijiye
Sir ji maine 1lakh20 hjar 6 month ke liye fd kiya h.... Jbki personal loan 3 lakh liya tha 68000 bhrna rh gya h.... Kist 5757 ki h 6 yr ki... Kya ye v bhrna hoga kaise bhru
Very nice information Sir. I had one question. If I purchased a property in 2021 then do I have to show in 2023 and 2024 both or in any one year 2023 or 2024??
@@YashGautamfunny in any one year, because these years are declaring year not purchased year, means in which year you want to declare your investment or property
Fixed amount ko mention kar sakte hai, movable property me, but rd ya monthly investment ko fill karna possible nahi hai, because use kitne time Tak chalana hai renew karna hai ya nahi ye sab pahle se fix nahi hota hai.
@@bhanupartap7473 aap description me mention kar sakta hai that Iam investing in mutual fund or wherever you invested money Monthly 5000,6000,7000 whatever you are investing
सर 3 साल पहले मेरे दादा जी और पिता जी की डेथ हों गईं थी तो जो उनकी प्रॉपर्टी थी वो मेरे नाम मेरी माँ के नाम और मेरी दादी के नाम विरासत के रूप में आ गईं है.. तो उसको भी भरना है kya और उसमे मेरा कितना शेयर है ये कैसे पता चलेगा प्लीज़ रिप्लाई सर 👏🏻
@@CLGupta-tg8xk amount me app full amount likh likh dijiye and discription me jitna Paisa one time payment Kiya hai vo and Jo emi amount hai vo mention kar dijiye and jitne. Months ke liye hai vo bhi
Session march 2024 me close ho jata hai, aap chahe to both year me file kar sakte hai, but details same nahi honi chhaiye n also concern your reporting officer or department helpdesk
User id & password hame department se milta hai ya NIC main baat karni padti hai ??
Ager movable our immovable property hai kya phir bhi hme no movable our immovable property declaration fill karna hoga
No, agar apke paas dono property hai fir aap dono no declare nahi kar sakte
भाई अगर मकान 2019में खरीदा है तो return year में क्या fill करें
@@mathsscienceeduhub730 23-24 fill kare, ye declare year hai n ki purchase year
2030
Property jis rate per khareedi thi vo bharna hai ya jo current rate hai vo bharna hai
current value according to circle rate
Lic monthley 2618 rs pay hota hai 2017 se to value me kya bharenge.total paid till now or monthly paid
Only emi amount likhiye , and description me monthly installment likh dijiye
Sir kya movable our immovable property bharne ke baad reporting officer ko report karna hoga ya bs bhar ke lock kar de quki maine movable our immovable property return 2024 year me file kiya h but mera show nhi kar rha plz help
Submit nahi hua hai isliye show nahi kar raha, cross check kariye, and kisi ko report nahi karna hai automatically Sara process hoga
sir ji immoveable vale section me maine 2 bar save button daba diya tha jisse same property 2 baar add ho gayi or maine dhyyan ni diya or lock kar diya abb kya karun?? plz help
Don't worry website issue ki wajah se bahut logo k sath ye problem Hui hai, next year you can correct it, or if and correction window will open
Agar जिस avas में rahate हैं usi में कुछ bhag किराया पर दिए हो तो usko kis tarah से bhara जाएगा.
Immovable property me option select kare and description me details likhe
Agr plot wife k nam pr ho to use b likhna hoga ya sirf employee k naam pr hono chahiye tbhi likhe
Mention kar dijiye relation me option select kare wife
2023 ME KUCH SHARE THE ABI SIRF EK Share HOLD H TO VAHI SHOW KARU NA??
,SUKANYA BETI L LIYE LI H TO MERE ME HI ADD HOGI NA VO , mutual fund, PPF LIC PNB METLIFE IN SBKO BI SHOW KRNA PDEGA KYA..
@@akki80ful jo bhi current investment hai
Immovable property mein multiple property hai to ek baar hi to ek property ka kar skte hai
@@Gaganrajput23178 yes ek ek karke property fill karke add karte Jana hai
Movable property m vehicle register h pr ....usko bhara nhi h or report bhi submit kr di h. ......kiya ab final report ko edit kr skte h ......
@@anjukumari4791 nahi kr skte
Kya PPF ki total current value (dabit+interest) bharni hai
Only current value
Sir mene 2021 me makan liya tha bo bhi lone pe to uska bhi bharna pdega kya.
YES
Sir bike ki kya value fill karni hai rto insurance sab jodke jo on road price hai ya ex showroom price
@@AnitParihar-rl6mw IDV value Jo insurance pe hai apke
FD krayi h and ppf account khulwaya h last year to inko bhi fill krna and kese krna h
ruclips.net/video/jZgTUG48riM/видео.html
Kya family members ke naam pe jo jo property hai jo ki job lagne se pehle ki hai. Use bhi feed karna hoga..?
Jo apke name par hai sirf vo
Sir plot lekr hmne house bnaya hai to uski value ky likhe kitne rupees likhe sir
@@ShivamYadav-mt7hi apke ghar ki current value according to circle rate
Nice information
Sir ye puchna hi agar koi property 2023 se phle purchase ki hi to usko 2023 m feed karna h ya sirf 2023 wali property feed karna hi isko batadiye
All properties
Koi kah rha year 2023 select krna h koi kah rha h 2024 select krna h
Kisi ko confirm nhi h😂
Moveable property vehicle, 2013 और 2016 में purchase की थीं , तो अभी return भरना है तो 2023 में भरेंगे या 2024 में ?????
@@RACHITSHARMAINFOagar ghar mummy ke naam se ho to kya use bhi dalna hoga? Ya sirf wo property jo karmchari ke naam se ho?
@@sanjaygovind85 dear ye sirf declaration year hai agar koi property apne 2024 me purchase ki hai use 2024 mention kar dijiye aur usse pahle ki 2023 me, darasal website design karne wale aur ye department ki bewkufi hai ki koi bhi support available nahi hai jisse kisi ka confusion door ho sake
Sir 2023 mai ek plot buy kiya h kya usko bhi 2024 mai declair krna hoga
Yes
Sir 2024 mai ek plot buy kiya h wife ke name se to sun 2023 dalege ya 2024
Sir, PPF movable प्रॉपर्टी में भरा जायेगा क्या?
Yes
Agar plot aur ghar ki registry 2 logo ( husband and wife ) k naam hai to share percentage me kitna likhna hoga ? Plz clear kren
Self ko hi rakhiye no issue
Sir wife ke name se ghar aur zameen hai toh kya usko show karna hoga ??
@@KamalKumar-xg1dx agar vo apke paise se purchased hai to
@@RACHITSHARMAINFOSir adhe se jyada paisa mera hi laga hai personal loan lekar ..Es condition me clear kre sir kya karna hoga
Sir agar koi makan loan par liya ho..toh kya osko bhara jyga..age haa toh kaise agr 20 lakh lian ho aor 10 khud diya ho toh
Property value likh kar
Description me mention. Kariye baki details
Agar koii property 2023 feb me liya aurr use june 2024 me sellout kar diya hu maii..
To aj ki date me use to mention karna jaruri nhii haii na??
Kyuki aj ki date me wo property to mere pass nhii haii??
Plzz guide
@@bychoice2096 correct , sold property ko mention nahi karna hai
Ek bar imoable property fill and save karne ke bad dusari immoble property nhin add hoti hai na show hoti hai kya karan ho sakta hai?
Multiple details save kr sakte hai, may be apne final save kr diya h by mistake
Kya Vehicles ki tarah mobiles ki details bhi bharni hai?
Not necessary
म्युचुअल फंड में जितना इन्वेस्टमेंट की है उसका अमाउंट या जितनी वैल्यू है उसका अमाउंट लिखना है
Investment only
And description me monthly mention kr dijiye
2024 me April me ek share buy kiya .. sath me SIP chl rhi to sip li amount total ek year ya monthly value with profit ya invest amount only.
@@akki80ful investment amount only
Share and sip ko alag alag mention kijiye and description me likh dijiye monthly ya one time jo bhi investment kiya h
क्या nps का इन्वेस्टमेंट भी भरना है
Kar sakte hai , other select karke description me mention kar dijiye
@Rachit sharma ji
Galti se no immovable property declaration ho gaya hai
Ab property feed kar raha hoo feed nahi ho rahi hai kya karoo
office admin se sampark kre
Beti ke naam pr kanya smardi yojana h kya wo bhi bhrna hoga?
Not necessary
Saving account ki details bhi fill krna hogi
@@mohdshadan3107 no
LIC bhi moveable property me barna padega kya sir
@@PritiPatel-d4i yes
Lic ki policy h kya usko bhi bharna h
Agar investment hai to
Sir movable me fill karne ke bad final print me uska data no record bata raha hai
Recheck movable details again, save karne baad jab tak niche apko show n karne lage tab tak samajh lijiye save nahi hua hai
SIR LIC M TOTAL INVESTMENT BHARNA H YA FIR MERIIII HALF YEARLY JATI H USKA FILL KARNA ??
TOTAL FILL KARNI H ??
Sir phle mene no movable kar diya tha but ab movable ni fill ho rahi
No movable means apke paas movable property nahi hai, apne submit kar diya hai isliye ab aap movable nahi bhar sakte, wait for correction if available or correct it in next year
सर आधार मिसमैच बताता है
Sir movable ki jagha no movable bhar diya kya koi problem ho sakti hain
Sir mri job 2020se h aur maine 2022me loan le lie the har mahine kat jata h... Isko kis column me dikhana h plz sir reply kr dijiyega🙏
@@currentaffairs-withraushan7516 loan investment nahi hai apka, agar loan ke behalf pe kuch purchase Kiya hai to use fill kijiye and description me loan details fill kar dijiye
Thank you so much sir🙏🙏🙏
Sir maine moveable vla save kardiya lekin lic dalna hoga n usme ab kya kre
@@radha4543 final save kr diya hai to 1 baar apke reporting officer se concern kare otherwise next year me fill kare
@@RACHITSHARMAINFO nahi final nahi save kiya abhi
Ye btaiye samvida contractual employee bhi ye details bharni hai ya only permanent employee ko??
Only permanent
Pakka na brother? Contractual nahi bharega to koi problem to nahi @@RACHITSHARMAINFO
@PriyankTiwari-zk7ii I don't think contractual employees ko employee id milti bhi hai, agar milti hai to fill kare and also contact reporting officer
Bro E hrms code to Mila hua hai. Employee id wahi hoti hai kya. Clear nhi ho rha fill Krna h ya nhi samvida walon ko @@RACHITSHARMAINFO
Sir agr koi property na ho to ye immovable property me kya bhare isme no ka option nhi h
Waha par sirf apko no option select karne ke baad declare kar dena hai bas fir save kar dijiye
Sampatti ki valyu se kya matlab hai,jitne me kharidi ya vartamaan valyu?
current value according to circle rate
Ye contractual samvida employee ko bhi fill karna hai ya nahi?? Plz reply
no need
Sir agr kisi ki property 2 baar fill ho gayi ha to use kase thik kr skte ha
Agar final save ho gaya hai to nahi kr sakte nahi hua hai to preview me del ka option mil jayega
Agar LIC policy kra rakhi h to, wo kis option m jayega
Movable property me other option me
Meri wife govt job me hai aur unke name se koi bhi chal achal samapatti nhi hai aur jo bhi hai wo mere name se hai aur wo bhi paitrik hai to kya isko wife ke sampatti me dikha sakte hai ya nahi
Relation me spouse ata hai vo select kar le aur dikha de ki husband ke name se hai
फाइनल लॉक के बाद kya कुछ add या रिमूव या एडिट ho सकता है to उसके बारे मे bataye
Plz help
Please help
Not possible, correction option not available, you can correct it in next year
Sir jab movable property bhar denge to nomovable property bharne ki to jarurat nhi padegi ?
Plz reply
@@platform4589 yes u r right
अचल संपत्ति विवरण में संशोधन कर सकते हैं क्या
Abhi tak correction ka koi option nahi diya gaya hai
Sir please help me.
Sara data fill kr diya save kr raha hu to niche no data found dikha raha hai .kya kare. Please reply
Possible nhi hai technical issue ho sakta hai cross check kijiye dubara se fill karke save kriye
Sir nahi ho raha hai 5 tympanic save Krishna diye😊
Isme employee ko sirf apni details fill krni hai jo uske name pe hai ya papa mummy ya family ki property bhi??
Only employee ki details but agar investment apne kiya hai aur vo bhale hi kisi dusre family member ke name se hai to vo bhi apki investment me hi add hoga
how to add property after final lock ?
Presently not possible, wait if any correction window opens
Sir final lock ho gya hai bina details ke .... Kaise correction hoga .. please reply any one
Not possible wait for correction if available or correct it in next year
LIC, SIP etc में प्रोपर्टी वैल्यू क्या लिखेंगे क्योंकि यह तो हर महीने कटता है?
@@iarvindsaroj monthly amount likhiye and description me mention kar dijiye
Please pls bta dijiye ab kya kry
Hello sir
Mai gov job me hu mere naam par to kuch bhi ni hai . Ek plot hai wo bhi meri wife k naam par . Aur kuch gram gold hai wo bhi meri wife ka hai. Village me kheti hai ghar hai wo bhi mere papa aur mummy k naam par hai. Mere naam par sirf 2 bike hai. Mujhe ise kaise bharna hai. Plz bataiye🙏🏻
Apne naam bhi kuch rakho maharaj.......ghar banana to apne plot p banana ......baaki apki or wife ko understanding pr depend hai
Loan leke share kharide h toh kese mention kre
Movable property me
ruclips.net/video/jZgTUG48riM/видео.html
Agar details incomplete fill ki h aur lock ho gaya ho toh phir kya kare..
Medical department m kis reporting officer k pass jaaye ? 😢
Not sure, but apke Jo reporting officer hai ek baar unse concern kre
Galti se lock hogya imovable property aur nhi hoparga kya kare
Not possible, wait for correction if possible
Sir hmne personal loan liya private bank se,lakin sara sasur ji ne le liya ye bolkr ki tum logo ki shadi ka कर्ज h,kya vo bhi,abto kuch h nhi hm pr to sampatti kaha se hui,2 LIC hai 30-30 thousand ki per year ,to mujhe kya krna h. Please batayr
Loan bhi 2022 me liya
Property number me kya fill krna h
Khasra ya gata number
@@RACHITSHARMAINFO ye to khet me hota h na?
City ke case me aap registry pe likha hua registration number ya alloted house number bhi daal sakte hai
Okk
2023 pe jake fill karna hai ya 2024 pe?
24
koi 2024 bta rahe h koi 2023 clear nhi ho raha
Propert value bharney ke baad bhi propert value mang rha sowtware
@@WORLD-gp8cq website issue, save karne ke baad wapas akar dekhe list me niche save hua hai ya nahi, agar nahi to fir se fill karke save kariye
Fd ka bhi bharna h kya
Yes
ruclips.net/video/jZgTUG48riM/видео.html
jiske pass khet hai or kure na hue ho woh kaise bhare
Kure ?
@@RACHITSHARMAINFO matlab bancestor ne khet buy kiye kisi aur se toh pahle khali khatauni me nam dalwa dete the naksha dwara hissa define nhi hota hai toh unme jaise jaise ancestor ki death ho jati hai toh sabke bachho k nam pr property aa jati hai jisme hisse define nhi hote toh un property ka ek khata no hota ha jisme ye clear nhi hota ki kiske nam pr kitna hai aise hmari hmare khet 4-5 jagah pr hai toh un sb me hissa nikalna thoda tough ar hmare yaha kache beeghe agar divide kr ke nikale toh share kaise bhare
@homedecor2977 jab tak property me name add nahi hai yani khatauni me waris ya hissedar ka name add nahi hai tab tak us property me aap hissa nahi dikha sakte, aur agar kisi property me multiple hissedar hai to example jaise ki 4 log hai to us property ko pura mention kijiye and share percentage me 25% mention kijiye
Lic sip terms kaise bhara jayega
Movable property - discription me details bhare Jo bhi monthly investment h
Maine final lock kr diya h ab kya kr skty h
@@harshitasingh5896 edit not possible till correction window opens or you can correct it in next year
2023 ki date kya h ..1 Jan se ya 1 April se...
April to march
Gold bhi show krna hai kya sir jo shadi m gifted huaa h
Kar sakte hai description me gifted likh dijiye
2022 me purchase ki gai jameen bhi bharna hai
Yes
Property return 2024 bhar gya h , change kese hoga?plz btae
Final save k baad change nhi kr sakte, concern your reporting officer
Plot wali Makan ki property kis prakar se bharni hai
Immovable
Maine no declared kiya hai but kuch bharna hai to ab kaise hoga
@@ShivamKumargautam-g8f wait for correction window if available or next year
Final submit hone ke bad page ko fir se edit kaise karenge kisi ka galat submit ho gaya hai to theek kaise hoga
Edit not possible, wait I hope correction option will be available
Abhi mere naam ek car hai... Next month wo sell ho jayegi... Aisi sthiti me kya kare ?
Agar aap sure hai sell karna hai to mat fill kariye, no issue
Bahut saare share ho to discription me kya likhe ge aur date me kya dale ge
Share name ki jarurat nahi hai share type likh dijiye means mutual fund hai ya stock purchase hai aur jo amount ho vo likh dijiye ya monthly investment karte hai to monthly amount likh dijiye
Lic me jo insurance he uska bhi likhna pdega
Sir jo account mein paise hai vo dekhane hai ya nahi
No, vo apka saving hai investment nahi
Sir ji maine 1lakh20 hjar 6 month ke liye fd kiya h.... Jbki personal loan 3 lakh liya tha 68000 bhrna rh gya h.... Kist 5757 ki h 6 yr ki... Kya ye v bhrna hoga kaise bhru
This option has been closed aa rha h
Jab save kr rhe
Last date ended on 31 August wait if extended
Bhaiya if ye galti se final lock ho jaye to kya sahi hoga?
Dear uske liye employe apne reporting officer ya concern officer se baat kar sakta hai
गलत जन्मतिथि भरी गई है तो कैसे ऐप खोलें
Very nice information Sir. I had one question. If I purchased a property in 2021 then do I have to show in 2023 and 2024 both or in any one year 2023 or 2024??
@@YashGautamfunny in any one year, because these years are declaring year not purchased year, means in which year you want to declare your investment or property
Bhai print out kesa lega
@@styleandtypesbyankita4875 general me hi last me option hai
Rd,Nsc bhi fill ki jayi kya
Fixed amount ko mention kar sakte hai, movable property me, but rd ya monthly investment ko fill karna possible nahi hai, because use kitne time Tak chalana hai renew karna hai ya nahi ye sab pahle se fix nahi hota hai.
@@bhanupartap7473 aap description me mention kar sakta hai that Iam investing in mutual fund or wherever you invested money
Monthly 5000,6000,7000 whatever you are investing
Thank you
final lock ho gya sir.......or bharna h kya kare
Concern your reporting officer
Kb open hoga mughe apni property return detail bharna tha
2025 new session
Open nhi horha
Sir mare pass chal aar achal nahi to kha fill kar please til me
@@SantoshMishra-gx1fn no movable and no immovable me jakar declare kr dijiye
@@RACHITSHARMAINFO thanks
सर अगर यह फॉर्म गलत भरा गया हो और फाइनल लॉक हो गया हो तो इसे एडिट कैसे करें
Concern your reporting officer and correct it next financial year
property ki galat value fill ho gai hai kaise shi kre
Wait for correction if available or correct it next year
Movable me 2023 ka 2 baar ho gaya delete kaise kare
@@nitinmishra9439 agar final save nahi kiya hai to hi aap del kar sakte hai
@@RACHITSHARMAINFO ho gaya h sir
To ab kya kare
Moveble property current year 2024 ki hi fill krni hai ...ya previous years se ab tak jo bhi hai??
Previous year se march 31 2024 tak
Ha plz btaye
2024 ki movable smptti fill lre ya nhi
2023-24 session me March 2024 tak details fill karni hai and jab 2024-2025 session ka option ayega tab march 2025 tak ki details fill karni hai
सर 3 साल पहले मेरे दादा जी और पिता जी की डेथ हों गईं थी तो जो उनकी प्रॉपर्टी थी वो मेरे नाम मेरी माँ के नाम और मेरी दादी के नाम विरासत के रूप में आ गईं है.. तो उसको भी भरना है kya और उसमे मेरा कितना शेयर है ये कैसे पता चलेगा प्लीज़ रिप्लाई सर 👏🏻
Kis jile k rahne wale ho ye kaun batayga
जितनो के नाम आई है उतने में ही बाट दो,,% आ जाएगा,।जैसे अगर 4 लोगों के नाम आती है तो 25% एक पर
Nice information sir 👍
यदि कोई प्लॉट 5लाख में फाइनेंस कराकर लोन पर लिया गया हो , रजिस्ट्री हो गई हो , लोन का किस्त भुगतान किया जा रहा हो । इसे किस प्रकार भरा जाएगा । कृपया ।
@@CLGupta-tg8xk amount me app full amount likh likh dijiye and discription me jitna Paisa one time payment Kiya hai vo and Jo emi amount hai vo mention kar dijiye and jitne. Months ke liye hai vo bhi
@@RACHITSHARMAINFOsir return year me to 2023 likhna hoga na but apne 2024 likha hai?
Session march 2024 me close ho jata hai, aap chahe to both year me file kar sakte hai, but details same nahi honi chhaiye n also concern your reporting officer or department helpdesk
Sir maine movable property me ek hi car Do baar save kar di to ab kya hoga koi dikkat hogi
Koi dikkat nhi@@shubhammalik1096
Agar by mistake final lock ho jaye to bataiye please kya kru
@@akshitavlogs9254 reporting officer se concern kariye, authority login hi sahi kar sakti hai
New ragistration kaise kare
New registration nhi hota h, apke office se apki user id milegi
संपत्ति विवरण भरने की अंतिम तारीख 30 सितम्बर तक बढ़ा दी गयी है
First time fill kr rhe hai to 2023 or 2024
@@pankajkushwaha6383 2023 fill kare
पैतृक जमीन ट्रांसफर होकर मेरे नाम में आई है उसका भी ब्यौरा देना पड़ेगा
Yes already described in video
Sir wife or son ke property bhi fill krni h ky ya sirf apni krni h
Yes, and relation option select kar lijiye
@@RACHITSHARMAINFOwife ya son ki property me percentage hoga tabi to relation bharna h
Nps movable property me ayegi? Usk alava movable me mere koi investment nhi h
Yes